Assistant Professor Vacancy 2024 || Maharaja Suhel Dev State University, Azamgarh || Recruitment ||

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 окт 2024

Комментарии • 87

  • @anuradhasharma7946
    @anuradhasharma7946 Месяц назад +2

    Sir non net qualified form fill kr sakte h kya

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      No Ma'am, Aap eligible nahi hai...but agar aapke pass Ph.D Awarded hai to aap eligible hai...aur form bhar sakti hai..

  • @nehachoudhary3151
    @nehachoudhary3151 Месяц назад

    ok sir, thank you, can you also tell me GATE qualified can apply or not? i have done it btech and mtech in cse, i have done it my masters through GATE, haven't done NET or others🙁

  • @deepshikhagupta2039
    @deepshikhagupta2039 Месяц назад

    Sir Mera B.A Aur. M.A hua h NET bhi sanskrit vishay se qualified hu bas Sir general me vacancy h OBC me nhi mai OBC category ki hu form bhar skte h??

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Sorry for late reply Ma'am, aap UR me bhi form bhar sakti hai..Aap eligible hai OBC aur General me....isiliye aap Asstt.Professor ke liye apply kar sakti hai...

  • @arafnawaz1774
    @arafnawaz1774 15 дней назад

    Sir history se net walo ko mauka milega kya interview ka

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  15 дней назад

      Ji sir, aapko jarur mauka milega kyonki Asstt.Professor ka UGC ki Guidlines ke according aapko calling ki jayegi...

  • @shrutijaiswal6093
    @shrutijaiswal6093 27 дней назад

    sir , phd chal rahi hai , to kya apply kr sakte hai ?

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  27 дней назад

      Ma'am, Ph.D running mode par aap apply nahi kar sakti hai..But aapke pass agar NET qualifying hai to aap Asstt.Professor ka form apply kar sakti hai...

    • @shrutijaiswal6093
      @shrutijaiswal6093 27 дней назад

      @@LearningSuccessPointSociology ok

  • @shreyanshtiwari1770
    @shreyanshtiwari1770 Месяц назад

    Sir mera msc zoology iss bar 2nd year hai net bhare the but good marks nhi hai to iske liye qualified to abhi nhi hu na mai

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Sir, jaise aap bta rahe waise lag raha ki aap qualifying nahi hai but aap Assistant professor ka form bhi nahi payenge.....isiliye aap pahle NET/JRF qualified ho jayie than Assistant Professor ka form bhare....

  • @vikasmaurya7641
    @vikasmaurya7641 Месяц назад

    Sir mai BSC+MSC+Bed kiya hu... Kya assistant professor ke liye apply kr skte hain?
    Pleade reply kijiye sir

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Sir, aapke sabhi Degree hai NET/JRF Qualify ka certificate hai to aap Asstt.Professor ke liye apply kar sakte hai...Kyonki aapke UG, PG and B.ed aadhar par Asstt.Professor (Government) ke pad nahi ho payenge.....isiliye aap ek saal me NTA ne NET/JRF ke liye do bar exam leti hai....usko ek bar Qualify kar lenge to aap kahin ka bhi Asstt.Professor ke pad apply kar sakte hai...

  • @sonalichaudhary1519
    @sonalichaudhary1519 Месяц назад

    Sir vacancy bahut km h or 2000rs fee ek middle class wale k liye bahut jyada h kyoki ye log apne logo ko hi select kr lete h even mera do bar net ho rha h lekin koi experience nhi h...... Doubt mei hu form fill krne mei

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад +1

      Absolutely right Ma'am, University ke Vacancy me aksar post kam hi aati hai aur sath hi sath selection without jack ka nahi hoga...Kyonki API score ke hisab se Ph.D, NET, Research Paper, Teaching Experience and etc depends hote hai than jack sabse bda point hai..Agar AP ka form UP me bhari hai to usi ki taiyari me hard work preparations kariye wo jyada better hoga kyonki bahut jaldi exam hone wala hai..usme selection ke chance bahut jyada hai...Yahi aapke pass sabse golden opportunities hai.. UPHESC ke Asstt.Professor and PGT ka bahut jaldi hoga Ma'am! .....kyonki hamare hisab se yahi aapke ke liye sabse best upiyukt hoga than agar aap University me apply bhi karna chahti hai to aap kariye but without jack ka hona impossible hai kyonki second bar is University ka form reopen isiliye kiya gaya hai kuch subject me post create kiya gaya hai..For example....jab first time Sociology me post aayi thi to SC me aaya tha to usko change kar OBC me generat kiya gya hai phir second bar reopen kiya gya hai EWS post add kiya gya hai...iska matlab EC and AC council ke sahyog ke hisab hota hai..kyonki new University hai..than aapko sab kuch maine bata diya....

  • @nehasingh-tv4nf
    @nehasingh-tv4nf Месяц назад

    Sir maine MA kiya hai net qualified hai, pr phd nhi hai to kya mujhe bharna chahiye, phd k kitne no. Milte hai??

