Form Filling Details and all doubts addressed. Please watch this video before filling the form. ruclips.net/video/0dvtGEDa8t4/видео.htmlsi=k6IsJ3AuQSUD6nvu
Thankyou so much for the appreciation. Official PYQ Ni milne ke kaaran memory based PYQ hi mil paa rha hai lekin usme bhi thoda bahut galat hai questions. Iska detailed analysis maine iss video me kiya hai. ruclips.net/video/nTIv8YiaaGE/видео.htmlsi=4uMQi8_UxtyYE505
@@Dekhlozaraa ji sir support rahega or channel subscribe kr chuki hu or apne friends to link v share k chuki hu ..bs aap guidance digie ki hamara v selection ho jaye koi idea nahi h kya pade kya nahi ..naa gk ka idea h naa hi maths ka or eng
Sir plz help aap allready qualified h ..Hume guide kare or jada se jada videos paye ish exam k liye subjectly iske liye hum hamesha apke abhari rahege or exam qualify kr k aapko you tube pr thanks karenge .🙏🙏
haan strategy, practice set, Marathon series ye sb aayegi. Bs pyqs ka intezaar kar rha hoon mai qki bina uske idea ni mil paayega ki kaisa questions ka tyaari krna hai. kal parso me hi maine pta kiya tha book store me abhi tak books ni aayi hain. ek baar pyqs aane dijiye classes start ho jaayengi.
Pyqs ni mil paa rha hai to av ye bta paana muskil hai. Regular exam ni hota hai iska isliye easily ni mil paa rha hai PYQs. Mere hisab se 30 me se 15 15 ka division hona chahiye. Patna high court Assistant me bhi aisa hi tha.
Certificate ke liye officially to mujhe ni pta kuch. Aap ek kaam kijiye aap mail kr dijiye aur helpline waale number pe try kijiye. Unke taraf se official and genuine reply aayega.
Practice series start ho gyi hai uska link Mai yahan de deta hoon and for PDF join the telegram channel. ruclips.net/video/ZNizAc-kxDk/видео.html t.me/dekhlozaraa
PYQs ni mil paaya hai av tak isliye iski information ni hai mujhe av. Thoda wait kijiye publication house ko book print krne dijiye wo log nikal ke aayenge PYQs usse clear ho jaayega kis subject se kya aayega.
Sir , Request you please tell book list website and RUclips channel and area needed to cover from .Sir I am recently graduated and very new in this field and needed job due to poor financial conditions.
ruclips.net/video/0dvtGEDa8t4/видео.htmlsi=juFdi6QVaIbltoJB Please watch this video once. Soon I will bring Practice set which will be holistic. Till then please subscribe the channel and keep supporting.
February waala notification Jharkhand High Court me Assistant ka tha. Av waala notification Jharkhand ke alag alag Civil Court ke assistant ka hai. Please subscribe to the channel also 😊
kal hi kisi ne comment me bataya hai ki question paper wapas submit ho jaata hai. 2018 me last exam hua hai abhi mere liye possible ni hai ye pata laga paana ki questions sirf hindi me hogi ya english me bhi hogi ya dono me hogi.
1st stage written exam 2nd Stage Typing Exam 3rd Stage Interview Jaise jaise candidate pass honge waise next stage me jaayenge. Ek saath exam ni hoga. Gap rehta hai 1 se 2 month ka.
Jharkhand high court ka ek bhi xam ka cutoff nhi deta h sirf merit list de deta h....last time jb vacancy aai thi uske questions kaafi different the syllabus se....so I m puzzled k tyari kese kre iska...kindly guide.
आपने बताया की आपने पहले भी इसका एग्जाम क्लियर किए हैं,,तो आपको ये पता ही होगा की एग्जाम का मीडियम क्या रहता h,,, English ya हिंदी या both,,,or जो English 30 मार्क्स का पूछता h vah maths gk के साथ या अलग date में,,plz clear,,,,
Thumbnail aur video dono me Maine ye btaya hai ki Patna high Court Assistant(same post as jharkhand high court Assistant) and Supreme court of India ka Junior court assistant ka 1st stage clear Kiya hoon.
Medium of examination av mujhe ni pta hai koi jaankari mujhe milti hai to update kr doonga. (As per notification) Written paper 90 marks hai jo ek din hoga. 30 English, 30 Maths+Reasoning, 30 GK Isme se English ke 30 number ko 2 part me divide Kiya gya hai 20 marks objective and 10 marks essay writing. Ye sb kuch ek din hoga. Ye pass krne pe typing test
pyqs ka Mai wait kr rha hoon. Internet pe ni mil rha hai. Kisi publication house se book aane pe hi Mai bta paaunga ki questions ka medium kya rahega. Aur kis tarah ke questions aayenge. Till then please subscribe to the channel and keep supporting 😊❤️
Iss form ka to date over ho gya hai. Aap ek Jharkhand Civil Court Assistant ka notification ek baar check kar lijiye. Please subscribe to the channel also.
