Muta Karo | IMPORTANT MESSAGE FOR YOUTH & PARENTS | Zameer Abbas Jaffri

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 22 окт 2024

Комментарии • 87

  • @amanhaidery
    @amanhaidery 10 месяцев назад +3

    Ab isse aham or kya baat ho sakti hai.
    Mashallah Maulana sahab .

  • @rizvi9490
    @rizvi9490 Год назад +9

    MashaAllah. This is something that all elders must understand
    This is necessary!

  • @zaheraabbas135
    @zaheraabbas135 Год назад +3

    Bahut hi behtareen baten ki h agha me
    Bs sabko amal karne ki taufeeq ata kare

  • @Absolute-786
    @Absolute-786 Месяц назад +1

    Kudos to you , you analyse our problems and giving us islamic solutions.

  • @MohammadHussain14saiyad
    @MohammadHussain14saiyad 2 месяца назад +1

    Bahot khub janab mashallah ❣️

  • @mohsensherazi
    @mohsensherazi Год назад +5

    very strong and powerful words indeed. May v all be guided and not fall prey 2 tradition over religion

  • @ruhibandaly5419
    @ruhibandaly5419 Год назад +3

    Mashallah
    Great message
    May Allah swt give us tawfiq to follow🤲🏻

  • @AwaiterOfMehdi
    @AwaiterOfMehdi 2 месяца назад

    Emotional Needs poori ho jaengi, bachche gunaah se bach jaengay. Allah ne ek cheez rakhi hy, insaanon ne nahin banaai, Allah mehfooz rakhne wala hy. Hamaare muaashre main GF aur BF ban kar Haraam baat cheet chalti rehti hy kai saal, phir aakhir main Bye Bye aur ronaa dhonaa.
    But this is better than Engagement(mangni).

  • @mohdkasim1052
    @mohdkasim1052 Год назад +2

    It's all true words
    Most important message

  • @Saleemdar72
    @Saleemdar72 Год назад +2

    😭iltimas dua ham bi is Guna mai bar bar girif tar horaha hai.🤲
    Khuda hamari maa bap(parents)ko is Barai mai soch paida karai.♥️

  • @m.mureedkazim9030
    @m.mureedkazim9030 Год назад +2

    best majlis

  • @jalalisalikcr7966
    @jalalisalikcr7966 Год назад +4

    Masa allah

  • @naqviqueen-s2t
    @naqviqueen-s2t 6 дней назад

    😲

  • @sanatariq5642
    @sanatariq5642 3 месяца назад

    Jazakallah

  • @muntazirmehdi1359
    @muntazirmehdi1359 Год назад +1

    Jazak Allah Khoob

  • @MohdHussain-dl5lc
    @MohdHussain-dl5lc 4 месяца назад

    Absolutely right ❤❤

  • @mehdifoundation786
    @mehdifoundation786 Год назад +1

    Mashallah aaga jannn

  • @shamimfatima9533
    @shamimfatima9533 4 месяца назад

    جزاك الله

  • @mohammadwaseem5937
    @mohammadwaseem5937 Год назад +1

    Behtareen

  • @explorep0852
    @explorep0852 9 месяцев назад +4

    I belongs from shia family in Pakistan. Im 20 now. I'm felling same thing . I'm going to merry to someone but unfortunately theirs some difficulties here but instead of this I want to get merry for short time( muttah) unfortunately theirs no one family to ready for muttah .....😢😢😢

    • @imujtaba512
      @imujtaba512 8 месяцев назад

      brother same problem everywhere 😢 parents should consider it

    • @mohammadAli-pg7ke
      @mohammadAli-pg7ke 8 месяцев назад

      😢😢 this is reality of our society

    • @GhHgv-l3y
      @GhHgv-l3y 2 месяца назад

      مومنوں اور مومنات کو متعہ کے فضائل ائمہ معصومین کے بیان کردہ گوش گزار کیجیے امید ہے کوئی مومنہ تیار ھو جائے گی

  • @kachosadiqali2743
    @kachosadiqali2743 Год назад +1

    Ya Allah humgunar hung madad formaah 😭😭👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏😭🤲

  • @wahdateummatemustafa
    @wahdateummatemustafa Год назад +4

    Parents should be take serious this massege

  • @nzehra999
    @nzehra999 Месяц назад

    Mutah ki mudat pori honay pay bila Idat k Ossi shakhs say dobara seeghay parhay ja saktay hain?( Mashroot nikah jis main ehetiyat say kam liya jay meheram bananay k liyay ho)

  • @aamir4usaf
    @aamir4usaf Год назад +1

    Nice

  • @nzehra999
    @nzehra999 Месяц назад

    Mutah ki idat kiya hay aur mashrot Mutah main bhi hay kiya?

