Ek baat bta bhai hum kolhan university se ha , mera ek exam chut gya ha 6th sem ka 2020-2023 ka ab kya back dena padega. Bhai to kab back dege Or kab mera degree ayega kuch jaankri de
Degree certificate k liye Ranchi University 2020 me apply Kiya tha,,chalan k receiving v bank se Mila tha but avi Tak degree nhi aaya h by post.what should I do?
Very informative video..bhai please ye btaye k jo ranchi university se affiliated college h unko form apne college me submit karna h ya University me,or challan kaha se katwana h..
meri university Ranchi university hai Lekin college Gumla ka hai. Chalaan aur payment Apne college me karna hai ya Ranchi university Punjab national me?
Ha University se mil jayega.... Aapka purana hai to din nhi bta payenge ki kab tak mil jayega .... But aap apply kar do... Kuchh din baad mil hi jayega ...🙏
Apne department se form me chalan no. Likhwa lijiye ... Dhyan rhe ki aapka session 2015 ke baad ka hona chahiye ...agar uske pahle ka hoga to aapko degree ka bhi Paisa Dena padega..
Apka Video Share kiye the Apne college ke group pe waha pe ek ladka bol raha hia ki 600 jma krna hai blue wale Challan mei ar 100 rs jama krna hia Yellow mei Hmara Batch toh 2017-2022 ka hia Toh kaun sa challan bharna hoga srf yellow wala
Sir Ranchi mei sahid chowk par jo ranchi university ka main office hai , wahi kar ja k form or chalan jama karna hai kya ? Or Yellow wala chalan wahi se milega kya Bank mei ?? Please reply sir , please
Aap challan lekar ek baar Examination cell chale jaye wha se pta chal jayega ki q nhi gya hai abhi tak... Kabhi kabhi thoda late ho jata hai... Ek baar aap chale jayen..🙏
Session 2013-15 ya 16 hai.. By the way R.U ke examination cell chale jaiye..wha se pta chal jayega... May be Aapka ban gaya hoga... Aap apna payment wala chalaan lekar chle jaye..🙏
Mera degree abhi Tak nahi Mila chalan verification sub kar ke jama kiye pnb ru branch phir bhi abhi Tak nahi Mila muje 9 month ho Gaya koi contact number hai kay kaise pata chalega??
Sir hum migration nikal chuka hai bass passing certificate nikalwana hai .....tho form fill karke hum apne college Marwari college mai jake signature karaye ga uske baad RU mai aapke chalan katake summit karega .....yehi process hai ......es mai document kya le jana hoga
R U के website (RanchiUniversity.ac.in)पर जा कर Downlod का option आएगा । उसी के अंदर में डिग्री सर्टिफिकेट का फॉर्म डाउनलोड करके उसे भर लीजिए ।। उसके बाद जहां से पढ़ाई कियें है वहां से फॉर्म पर साइन और मुहर लगवा लें साथ ही साथ आपको फॉर्म में नीचे एक चालान न. तथा तारीख को जरूर से भरा लीजिए ताकि आपको डिग्री का पैसा भी देना पड़े।। उसके बाद आपको फाइनल मार्कशीट तथा एडमिट कार्ड का फोटोकॉपी जरूर लगाएं। उसके बाद रांची विश्वविद्यालय चलें जाएं वहां बैंक से पिला चालान लेना है तथा उसे भर कर वेरिफाई करवा लीजिए उसके बाद 100 रुपए बैंक में जमा करना है।। आपका फॉर्म भी बैंक में ही जमा हो जायेगा ।। इस तरह से आपका सर्टिफिकेट 15 दिनों में बनकर तैयार हो जायेगा।। अन्य जानकारी के लिए हमे मेल करें ajitvishwak92@gmail.com
डोरंडा कॉलेज में चालान नही भरना है जो भी विभाग से संबंधित क्लर्क होगा उसे फॉर्म देकर बोलियेगा की सर इसमें भर दीजिए , तो वो अपना रजिस्टर से उसमे भर देगा।।
Aapke address pe hi aata hai .... Lekin itne din se nhi gya hai to ek baar aap examination department se mil lijiye aapka problem solve ho jayega... 2 saal kisi ka bhi nhi lagta hai ....plz ek baar examination department se miliye 🙏
सबसे पहले आपको आरयू के वेबसाइट से फॉर्म को डाउनलोड कर लीजिए । उसके बाद सारा डीटेल भरिये। अगर आपका सेशन 2015 के पहले का होगा तो आपको 600+100 का चालान कटवाना होगा।। और आप 2015 के बाद वाले सेशन से है तो आपको सिर्फ 100 रुपए फॉर्म के पैसे देने पड़ेंगे।
Hello sir... Thanks for your information. I passed degree in 2005. Meine abhi tak certificate nahi liya.. mujhe abhi degree certificate bahut jaroori hogaya aur mein abhi andhra pradesh mein rehta hun..kya mein direct ranchi university jaa kar degree certificate le sakta hun. Ya fir college se sign karwake ranchi jaana padega. Please jaldi reply deejiye..