Pyqs aane ka wait kr rhe hain. Ek baar koi book me pyqs aa jaata hai to analysis krke Mai update kr doonga books ke baare me aur saath hi me practice set bhi start kr doonga. Till then please subscribe to the channel and keep supporting 😊
Av Mai out of station hoon. Kuch dino me wapas aaunga to practice set start hogi. Essay bhi ussi me discuss krunga. Till then please subscribe to the channel and keep supporting 😊❤️
I agree patna high court me paper easier side thi isliye cutoff bhi 81% gyi thi. Ranchi HC ka paper difficult hua to cutoff bhi iske according jaayegi.
Maine ek Practice series start Ki hai, Zabardast practice series ke naam se. Usme av to English ki video hai lekin kuch dino me usme GK ki bhi videos aayengi. Aap wahan se cover kr skte hain. Usme Mai strategy video bhi upload karunga. Playlist link - ruclips.net/p/PL6Y5do-o2jk6fdc7sgUvnFb5YkLkoU7c_&si=hkDnbrQId3NJUO2n
Av to mere paas iski jaankari ni hai ki pension isme NPS ke according hai ya OPS ke according hai. Kuch pata chalne pe Mai update de dunga. Stay connected with the channel and please subscribe to the channel and keep supporting 😊❤️
For previous year papers please join tha telegram channel t.me/dekhlozaraa I will upload the question papers of Patna High Court after 25th of February.
Pura question paper Maine provide Kiya hai apne telegram channel pe. Aap wahan se stage 1 and stage 2 dono (Patna high court and Supreme court) ka question paper download kr ke dekh skte hain. Telegram - t.me/dekhlozaraa
Dekhiye reject to ni hona chahiye jahan tak mujhe lag rha hai. Aap provisional degree ko rakhiyega saath me. Document verification ke time jarurat padega.
Pichle 3 analysis me to hum dekhe ki 6.5 month se leke 1 year tk ka time lag gya tha form aane ke date se leke exam lene ke beech me. Regular form ni hai av guess kar paana muskil hai. Lekin mere hisab se 4 5 month se phele to ni hona chahiye(just guessing). Till then stay connected with the channel by Subscribing it 😊
Sir is saal form me... maximum marks and marks obtained maang rha...cgpa available h only...in 10th and graduation me...usko bs percentage me convert kr skte h....marks kha se layee? Or cgpa me bhi after decimal ni kar pa rhe...kya kru?
Lgta hai aap video pura ni dekhe. Exam hone se phele cutoff expected bhi batana possible ni hai. Agar Mai bol deta hoon 90 me 50 number jaayega to aap 50 number ke according hi tyaari krenge ? Agar exam me aasan sawal aa gye to kya 50 sawal ke baad ni solve krenge ? Practice set bahut jald Mai khud bhi leke aaunga. Apne experience ke hisab se best dene ka kosis krunga Mai. 😊
Previous years me jo bhi exam hue hain 2012, 2016 aur 2018 me uska original question paper kahi bhi internet pe ni mil rha hai. Na hi officially kahi se pta chal rha hai ki question kis medium me hoga.
Ye av tk clear ni hai kyuki explicitly kahi bhi mentioned ni hai advertisement me. Aur regular vacancy ni aati h to internet pe bhi jyada kuch ni mil paa rha hai. Please subscribe to the channel and keep supporting 😊❤️
Interview ka to idea ni hai mujhe lekin haan Written exam ke liye best content Mai laaunga practice set krwate hue.. till then please subscribe this channel.😊
Haan detailed syllabus ni hai. Publication house ko PYQs laane dijiye tb pta chal paayega questions kya rehta hai. Ni mil paaya mujhe actual questions jo 2016 2018 me aaya hai.
Iss exam ki Preparation karwa raha hoon. Playlist bhi bani hui hai usme subject wise video aayengi. Mai link de de rha hoon aap check kr lijiye. ruclips.net/p/PL6Y5do-o2jk6fdc7sgUvnFb5YkLkoU7c_&si=JdXgWoo85GdlOpdR Aur telegram group bhi join kar lijiyega updates and pdf ke liye t.me/dekhlozaraa
Ok, from the next time I will share the link in the description section also. Telegram channel join kr lijiye notification and PDF wahan bhi share kr rha hoon mai. t.me/dekhlozaraa
Original PYQs to ni mil paaya hai mujhe. Jo log RUclips pe video banaye bhi Hain wo log Typed question pe video banaye hain. Thoda sa wait kr lijiye publication house ko book print krne dijiye wo log nikal lenge original question 2012, 2016 aur 2018 me kya aaya tha.
@@Dekhlozaraa aapne exam diya tha n 2018 me usme question sara English me tha ya Hindi me v tha? Bus yahi Janna h mujhe ...Maine jb Patna high court assistant ka exam diya tha to usme question bilingual aaya tha..Hindi English dono me
Maine ranchi HC ka exam ni Diya hai. Maine Supreme court ka 1st stage nikala hai aur patna high court ka. 2018 me to meri graduation bhi complete ni Hui thi.
