ga ab sada Hussain Yaa hussain..... Imam hussain x4 Mit jaaega jahaan yeh baaki na kuch na rahega x2 Har ek payamber se Allah yeh kahega, Na mitt saka mitega na meri baqa Hussain x2 Rahega ab sada hussain ...........hussain x2 Naujawaan Naujawaan Haye Naujawaan Karbala Akbar mera hai Naujawaan, Beta Hussain ka tha shakl-e-Mustafa Akbar, Tauheed pe hai vaar diya apna woh pisar, Akbar ke baad jhuk gayi shabbir ki kamar, Gham ka asar hua ke khatm hogyi nazar, Bete ke seene se nikaali jo sina Hussain x2 Teero'n ke saayebaan mei shukre Khuda karu, (6)Chheh maah ka asgar bhi jo tujhe fida karu, Zakhmo'n se chhoor choor lahoo mei bhi hoke tann, Karbobala ki khaak pe sajda ataa karu'n Yeh hausla toh bas hai Fatima ke laal ka, Hussain ban gaya jawab har sawal ka, Naize pe tadapta raha karta raha safar, Zainab ke sar se jab chhini tatheer ki chadar, Sajjad khoon rota raha tauq pehenkar, Ummat ne risaalat ko diya khoob yeh ajar, Noke sinaa pe kaun hai kaari siwa Hussain x2 Shaheed-e-Karbala Hussain, Imam hussain, Imam hussain x2 Tujhko bacha gaya hussain deke apna sar, Abbas ke baazu diye, Akbar ka bhi jigar, Haa'nto'n pe leke aagaya Asghar sare maqtal, Islam ke liye luta diya hai apna ghar, Har daur mein baatil ki bana hai qaza Hussain x2 Zulmo ki ho rahi hai intehaan hussainiyo'n Fir se yeh gham hai shaam mein barpa hussainiyo'n, Bechain madine mein Fatima hussainiyo'n, Markad mein ro raha hai Mustafa hussainiyo'n, Ab waqt aagaya hai ke aaye Imam-e-Mehdi, Baatil ka mite daur..... chale nizaame Mehdi, Majboor hai Hussain aaj bhi teri behen, mismaar kar rahe hai roza shaami besukhan, Din raat Qayamat ka samaa'n shaam mein jo hai, Zainab qabar mein ro rahi hai shaam se fajar, Iss daur-e-Yazeedi mein Mehdi banke aa Hussain, Rahega ab sada hussain ...........hussain x2 Mit jaaega jahaan yeh baaki na kuch na rahega, Har ek payamber se Allah yeh kahega, Na mitt saka mitega na meri baqa Hussain x2 Rahega ab sada hussain ...........hussain x2 Shaheed-e-Karbala Hussain,................
Moula hussain ka Zirk karne k liye koi surili awaaz ki zarurat nahi mere bhai dil me Dard hona zaruri Moula hussain ki shahadth ka matlab hi badal jaara mere bhai gour kare Zara
Ma sha llah Salam ya Hussain A.S
ماشاء اللہ
Labayak ya Hussain
MashaAllah ustaad e mohtaram MashaAllah daniyal beta.
Mashallah
ga ab sada Hussain
Yaa hussain.....
Imam hussain x4
Mit jaaega jahaan yeh baaki na kuch na rahega x2
Har ek payamber se Allah yeh kahega,
Na mitt saka mitega na meri baqa Hussain x2
Rahega ab sada hussain ...........hussain x2
Naujawaan Naujawaan Haye Naujawaan
Karbala Akbar mera hai Naujawaan,
Beta Hussain ka tha shakl-e-Mustafa Akbar,
Tauheed pe hai vaar diya apna woh pisar,
Akbar ke baad jhuk gayi shabbir ki kamar,
Gham ka asar hua ke khatm hogyi nazar,
Bete ke seene se nikaali jo sina Hussain x2
Teero'n ke saayebaan mei shukre Khuda karu,
(6)Chheh maah ka asgar bhi jo tujhe fida karu,
Zakhmo'n se chhoor choor lahoo mei bhi hoke tann,
Karbobala ki khaak pe sajda ataa karu'n
Yeh hausla toh bas hai Fatima ke laal ka,
Hussain ban gaya jawab har sawal ka,
Naize pe tadapta raha karta raha safar,
Zainab ke sar se jab chhini tatheer ki chadar,
Sajjad khoon rota raha tauq pehenkar,
Ummat ne risaalat ko diya khoob yeh ajar,
Noke sinaa pe kaun hai kaari siwa Hussain x2
Shaheed-e-Karbala Hussain, Imam hussain, Imam hussain x2
Tujhko bacha gaya hussain deke apna sar,
Abbas ke baazu diye, Akbar ka bhi jigar,
Haa'nto'n pe leke aagaya Asghar sare maqtal,
Islam ke liye luta diya hai apna ghar,
Har daur mein baatil ki bana hai qaza Hussain x2
Zulmo ki ho rahi hai intehaan hussainiyo'n
Fir se yeh gham hai shaam mein barpa hussainiyo'n,
Bechain madine mein Fatima hussainiyo'n,
Markad mein ro raha hai Mustafa hussainiyo'n,
Ab waqt aagaya hai ke aaye Imam-e-Mehdi,
Baatil ka mite daur..... chale nizaame Mehdi,
Majboor hai Hussain aaj bhi teri behen,
mismaar kar rahe hai roza shaami besukhan,
Din raat Qayamat ka samaa'n shaam mein jo hai,
Zainab qabar mein ro rahi hai shaam se fajar,
Iss daur-e-Yazeedi mein Mehdi banke aa Hussain,
Rahega ab sada hussain ...........hussain x2
Mit jaaega jahaan yeh baaki na kuch na rahega,
Har ek payamber se Allah yeh kahega,
Na mitt saka mitega na meri baqa Hussain x2
Rahega ab sada hussain ...........hussain x2
Shaheed-e-Karbala Hussain,................
Ya Hussain (a.s)
masahllah
ماشاءاللہ
Mashallha moula salamat rakha
mashallah
Mashallah
Allah Ap sab ko salamat rakhe hamesha Ameen
Mashhalla
Mashallah Salaamtian
mashaallah
Mola slamat rkya
Ma shaa ALLAH
Mashallah so beautiful sound
voice*
Masha Allah
❤️❤️❤️❤️
الله يحفظك حبيبي
bhut ach
Good
What is his Name?
Nice
Very nice sound
Ye poora noha kaha hai
Address please
Moula hussain ka Zirk karne k liye koi surili awaaz ki zarurat nahi mere bhai dil me Dard hona zaruri Moula hussain ki shahadth ka matlab hi badal jaara mere bhai gour kare Zara
so nice mashaallah
unlike karna walo pe lanta behumar
Beshumar
Mashallah
masahllah
mashallah
Masha Allah
Mashallah
Mashallah
Mashallah
Mashallah
Mashallah
Mashallah
Mashallah
Mashallah
mashallah