Ek baar University ke Examination department chale jaiye yellow challan lekar ... may be galat Address ke karan bhi nhi ja pata hai... To wha se aapko mil jayega..🙏
Bohot badhiya dost…👍
Thanks bro very usefull video
thanks for making this video, its really helpful
Very helpful videos thanks 🙂
Thanks 😊
Bhai 2021 graduate hu Marwari College se.. kab aur kaise milega final degree?
Mera BA 2018-21 or MA 2021-23 ka session h to BA dono ki degree lene k liye alg alg form fill krna or chalan katana hoga kya
Hnn dono ka alag alag....
@Weirdono.1 yes.. dono ka alag alag hoga
Form me kisse sign krana hoga??
Provision ban wana chahe tho kitna time me banwga ?
Do we required any address proof or id proof also like aadhar pan ?
Apne jo form dwnld krke nikala h wo form kya khud hi fillup karna hoga ???
Ji ha.... Khud hi bharna hoga or apne department se verify krake University me jma karna hoga.🙏
Mera graduation 2003- 2006 Hai. DEGREE CERTIFICATE APPLY KARNE KE KITNE DIN BAAD GHAR PAHUNCHTA HAI. PLEASE HELP KARE.
Aap process me daal dijiye.... May be 15 din me chla jayega.. ... Purana hai n to thoda bhut late bhi ho sakta hai..
Ek baat bta bhai hum kolhan university se ha , mera ek exam chut gya ha 6th sem ka 2020-2023 ka ab kya back dena padega. Bhai to kab back dege Or kab mera degree ayega kuch jaankri de
bhai signature kisse kisse krwana h... aur kya college bhi jata h kya apne se Bina apply kiye?
Bhaiya exam paper rechecking krane ka process kya hai
Mai 2021 ka passout hu. Lakin C.L.C 2024 ka h. Toh form me puch Raha h college kab chora, isme 2021 likhu ya 2024 ???
Plz help
Pass hone ke kitne din baad degree certificate aata hai
By post nhii lenaa h to ja k le sakte h?
Sir kya provisional certificate aur degree certificate same hoti hai ?
Nhi
@@radhekrishna_RKYe kaha se milegi Clg ya University se ?
@@samcoding5960university se
Provisional certificate or clc sb college sai...degree or migration bs University sai
Bhaiya blue challan kon sa k liye bhrte hai
Degree certificate k liye Ranchi University 2020 me apply Kiya tha,,chalan k receiving v bank se Mila tha but avi Tak degree nhi aaya h by post.what should I do?
Challan lekar R.U ke Examination cell se pta kijiye....
Ok.Thanks for valuable information.
Bhai degree mila apko ? Please help mera bhi same situation hai
Mera 2 months se upar ho gaya apply kiya hua lekin degree abhi TK nhi mila
Same problem
Application form me kya kya chiz kaise fill karna hai
By post nhi jata sir 20 days ka time diya hai
2015 ke pahle aayenge ka kya matlab he
Video banae hue apka 7 months hogaya apka degree aaya ?
2009_12 session graduation ka mil jayega
Ha bilkul mil jayega.. plz contact examination department R.U🙏
Very informative video..bhai please ye btaye k jo ranchi university se affiliated college h unko form apne college me submit karna h ya University me,or challan kaha se katwana h..
Form bharne ke baad college se verify karwana hai lekin Paisa aapko Sahid chauk wale Panjab national bank me hi jma karna padega ....