PYQs ka analysis kar ke GS ka bhi practice set laane waala hoon abhi filhaal english ki practice set 2 aa chuki hai issi channel pe aap usse bhi dekh skte hain ekdm updated content hai. ruclips.net/video/1e86693aqDw/видео.htmlsi=bohHg_ztQwTSyGjX
Multiple stages hoti hai kisi exam ki. Supreme court me Junior Court Assistant ka 1st stage aur Patna HC Assistant ka 1st stage Maine clear Kiya hai(as said in video also). Final ni ho paaya tha. That's why I am still giving multiple exams to get into the Govt. Job. Till then please Subscribe the channel 😊
Ok sir phir aap class jldi se strt kriye sir ji ..is baar kaise v exm crack krna h mujhe .. aur mujhe bs aap pe guidance dijiye.. kya krna h kaise krna h … notes v milega kya? Aur high court assistant kya hota kaisa job h ispe ek video bna kr updates kriye sir motivation ke liye plzzz
Ekdm.. iske liye practice set and strategy video laaunga. 1st stage nikalne ka experience hai mera. Aur iss exam me 1st stage hi sbse important hai qki ussi pe merit banega. 2nd stage is only computer typing.
PYQs av ni mil paa rha hai kahi se bhi. Official website pe bhi ni hai. Publication house ka wait kijiye wo log book layenge jisme PYQs cover hoga. Usko dekhne ke baad hi pta chalega ki kya strategy lagani hogi iss exam ke liye. Till then please subscribe the channel and join the telegram. 😊
Pyqs ni mil paaya hai av tk mujhe aur notification me syllabus detailed ni hai isliye ye bta paana av possible ni hai ki gk me kya kya pucha jaayega. Till then please subscribe to the channel 😊
Very soon I will come up with a strategy video. In that video everything will be discussed. Stay connected and please subscribe to the channel and keep supporting 😊❤️
As per previous year trends, between 6 months to 1 year but this is just speculation. Till then stay connected with the channel by Subscribing it and keep supporting 😊
Bhaiya jharkhand high court ka personal assistant ka notification aaya tha last year uska exam 4-5 mahine me ho gya tha kya iska bhi jaldi hone ke chances hai??
Personal Assistant ke previous exams ka to idea ni hai mujhe par assistant me to around 1 year ka bhi time lga hai 2018 me. May be personal Assistant me time lagega.
ruclips.net/video/0dvtGEDa8t4/видео.htmlsi=kg5vVhzRQRB1_coy iss video me main screenshots lagaye hain. Aap dekh skte hain ek jagah details manga hai DCA/DCA+ ka aur next step me certificate upload Krna hai.
Iska idea to ni hai mujhe kyuki previous year questions ni mil paaya hai av tk. May be question paper me hi tick Krna ho aur wahi koi 2 3 page ka space ho 10 marks ka essay ke liye. This can be the possibility.
Ni meri to graduation hi complete Hui hai 2019 me. Maine Supreme court JCA and Patch HC Assistant ka 1st stage nikala hai. Video me bhi hum iske baare me bole hain.
Previous year paper hum bhi search kr rhe hain, pen and paper test hota hai isliye thoda muskil hai khojna. Kuch pta chalta hai to information denge issi channel pe. Please subscribe also..😊
Ekdam, mujhe bhi iss post ke liye apply karna hai. issi channel pe typing se related tyari karwaunga. Till then please subscribe the channel and keep supporting.
Form Filling Details and all doubts addressed. Please watch this video before filling the form.
ruclips.net/video/0dvtGEDa8t4/видео.htmlsi=k6IsJ3AuQSUD6nvu
Sir typing test english mai होता है या हिन्दी mai
English@@Nobakwas004
Thanks
Thankyou So much for the support.
Thnku Sir for this session..🙏 Booklet k sath sare PYQ pe v ek session le lijye plzz..
Thankyou so much for the appreciation.
Official PYQ Ni milne ke kaaran memory based PYQ hi mil paa rha hai lekin usme bhi thoda bahut galat hai questions. Iska detailed analysis maine iss video me kiya hai.
ruclips.net/video/nTIv8YiaaGE/видео.htmlsi=4uMQi8_UxtyYE505
@@Dekhlozaraa Thnku sir..🙏
thanx sir.. ap bhut easily & clear btate ho.. without wasting much time.🎉
Thankyou so much for the appreciation... Means a lot.
Please subscribe to the channel and keep supporting 😊❤️❤️
@@Dekhlozaraa i dont hv computer certificate. am i eligible?
Form me DCA/DCA+ compulsory field hai Bina fill kiye submit ni ho paayega.
Math k liye kya pade sir plz bataye videos bana digie sir plz
Pyqs aane dijiye sahi se analysis karke video bana dunga ki kaise prepare Krna hai. Original pyqs ni mil paa rha hai isliye av bata pana muskil hai.
Please subscribe to the channel and keep supporting 😊
@@Dekhlozaraa ji sir support rahega or channel subscribe kr chuki hu or apne friends to link v share k chuki hu ..bs aap guidance digie ki hamara v selection ho jaye koi idea nahi h kya pade kya nahi ..naa gk ka idea h naa hi maths ka or eng
Sir plz help aap allready qualified h ..Hume guide kare or jada se jada videos paye ish exam k liye subjectly iske liye hum hamesha apke abhari rahege or exam qualify kr k aapko you tube pr thanks karenge .🙏🙏
haan strategy, practice set, Marathon series ye sb aayegi. Bs pyqs ka intezaar kar rha hoon mai qki bina uske idea ni mil paayega ki kaisa questions ka tyaari krna hai. kal parso me hi maine pta kiya tha book store me abhi tak books ni aayi hain. ek baar pyqs aane dijiye classes start ho jaayengi.
