Thank you bhaiya, keep it up,achi video 👍👍👍👍he,iss video dekhne ke baad jo bhi logo ki training ko leke kuch bhi dout raha hoga wo sab clear ho hi jayega,❤️ bhaiya hamesa khus rehena ye hi dua he meri baba ke paas ❤️❤️❤️aur agge aur bhi acha video banate rehena.....
Sir mera knee ka ligament tota tha . Dorne mey koi problem nhi hoti lakin thoda jump marne mey problem hoti ha . Sir mere ko jada dikat toh nhi hogi training mey .
domicile address or obc certificate me address gaon ka he or mene form bharte time present or permanent address sehar ka daal diya koi problem hogi kya joining time
@@befikrafauji Bhai aapse ek doubt clear karna tha mere head ke piche balo main ek mole(massa) h agar baal katenge to dikhega to isme koi dikkat hogi kya training main sir log kuch bolte h kya iske liye
Thank you bhaiya, keep it up,achi video 👍👍👍👍he,iss video dekhne ke baad jo bhi logo ki training ko leke kuch bhi dout raha hoga wo sab clear ho hi jayega,❤️ bhaiya hamesa khus rehena ye hi dua he meri baba ke paas ❤️❤️❤️aur agge aur bhi acha video banate rehena.....
Wow bawa bhut aache video h bawa ❤️🥰🥰🥰
#SAME_NCC_TRAINING_KE_JAISE ❤️🔥
Very nice video hai sir bahut hi help full hai 👍👍👍👍👍👍👍👍
Make a video on obstacle training
thank you sir for this information
Achha bhai shine pain(tibia splints) hota hai bachhe logo ko kya while training kyonki road pr daurne se to lagbhag logo se shuru hota hai.
Thank you ❤❤
Sir ssc gd ka revised result withheld valo ka result kab tak aayegi list
App ko Instragram mai follow kiya hun aur sari vidio like karta hun ..... ❤️
tq bhai
RTC ARRAKHONAM CHENNAI thi kya
Radhe radhe 🙏🤘🌹✌️💪🤞💫🍂🍁🌎
Kya aap btayenge fauji ji aap m.p se h or agr m.p se h toh kha se h proper plss answer kriyega
Vai thora vericose vine problem tha injecttion leke medical pass kiya Hu vain dekh jay to joining medical problem hoga kiya
Cisf mein training kitne mahino tak hoti h koi bta do bhai 🙄🙄
11 months
Same
44 week
9
Haan muje bhi Janna hai
Colour vision m kaun sa book rehta h isihara ka kya
Joining ki bad physical hoata hai kiya? Sir ji
Sir hath toota hi koi dikkat to Nahi hogi medical me
Training time b medical hoti h kya ?
Sir training ka samay test ka detail bathao sir
Nice vedio sir
Tq sir
Agar training ke time vericose vein dikhne lage to kya out kar denge plz reply
Training kit k upar video banaeyaa,kiya kiya hamko milega
Attestation form ke bare me ek video digiye
Sir mera knee ka ligament tota tha . Dorne mey koi problem nhi hoti lakin thoda jump marne mey problem hoti ha . Sir mere ko jada dikat toh nhi hogi training mey .
Aapka traning centre konsa tha
Thanks sir
Bhai vardi kab milta h 🌹🌹
Bhai aap ho kaha se ?
Jammu , Punjab ya Himachal ?
Bhai aap kon se state se belong karte ho
Mid term ky baad ka shedule kya hai?
Jai hind sir
Aap konsa state sa ho
Sir joining medical me color vision kya chij se cheak krte h please replay kijiyega 🙏🙏
vai ap joining medical pass kiye ho?
Nice sir
Kitne din phle ja skte h training center pr
Mera 23 ko h reporting date me 21 ko ja skta hu
Bhai ssc gd me kitne nomber Aaye the 😊
👌👌👍👍🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Aap ka trening kaha huaa tha bhai 🙏🙏🙏
❤❤❤❤❤
Koi tips bataiye
domicile address or obc certificate me address gaon ka he or mene form bharte time present or permanent address sehar ka daal diya koi problem hogi kya joining time
Sir obc ke liye chest 80 se 85 chaye
And 1se 2 inch upper niche ho sakta hai kya
Ye exit chaye
Please reply Bhai
Running test me 1600 m. Aur 5 km kitne time dudna padta hai
💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖
Bhai math kaha s kiya ta tumne
Advance training me kya kya hota hai
Cisf training me leave milti h ?
