प्रदोष व्रत कैसे करें By Pradeep Mishra Ji।। प्रदोष व्रत का उद्यापन कैसे करें By Pradeep Mishra
13:41
प्रदोष व्रत कब और कैसे करें || प्रदोष व्रत उद्यापन विधि || प्रदोष व्रत का महत्व || Pradosh Vrat
17:21
प्रदोष व्रत पूजा विधि 2023 /pradosh vrat Puja Vidhi 2023...
HTML-код
- Опубликовано: 12 дек 2024
जय माँ बाबा जी🙏🙏
हर हर महादेव🙏🙏🙏🙏🙏🙏
ॐ नमः शिवाय
Sibilig kaise bisjarn kre
Wow har har mahadev❤❤😊
Har har mahadev ki jai jai jjai ho🌹🙏🌹🚩🚩
Om namah shivay 🙏🙏
हर हर महादेव ❤
ॐ नमः शिवाय हार हार माहादेव ☘️🌺🙏🌺
Vry nyc 👍arragement b supb Heart touching worship ❤
हर हर महादेव 🙏
Thank you so much 🙏
Mam udhaypan vidhi bhi leke aaye pardosh vrat ki please
♥️🕉🙂🤝 राधे राधे
Har har Mahadev maiya Parvati ki jay
Mine phli bar apki videos dekhi or achhi lgi
Thank you
मुझे इनका ही वीडियो अच्छा लगता है देखते हैं सब का लेकिन करते inka🙏🙏 बहुत ही आसान तरीके से समझा deti hai
Her her mahadev 🙏🌹
HAR HAR MAHADEV
Om namah shivay 🙏🏻
Jai shree shiv ji
Jai shree Ram ji her her mahadev ❤❤❤❤❤❤❤❤
Har har mahadev sambhu namaste
Neetu di main falahar to kr sakti hoo but namak k bina mujhe BP low ho jaata h to kya main sendha namak ek baar le sakti hoo
,JAY SHREE RAM JAY HANUMAN DADA AAP HAMPER KIRPYA KIJIE KASTBHANJAN DEV KI JAY
🙏🏻🙏🏻
ऊं नमः शिवाय 🙏🙏🙏
Har har mahadev
Please comment Mein bataiyeकोंनसा ऊपवास करते pradosh ka😊
Har har mahadev 🕉️
Sabse pahle to didi aapne ganesh ji ki puja karni thi,fir mata ki tb jake mahadev ko abhishek karana tha
Om namah shivay
🙏🌹Om Namah shivay 🌹🙏
🙏🙏
thank you maam for sharing this video
Most welcome dear 🌺
Har har mahadev ❤
Mam periods ke 6 day pr pradosh vrat kr ke Pooja kr skte hai ki nhi . Pls reply dijiye
Om namah shivay mai pradosh kaa vrat krna chahti thi but meri mummy ne vrat nhi krne Diya Qki kuch din pehle he 16 somwaar kaa vrat complete Kiya h isliye but mujhe puja krna h kaise v too kya mai bina lahsun pyaj ke roti chawal sbji khake aaj saam ko puja kr skti hu plz reply kijiye 🙏
Parthiv shivling to surya aast ke bd visarjit nhi krte or pradosh vrat ki pooja to saam ki hi krte h vo kaise visarjan kre
Shivling jo mitti ke banaye hai vo kab aur kese visarjan karna hai plz bataiye
Namaste🙏 Neetuji🙏
Yeh Prodosh vrat ki video bahut achi lagi.. Ek choti si prashna hai 🙏🙏.. Kya Bhagwaan Shri Ganesh ji🙏🙏 ko durba bhi yahi charha sakte hai 🙏...
Aur Pradosh vrat kis samay kare? Subah yah phir shaam? Kripya bataye 🙏🙏
Suryast k 45 minut pahle or 45 minut bd ka time hi pradosh kal mana jata he isliye Pooja bhi usi time karni chahiye
Kya mai balpatre ka 1 pta kha kr vrat rha sakta hu plz reply mam
Har Har Mahadev ❤❤
Anty ye bataye m bhot confuse hu m vrt rhkti hu to mhine m 2 prdose pdti h to dono prdose ka vrt rhkna chaye ya ek rhkna chaye
Shukla paksh ki pradosh ka vrat rakhna jaruri hota Hai baki aap chahe to donon vrat rakh sakte hain
Very very very❤❤❤
Pooja ghr me he krni h mandir m nahi ja skte kya hm.or morning m pooja krne h ya shaam ke time
Mujhe jaisay sani pradosh vrat karna hai to only sani pradosh karen ya har pradosh vrat karna hoga please aaj he reply karna ya fir jb sani pradosh aye TB tb vrat karen please batay Santan ke liye
Sabhi pradosh vrat krne honge
Kya pradosh k vrt m vrt n kre to baal dho sakte h kya
Mai subh hi pooja krti hu jal chdhati hu aur sham ko keval aarti aur mantra pdhti hu kya ye shi h ya sham m hi jal vgaira chadhana chahiye kyuki mai working hu
Dekhiae pradosh vrat ki Puja sham ko pradosh kal mein ki jaate hain lekin agar aap job karte hain ya koi aur Karan hai to aap subah bhi Puja kar sakte hain Koi dikkat nahin sham ko Aarti jarur kar lena
Very very nice
Ma'am July mein masik Shivratri vrat kab hai
Mam hum mandir main bhi pooja kar sakte hain
Jay shri ram🛕❤🎉
Har bar Naya shivling banana hai kya aur baad me shivling ka kya kare?