Bhaiya ek typing test me full video bna dijiye na ki kis tarike se type krege
Typing english me hai ya hindi me ?????
Hello sir good evening sir bhaut tension me hai hum sir rti karke pata lagiye na civil court ka typing Hindi ya English me hoga please.
Bhai Maine computer science se BSC ki hai kya mai eligible hu is form ko fill karne ke liye ?
Bhaiya isme maths or reasoning ke kitne questions rahenge 30 mein se
Pyqs ni mil paa rha hai to av ye bta paana muskil hai. Regular exam ni hota hai iska isliye easily ni mil paa rha hai PYQs. Mere hisab se 30 me se 15 15 ka division hona chahiye. Patna high court Assistant me bhi aisa hi tha.
@@Dekhlozaraa thanks a lot bhaiya 🙏🙏🙏🙏🙏
Bhaiya ek baat or poochni hai mere pass DCA nahi hai CCC hai toh kya mai form fill kar sakta hoon jharkhand assistant ka
Please reply kariyega bhaiya 🙏🙏
Certificate ke liye officially to mujhe ni pta kuch. Aap ek kaam kijiye aap mail kr dijiye aur helpline waale number pe try kijiye. Unke taraf se official and genuine reply aayega.
SIR,
NOC nhi h to kaise Apply kre.. NOC Upload krne bol rha
NOC ke saath hi aapko apply krna hoga. Bina uske kaise apply kr paiyega agar aap job me hain to.
Please recommend some book specially for this exam sir
Sir previous year question aur uska cutoff ki video bna dijiyega agar previous question paper milega toh
Aur kya other state wale apply kr skte hai
Sir DCA ke certificate ke jagah school ya college ka marksheet chalega?
ThankYou
Telegram channel join kijiye wahan discussion group h usme contact kijiye.
How to do the preparation for this exam ...plz guided us
Practice series start ho gyi hai uska link Mai yahan de deta hoon and for PDF join the telegram channel.
ruclips.net/video/ZNizAc-kxDk/видео.html
t.me/dekhlozaraa
Sir gk me kya padna padega... Jharkhand gk ya central ka?
Bhai reasoning me Logical aur Analytical dono aata hai kya ya bas numerical se hi puchega
PYQs ni mil paaya hai av tak isliye iski information ni hai mujhe av. Thoda wait kijiye publication house ko book print krne dijiye wo log nikal ke aayenge PYQs usse clear ho jaayega kis subject se kya aayega.
Plzz help by providing right study material..or tell us which book we should follow
Already started the practice series on this channel. Will soon upload more videos.
Please follow the telegram channel for PDF and other information.
Sir , Request you please tell book list website and RUclips channel and area needed to cover from .Sir I am recently graduated and very new in this field and needed job due to poor financial conditions.
ruclips.net/video/0dvtGEDa8t4/видео.htmlsi=juFdi6QVaIbltoJB Please watch this video once.
Soon I will bring Practice set which will be holistic. Till then please subscribe the channel and keep supporting.
February me jo aaya tha April me jaya h vacancy dono me kya difference hai bataye plz
February waala notification Jharkhand High Court me Assistant ka tha.
Av waala notification Jharkhand ke alag alag Civil Court ke assistant ka hai.
Please subscribe to the channel also 😊
Except eng other section bilingual rhenge na sir? Plz reply
Original pyqs ni mil paaya hai mujhe av tk isliye av iss time pe ye baat bta paana muskil hai.
Actually maine prep hindi me ki h... To jb tak mujhe kuch pta nh chal rhi mai kaise apply kru.. Or last date 22 ko h... Plz reply nd help me
kal hi kisi ne comment me bataya hai ki question paper wapas submit ho jaata hai. 2018 me last exam hua hai abhi mere liye possible ni hai ye pata laga paana ki questions sirf hindi me hogi ya english me bhi hogi ya dono me hogi.
Sound knowledge of typing kya hota hai?
20 words per minute ki speed as per this notification
Sir, Mere se form bharte time Metric ka % galat ho gya. Koi problem ho sakta hai kya verification ke time pe.
Jahan tk mujhe pta hai court se ek affidavit banwana padta hai iss mamle me.
@@Dekhlozaraa Sir, Plz tell us somthing about the typing test. Ye hindi me hota hai ya english me.
I have no official information about this.
Cuttoff 25 y 30 Lakhs
✋✋✋
😂😂😂
Sch m kya
I wanted to know that the question paper of gs is coming on hindi or english??
No such information is explicitly mentioned in the advertisement.
I am not sure about the language of the question paper.
Jharkhand High court assistant/ clerk ke exam me negative marking hai ya nhi???
Iski official koi information ni hai mere paas. Notification me bhi iske baare me koi baat ni hai.
Exam 3 stage me hoga ya exam ke bd typing or interview ho jata hai
1st stage written exam
2nd Stage Typing Exam
3rd Stage Interview
Jaise jaise candidate pass honge waise next stage me jaayenge. Ek saath exam ni hoga. Gap rehta hai 1 se 2 month ka.