  • @alishahhaider1384
    @alishahhaider1384 Год назад +3

    👍

  • @gulzarabbas6778
    @gulzarabbas6778 Год назад +1

    Sedha nikah karaye hum muta karwake shart lagae ge ek doosre ko chuwe na or mushkil kaam h ye mahram banne k baad door rahe ma baap shart lagae ladka ladki kahge jab hum razi to kya kare qazi

    • @siratemustaqeem-6137
      @siratemustaqeem-6137  Год назад +2

      Agar aapke liye mumkin ho to aap pehle nikah karen, muta un logo ke liye chhor den jo log kayi kilometre door rehte hain🙏

  • @humairaaqeel2318
    @humairaaqeel2318 Год назад +4

    سیدھا سیدھا نکاح کیجئے، یہ کوئی مزاق نہیں کہ شرطیں لگا کر چھوٹے سے ٹائم فریم کے لیے مطع کیا جائے

  • @nangyalkhan6813
    @nangyalkhan6813 Год назад

    Limits k liay Pir Fuj kari karni paraygi bilkul khilaf nature solution ...

    • @alishahhaider1384
      @alishahhaider1384 Год назад

      Kahna kya chahte ho aap...

    • @nangyalkhan6813
      @nangyalkhan6813 Год назад

      @@alishahhaider1384 jo keh diya

    • @alishahhaider1384
      @alishahhaider1384 Год назад

      @@nangyalkhan6813 wahi to samjh me nahi aa raha hai thoda clear bolo na bhai..

    • @nangyalkhan6813
      @nangyalkhan6813 Год назад

      @@alishahhaider1384 app ko confusion kis baat ki ha ??? Molvi ki baat samj agai ??? Agar aai ha to osi ki maan ...

  • @jafferraza2659
    @jafferraza2659 Месяц назад +1

    2 MASLA -: KISI BHI BAKIRA (VIRGIN)LADKI SE SHADI KA HUKUM HAI MUTA KA NAHI ...
    AP JAWAN LADKI KO MUTA KA HUKUM DE RHE HO JAB KE RASOLL ALLAH SAWS KI KOI RAWAIT ME NAHI HAI ,,AP BURA NAHI MANNA ,,AGAR APKI LADKI AULAD HO THO KIYA AP ISKO MANZORI DOGE ,,,,

  • @yasubabbas6982
    @yasubabbas6982 2 месяца назад

    Mashallah bohot achi rae pesh kari. Par is falsafe me ek khami h ki jaise apke samne khana rakh diya gaye h or ap bhooke hain lekin shart h ki khana ni h bas dekhna h, smell karna h. Aise shart to shart tootne ka bais banegi. Ye koi hal ni h janab ek baap apni beti ko itte bade risk par kaise dedega k muta kar lo is shart par ki chuna ni h bas baat karna h. Isme to or zada risk h sochiye to

    • @AwaiterOfMehdi
      @AwaiterOfMehdi 2 месяца назад

      Emotional Needs poori ho jaengi, bachche gunaah se bach jaengay. Allah ne ek cheez rakhi hy, insaanon ne nahin banaai, Allah mehfooz rakhne wala hy. Hamaare muaashre main GF aur BF ban kar Haraam baat cheet chalti rehti hy kai saal, phir aakhir main Bye Bye aur ronaa dhonaa.
      But this is better than Engagement(mangni).

  • @saad3324
    @saad3324 3 месяца назад

    Yrrrr muje ye theeek lg rha😫😭

  • @AwaiterOfMehdi
    @AwaiterOfMehdi 2 месяца назад

    Hamaare haan Khoja Shia Isna Asheri Jamaat main ye aahista aahista Mangni k tor pe aam ho raha hy. Mutaa kar detay hain aur kahaa jata hy k mangni ki hy. Laikin abhi itna aam nahin hua k Baqaida kaha jae k Mutaa kia hy.

  • @saad3324
    @saad3324 3 месяца назад

    Can sunni do this too?