@@stellarajit484 mujhe marksheet lena hai kya process hoga
mera ek backlog tha jo clear ho gya
bataye
Aap apne department se le lijiye ...wahi pe sabka chla jata hai..
Bhaiya me yodoga clg se hu , kya process hai video bana dejiye download se leke apply karne tak
Ok sure ..... Channel ko like or subscribe kar lijiyega.
Document ko attested bhi karwana h kya??
Jaruri nhi hota hai
meri university Ranchi university hai Lekin college Gumla ka hai.
Chalaan aur payment Apne college me karna hai ya Ranchi university Punjab national me?
Form bhar ke college se signature karwa lijiye .... Uske baad aapko R.U ke bank me Paisa jma karna hoga...
Kya degree university me mil jayega aur kitna din me mil jata hai apply karne. Ke bad 2002 ka degree hai
Ha University se mil jayega.... Aapka purana hai to din nhi bta payenge ki kab tak mil jayega .... But aap apply kar do... Kuchh din baad mil hi jayega ...🙏
Mera 2020-23 ka session tha to kya hmko certificate mil jayega kya
Convocation 🎓 hone wala hai mil jayega.
@@stellarajit4842022 ma ug passsout hu degree certificate lana ka liya kya karna hu ga
Pehle hame form mai chalan no. Likhwana hoga ya pehle hame chalan lena hoga bank se?
Apne department se form me chalan no. Likhwa lijiye ... Dhyan rhe ki aapka session 2015 ke baad ka hona chahiye ...agar uske pahle ka hoga to aapko degree ka bhi Paisa Dena padega..
@@stellarajit484 bhaiya hamara session 2014-2017 ka hai. kya hame v degree ka paisa dena hoga? aur degree k paise k liye challan kaha milega?
bhaiya kya aap apna contact no. de sakte hain?? kuch aur questions hain... wo v puchna tha... bahut madad ho jati. 🙏
Wattsup - 8409167095
Apka Video Share kiye the Apne college ke group pe waha pe ek ladka bol raha hia ki 600 jma krna hai blue wale Challan mei ar 100 rs jama krna hia Yellow mei Hmara Batch toh 2017-2022 ka hia Toh kaun sa challan bharna hoga srf yellow wala
Aapko sirf 100 ka challan bharna padega.
@@stellarajit484 2015 me UG complete ko kitna challan lagega ?
Sir Ranchi mei sahid chowk par jo ranchi university ka main office hai , wahi kar ja k form or chalan jama karna hai kya ? Or Yellow wala chalan wahi se milega kya Bank mei ??
Please reply sir , please
Ha .. wahi pe bharna hai .. but pahle aap form download karke Apne department se sign karwa lijiyega..
@@stellarajit484 Thankyou so much sir .. aap help kr diye mera
@@stellarajit484 sir degree certificate or migration ek hi sath milega kya ya alag alag form bharana hoga us k liye
@@stellarajit484 apne department se matlab , apne clg se
@@stellarajit484 ?
Mera 21 March ko proman Patra ke liye chalan kate hai 100 .ak mahina me post me pahuchega bola Abhi tak nahi aaya hai.kya karan hai.
Aap challan lekar ek baar Examination cell chale jaye wha se pta chal jayega ki q nhi gya hai abhi tak...
Kabhi kabhi thoda late ho jata hai... Ek baar aap chale jayen..🙏
@@stellarajit484 examination cell kaha par hai
Sahid chauk ke paas.
Downloaded form valid hoga sir
Ya counter se lena compulsory hai
Download hi karna hai ....
Counter se band ho gya hai..🙏
@@stellarajit484 tq so much sir
Form Ke Sath Kya Kya Documents Attach Karna Hoga.
Last year ka marksheet or Admit Card..... Aapka thoda purana hai to aap admission slip bhi lga dijiyega.
Bhiya mera session 2008-2011 h degree certificate mi jayegi na😢😢😢.. college me pta ki..nhi aaya h av tk..😓😓..
Ha mil jayega aap pahle form bhar ke jma kijiye examination department me
Mere graduation 2013-15 h degree certificate apply kiye huye 2 months ho gye ave tk nh aiya h aage kya kare pls help kare
Session 2013-15 ya 16 hai..