Jharkhand high court ka ek bhi xam ka cutoff nhi deta h sirf merit list de deta h....last time jb vacancy aai thi uske questions kaafi different the syllabus se....so I m puzzled k tyari kese kre iska...kindly guide.
Kis type k questions the...ssc level or banking k level
आपने बताया की आपने पहले भी इसका एग्जाम क्लियर किए हैं,,तो आपको ये पता ही होगा की एग्जाम का मीडियम क्या रहता h,,, English ya हिंदी या both,,,or जो English 30 मार्क्स का पूछता h vah maths gk के साथ या अलग date में,,plz clear,,,,
Thumbnail aur video dono me Maine ye btaya hai ki Patna high Court Assistant(same post as jharkhand high court Assistant) and Supreme court of India ka Junior court assistant ka 1st stage clear Kiya hoon.
Medium of examination av mujhe ni pta hai koi jaankari mujhe milti hai to update kr doonga.
(As per notification)
Written paper 90 marks hai jo ek din hoga.
30 English, 30 Maths+Reasoning, 30 GK
Isme se English ke 30 number ko 2 part me divide Kiya gya hai 20 marks objective and 10 marks essay writing. Ye sb kuch ek din hoga. Ye pass krne pe typing test
pyqs ka Mai wait kr rha hoon. Internet pe ni mil rha hai. Kisi publication house se book aane pe hi Mai bta paaunga ki questions ka medium kya rahega. Aur kis tarah ke questions aayenge. Till then please subscribe to the channel and keep supporting 😊❤️
Tying will be English or hindi
Kya isme iske bad mains ka exam v hona h kya? Plz reply jarur kijiyega
Typing Hindi or
English me hongi
I have no official information about the typing test's language.
English ki essay online hai ya offline ..puri exam online hai ya offline
Last time tk ka jo exam patter hai wo pen and paper mode hai. Iss baar bhi most probably pen and paper mode me hi ho.
@@Dekhlozaraa ok
Easy ke liye kya krna h please ye v ho ske to btayega🙏
Sir mera basic tally h to nhi bhar skte h kya form???
Iss form ka to date over ho gya hai. Aap ek Jharkhand Civil Court Assistant ka notification ek baar check kar lijiye. Please subscribe to the channel also.
@@Dekhlozaraa haa mera puchhne ka mtlb jharkhand wala ka tha
Okk thank u🙏
Bai typist copyst k kitne form bhare gaye hai
Iska to idea ni mujhe. Kisi ne RTI lagayi hogi to unhe data pta hoga
Sir typing accuracy kitna hona chahiye..
kosis kijiye 97% + ka
Isme konsa book badhiya rhega gk ke liye suggest kijiye
Pyqs aane ka wait kr rhe hain. Ek baar koi book me pyqs aa jaata hai to analysis krke Mai update kr doonga books ke baare me aur saath hi me practice set bhi start kr doonga. Till then please subscribe to the channel and keep supporting 😊
English Essay ki taiyari kis topics se kare?? Practice set kab se start hogi??Please reply sir.
Av Mai out of station hoon. Kuch dino me wapas aaunga to practice set start hogi. Essay bhi ussi me discuss krunga. Till then please subscribe to the channel and keep supporting 😊❤️
@@Dekhlozaraa thanks sir
Cut off will be 50-60 marks for UR category
Seats Kam hai. May be isse bhi high jaaye cutoff.
@@Dekhlozaraa Patna high court se tough hoga questions paper ... Aisa GS aayega ki hawa nahi lagega. 10 out 30 questions lana v bahut ho jayega.
I agree patna high court me paper easier side thi isliye cutoff bhi 81% gyi thi. Ranchi HC ka paper difficult hua to cutoff bhi iske according jaayegi.
Sir GS me ky ky padhna hoga plzz bata digiye 🙏
Maine ek Practice series start Ki hai, Zabardast practice series ke naam se. Usme av to English ki video hai lekin kuch dino me usme GK ki bhi videos aayengi. Aap wahan se cover kr skte hain. Usme Mai strategy video bhi upload karunga.
Playlist link - ruclips.net/p/PL6Y5do-o2jk6fdc7sgUvnFb5YkLkoU7c_&si=hkDnbrQId3NJUO2n
Interview me no. Lana cumpolsory h kya
Yes, according to the notification Interview me sabhi logo ke liye 15 marks me 5 marks laana compulsory hai pass hone ke liye.
Bhaiya is job me mainly computer sceen pe kam krna rhta h ?
Actually hmko dry eye hai to screen pe jyada der nhi reh skte
Iske job profile ke baare me to mujhe idea ni hai.
Eska previous question paper kha se milega..
Internet pe to Mai khoj rha tha ni mila. Question wapas jama ho gya tha isliye ni mil paa rha hai. Koi book publish hoti hai to mil paayega PYQs.
Sir plss tell ops hai ya nps
Av to mere paas iski jaankari ni hai ki pension isme NPS ke according hai ya OPS ke according hai. Kuch pata chalne pe Mai update de dunga. Stay connected with the channel and please subscribe to the channel and keep supporting 😊❤️
Essay ka preparation kaise krnge koi book recommend kijiye
Thank u so much 😊
Visual handicapped ko bhi computer test Dena hota h sir reply kare
Plz provide us previous year que.of jharkhand high court and patna high court
For previous year papers please join tha telegram channel t.me/dekhlozaraa
I will upload the question papers of Patna High Court after 25th of February.
