Sir maine agartala se saman book kiya tha patli putra ke liye .waha unloading nahi kiya .8 item tha jisme 4 item jabalpur me unloading kar diya or baki ka LTT mumbai le kar chala gaya .ab kya kare sir please help me
Maine ek bike book ki thi train se usme maine apna naam dala tha bike recieve k liye Ab m apni jagah or kisi s parcel recieve karwana chahta hun maine use original booking slip d di h apni id ki xerox bhi d di h kya wo parcel recieve kr skta h
Agar hmare family k dwara bike book kiya gaya hai aur receive krne mujhe jana hai to original bilty kaise milega? Agar bike pe kahin chhupana hua to bhi booking to packaging ke bad hogi ja bhaiya? Suggest kriye thoda
Mera bike luggage ke rup me le ja raha hu or gadi mere masi ke ladke ke name h to original bilty mere pas h to bhi nhi resive kr skta reply plzz urgent
Luggage booking mein Kitna kilo Tak ham Mal le ja sakte humko 2000 kilo Mal lekar jana hai theek hai aur Kitna hight aur Kitna measurement rakhta rakhna padta hai
Sir, please reply soon. Fridge Aur washing machine lagage parcel me le ja rha hu. Raat 10 baje lucknow pahunchenge, to Raat me hi receive kr sakte ha ya subah tak wait karna padega?
PLEASE REPLY Saman recieve karnae kae badd kya mujhae usko parcel room lekae jana parega yaa direct Railway sae samann utarnae kae badd mae station leave kar sakta hu.
@@RailJourneyWithRahul 1 aur last question thaa .. parcel office tak jo reciever hae saman ka kya usko leke jana parega?? Ya Railway apnanae parcel office sae staff ko bhejtae henn ?
आमतौर पर, भारतीय रेलवे के अधिकांश पार्सल कार्यालय रविवार और अन्य सार्वजनिक छुट्टियों पर बंद रहते हैं। हालाँकि, कुछ पार्सल कार्यालय रविवार और छुट्टियों के दिन भी संचालित हो सकते हैं, विशेष रूप से वे जो प्रमुख रेलवे स्टेशनों पर स्थित हैं या महत्वपूर्ण व्यावसायिक केंद्रों पर स्थित हैं।
Sir Main Amritsar to Mau (UP) bike as luggage booking karani hai but Mau main train 5 min hi rukti hai.(Minimum kitna time chaiye bike down karne ke liye.
Sir mere relative ne parcel bheja h. Billty unhi k naam se h. Orignal bilty maine le li by post. Mai parcel office gya to unhone mujhe parcel dene se mna kr diya. Maine bilty jinke naam h unki id aur apni id ki copy lga di. But mujhe parcel nhi diya. Mujhe authorized latter laane ko bol rhe h. Mai kya kru?
Sir parcel office mai jo bilty banta hai uske alava jo cooly ka crg kya extra dena pdta hai Mera kehneka mtlb hai bilty k alava kya kya crg dena pdta hai 🙏
Bhai abhi mai pune me hu aur agar mujhe prayagraj se pune kuch parcel mangwana ho to usko kaise receive kar sakte h kyun ki bilty to bhejne wale ke paas hi reh jayega.
Mine 145kgs Laguage book kiya tha...LTT se Secunderabad. Jise ki train ka last destination secendrabad nahi balki waha se hote hue kahe aor destination tha. Aur mera Laguage aya he 3 days hogay
@@RailJourneyWithRahul sir speed post kraya tha but qbhi aaya nai h orginal slip ..bike mere nam h rc mere nam h or booking slip bhi mere nam hi but vo abhi tk aai nai but bike aa gai h to kya mujhe bike mil jayegi
Hello i have one doubt Meri bike railway m parcel ki tarah aayi hui h slip jiske naam pe h vo mere papa h vo bhar gye h jo slip h vo mere pass h kya m parcel waha se receive kr sakta hun???