By the way R.U ke examination cell chale jaiye..wha se pta chal jayega...
May be Aapka ban gaya hoga... Aap apna payment wala chalaan lekar chle jaye..🙏
Aapka aaya??
Mera bhi apply kiye one month ho gya h abhi Tak aaya nhi h.
Sir degree certificate college me milega ya university me year(2011-14)??????
May be aapka college chla gya hoga..pta kar lijiye apne college se....
Nhi to University se to mil hi jayega.
@@stellarajit484 ha university me apply kr diye h...ghar par kitne dino me pahucha deta h university?
Degree certificate ka form PNB bank me hi jama leta h kya
Yes
Bhaiya mera session 19-22 hai mera kitna chalan lagega please bataeeye ?
Aapko sirf 100 rupee ka challan bharna hoga.
Bhai please reply mai doranda college ka hun to collecge se apply krna h ya ranchi University aake degree migration character certificate sab k lie
University se degree apply kar dijiye..
@@stellarajit484 aur sir clc migration character certificate college dega kya
Clc college deta hai...
Migration University se milta hai
@@stellarajit4842024 pg mara complete hua ha makerssheet kha sa milga
2013-2016 session h to kitni fees pay krni hogi
आप पहले फॉर्म को भरिए उसके बाद फॉर्म वेरिफिकेशन के लिए अपने डिपार्टमेंट चले जाएं उसके बाद वही से पता चल जायेगा की कितना पैसा लगेगा ।
Ajeet bhai ye bataiye ki form fill karne ke baad verify college se karana padega ya university ke exam centre se hi verify hoga ??
Aapke college me ho bhi department tha usse hi karwana padta hai.... University se bank challan katwana padta hai.
@@stellarajit484 kitna baje tak form jama liya jata hai ?
@@abhishekkumar-mm6bt 3 bje tak
Thnq so much sir aapne bahut hi achhe se sab clear kr diya.. Ranchi University ka location kya h?? Wo v share kijiyega 🙏🙏
Near Sahid chauk .......main road firayalal Ranchi.
@@stellarajit484 thanq so much.. RU me abhi kaam hoga na ?? Chutti to nhi h na sir??
Academics logon ka chhuti nhi hota hai..... Abhi khula rahega..
Degree Certificate lene ke liye morabadi Wale campus me Jana padta hai kyaa please reply
Depend karta hai kab ka degree lena hai aapko..
@@stellarajit484 2018-21 ka session hai
2021 me apply kiye the...
abhi tk nhi mila hai degree certificate...
Apko mila kya ⁉️
Kaha Kiya tha ? Ranchi University office ? or E.D.P.C centre ?
Ager last fee ka chalan nahi hai pas to kya kare
Degree certificate Mila kya?
College se verify krna padta h kya
Ha karwana jaruri hai apne department Head se.. jis subject se aap padhai kiye hai 👍
Mane 2012 me complete Kiya hai kitna fee lagega.
Aapka may be Rs. 600/- lagega.🙏
Degree mila ya nahi agar Mila toh kaha pe mila??
jane ka rasta ka video bna dijiye
Ji jarur 🙏🙏 thanks for your suggestions...
Chalan bhi verify hota hai?
Ji ..... Verify jaruri hai.. uske Bina nhi hota hai.👍
@@stellarajit484 form me apane college se bhi kuchh karana hota hai kya ?
Bhai degree original hi milegi ya dublicate?
University se Original documents hi milta hai.🙏
Kya kya documents attach karne h B.A 2008 ka original nikalwanah
Form ke sath Last year ka Marksheet and Admit card ka Xerox copy..
Callege me vi sign karwana padta hi
Ji... principal/H.O.D se.
Bhaiya jo form download kiye hai usko verify karke ke liye clg lejaana hoga kya ?
Department head se form pe sign karana jaruri hai... Uske Bina nhi ho payega....
@@stellarajit484 mtalab me yogida college , jagarnath se parha huu , tho waha se sign karwana hoga ?
@@stellarajit484 college ke department head se sign ?
Ya Ranchi University ke department head se sign ?
@@stellarajit484 please reply ?
Process lengthy hai batane wala koi ny hai 😢
@@stellarajit484 please reply 🙏🙏 session 19 - 22 walo ko degree milega avi ki ny ?