Is level ka English ka class karwaeiye aap atleast practice session
Ekdm, kuch dino ke baad practice set ki video aayegi. Till then please subscribe to the channel and keep supporting 😊❤️
Sir typing test me kya backspace allowed hoga.
Typing test ki jyada information ni mil paa rahi hai. Iske baare me kuch pta chalega to I will update.
Till then please subscribe to the channel.
essay kya topic pe aaya tha???? kya kya topic main rehta h ????
Pura question paper Maine provide Kiya hai apne telegram channel pe. Aap wahan se stage 1 and stage 2 dono (Patna high court and Supreme court) ka question paper download kr ke dekh skte hain.
Telegram - t.me/dekhlozaraa
Sir humne final sem ka result daal Diya hu kya reject ho jyega kya Mera plzz btaa do sir 🙏
Dekhiye reject to ni hona chahiye jahan tak mujhe lag rha hai. Aap provisional degree ko rakhiyega saath me. Document verification ke time jarurat padega.
@@Dekhlozaraa bilkul sir 🙏 exam kb thk hone ka ummid hai sir
Pichle 3 analysis me to hum dekhe ki 6.5 month se leke 1 year tk ka time lag gya tha form aane ke date se leke exam lene ke beech me. Regular form ni hai av guess kar paana muskil hai. Lekin mere hisab se 4 5 month se phele to ni hona chahiye(just guessing). Till then stay connected with the channel by Subscribing it 😊
Aap exam nikal liye thee to aap ka selection nahi huwa... Ho gya ho to dobara mat daliye. Dusre ko v job lena ka moka dijiye
Final ni hua h Mera. Isliye Mai multiple exams de rha hoon.
😂😂
Other states ka hone se kya
@@kushwahakant8947 Aap form bhar skte hain koi dikkat ni hai.
Study material...k liye kuch bataiye...Bhaiya
Sir is saal form me... maximum marks and marks obtained maang rha...cgpa available h only...in 10th and graduation me...usko bs percentage me convert kr skte h....marks kha se layee? Or cgpa me bhi after decimal ni kar pa rhe...kya kru?
Telegram pe connect kijiye.
t.me/dekhlozaraa isme discussion group ka link hoga wahan message kijiye.
UR category ka expected cut off kitna rah sakta hai sir aur iske liye mock tests ki practice kahan se karen??? Pls guide me sir
Lgta hai aap video pura ni dekhe. Exam hone se phele cutoff expected bhi batana possible ni hai. Agar Mai bol deta hoon 90 me 50 number jaayega to aap 50 number ke according hi tyaari krenge ? Agar exam me aasan sawal aa gye to kya 50 sawal ke baad ni solve krenge ?
Practice set bahut jald Mai khud bhi leke aaunga. Apne experience ke hisab se best dene ka kosis krunga Mai. 😊
Typing kisme hota h Ms word ya typing software me
Officially iski koi jaankari ni mil paa rahi hai. Aur Naa hi internet pe koi idea mil paa rha hai.
भईया क्वेश्चन पेपर हिंदी में नही रहता सिर्फ eng में क्या
Previous years me jo bhi exam hue hain 2012, 2016 aur 2018 me uska original question paper kahi bhi internet pe ni mil rha hai. Na hi officially kahi se pta chal rha hai ki question kis medium me hoga.
Bhaiya Ye exam kis language mai hoga hindi or English
Officially to iska answer mujhe ni pta hai. Lekin mere experience se dono language me hona chahiye paper. Please subscribe to the channel also. 😊
Typing English hoga ya Hindi mein please reply
ruclips.net/video/0dvtGEDa8t4/видео.htmlsi=ZWGA6vCs6eUQGHlS please watch this video from 7:00
Written test jo h wo objective type h ya discriptive
English = 30 marks (20 marks objective and 10 marks for essay writing)
Gk = 30 Marks
Numerical Ability + Reasoning = 30 Marks
@@Dekhlozaraa maths aur reasoning objective honge?
Haan as per notification. Sirf English ka 10 marks ek essay descriptive hoga baaki 80 marks ka objective.
Paper online hoga ya offline@@Dekhlozaraa
Clearly to ni likha hai notification me lekin offline hoga jahan tk mujhe lag rha hai
sir typing screen wali hoti ya paper based/??
Ye av tk clear ni hai kyuki explicitly kahi bhi mentioned ni hai advertisement me. Aur regular vacancy ni aati h to internet pe bhi jyada kuch ni mil paa rha hai.
Please subscribe to the channel and keep supporting 😊❤️
INTERVIEW OR GK KE BARE MEIN BTA DIJIYE
Plz reply sir
Interview ka to idea ni hai mujhe lekin haan Written exam ke liye best content Mai laaunga practice set krwate hue.. till then please subscribe this channel.😊
@@Dekhlozaraa Sir please GK Kis section se aata hai previous year tak kyunki kuch Notification mein diya nhi hai bas GK likhha hai
Haan detailed syllabus ni hai. Publication house ko PYQs laane dijiye tb pta chal paayega questions kya rehta hai. Ni mil paaya mujhe actual questions jo 2016 2018 me aaya hai.