Bhaiya maine kuch saman bagaya tha jisne mujhe parcel bheja sab mere nam par hi hai aur mere pass bilty nhi bilty ka photo hai aur prr se jo login number se chek karte vo sab h to kya parshal mujhe de diya jayga
Hello sir mera delervy to aa gya sath me bilty nahi aaye to ab bitly nahi or office se btaya ki bilty ane k bad dege or 6 din ho gye abhi bhi nahi aye plz help me
@@RailJourneyWithRahul bhopal ki palti thi waha se Bilty ka photo diya tha or delervy Gujarat me karna tha or mll aa gya hai me ne dekha bhi lekin Bilty nahi ayi or mall abhi dene ko mnna kar rahe hai vo
Bhaiya main bangalore main hoon aur main mera bhaiya ke naam pe bike book kaise karoon aur wo kaise bike receive kar sakta hai.....without chalan main?plz bataiye!
Hello sir me Gujarat se hu or me Bhopal se machine kharidna sahta hu or vo pahle 40% pement mag raha hai or bol rahe ki me pahle transport me booking kra ta hu or bilty apko send krta hu or pement uske bad krna to kya booking kr sakte hai or koy frod nahi hoga na sir
Bhai maine 05 june 2024 mein Silchar to NJP tak Kanchanjunga exp jo solchar to sihalda tak jati us train mein 11 Load saman booking kiya tha, 06 june ko maine khud Njp mein recipt kiya tha Lekin NJP rly stn mein 10 Load hi mila 01 vip nahi briefcase nahi mila Booking office mein bataya to Peper 10 Load receipt pepper banaer diya aur bataya train sihalda se wapsi mein mil jayega bola, Lekin abhi tak nahi mila hain bhai kiya karna hain plz..batana
Station pe bike recive karne ke baad,, petrol kaha milega... petrol sath me le Lena chahiye yah toh ohipe mil jayega,,,Q ki petrol agar bottle 🍼 pe pakda jata hi toh police 🚓 danda bajayga
Percel me Fridge cooler agar Or koi receive kare to usme original copy dena padega ki soft copy me bhi ho sakta hea?
Original
सर मेने मोटर साईकल बुक किया था और वो स्लिप थी वो खो गई है ओर टिकट भी नही है अब में क्या करूँ please Help Me Sir
Bhai kaise mila yar please tell me
Luggage direct bilty dikha ke collect kar sakte hai train luugege dabbe se ya office jana padega
Office Jana padega
Sir maine agartala se saman book kiya tha patli putra ke liye .waha unloading nahi kiya .8 item tha jisme 4 item jabalpur me unloading kar diya or baki ka LTT mumbai le kar chala gaya .ab kya kare sir please help me
Parcel me book Kiya tha kya
Bhai kaise receive Kiya please batao
Bhai ji jayse ki basti station per parcel office nahin hai kya karen😢
Jahan par ho vahan se book kr lo
Maine ek bike book ki thi train se usme maine apna naam dala tha bike recieve k liye
Ab m apni jagah or kisi s parcel recieve karwana chahta hun maine use original booking slip d di h apni id ki xerox bhi d di h kya wo parcel recieve kr skta h
Yes
Agar hmare family k dwara bike book kiya gaya hai aur receive krne mujhe jana hai to original bilty kaise milega? Agar bike pe kahin chhupana hua to bhi booking to packaging ke bad hogi ja bhaiya? Suggest kriye thoda
Bilty ko courier krwa do receive krne wale ke pass
Maine fridge parcel kiya hai jis admi ke nam par to uski pass bilti ka virginal paper hona jaruri hai ya phone par dikhane se ho jayega sir
Original
Original
Uske pass original kaise bhejenge fir , aur agar post se bhejega to late charge lag jayega@@RailJourneyWithRahul
Courier kar do
@@itsbabumusaybhai aapka solution kaise hua fir pls help
Mera bike luggage ke rup me le ja raha hu or gadi mere masi ke ladke ke name h to original bilty mere pas h to bhi nhi resive kr skta reply plzz urgent
Aap recieve kar skte ho
Please btaye
Mny plants mngwaye thy
Usme se bilty nhi mili jbki samny wale ne dali thi
Ab railway wale de hi nhi rhy mobile p dikha di sb photos
Mera to bhut nuksan ho gya
Ab kb Asam se speed post se wo rasseed bhejega
Kb m receive krungi
bhiwani Haryana se Lena h
To original bilty se hi milega
@@RailJourneyWithRahul itne dino baad reply diya h
@@RailJourneyWithRahul court ka koi form Hota h
Ab m bhul gyi uska naam
do witness chahiye hoty h
Fir mil jata h
Luggage booking mein Kitna kilo Tak ham Mal le ja sakte humko 2000 kilo Mal lekar jana hai theek hai aur Kitna hight aur Kitna measurement rakhta rakhna padta hai
ruclips.net/video/AN34Jf05UnI/видео.html
Mai hospital m admit hu too mujhe parcel lene me late fees denaa pdegaa kyyy
Yes, agar late receive krenge to
Sir, please reply soon.
