Really sir aapke videos se jo kam hum impossible samajhte the usko bhi aapne badi aasaan bhasa me explain Kiya Thank you sir for your support and keep it up sir
Hello sir , apki video sabse achchi hoti hai , jis tarah se apne 1 video me pure part's ke bare me bataya usi taraf pure parts ko kaise chake kiya jata hai us par video banaye , step by step , sab kuchh kaise chuke kar sakte hai ki fridge me kya problem hai aur kya kharab hai.
Sab se pahle me aapka bahot bahot shukriya adaa kartaa hunSir me aapse bahut kuch seekha hai, aapke classes aur samjhane ka andaaz bahot hi zyada aasan hai. Thank you for that? Me aapse neo frost technology se chalne wale freezer jaise voltas beko ke neo frost technology ke baare me details samajhna chahtaa hun sir. Ek aur baar shukriyaa aapka. Me abdul karnataka state se hun
Mujhe kaam chaiye kuchh kaam m pura janta hu kuchh kaam me aadha ...but ek mahine me sara complete kar lunga agar mujhe kaam mil gya to sirf agar aap ke institute me kaam lag jaye to bataiye
Bhai mujhe bhi shuruaat me jam nahi mil raha tha kyuki purane technicians ne market kabja rakha tha jo kam wo chhod dete the wahi kam bas mujhe milta tha 😅😅
Front load washing machine ki wiring pure youtube pe nahi h bs chart m smja rkha hai kya aap live machine pe dikha sakte ho or smja skte ho aapki bahot mehrbani hogi
Sir ap aik video ye b banae inveter compressor ka pump ka pressure Kitna ho na chaye or normal frige ka to pressure 500 ka HOTA hai inverter Kitna HOTA hai
Boss lekin apne compressor ke liy btaya tha ke uske Tino pino per meter se check krne per uske Tino pino per alg alg maan aayega Jo do pino ka maan jyda hoga usko chodke tisri pin comon ki hogi Baki ringing starting ki.lekin Maine or do chnels ki vedeo Dekhi jisme compressor shi h ya khrab PTA krne k liy btaya ke Tino pino ka maan same aana chahiy agr kisi pin ka maan bhut km Aya h to compressor khrab hoga
Sar agar koi sansor kharab ho gya hai to phir pcb kaise chek kare iska kya hall hai kya sensor ko direct kar ke chek kar sakte hai jaise sensor ki dono wire hai osko cut karke apas me joined karke thankyou sar
Sar aapane yah to Samjha Diya technical kaun sa wire kaise hain Sar lekin yah room sensor temperature uvw wire or fan motor kharab ho jaaye to Kaise Maloom Pade
Boss Maine apna course complete Kiya kisi institute se but hme bdi bdi bate to btayi but full details se barik se nhi smjaya to prob ari hai isliy apka chnel join Kiya jha ache trike se sari bate batyi ja rahi hai
RUclips ka no 1 technical channel hai sir aapka
aapse itna kuchh seekh chuka who jitna kahe utna kam hai sir aap jaisa koi samjhane wala nahi hai aapka life 200 year rahe
RUclips ka sabse accha channel mi technical
Really sir aapke videos se jo kam hum impossible samajhte the usko bhi aapne badi aasaan bhasa me explain Kiya Thank you sir for your support and keep it up sir
Thank You Sir 🙏🙏❤️ ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️ Bhut Acche se समझाया Sir ji🎉
बहुत ही अच्छा समझाने का तरीका
Guru ho Maan Gaye ustaad jee
बहुत बहुत धन्यवाद आपका गुरूजी
❤❤❤❤❤
आप बहुत सही से सिखाते है सर बहुत बहुत धन्यवाद सर जी 🙏🙏
Aapke samjhane ka tarika bahut jabardast hai sir ji pura ka pura aur proper samjh me aata hai
Sir vanakam sir unga work ynaku romba paynulla oru video sir thank you sir
Hello sir , apki video sabse achchi hoti hai , jis tarah se apne 1 video me pure part's ke bare me bataya usi taraf pure parts ko kaise chake kiya jata hai us par video banaye , step by step , sab kuchh kaise chuke kar sakte hai ki fridge me kya problem hai aur kya kharab hai.