Mai 6manth pale chalan JamaKiya hu lekin Mera diggri nahi Mila hai aab Mai keya karu margdartoin dijye
Challan lekar Examination cell chale jaiye... Pta chal jayega
Mera degree abhi Tak nahi Mila chalan verification sub kar ke jama kiye pnb ru branch phir bhi abhi Tak nahi Mila muje 9 month ho Gaya koi contact number hai kay kaise pata chalega??
Aap challan lekar University Examination me chale jaye.. may be aapka kaam ban jayega..🙏
Passing certificate mila apko?
Bina cllg k sign k certificate nikal jta h kya?
Nhi ho payega ...... Apne Department se verify ek baar karwana hi padega.🙏
Brother main 2018 ma passout hu mujhe kaha milega degree college or university
Degree certificate Mila kya?
सर मुझे आपकी मदद का जरूरी है
Me 19-22 session ka hu kitna din me milega apply karne per ?
Ghanta milega. 😅 sabko university jaha par rha h
Ye challan kha se katwana h location and verify ka locatiom
Ranchi University campus.... Sahid chauk ke paas bank hai wahi...pe bagal verify ho jayega. 🙏
Student should submit the form in person? or in behalf anyone can submit the form
Anyone can fill the form and payment..
Mark sheet aur college leaving certificate mila hai
Aapko degree ke liye sirf Admit Card and marksheet chahiye hota hai..
Sir passing certificate or degree certificate same hota hai kya
Yes.
Sir hum migration nikal chuka hai bass passing certificate nikalwana hai .....tho form fill karke hum apne college Marwari college mai jake signature karaye ga uske baad RU mai aapke chalan katake summit karega .....yehi process hai ......es mai document kya le jana hoga
Final marksheet and Admit Card ka photo copy..
Form me 8 number pe kya bharna hai
Jo bhi aapke paas last payment slip hoga usi ko bharna hai....
Nhi to aap apne department jakr cleark ko boliyega wo bharne ke liye bta denge.🙏
Ky ky karna hoga mra 2016-19 ka graduation wla lena hai
R U के website (RanchiUniversity.ac.in)पर जा कर Downlod का option आएगा । उसी के अंदर में डिग्री सर्टिफिकेट का फॉर्म डाउनलोड करके उसे भर लीजिए ।। उसके बाद जहां से पढ़ाई कियें है वहां से फॉर्म पर साइन और मुहर लगवा लें साथ ही साथ आपको फॉर्म में नीचे एक चालान न. तथा तारीख को जरूर से भरा लीजिए ताकि आपको डिग्री का पैसा भी देना पड़े।। उसके बाद आपको फाइनल मार्कशीट तथा एडमिट कार्ड का फोटोकॉपी जरूर लगाएं। उसके बाद रांची विश्वविद्यालय चलें जाएं वहां बैंक से पिला चालान लेना है तथा उसे भर कर वेरिफाई करवा लीजिए उसके बाद 100 रुपए बैंक में जमा करना है।। आपका फॉर्म भी बैंक में ही जमा हो जायेगा ।।
इस तरह से आपका सर्टिफिकेट 15 दिनों में बनकर तैयार हो जायेगा।।
अन्य जानकारी के लिए हमे मेल करें ajitvishwak92@gmail.com
@@stellarajit484 form me chalan no aur date yellow challan wla ka likhnge
Jis department se aap padhai kiye hai wahi ka clerk se bhrwa lijiyega.
@@stellarajit484 main doranda college se padha hu
To doranda college me v challan bhryga kya
डोरंडा कॉलेज में चालान नही भरना है जो भी विभाग से संबंधित क्लर्क होगा उसे फॉर्म देकर बोलियेगा की सर इसमें भर दीजिए , तो वो अपना रजिस्टर से उसमे भर देगा।।
Apply krne ke baad kaha aata hai cirtificate.
2 year ho gya bola tha aa jayga
Aapke address pe hi aata hai .... Lekin itne din se nhi gya hai to ek baar aap examination department se mil lijiye aapka problem solve ho jayega...
2 saal kisi ka bhi nhi lagta hai ....plz ek baar examination department se miliye 🙏
@@stellarajit484college ka examination department ya Ranchi university ka?