Fridge Aur washing machine lagage parcel me le ja rha hu. Raat 10 baje lucknow pahunchenge, to Raat me hi receive kr sakte ha ya subah tak wait karna padega?
Raat mein hi receive kar lena
PLEASE REPLY
Saman recieve karnae kae badd kya mujhae usko parcel room lekae jana parega yaa direct Railway sae samann utarnae kae badd mae station leave kar sakta hu.
Pahle parcel office me jayega fir gate pass banega tab aap apna saman le ja sakte hain
@@RailJourneyWithRahul 1 aur last question thaa .. parcel office tak jo reciever hae saman ka kya usko leke jana parega?? Ya Railway apnanae parcel office sae staff ko bhejtae henn ?
Khud Jana padega office me
Good Q Good A👍🏻
sir receiving timings kya hota h ? Sunday receive kar sakte h ?
9 ya 10 se 5 baje tak
आमतौर पर, भारतीय रेलवे के अधिकांश पार्सल कार्यालय रविवार और अन्य सार्वजनिक छुट्टियों पर बंद रहते हैं। हालाँकि, कुछ पार्सल कार्यालय रविवार और छुट्टियों के दिन भी संचालित हो सकते हैं, विशेष रूप से वे जो प्रमुख रेलवे स्टेशनों पर स्थित हैं या महत्वपूर्ण व्यावसायिक केंद्रों पर स्थित हैं।
Sir g kya parcell wale train ke live status delh sakte h. Agar dekh saakte hai toh ticket k kis number ko daalne se pata chalega k konsi train h meri
PRR NO
Bhaiya mai parcel kha se recieve karu direct train se ?
Nhi parcel office se
Panipat se 50kg used kpde le aa skte hain train se sleeper clas book kr k
Yes
Jaise delivery ek station se hamari hai dusri station per utar jaati hai to uske liye kya pravdhan hai
Station par train ka stop kitne minutes ka tha
Sir
Main Amritsar to Mau (UP) bike as luggage booking karani hai but Mau main train 5 min hi rukti hai.(Minimum kitna time chaiye bike down karne ke liye.
5 min hai to theek hai
Yahi minimum time hota hai
Bhai hame parsanal Bina online maaya he hamare bil nahi he to kya kare
Hii kya ham withaut bill saman train me bhej sakte he pl batana
Saman ky hai
Dori se bane hui ae jula he
Yes, ho jayega
Bhaiya hamne scooty parcel ki thi 7days ho gayi hai complain bhi ki rakhi hai fir bhi nahi aye ...kya kare
Parcel office me jaker pta kro
Bina bilty ke voh gaadi tak leke jayega agar gaadi mai se nikal nhi hai toh
Bilty parcel office me le jana padega
Sir mere relative ne parcel bheja h. Billty unhi k naam se h. Orignal bilty maine le li by post. Mai parcel office gya to unhone mujhe parcel dene se mna kr diya. Maine bilty jinke naam h unki id aur apni id ki copy lga di. But mujhe parcel nhi diya. Mujhe authorized latter laane ko bol rhe h. Mai kya kru?
Kya parcel Kiya tha
Sir parcel office mai jo bilty banta hai uske alava jo cooly ka crg kya extra dena pdta hai
Mera kehneka mtlb hai bilty k alava kya kya crg dena pdta hai 🙏
Loading ke time per dena padta hai ye loading karne walo ke upar bhi depend karta hai
Bhai abhi mai pune me hu aur agar mujhe prayagraj se pune kuch parcel mangwana ho to usko kaise receive kar sakte h kyun ki bilty to bhejne wale ke paas hi reh jayega.
To bilty ko usi saman me rakhwa do
To jaha se saman lena hoga wo parcel ko open karne dega agar bilty niklana h to?
Yes
Parcel office 24 hrs open rahta hai ky or Sunday ko bhi open rehta hai ky sir
Hmm
Parcel office Sunday ko bhi open rahta hai
Mera parcel agar raat ko 10 baje utrega toh kab collect kr skte hai?...agar next day morning office time kiya toh extra charges lagege kya?