Cisf m girls Ki same training h sir
Bhai ye batao rod march jo hota h 14km .. 20 km, 40km isme koi timing hoti h ya sirf chalna hota h halke halke
no timing
Training k doran koi injury ho jaye toh kya hota hai
Color vision cheak joining medical me kya chij se cheak krte h
Ya wahi book rhta jaisa DME me tha sir please sir replay kijiye sir 🙏🙏🙏
book
@@befikrafauji waisa hi rhega न sir jaisa DME me tha
Cisf ki training kaise hoti hai sir
Thank you so much sir aapne bhot acche se sab kuch bataya 😊😊😊😊😊
❤
2400 miter me kitna time me running krna h or 1600 miter me kitna time milega ....bhiya
Ssc Gd Medical Mallet finger left hand medical fit or Unfit please Tell me 😭😭
Bhai cisf ka liya kitna marks chaiye ??? Jammu ma ???
Sir mera CISF Me selection huva he...
23 ko joyining he....5 kg over weight ho gya he medical me koi dikkat to nhi hogi...
koi dikkat nahi
Chin ups kitta krna pdta hai test me
Bhai tradesman ki tranning kitni hoti ha
Sir salri kab se start hoti hai
Hight kaise badaye sir ham
Sir exam ke baree mai batao👍🏼
Bhai aap kha se ho
Aapka training centre kha pe tha
Hum iss bar select hue hai CISF mai appka no. Dijiye na bhaiya
Sports???
Bhai training ke dauraan padhne ka time mil jata h ya nhi
Sir apki konsi training center tha?
Aap kya hai CISF
Food kaise kiya kiya milta hai bolna vai
Sir chin ups nahi hote hai
Bhai training centre konsa tha
Apka training Kaha hua sir
81.34 AIR 781
Bhai running lowest Or highest kya hoti hai
Hello sir
Garam paani milta h kya
SSC GD ka hight Kitna lagta hai
Mobile ka kya sin hai bhai waha batana
CISF ke liye kitna cute off jati h
Kis RTC me training tha bhai tumhara....mera RTC BEHROR Rajsthan me hai
Mera bhi hai
Aap kaha se ho
Sunday ko bhi training hoga kya
nahi working chlta hai full day
Bhai weekly off rahta hai ya nhi @@befikrafauji
आपका मार्क कितना था gd me
Joining time distance vision 6/9 hoo jaye too?
aise kaise jo jaye 😁
😅😅😂
Traning ke bad kitne ghante ki duty hoti hai bhai
8hrs -12 hrs
Sir meri crpf me selection hui hai kya Mai Assam rifles me jaa sakta hu😭😢
Kon sa crpf bhai... vacancy kaha thi abki
Bhai training pe kharcha kitna hota hai?
Bhai mera weight medical ma 68 tha lekin abb 80 ho gya h ma cisf m select hu training ma dikkat hogi
Aap ka training center kon sa hai
@@rajneeshkumar2698 Bhilai
@@ishwarraghav7604 dada hmko bhi bhilai mila aap kidhar se ho
Bhai mere ko lagta hai app Punjabi bande ho
ji bhai
Thanks bhai
u wc
@@befikrafauji Bhai aapse ek doubt clear karna tha mere head ke piche balo main ek mole(massa) h agar baal katenge to dikhega to isme koi dikkat hogi kya training main sir log kuch bolte h kya iske liye
Are yaar job lagneedo pahale
नहाने के लिए कब time milta hai...
Sir ji meri height 170cm fix hai kya mera selection ho sakta hai please 🙏🙏🙏🙏batai sir
yes hoga
❤❤❤❤❤❤❤❤
Thanks sir
❤
Training centre kon sa tha apka