Super 👍 Bhaiya
Video banane ke liya thanks 🙏
Sab se pahle me aapka bahot bahot shukriya adaa kartaa hunSir me aapse bahut kuch seekha hai, aapke classes aur samjhane ka andaaz bahot hi zyada aasan hai. Thank you for that?
Me aapse neo frost technology se chalne wale freezer jaise voltas beko ke neo frost technology ke baare me details samajhna chahtaa hun sir. Ek aur baar shukriyaa aapka.
Me abdul karnataka state se hun
Like ker diya hu sir Mai saif ansari gijer ka video bnai
No.1.technical.channel.sir.good.job❤
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤बहुतबहुत अच्छी से समझ मे आया है सर जी
Guruji very nice shamjhane ke liye
Bhut mast laga app ka video dekh ke
Very very nice sir ji very important jankari ke liye sir ji
Mujhe kaam chaiye kuchh kaam m pura janta hu kuchh kaam me aadha ...but ek mahine me sara complete kar lunga agar mujhe kaam mil gya to sirf agar aap ke institute me kaam lag jaye to bataiye
Bhai mujhe bhi shuruaat me jam nahi mil raha tha kyuki purane technicians ne market kabja rakha tha jo kam wo chhod dete the wahi kam bas mujhe milta tha 😅😅
Jam nhi kam bol
Sir apka samjhane ka tarika acha laga
Super acha samjaya thanks 🙏🙏❤❤
Bahot sahi sir🙏🙏
Good work,,,,Love from Pakistan❤❤
Good video....sir ..am from Kerala
Bhai aapka koie jawab nahin aap Laajawab ho, Best Knowledge, Really Great Mechanic hai aap, Very Good bhai. For best Knowledge ..Thanks Bhai
Bahut badhiya jankari diye bhai ji
Thank you sir aap bhut hi acha se batate hai sir ji❤
Thank you for useful video sir
Bahut sundar bhaiya jankari
Thanks sar aap bahot accha samjha kay batatay hai
सरल और आसान भाषा में बताने बताने के लिए ❤
फुली आटोमेटिक वाशिंग मशीन
बिना पीसीबी के कैसे चलाई जाती है एक वीडियो बना दो❤❤
Bahut bahut dhanyawad sir ji video banane ke liye Nubamber batch 2023 Student
Thank you sir aap ke is video ke liye
Sub-All problem and sluation.
Double door inverter mondal refrigerator All problem and sluation.Tall me sir..❤❤
Thanks guru ji ❤
Very nice nolej guru🎉🎉🎉🎉
Sir mera BARC ka skill test hai agar mai skill test pass karta hu to aap ka
Yogdan bahut hoga ❤❤❤
Congratulations sir 1 million subscribers
Sir double door ke dohot kam videos hai aur bhe videos banaeye
thank you
Very nice sir ji
Aap ka samjhane ka tarika acha laga cooling dear se hone ka kya wajah hai compressor bahut dear tak chalta rehta hai electric bahutt khinch taa hai
Sir HVAC SYSTEM KE BARE M DETAIL M EK VIDEO BANAYE...AUR ISS VIDEO BANANE KE LIYE BHAT SHUKRIYA 👌👌
Inverter refrigerator me fault kaise check karein isper ek video BAnaye sir
next video ac me gas store kese krte hai usme bana do
Sar aapane bahut acchi Tarah Se samjha hai
So Wanda ful sir
सर बहूत आच्छा विडीओ है
Bosch company ka video banao sir pilese
Thanks for your knowledgeable vedio. Please sensor ko continuity meter se kaise check kare.
Great sir 😊🙏
Very good vedio goo Enformetion
Very helpful video sir.