Ye पूजा सुबह भी करनी h.. Ya only sham ko
khir ka bhok laga sakte h
Ghar mein jo Shivling Pahle Se Rakha hota hai vahan kar sakte hain Puja Bahar Rakha Hai
Somvar ke vrat ke din hi pradosh ka bhi vrat ho toh kaise karein shaam ko kya khaye dono vrat ke niyam ho jaaye
Didi belptra k niche rakh k shivling ko nehla skte h kyaa uska pani belptra k plant m jaye to koi dikkat hai kya
Ji ha rahk sakte hain
Sendha namak kha skte h kya plz btayi.......?
Namak nahin khaya jata hai
Kya ham Bina shivling ke sife photo se ghar me pardosh nahi kar sakte
Ker sakte hai
Mam jaise ki, pradosh vrat ki puja, pradosh kal me hi ki jati h, mam mai Job krti hoo, prados kal me time nhi mil rha h puja krne k liye to kya kre, vrat ko chhor de ya agla pradosh vrat kre, ya vrat kre to prados ki puja kaise kre, pradosh kal me
Is vrat mein ya kabhi bhi jo Bhagwan Shiv Shankar Ki Puja ki jaati Hai to pradosh kal ka Vishesh mahatva hota hai lekin agar aap pradosh kal mein nahin kar pa rahe hain to aap Sham ke samay kisi bhi samay Puja kar lijiye subah samay mile to subah kar lijiye bhavpurn hone chahie aapke bhav ki mahstav jyada hai
pardosh vart ka to mtlb hi yehi hai ki pardosh time me Puja
Us din aap apne kaam se Jaldi chhutti le lijiye😊
@@aisha8306 agar jaldi chhutti mil jati to mai question hi kyu krti,
प्रदोष व्रत या त्रयोदशी व्रत अलग होता है या प्रदोष का अलग होता है प्लीज रिप्लाई करना या द्वादशी में भी प्रदोष का व्रत होता हैं
नही दोनों एक ही होता हे,जी द्वादशी और त्रियोदशी को ही प्रदोष व्रत बोला जाता हे
Pradosh ar riyodashi ek hi hota h
Pradosh ki puja sam me karenge.Rat me shivling ka bisarjan kaise karenge.phir subah to puja kerke brat kholenge.uske bad hi shiv ling ka bisarjan karenge?.Reply kare
Trayodashi ke din hi pradosh vrat rakha jaata he ..bs kaai baar pradosh vrat dwadashi ke din pad jaata he ..iske liye panchang chk karke vrat rakhen...vahan mention hota he sab
M kal 20 tarik ko shukla paksh se shuru kr rhi hu, kya mai agle mhine se dono m se koi sa bhi kar skti hu ..ya sirf shukla paksh ka hi Karu
Agle mahine se dono vrat rkhne h
Mai bhi rkhti hoo
Thank you Anjali ji
Yah aapki marji hai aap chahe to sirf Shukla paksh ki pradosh kar sakte hain ya aap chahe to mahine mein do pradosh aate Hain donon kar sakte hain
Is brat mai pooja 2 bar hoti hai kya plz bta dijiye
Ek bar
Malas me ye wart suru kr sakte hai kya
Nhi
Prdos vrt or pashupativrt alg he kya pashupti vrat me khana kha shkte he kya
Han ji dono alg hai ,ji ha Pashupati vart mei sham ko ek time khana kha sakte hain
Didi sham ko mitha khana chaiye ya nhi?
Didi plzz ye btao pardos vart or terodsi vart ye ek hi hote h kya
Han ji
Mam jalhri daxid ki or hoti h
हम मंदिर m jake kar skte h ghar m agar n bnay shivling to or bina namak k aalu krk kha skte h mera baccha feed krta h 1 year ka h
merko btao đi pardosh vrt hi trodshi vrt h kya?