Nhi I think 10 hours free rahta hai
Mine 145kgs Laguage book kiya tha...LTT se Secunderabad.
Jise ki train ka last destination secendrabad nahi balki waha se hote hue kahe aor destination tha.
Aur mera Laguage aya he 3 days hogay
To luggage jaker receive kro
Bhai fir apne kaha se parcel receive kiy
How much stoppage time of train required to receive bike in destination station?
Minimum 5 Minutes
Agar saman firm ke naam se aaye to fir koi bhi receive kar sakta hai kaya
Bilty uske paas honi chahiye
sir parcel pahunch ne ke bad kitane din tak parcel ko parcel office me rakha jata hai
6 to 10 hours tak u think free of cost hota hai uske bad railway per hours ke hisab se charges leta hai
Agar slip 4 din baad leke jaayenge to kitna charge katega station pe 2 box ka...karb 50kg
Aapne video dekha hi nahi maine video ke starting me hi btaya hai
@@RailJourneyWithRahulparcel ka charge b 10/- per hour hi rahega kya....
Sir kya bilty print out chalega ya nehi
Original nhi hai kya
Same issue sir
Any
@@RailJourneyWithRahul sir speed post kraya tha but qbhi aaya nai h orginal slip ..bike mere nam h rc mere nam h or booking slip bhi mere nam hi but vo abhi tk aai nai but bike aa gai h to kya mujhe bike mil jayegi
@@jaideepsinghtakhar6644Bhai kaise Mila tha bike
Mera bhi same problem h😢
Are hota to q puchta koi ye sawala@@RailJourneyWithRahul
Luggage receiving process raat 2 baje possible hain kya sir
Yes, par ye sabhi station par alag time ho skta hai
Hello i have one doubt
Meri bike railway m parcel ki tarah aayi hui h slip jiske naam pe h vo mere papa h vo bhar gye h jo slip h vo mere pass h kya m parcel waha se receive kr sakta hun???
Yes
Parcel m bike hai or Bilty gum gaya h to kya kare
Court Jake bond bnvao
Bhaiya maine kuch saman bagaya tha jisne mujhe parcel bheja sab mere nam par hi hai aur mere pass bilty nhi bilty ka photo hai aur prr se jo login number se chek karte vo sab h to kya parshal mujhe de diya jayga
Sanann kya hai
Pvc plastic goods
Invoice GST bill pe h @@RailJourneyWithRahul
Parcel office me receipt ki photo se de denge kya
Bhai box parcel karna hai .. .. Jisko bhejna hai wo slip ka photo dikha ke receive kar sakta hai kya
Kya bhej rhe hain
@@RailJourneyWithRahul clothes personel shoes
Aap unko slip courier kar do na
Hello sir mera delervy to aa gya sath me bilty nahi aaye to ab bitly nahi or office se btaya ki bilty ane k bad dege or 6 din ho gye abhi bhi nahi aye plz help me
Bilty kiske pas tha aur bilty kaun bheja hai aapke pass
@@RailJourneyWithRahul bhopal ki palti thi waha se Bilty ka photo diya tha or delervy Gujarat me karna tha or mll aa gya hai me ne dekha bhi lekin Bilty nahi ayi or mall abhi dene ko mnna kar rahe hai vo
Sar parcel book kiye the bilti khow gaya
रिप्लाई
Bond banvana pdega court se
Parcel (bike) dusra station chal gya h or 2 din se esa hi ho rha h kay kare
Bhai ye problem ab kuch jyada hi dekhne ko mil rhi hai
Mere sath aisa kabhi nhi hua hai
To aap station ke parcel office me jaker baat kar sakte hain
Please tell me, sunday ko bike parcel kar sakte hai ki nahi
Yes, bas timing shayad thoda aage pichhe ho sakta hai
24 hour
👌
Sir bike parsol kr bate samay. Billty ko bike m chupa do agar railways balo ne bike ko hath nhi lgane diya to. Billty ko kese nikalenge
Bilty courier kar do
Ye aap khane wali item me kr sakte hain
मान के चले के मैने रायपुर में साइकिल खुद पार्सल किया और पटना में हम खुद रिसीव कर सकते हैं या जिसके नाम से भेजा है वही रिसीव करेगा
Receive krne wale ke pass bilty honi chahiye
Bhaiya plz batayiye ki agr parcel railway receipt lost ho jaye to kya kre
Photo hai uski aur parcel me Kya tha
haan photo to hai
bike
@@happyrana4559 mil gay bike kya bro
मैने ट्रेन से बाइक पार्सल किया था बिल्टी खो गया है,अब मैं क्या करूं?