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Ma'am!, Aapko apne subject me form bharna chahiye kyonki bahut se University me only NET base par selection hua hai, Isliye aapko bhi form bhar dena chahiye..kab kisi ka luck sath de de kisi ko nahi pata hai...Aur rahi baat Ph.D ki to State me 20-25 marks milta hai..API score me

  • @pranshukumargupta3752
    @pranshukumargupta3752 29 дней назад

    Sir isme per publication kya score daalna hai

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  29 дней назад

      Sir, aap publication ka details agar puch raha hai, wo to aapko fill karna hai. For Example: 1 research paper ka 2 marks milega...Published research paper Impact Factor, publication name, ISSN No.., UGC Care No. Or UGC No. Or Peer Reviews Journal etc bharna hai..5 publication fill karna hai...jo 10 marks milega aapko.....

  • @anushreya8771
    @anushreya8771 Месяц назад

    Sir mai biology se bsc + bed ki hu kya form fill kr sakti hu kya??
    Plzz reply

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      No Ma'am, Aap Eligible nahi hai..kyonki Aapke pass UG ki dono degree hai aur Assistant Professor ke liye Eligible nahi hai..
      Isliye Aap M.Sc or M.Ed kariye than NET/JRF qualifying ho jayengi to Asstt.Professor ka form bhar sakti hai..

  • @bikeshkumarsingh4894
    @bikeshkumarsingh4894 Месяц назад

    Sir maine ugc Net Ews se qualified kiya hai,kya mai General me vanceny hai,kya mai General me form bhar sakta hun

  • @swetasingh7140
    @swetasingh7140 26 дней назад

    Sir kya ab date nhi badhegi ab qk mujhe aaj hi pata chala hai

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  26 дней назад

      Ma'am, tisari bar date extand hui hai but agar kisi subject me seat increase hoti to date bad sakti hai...waise bahut se candidates ne ragistrar ko mail kiya gaya hai..jaise hi date suchna aati hai waise aapko information de di jayegi video ke madhyam se...

    • @swetasingh7140
      @swetasingh7140 25 дней назад

      @@LearningSuccessPointSociology dhanywaad sir

  • @tahreemwarsi175
    @tahreemwarsi175 Месяц назад

    Hello sir maine is bar net exam diya h aur abhi tak result nhi aaya h to mai kya kru sir form dalu ya nhi

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Sir/Ma'am, aap apne results ka wait kar lijiye kyonki is month ke last date tak hai, jo NTA online exam results declared kar sakta aur is University ki Vacancy ka date bhi extend ho sakti hai, kyonki jab form bharte hai to all criteria fill karna hota hai, eligible ka base fill kiya jata hai...isiliye aap results ka wait kariya...anyatha aap bhar bhi dete hai to form scrutiny me bahar ho jayenge...aap paisa bhi returns nahi hoga...

  • @princygupta3409
    @princygupta3409 Месяц назад

    Research Papar nhi hai wo aplly kar sakte hai

  • @anupaminspiredindia4193
    @anupaminspiredindia4193 Месяц назад +1

    Sir bsc ke sath m.a. kia h or net ka result nhi aya h ...kya form bhar skte h

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Sir, aap Assistant Professor ka form nahi bhar sakte kyonki us option me NET/JRF ka option aayega... please result wait kar lijiye taki aapko koi problems na ho...agar result aa jata hai to apply jarur kariyega

  • @satyamtiwari4474
    @satyamtiwari4474 Месяц назад

    Sir mera tourism mein pg hai kya mein eligible hu?

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Sir, aapke subject me Vacancy nahi hai aur sath hi sath aapke pass NET nahi hai..isiliye kisi bhi University me agar tourism se AP ki Vacancy aati hai to waha par PG+NET ke sath applying kar sakte hai..

  • @shubhiyadav25
    @shubhiyadav25 Месяц назад

    Sir please tell,
    Jo inhone isse phle vigyapan 01/2024 ke tht form liye the uska process kb hoga.
    Fir se form fill kre kya?

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Ma'am, agar aapne isse pahle April Month, 2024 ko form fill kar diya tha to is baar nahi bharna hai, aapko.....ye wahi Vacancy hai jo kuch subjects me post create karayi gayi hai (Add ki gayi hai)...isiliye fir se Vacancy nikali gayi hai..

    • @oracleofmind
      @oracleofmind Месяц назад

      Agar aap ko eligibility me kuchh add karna ho to bhej sakti hai, fir se,, notification padhiye

  • @anagendaforfaith8225
    @anagendaforfaith8225 Месяц назад

    Iska exam hoga yaa direct interview hoga???.......

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Uttar Pradesh Government ne State University me Asstt.Professor ki Recruitment me 40 marks domen knowledge ka test lega...than jo log qualified honge unko interview calling kiya jayega...