Front load washing machine ki wiring pure youtube pe nahi h bs chart m smja rkha hai kya aap live machine pe dikha sakte ho or smja skte ho aapki bahot mehrbani hogi
Very nice nolej guru ji
Sir ap aik video ye b banae inveter compressor ka pump ka pressure Kitna ho na chaye or normal frige ka to pressure 500 ka HOTA hai inverter Kitna HOTA hai
Acha sir. Ek baat puchna thaa cooling kaa pura system uper wala me hai to niche wale me colling kaise pahunche gaa
Tharmostat aur sensor change karna sikhaiye...aur sensor testing....🙏🙏
Thank you sir❤❤❤❤
Very. Very good sensor main aisa kya hota hai jo pcb Tak pahochata hai ki bhai ab t* aa gaya hai sir deep main batana
Boss lekin apne compressor ke liy btaya tha ke uske Tino pino per meter se check krne per uske Tino pino per alg alg maan aayega Jo do pino ka maan jyda hoga usko chodke tisri pin comon ki hogi Baki ringing starting ki.lekin Maine or do chnels ki vedeo Dekhi jisme compressor shi h ya khrab PTA krne k liy btaya ke Tino pino ka maan same aana chahiy agr kisi pin ka maan bhut km Aya h to compressor khrab hoga
It will be appreciated if you can use less number of words to explain the working of the machine. Thanks
Sir aap LG inverter fridge ka sab sensar ka error ki video banaye sir 🙏
Valo sir🎉🎉
Good work 👍
Sir apny sahi s samjhaya h par ak baat samjh m nhi ayi h y jo sensar h konsa sencar khrab hony par kya kam nhi karga sujhaw de
Sir double door inverter fridge k parts ko kaise check kre iska proper video banayi
# request
Sir app please kitchen chimney ka repair and service video banaye... please ❤
Sir aap inverter model freze ke sabhi senser ko test ya checking ka vedio upload karne ki kirpya kare
Sar agar koi sansor kharab ho gya hai to phir pcb kaise chek kare iska kya hall hai kya sensor ko direct kar ke chek kar sakte hai jaise sensor ki dono wire hai osko cut karke apas me joined karke thankyou sar
Sir iske sensor aur thermoset ki checking ke bare mein bataiye fan ke bare mein bataiye kaise check kiya jata hai
sir mene suna h ki koi si dakkat ati h tb hame fridge ke piche wale bhag me holl bhi karna hota h but wo problem nahi pta please tell me
Ac inverter refrigerator par video banao
Linear compressor pressure kitna hota hai
सर यह सारे सेंसर कैसे काम करते हैं और खराब होने पर क्या प्रॉब्लम होती है इस पर एक वीडियो और बनाएं
Sir y bataye pcb ager iske kharab ho Gaye to repair ho jayege ya new lagege
Bhai ek video ac pressure pump winding or repairing ka bana do
🙏Very Good 🙏
Sir wallpaper per fridge 325 litre inverter usmein problem yah a rahi hai ki niche bhi barf jama
Lg4star fridge ke temprechr carol unit model ke bare me samjaye.ckt diagram being sample. Thanks
Sir ji sensor ki value check karna par video banao kitne temp par sensor ki kitni volume aai gi
Thanks Sir 😊
Sumsung company ka bare video banaye 🌹🙏
Sar aapane yah to Samjha Diya technical kaun sa wire kaise hain Sar lekin yah room sensor temperature uvw wire or fan motor kharab ho jaaye to Kaise Maloom Pade
Boss Maine apna course complete Kiya kisi institute se but hme bdi bdi bate to btayi but full details se barik se nhi smjaya to prob ari hai isliy apka chnel join Kiya jha ache trike se sari bate batyi ja rahi hai
Display wali fridge mein video banaiye sir,,,,
Mast Raja ji
good bhai
फ्रिज की pcb cheek ya koi fualt
कौन चीज खराब कब है
और change करनी है
Plz sir
Thanks for honestly
Gas compreser me hota hai ya coil me fill karte hai
How to check all electrical parts ,,and checking process tell me sir.... Inverter refrigerator 🌻🌻
Sir sensor thermostate electric bhajo ko chanje karne k upar video banaye
Sensor kitna volt pe operate hota hai us pe video banaye wait
सभी पार्ट्स की चेकिंग और फिल्टर बदलने के समय एल्यूमिनियम कॉपर पाइप जॉइंट कैसे करे
Beautiful video
Sar inverter fridge is a sensor kharab ho jaate Hain to usmein kya kya Kami aati hai uske bare mein video update Karen
Bhai freeze may cooling ho Rahi hay magar ice ban rahey cut nahi karrahe hay
Sir ji ekbar clamp meter and multimeter ka kam aur use ke bare ma clear kare
Sir aap inverter ac fridge ka video banao aap ne inverter ac fridge ki video bahut kam banai h... 🙁😫