Yes
Kitni karna hote monday ko kabhi Tuesday hota hai
विसर्जन का विडियो update kerna ji
Video upload h short video h dekh lijiye please
Didi ye pardosh ki pooja to din shyam ko yani paroshkaal me hoti h to mittti ka shivling subha banana h ya shamko ye kab visarjan or kIse kare
Sham ko banana sure sone se phle visarjan hota h
Kaise shivling ko visarjan krte hai Ghar me hi
Kisi bartan mei Pani lekar usmein visarjit kardo baad mei podho mei sinch do
Ap y bto krishn paksh suru kr skte y vrat
Sukl paksh se
Katha mobile par sunne se hoga
Thank you so much❤😊
Dachina pooja ke baad kha Dena h pandit ji ko?
Yes
M ye vrat start krna chahti hu to kya es bar se start kr skti hu ya nhi please btaye
Ji ha ker sakte hai
Jaise 11 kiya h toh 11th day wale hi din udyapan krte h ??
Yes
Sam ka pooja kaise kre
Visrjan kaise kre
Di ikasdashi ke din shiv mandir main chawal nhi chadte fir us din mandir main kya chahde
Til
Mam viserjan kaise kre
Safed kapda use karte h Pooja k liye I'm very confused pls reply me guys
Bhagwan Shiv Ki Puja mein safed aasan lete hain safed Na Ho to Peele rang ka aasan le sakte hain
Aunty mero ko jldi sadi k liye kise ne pashupati vart k bari me btaya h aunty ji m monday ka fast be krti hu kya dono vart sk sath hojayege ya mere mummy kr skti h pashupati vart ko plz btana aunty ji mere papa bhut presan hogye h ldka dekhti dekhti
Donon fast ek sath to nahin honge Pashupatinath aapko alag se karne padenge han aapki mummy bhi kar sakte hain
Pradosh vrat kab aata hai di ye bataiye or sham ko bhojan grhan kar skte hai kya sham ko prdosh kal me puja kese krni hai vrat kb se chalu karne hai kab aata hai prdosh plzz didi btaiye
Pradosh vrat mein fal khae jaate Hain an nahin khaya jatavadasi ke bad aata Hai
Pati ki government job ke liye kisse abhishek kre
सुबह को या शाम को करना होता है क्या अभिषेक
Sham ko
Partek parodhoshchi kahani vegali aste ka
Shiv ling ko kaha bisrjit kre
Ghar per hi kisi bhi podhe mei ,Tulsi mei nhi karna bs
Mam pradosh ke vrat kitne rakhne hote ha
Bhog 2 bhag mai lgaya jata h
Agar ghar me mandir ho to usme Pooja nhi kar sakte h
Didi maine 16 somvaar vrat vaise mane hai jaise somvaar ka vrat simple tarike se kiya jyata
Mai yaise nhi kar paungi
Mera khud ka mandir hai
Mandir me hi manna tha
Please suggest
Ji ha aap ker sakte hai parsad aapko 3bhg karke hi khana hoga ,ek bhog bhagwan Shiv ka ek cow ka ek aapka
Sivlig ka bisrjn kaise kare
ruclips.net/user/shorts6tbZmOpPPrE?si=X55nuwwcxXjpsBtW
शिवलिंग का क्या करना होता हैं बाद में
Visarjan
Mitti shivling ni bolte parthiv shivling bolte h anty ji
Shivlingka,visharjan,dikhaye
Visarjan ka short video channel per hai
Visarjan kaise kara batao
विश्व गुरु सतीश अवस्थी जी ने तो रात के समय सेंधा नमक का प्रयोग करके भोजन कर सकते है ऐसा कहा है परंतु आप तो मना कर रही हैं
Pradosh vrat mein namak nahin khaya jata Hai Lekin agar aap nahin rah paate Hain to fir alternet ke liye sendha Namak kha leta hai
@@Mypacificwall गुरु जी ने बताया कि ऐसा शिवपुराण में mention nahi hai kahin bhi manahi nahi hai bhojan ya namak ki हर हर महादेव 🙏🙏
दीदी मेरा पति मुझे तलाक देना चाहता है में नही देना चाहती इसलिए मैं प्रदोष व्रत कर सकती हूं क्या
Ji ha bilkul karne chahiye
Hlo
@@radhikasaini214 ha ji
@@lifeofparema mera bhi yhi meter h
Tumko khud hi nhi pata ye vart kese kara jata hai orto ko shivling ko hath hi nhi lagana chahiye or tum apne hatho se bana Rahi ho ye kesi Pooja hai
Har Har Mahadev 🙏
Shaam ko parshad m kya bnaye Or shaam ko जल अभिषेक कर skte h kya
Pradosh ki pooja pradosh kal m hi krte h bhn