    • @anagendaforfaith8225
      @anagendaforfaith8225 Месяц назад

      @@LearningSuccessPointSociology domain test ka syllabus kya hoga??aur ye test university me jakar dena hoga??Written hoga yaa viva??

    • @anagendaforfaith8225
      @anagendaforfaith8225 Месяц назад

      @@LearningSuccessPointSociology please ans my all ques.....Kya jinhone recently net/jrf qualify Kiya hai2022 mein wo asst professor ka form apply kar sakta hai kya?Abhi Phd. Me inroll nhi hai..

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Han ji..aap apply kar sakte hai..Asstt.Professor ke liye eligible hai...

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Written objective test hoga..iske liye exam center nirdharit karenge..Azamgarh District me hoga or kisi aur District me kra sakta hai..

  • @hemayadav1820
    @hemayadav1820 Месяц назад

    Sir only phd bhi bhar sakte kya

  • @divyachaturvedi60
    @divyachaturvedi60 Месяц назад

    Mera net nahi hai PhD hai kya main form fill kar sakti hu

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад +1

      Ji Ma'am, Ph.D base par aap Asstt.Professor ka form bhar sakti hai kyonki API base par Ph.D Award ka marks bahut jyada hai aur Research Paper bhi aapka published hai, isiliye aapko form bharna chahiye...

    • @divyachaturvedi60
      @divyachaturvedi60 Месяц назад

      @@LearningSuccessPointSociology thank you so much sir for valuable information

  • @anilkumar-mb3dn
    @anilkumar-mb3dn Месяц назад

    Hospitality m uge net k exam nhi hota fir Ksa hoga

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Hospitality nahi hai balki Social work Medical Branch se PG karke aap Asstt.Professor ban sakte hai...Waise to Medical streem wale Asstt.Professor ke liye aati rahti hai...

  • @rishabhpandey5732
    @rishabhpandey5732 Месяц назад

    Sir non Teaching staff ki bhi vaccancy aayegi kya same university me ?

  • @ShyamMeena-mv4rk
    @ShyamMeena-mv4rk Месяц назад

    Sir, hum other state ke hai to form bhar sakte hai

  • @aradhyasingh854
    @aradhyasingh854 Месяц назад

    Age limit?

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Jab tak Retirement ki age se pahle tak apply kar sakte hai...waise 1991 me jiski Post Graduate (PG Degree) complete ho to wo log apply kar sakte hai..is University me...

  • @rambahadurprajapati7103
    @rambahadurprajapati7103 Месяц назад

    MA mein kitna % hona chahiye?

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Category ke hisab se PG me percentage hota hai..UR ke liye-55+%, OBC ke liye-55-50%, SC ke liye-45+ se 50% and SCT ke liye Minimum 45-% hona chahiye....Agar iske upper percentage aur better hoga....

  • @priyankaydv1909
    @priyankaydv1909 Месяц назад

    Ye vacancy parment h ya contact pr?????

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Ye Vacancy Parmanent hai, Ma'am...wo bhi new state university hai jo first time recruitment ho rahi hai...

  • @myworld21centuryytshorts47
    @myworld21centuryytshorts47 Месяц назад

    Eligibility kya h for assistance professor k liye

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Is University me Assistant Professor ki Eligibility- UPSET/NET/JRF/Ph.D me se koi ek bhi to aap eligible hai or NET aur Ph.D hai or NET, JRF aur Ph.D hai or only Ph.D hai or only NET hai to bhi Asstt.Professor ka form bhar sakte hai..

    • @ayushgupta-wf1mt
      @ayushgupta-wf1mt Месяц назад

      NET in physics hu our Mai bihar me PGT physics me hu BPSC se

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      @ayushgupta-wf1mt waise aap physics me Asstt.Professor ke pad par apply kar sakte hai..

  • @PoojaSingh-fz4tz
    @PoojaSingh-fz4tz Месяц назад

    Net qualified hona jarruri hai sir

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Hanji Ma'am, Assistant professor ki eligibility NET/JRF/Ph.D inhi teeno koi ek ho to aap apply kar sakti hai yo teeno ho to bhi..kyonki API base merit banegi..jiska weitage milega..Interview Calling ke liye...

  • @anjalitiwari8202
    @anjalitiwari8202 Месяц назад

    Is trh ka video bna k time Mt waste krwaiye please 2 min me all details de skte the aap

    • @LearningSuccessPointSociology
      @LearningSuccessPointSociology  Месяц назад

      Koi baat nahi Madam, aap ke liye shorts video tha (MSDSU Vacancy ki) kyonki usme Vacancy ke bare me hi hai..

  • @mangeshyadav8434
    @mangeshyadav8434 Месяц назад

    Non teaching bharti kab

  • @anjalitiwari8202
    @anjalitiwari8202 Месяц назад

    Worst video Actor bnne k liye try kro aap video Mt bnao