Hi
Ranchi women's college ka kaise kare
सबसे पहले आपको आरयू के वेबसाइट से फॉर्म को डाउनलोड कर लीजिए । उसके बाद सारा डीटेल भरिये। अगर आपका सेशन 2015 के पहले का होगा तो आपको 600+100 का चालान कटवाना होगा।। और आप 2015 के बाद वाले सेशन से है तो आपको सिर्फ 100 रुपए फॉर्म के पैसे देने पड़ेंगे।
Sir m marwari college s padh hu 2015-2018. College m dgree mil sakta h kiya. Ya college m dgree kb tk aajata h University s bnkr
Aap ek baar college chle jaye.. may be aapka ban kar rkha hua hoga.
Or nhi bna hoga to aapko form bharke dena hoga
@@stellarajit484hum 2022 ma ug passsout ha degree university sa lana hu ha kya karv fir college chal hu ga
Form kaise bharna h confirm kr dijye
Ajit sir hum sunil sir
Johar sir ji..🙏🙏
By post kavi nhi aayega
Address sahi rahne par aa jata hai..... 🙏
Sir apse bat karna hai Mai up se hoo mughe degree cahiye
8409167095 wattsup calling
Pura hindi me bharna hai?
Hindi ... english dono chalega..
@@stellarajit484bhai 35 din hogye degree ni aaya
Form keise bhare
फॉर्म ऑनलाइन डाउनलोड कीजिए ranchiuniversity.ac.in से उसके बाद भर दीजिए।
PG 2005 original chahiye
Form bhar dijiye... Mil jayega.
Form khud fill karna hai kya karwana hai kese or se ???
Website se download karke ....Aap apne se bhariye.
Hello sir... Thanks for your information. I passed degree in 2005. Meine abhi tak certificate nahi liya.. mujhe abhi degree certificate bahut jaroori hogaya aur mein abhi andhra pradesh mein rehta hun..kya mein direct ranchi university jaa kar degree certificate le sakta hun. Ya fir college se sign karwake ranchi jaana padega. Please jaldi reply deejiye..
College se sign karwana hi padta hai...uske Bina nhi ho payega..aapka purana session hai..
Ok sir
सब कुछ मिला के टोटल कितना खर्चा आएगा??
2016 में ग्रेजुएट हूं
Apply kar dijiye .. may be aapka 💯 rupya lage..
Mera 7 month se jayda ho gya avi tak degree certificate by post se nhi bheja hai kia kre sir???
Ek baar University ke Examination department chale jaiye yellow challan lekar ... may be galat Address ke karan bhi nhi ja pata hai... To wha se aapko mil jayega..🙏
University se nhi milega
University se bhi le sakte hai.
Bhai from Hindi me hai pura Hindi me bharna hai kya???
English,,,,,,Hindi dono chalega..
Ej
Bhai, tmhra degree kitney din me aaya tha????
Please help....mainey apply Kiya aur 30 ho gaya , abhi Tak nahi aayaa hai...😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Ek baar aap Examination department me miliye... Ho gya hoga kaam.
Mera v same 14 may ko Kiya tha but avi tak nhi aaya hai please bta dijiye ki kya kare 😢
University examination department aakar pta kar lijiye..
@@stellarajit484 okay thanks alot
Sir app apna no de de
8409167095 wattsup calling. 🙏
Kisko urgent me chahiye ho degree to mil skta h?
Ha mil jayega lekin Urgent ka resion Dena padega..
@@stellarajit484kitna din me milega
May be 2-3 din me mil jayega.
bhai agar hme university se hi lena ho degree to kaise lenge? ghar mei na mangva k?
Pura process karne ke baad aapko ek challan Diya jayega...
Aap ek saptah ke baad University chale jao wha se bhi mil jayega. 👍
@@stellarajit484 thnx bhaiji
Agar humkonek din me chaiye to mil jayega na
Ek din me lene ke liye ..... Urgent certificate ya kahi ka letter hona chahiye ... Tab hi sakta hai mil jaye.
Sir need your help, how can i contact you
Wattsup calling 8409167095
Chalan 100 ka ktana hai ya 600 ka?
2015 ke baad Wale ka 100 rupye lagega.