Kya ap es exam ki tayari karate please reply mujhe es exam ko dena h to ap please esse related MCQ essay and other questions ko karwa degeye please
Iss exam ki Preparation karwa raha hoon. Playlist bhi bani hui hai usme subject wise video aayengi. Mai link de de rha hoon aap check kr lijiye. ruclips.net/p/PL6Y5do-o2jk6fdc7sgUvnFb5YkLkoU7c_&si=JdXgWoo85GdlOpdR
Aur telegram group bhi join kar lijiyega updates and pdf ke liye
t.me/dekhlozaraa
Sir officially notification share kriye ya fir website bta dijiye
Ok, from the next time I will share the link in the description section also. Telegram channel join kr lijiye notification and PDF wahan bhi share kr rha hoon mai. t.me/dekhlozaraa
Typing test हिंदी या english
Official to iska koi information ni hai lekin sources ke according English me Typing hogi. Please subscribe the channel also.
Strategy nhi bataye sir aap.
Please apna ek strategy bhi share karea😄
Strategy video Mai banaunga kuch din me.. till then Please subscribe the channel. 😊❤️
@@Dekhlozaraa ok sir
Exam centre kahan hoga
Jharkhand me hi hoga exam centre
Helpful information
Thankyou so much Ashraf.. ❤️❤️
@@Dekhlozaraa Typing Hindi liya tha ki ENG ?
Aapne toh nikala h exam toh info dijiye
Previous year question kaha pe milega ???
Mai bhi search kr rha hoon. Mil ni paa rha hai previous year paper. I will update soon.
@@Dekhlozaraaआपने age criteria nahi bataya har Caste ka ??
Please follow the official notification for the age limit.
Exam ka questions English medium me hi hoga ya bilingual ....hindi English dono me?
Kisi ko iska jwab pta ho to btaye
Original PYQs to ni mil paaya hai mujhe. Jo log RUclips pe video banaye bhi Hain wo log Typed question pe video banaye hain. Thoda sa wait kr lijiye publication house ko book print krne dijiye wo log nikal lenge original question 2012, 2016 aur 2018 me kya aaya tha.
@@Dekhlozaraa aapne exam diya tha n 2018 me usme question sara English me tha ya Hindi me v tha? Bus yahi Janna h mujhe ...Maine jb Patna high court assistant ka exam diya tha to usme question bilingual aaya tha..Hindi English dono me
Maine ranchi HC ka exam ni Diya hai. Maine Supreme court ka 1st stage nikala hai aur patna high court ka. 2018 me to meri graduation bhi complete ni Hui thi.
@@Dekhlozaraa ok
GS me kya kya aayega plz btaiye sir
PYQs ka analysis kar ke GS ka bhi practice set laane waala hoon abhi filhaal english ki practice set 2 aa chuki hai issi channel pe aap usse bhi dekh skte hain ekdm updated content hai. ruclips.net/video/1e86693aqDw/видео.htmlsi=bohHg_ztQwTSyGjX
Aap 2 tym high court nikalo ho sir phir v avi SBI ka exam de rhe h .. join kyu nhi kiye phir high court
Multiple stages hoti hai kisi exam ki. Supreme court me Junior Court Assistant ka 1st stage aur Patna HC Assistant ka 1st stage Maine clear Kiya hai(as said in video also). Final ni ho paaya tha. That's why I am still giving multiple exams to get into the Govt. Job. Till then please Subscribe the channel 😊
Ok sir phir aap class jldi se strt kriye sir ji ..is baar kaise v exm crack krna h mujhe .. aur mujhe bs aap pe guidance dijiye.. kya krna h kaise krna h … notes v milega kya? Aur high court assistant kya hota kaisa job h ispe ek video bna kr updates kriye sir motivation ke liye plzzz
Ekdm.. iske liye practice set and strategy video laaunga. 1st stage nikalne ka experience hai mera. Aur iss exam me 1st stage hi sbse important hai qki ussi pe merit banega. 2nd stage is only computer typing.
Sir mera qualification 10th h phir diploma phir graduation h 12th nhi h toh main eligible nhi hu kya ??
t.me/dekhlozaraa please join the channel and see the resolution in the discussion group. 😊
Form fill karte time computer certificate necessary h kya please reply
Yes, Mentioned in Advertisement also.
Sir.. Essay me kis trah ka topic diya jata hai, plz inform. Main first time dene wali hu yeh exam.. but kuch idea nai hai
PYQs av ni mil paa rha hai kahi se bhi. Official website pe bhi ni hai. Publication house ka wait kijiye wo log book layenge jisme PYQs cover hoga. Usko dekhne ke baad hi pta chalega ki kya strategy lagani hogi iss exam ke liye. Till then please subscribe the channel and join the telegram. 😊
Bhaiya gk ka syllabus bta sakte ho aap its a request
Pyqs ni mil paaya hai av tk mujhe aur notification me syllabus detailed ni hai isliye ye bta paana av possible ni hai ki gk me kya kya pucha jaayega. Till then please subscribe to the channel 😊
Final Selection lene k liye 90 me se kitna score karna hoga?