Court se affidavit banvana padega
Bhai mayne bike parcal me dali hai 5 day ho gaya hai abhi tak nahi aya ab kya karu
Status check kr lo
Aur jab aayegi to mobile pe massage aa jayega
Bhaiya Mera saman Chandigarh se Katihar utarne wala tha Dibrugarh chala Gaya ab kya karun
Bhai yahi problem sabke pas sun rha hu
Parcel tha ya luggage booking
@@RailJourneyWithRahul fridge tha bhaiya
To aap us train me nhi hai na parce me booking kiye the
Kya parcel koi bhi received kar sakta hai
Yes ,but bilty honi chahiye
Maine apna cycle parcel Kiya tha bt Mera slip gumm ho gya hai
Bhai kya kiye tumne phir?
Bhaiya main bangalore main hoon aur main mera bhaiya ke naam pe bike book kaise karoon aur wo kaise bike receive kar sakta hai.....without chalan main?plz bataiye!
Aap bike apne ya apne bhai ke name par book kar dijiye aur chalan courier ke do
Fir recieve karne me koi problem nahi hogi
@@RailJourneyWithRahul courier main kya train se jaldi pahanch jayegi...bhaiyà
@@RailJourneyWithRahul thank you so much bhaiyà💞💞💞
Plz answer me?
24 ya 48 hours me pahuch Jana chahiye
Bilty kho jane pr kya kare
Indemnity bond banwayega..
thankyou dost
good knowledge
Bhaiya bilty par mera name hai or mai injured hu to kya mera dost parcel received karne ke liye ja sakta hai
Yes
Split ac parcel karwasakte हैं
Yes
Hello sir me Gujarat se hu or me Bhopal se machine kharidna sahta hu or vo pahle 40% pement mag raha hai or bol rahe ki me pahle transport me booking kra ta hu or bilty apko send krta hu or pement uske bad krna to kya booking kr sakte hai or koy frod nahi hoga na sir
Bhai parcel booking ka process pta hai aur main vahi video mein btaya hu
Aur booking me kya frod hoga
Hello
bhaiya maine Kolkata se by train plant mangwai hai to kaise receive karo.
Aapke pass rasid (slip) to hogi usi se receive Kijiye
@@RailJourneyWithRahul koi rasheed nahi hain , bus nersery waale ne agent ka numbers send Kiya h , plants Mera bhi hain kaise recieve Karu ?
Kaise receive Kiya tumne plant ??
To agent se baat kro
Sir main live fish magaya hun to to receive kaise karu sir
Billy lekar parcel office jao aur receive kro
@@RailJourneyWithRahul Billy nahi he mere pass
Very nice. Very useful video
Agar bity gumm ho jayee too
Channel pr video aa gyi hai dekh lijiye
Gud vlog ❤
Bhai maine 05 june 2024 mein Silchar to NJP tak Kanchanjunga exp jo solchar to sihalda tak jati us train mein 11 Load saman booking kiya tha,
06 june ko maine khud Njp mein recipt kiya tha Lekin NJP rly stn mein 10 Load hi mila 01 vip nahi briefcase nahi mila Booking office mein bataya to Peper 10 Load receipt pepper banaer diya aur bataya train sihalda se wapsi mein mil jayega bola,
Lekin abhi tak nahi mila hain bhai kiya karna hain plz..batana
Kitna din ho gaya
Sir mein tv55inch book and receive Bengaluru to odisha
To problem kya hai
Bhai birds ko kaise receive karte karte h
Birds ko Apne sath same train me le sakte hain To receive me Kya problems hai
@@RailJourneyWithRahul mujhe mang wane h birds
Nice
Mera question hai sir
Kya question hai
Station pe bike recive karne ke baad,, petrol kaha milega... petrol sath me le Lena chahiye yah toh ohipe mil jayega,,,Q ki petrol agar bottle 🍼 pe pakda jata hi toh police 🚓 danda bajayga
Petrol bottle me fill karke bag me rakh lo
Ye koi puchhne wali baat hai
Bacho.ke.gadhi.apne.sat.le.ja.sakte.he
Journey kis class mein hai