    • @moshadab8792
      @moshadab8792 3 месяца назад

      No haram hai ye

    • @AwaiterOfMehdi
      @AwaiterOfMehdi 2 месяца назад

      According to the Quraan it is permissible but Unfortunately, AhleSunnat brothers does not allow Temporary Marriage. In Fiqh-e-Maaliki it is allowed. Imaam Maalik allowed متعہ

  • @tabishraza2867
    @tabishraza2867 7 дней назад

    Masla sirf ye nahi raha shadi late ho rahi hai shadi ke baad bhi ladkiyan zeyada kareeb aane nahi deti

  • @humairaaqeel2318
    @humairaaqeel2318 Год назад

    محترم مطع کا حوالہ قرآن پاک اور حدیث سے دیجیے

    • @sakinamerchant2091
      @sakinamerchant2091 Год назад +1

      Salamun alaikum aap sabeel media ki -" shia muta jaiz kyu mante hai " ka video dekhe usme ref, traditions aur quran ki ayat maujood h sister , surah 4 ayat 24 --- 4:51 min par aur full video me ref hai

    • @siratemustaqeem-6137
      @siratemustaqeem-6137  Год назад +1

      Masha'Allah❤️

    • @humairaaqeel2318
      @humairaaqeel2318 Год назад

      OK, thanks @@sakinamerchant2091

    • @humairaaqeel2318
      @humairaaqeel2318 Год назад

      @@sakinamerchant2091 میں نے چیک کر لیا ہے سورة النساء آیت 24 میں صاف لکھا ہے کہ نکاح کرو مطع کا نہیں لکھا

    • @humairaaqeel2318
      @humairaaqeel2318 Год назад

      سورة النساء آیت 24

  • @Humanity_is_peace
    @Humanity_is_peace 2 месяца назад

    Dating is haram in Islam. Mutah is better than Haram relationship (gf & bf)
    Nikah e mutah ek achha tarika hai jisme 2 nameharam ek dusre se baat kar sakte hain koi gunah kiye bagair. Insan pak bhi rehta hai. Mgr Ahle sunnat Nikah e mutah ko bht galat dikha raha hai. Ahle ke kuch fitna log Mutah ko bht galat tarike se pesh kar rahen.
    Mutah is halal in Islam but phir bhi humne aaj tk humare yahan pr kisi ko Mutah karte hue nhi dekha. Zaruri nhi hai agr koi cheez halal hai to wo practice me bhi ho...
    Islam jb jeene ka tarika aasan kr kar rha hai, haram se bachne ka tarika bta rha hai phir mashre ne kyun mushkil banaya hua hai.

    • @AwaiterOfMehdi
      @AwaiterOfMehdi 2 месяца назад

      Agree.
      Due to Stereotyping mutaa متعہ is not seen as something good. But, infact it is good.

  • @basitpatel5400
    @basitpatel5400 Год назад +2

    بے کار راہ حل ہے ، صیغہ کرکے ۲۵ ساتھ۔ تک غیر شادی شدہ جیسے گزارنا اور مشکل کام ہے ۔

  • @productreview1909
    @productreview1909 Год назад +2

    Main khud shia hon par mujhe ye btadain koi 3 se 4 Saal bghair touch kye larki k sath reh skta ha? Aise jahalat wali batain kr k mazhab ko badnaam na krdain, nikah ki tajveez dain

  • @shahzaibhashmi3170
    @shahzaibhashmi3170 7 месяцев назад

    متعہ کو حلال مانتا ہر کوئی ہے مگر کرتا کوئی نہیں ۔ ہر کوئی معیوب سمجھتا ہے خاص کر کے خواتین میرا ذاتی تجربہ ہے میں نے بار ہاں مومن خواتین کو متعہ کی دعوت دی مگر وہ نہیں کرتی جب کے زنا پر کوئی سوال نہیں کرتا

  • @jvd12
    @jvd12 Год назад +2

    Saab se ziyaada ghuna shadi shuda afrad karte hain . Jaab tak khofe khuda nahi saab tarekay bekar hain

    • @shorter5885
      @shorter5885 7 месяцев назад

      Apki baat me logic ki kmi lg rhi h

  • @TheAxisofRevolution
    @TheAxisofRevolution 2 месяца назад

    Khums ke maal se shadis ko facilitate krna chahiye.

  • @Hasan-razvi
    @Hasan-razvi Год назад

    Zameer sahab ne jo kaha hai
    Woh koi sahih hal nahi hai
    Direct nikah hi best hai sharayet ko koi follow nhi karta aaj ke daur mein har koi shareef un nafs insan nahi hota

  • @mohdafzal1861
    @mohdafzal1861 Год назад

    Yaha ke log toh zameen jaydaad paisa hi dekh kr iss kaam ko krty hain or bolty hain ye itna zaroori nahi hai pehly paisa ikhatta kro jab paisa hoga shadi ho jayw gi
    Dusra agr kisi ki shadi ho bhi jati h to lardki bolti hai kya hai aap logon k paas husband ko taana khashi krti h bolti hai ki zindagi mai apna kuch kia bhi h ya nahi separate life chahti hai

  • @dengeldastan6968
    @dengeldastan6968 Год назад +1

    Shudar jao shiao Allah ka Azab bda skt he

  • @syednaqiraza7067
    @syednaqiraza7067 3 месяца назад

    Jazakallah