Chsl ki cutoff kaha jyada gyi h btana jara...157 gyi h..last year 154 thi...2022 me 156 thi...2019 ki dekhi h 159 thi...chsl hamesha yahi cutoff rahi h thoda bht upar niche hua h...aur rahi bat CGL ki last year 150 thi 71000 students select krne par lekin ye dekho ki maximum 23 marks ka normalisation hua tha... normalisation ka bhi frk pdta h cutoff par...2021 me 130 cutoff thi 1.15 lakh students pass krne par...2020 me 132 cutoff thi 1.25 lakh students pasa krne par....aur dono hi time 16-18 marks ka maximum normalisation hua tha...yadi 2023 me bbi maximum normalisation 16-18 ka hota to cutoff 145 rahta 71000 students par...aur 1.25 lakh par cutoff wahi 136-137 aa jata...is bar exam level 2023 se achcha h 4-5 marks to usi ke km h....fir 1.5-1.7 lakh bchche pass honge to cutoff 132 ke around lg raha h after normalisation...thoda analysis krna sikho bhai....2021 se comparison ho skta h iska jis trah ka exam level raha h...
pehli baat exam ki toughness dekho dusri baat competiton dekho teesri baat attendance chauthi baat vacancies aur bina answer key ke cut off guess krna apni gut feelings pe iska koi tuk nahi hai.
TUM EXAM DO PEHLE... AND RAW 115 WALE BI SAFE RAHENGE ISS BAAR AND AUR EK BAAT... CUTOFF 2 CHEEZ PAR DEPEND HOTA HEY.... 1.VACANCIES 2.PAPER TOUGHNESS JINKE 170 AA RAHE THE MOCKS MEY...UNKA BI 130-140 BAN RAHA... COMMON SENSE USE KARKE VIDEOS BANAO FREE MEY DAAL SAKTE HO..TOH KUCH BI DAAL DOGE
Vacancy ki wajah se 10-12 no decrease hoga, toughness k wajah se on an avg 2 questions v Kam attempt kare toh 4-5 no idhar Kam hoga, normalised score 132-137 cutoff for UR
Chsl ki cutoff kaha jyada gyi h btana jara...157 gyi h..last year 154 thi...2022 me 156 thi...2019 ki dekhi h 159 thi...chsl hamesha yahi cutoff rahi h thoda bht upar niche hua h...aur rahi bat CGL ki last year 150 thi 71000 students select krne par lekin ye dekho ki maximum 23 marks ka normalisation hua tha... normalisation ka bhi frk pdta h cutoff par...2021 me 130 cutoff thi 1.15 lakh students pass krne par...2020 me 132 cutoff thi 1.25 lakh students pasa krne par....aur dono hi time 16-18 marks ka maximum normalisation hua tha...yadi 2023 me bbi maximum normalisation 16-18 ka hota to cutoff 145 rahta 71000 students par...aur 1.25 lakh par cutoff wahi 136-137 aa jata...is bar exam level 2023 se achcha h 4-5 marks to usi ke km h....fir 1.5-1.7 lakh bchche pass honge to cutoff 132 ke around lg raha h after normalisation...thoda analysis krna sikho bhai....2021 se comparison ho skta h iska jis trah ka exam level raha h...
pehli baat exam ki toughness dekho
dusri baat competiton dekho
teesri baat attendance
chauthi baat vacancies
aur bina answer key ke cut off guess krna apni gut feelings pe iska koi tuk nahi hai.
TUM EXAM DO PEHLE...
AND RAW 115 WALE BI SAFE RAHENGE ISS BAAR
AND
AUR EK BAAT...
CUTOFF 2 CHEEZ PAR DEPEND HOTA HEY....
1.VACANCIES
2.PAPER TOUGHNESS
JINKE 170 AA RAHE THE MOCKS MEY...UNKA BI 130-140 BAN RAHA...
COMMON SENSE USE KARKE VIDEOS BANAO
FREE MEY DAAL SAKTE HO..TOH KUCH BI DAAL DOGE
Ok bhai unsubscribe krke chale jaao
@@Exam_warri0r bhai uske liye subscribe karna padta hey naa pehle
@DheerajD1717 theek h bhai cutoff 110 jayega
@@Exam_warri0r ho sakta hey toughest shift mey...last year ka trend nahi dekha 25+ add hua tha...
And...ek aur secret baat batau?
Mey raw ka baat kar raha tough shifts ka
Ur 122
Obc 120
Is se ek mark bi jyada....ho cutoff.. toh batana
Vacancy ki wajah se 10-12 no decrease hoga, toughness k wajah se on an avg 2 questions v Kam attempt kare toh 4-5 no idhar Kam hoga, normalised score 132-137 cutoff for UR
Yahi wajah se tumhara view bhi wahi h
Brother fighting against world with Predictions 😂
130se ek number jyada nhi jaayegaa
YES...TRUE
YE LOG KO COMMON SENSE NAHI HEY
Bhai 10-12 no. jyada jayegi😢
❤
Previous year se dekho muhh utha kr kuchh bhi bol dete ho
Dekh lena bhai result aane do fir ki kitna jayega cutoff