Last time ka Jo exam hua tha uska cutoff ni mil paaya mujhe sirf merit list mil paayi. Isliye iski koi information ni hai mere paas.
Kya isme computer certificate ki bhi zarurat hai sir??
Yes, DCA or DCA+ this is mentioned in advertisement also.
@@Dekhlozaraa ADCA is valid or not
Typing pt exam ke baad hoga ya same day???
Typing 2nd stage hai. Jo 1st stage pass krenge unka typing hoga.
Best explanation sir ❤
Thankyou so much.
Sir G lata kriye na typing screen to screen hoga ya paper to screen
Plzz bhaiya koi book reccomend kijiye
Very soon I will come up with a strategy video. In that video everything will be discussed. Stay connected and please subscribe to the channel and keep supporting 😊❤️
Exame kab tak hoga , sir
As per previous year trends, between 6 months to 1 year but this is just speculation. Till then stay connected with the channel by Subscribing it and keep supporting 😊
Bhaiya jharkhand high court ka personal assistant ka notification aaya tha last year uska exam 4-5 mahine me ho gya tha kya iska bhi jaldi hone ke chances hai??
Personal Assistant ke previous exams ka to idea ni hai mujhe par assistant me to around 1 year ka bhi time lga hai 2018 me. May be personal Assistant me time lagega.
BE/BTECH Computer Science IT WALE eligible hai?
Eligible to Hain hi lekin DCA/DCA+ ka certificate hona jaruri hai ni to form ni bhara paayega. Compulsory field hai.
@@Dekhlozaraacomputer application ki knowledge bs manga hai DCA kaha likha hua hai ???
Plz reply mere pas bs graduation h mai kr skta hu apply?
ruclips.net/video/0dvtGEDa8t4/видео.htmlsi=kg5vVhzRQRB1_coy iss video me main screenshots lagaye hain. Aap dekh skte hain ek jagah details manga hai DCA/DCA+ ka aur next step me certificate upload Krna hai.
@@Dekhlozaraa hn ji sir dekh liya h ab nhi bhr pyege form
Just a normal advice JPSC ka form bhariye. Agar aap bhi jharkhand se Hain to.
30 no ka gk me kya aata hai....kya pdhna rahta hai
Nice vidio
3 month dca accept hoga kya
As per notification minimum 6 months ka certificate chahiye
Typing screen to screen hoga sir
Still not clear.
Thanks bro
Please subscribe to the channel also..😊
Off-line ya online hoga exam
Av to iske baare me information ni h mere paas kuch pta chalta h mujhe to update kr dunga issi channel par. Please subscribe to the channel also. 😊
Isme objective or subjective dono mila hua exam kaise hoga .plzz clear kre .
Kyuki 10 marks ka essay writing hai or maths gk objective
Iska idea to ni hai mujhe kyuki previous year questions ni mil paaya hai av tk. May be question paper me hi tick Krna ho aur wahi koi 2 3 page ka space ho 10 marks ka essay ke liye. This can be the possibility.
@@Dekhlozaraa lekin apne pehle bhi Diya hai paper toh apko pta hoga na
@@Dekhlozaraa jharkhand special bhi aata hai kya . Kyuki main Bihar se belong krta hu
Ni meri to graduation hi complete Hui hai 2019 me. Maine Supreme court JCA and Patch HC Assistant ka 1st stage nikala hai. Video me bhi hum iske baare me bole hain.
PYQs ni mil paa Raha hai kahi bhi. Kisi publication house ko book print krne dijiye. Unke paas bahut resources hota hai wo log pta laga lenge PYQs ka.
Dictation ko transcribe krne k liye kittta time milega?
Isme dictation ni hai. Aap kisi aur form se confuse kr rhe hain.
Cut off kya rahegi sir aprox please reply❤
Sir exam centre kahan rahega
In Jharkhand only.
As this is a state specific job.
Btech hai to computer k CERTIFICATE DENa hogaa yaa nhi
DCA/DCA+ ka field jo hai wo compulsory hai. To usme certificate details daale bina to form submit ni hogi.
Jharkhand high court ka previous cut off kya tha sir
Aur typing english me hoga ya hindi me ?
Previous year paper hum bhi search kr rhe hain, pen and paper test hota hai isliye thoda muskil hai khojna. Kuch pta chalta hai to information denge issi channel pe.
Please subscribe also..😊
@@Dekhlozaraa typing english me hogi ya hindi me
As per my view English me hogi. But not 100% sure as it is not officially mentioned in the notification
भईया आपका नंबर मिल सकता है पर्सनल बात करना था..... Exam से समन्धित
t.me/dekhlozaraa iske pinned message me dekhiye discussion group ka link hai usme message kijiye mai baat karta hoon wahan.
@@Dekhlozaraa मैसेज कर दियाे है भईया देख लीजिये
Clerk New vacancy pr video bna dijiye
Sure. Till then please Subscribe the channel and keep supporting.
SIR TYPIEST VACANCY KE PREPRATION KARWAYE
Ekdam, mujhe bhi iss post ke liye apply karna hai. issi channel pe typing se related tyari karwaunga. Till then please subscribe the channel and keep supporting.