Hajj 2022 aziziya category mina to jamarat and haram

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 12 июл 2022
  • Hajj 2022 aziziya category mina to jamarat and haram

Комментарии • 78

  • @usmanganishaikh4608
    @usmanganishaikh4608 Месяц назад

    A.alykum subhanallah masahallah aap ne Hamri 2022 ki haj ki made taja kardi

  • @syedsarfaraz_official
    @syedsarfaraz_official 2 года назад +1

    MashaAllah Haji Sahb

  • @sahilqadari5377
    @sahilqadari5377 2 года назад +2

    Bhai bahut din baad ammi ko dekha h mashaalla

  • @sadiqahmer4604
    @sadiqahmer4604 2 года назад +1

    hamza bhai aap ki video bohat hi achi hoti hai

  • @vloglovers4203
    @vloglovers4203 Год назад +1

    Asslam walikum sabhi ko mashallah subhanallah Allah jald he inshallah with family also inshallah

  • @MyKitchenMySpices
    @MyKitchenMySpices Год назад +2

    MashaAllah SubhaanAllah beautiful vlog thanks for sharing

  • @tabassumaltafhusain7047
    @tabassumaltafhusain7047 Год назад +1

    Aameen summa aameen

  • @masumakhatoon2312
    @masumakhatoon2312 2 года назад +1

    Masha Allah asslam walekum bhai mere ley due kejy mere sahat mere sohar ki sahat thik rah hame bhi hajj umrah naseb ho Allah apki hajj kubol Kare amen

  • @afserbegum1615
    @afserbegum1615 2 года назад +1

    Assalamu alaikum Hamza.in your previous video u told 2 minarets of Nimrah mosque out of Arafat area so ppl who do namaz not correct like that.where do u got this information.pl clarify it.u r praying for others for next year to do haj .I liked it very much.haj ki kushi is greater than other life kushis .

  • @Homemaker_shama
    @Homemaker_shama 2 года назад +2

    MashaAllah insahAllah me bhi next month ja rahi hu umrah ke liye . mere liye dua kijiy GA Allah mujhe bhi apne ghar ki hajri naseeb kare 💓

  • @abdulbaqi9589
    @abdulbaqi9589 Год назад +1

    انشاءاللہ

  • @samworldpk
    @samworldpk Год назад

    mashallah bht khoobsoorat manazir hain.
    Jamrat se wapas makkah kaisay atay hain hotel (paidal ya gari se)aur phir tawaf e ziyarat ke liye gari milti hai hotel se?

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад

      Ji paidal or buss dono de ja sakte hai jamrat se aapko haram ke liye buss milegi or aapko tawaf e ziyara Mina se ho karna hai hotel se nhi Chand ki 10 se 12 ki magrib se pehle karna hai 10.11.12 rami karni hai to hotel nhi ja sakte hai 12 ko aap jamrat se Rami karke tawaf e ziyara karne chale jaye koshish kare ke tawaf e ziyara 11ko kare shaam ko magrib ke waqt me asani hogi

  • @ilyassheikh4899
    @ilyassheikh4899 Год назад +1

    Tawaf e ziyarat ke liye aap kaise gaye aur kaise wapas aaye? Details me batao pls
    Kya sawari mil jati hai dono waqt?

  • @javedsolkar9252
    @javedsolkar9252 Год назад +1

    Assalamualaikum. Qurbani hajj Committee se karna kaisa hai. Ya fir khud dekhe. Hajj Committee se karte hai to uski kya tarteeb hai.

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад

      Aap khud bhi kar sakte hai or hajo committee se bhi Kara sakte hai mene khud karae bhi to aap ko jaisa munasib Lage dekh lijiye

  • @raihanuddin1680
    @raihanuddin1680 2 года назад +1

    Bhaisaab dua o mein yaad rakhna

  • @dsalim1221
    @dsalim1221 Год назад +1

    Asalamoalaikum ap ko haj boht Mubarak ho… ap ka haj package kia tha?? Kia sb ko Arafat me tent ki sahulat milti hai??

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад +1

      Walaikum assalam ji mili thi 394000 qurbani alag se karai hai

    • @dsalim1221
      @dsalim1221 Год назад +1

      @@hamzakiduniya5428 bhai government walon ko bhi tent milta hai??

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад

      Ji bhai

    • @dsalim1221
      @dsalim1221 Год назад +1

      @@hamzakiduniya5428 ok jazakallah

  • @dsalim1221
    @dsalim1221 Год назад +1

    Bhai ye muzdalifa se jaamarat jo buses jati hain in ka alag rasta hota hai ya logoan k beech me he chalti hain?? Agr beech me chalti hain tau phr boht slow chalti hongi!!

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад +1

      Alag hota hai rasta lekin bohot slow chalti hai kyuki traffic bohot hota hai kyuki sabhi ko ek hi jagah Jana hota hai

    • @dsalim1221
      @dsalim1221 Год назад +1

      @@hamzakiduniya5428 AP mashwara daen… ami wheelchair pe hain aur jamarat tk taqreeban 8 km hai agr hm fajar k baad pedal rawana ho jyn tau time pe ponch jaen ge?? Kyun bus late bhi ho sakti hai??

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад

      Agar aap paidal chal sakte hai to isse bhadiya kuchh nhi hai kyuki ek ek kadam kar 7 CR naiki hai agar aap paidal chal sakte hai to Masha allah or maa ke sath kya kehna shubhan allah Masha Allah aapke hausle ko salam hai mera

    • @dsalim1221
      @dsalim1221 Год назад +1

      @@hamzakiduniya5428 Allah pak himat de... Hm ko tension ye hai k kaheen bus late na kr de...

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад

      Ye baat to sahi hai aapki
      Aapne Saudi se qurbani kyu leli
      Aap aisehi kisi se Kara lete mujhe msg kar dete me aapko ek Banda bata deta wo aapko ghost bhi de jata hotel par hajj se free hoke chahiye koi baat nhi aap sabse pehle bilkul na ghabraiye sab asani se ho jayega insha allah aap to Allah ke mehman hai or Allah aap sabhi ke hajj me asani kare

  • @ilyassheikh4899
    @ilyassheikh4899 Год назад +1

    Camera itna hil raha hai, sar dard ho gaya

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад

      Jab aap hajj par pahuch jayenge tab aapko ehsas ho jayega ke weel chair chalate huye kaise video banaya hoga insha Allah

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад

      Jazakallah khair bhai
      Allah aapse razi ho

  • @dsalim1221
    @dsalim1221 Год назад +1

    Bhai ek masla ho gya hai!! Hm ne Saudi government ki taraf se qurbani ka token le lia hai… unho ne sbko qurbani ka time subah 10 bje dia hai!! Masla ye hai k muzdalifa se bus hm ko kitney time me jamarat pohanchay gi?? Aor jamarat me rush se bachney k liey kis floor pe jana chaheye?? Jb k hamari walda bhi wheelchair pe hain!!

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад

      Ab aap fazar ki namaz
      Fazar ka waqt hotehi pad le
      Yani awwal waqt me fazar Ada kare or jald se jald muzdalifa se nikal jaye jamrat ke liye tab aap 10 bje se pehle farik ho paoge insha Allah sab asani se ho jayega late mat karna aapko 10 bje ka time Diya hai aap 11 bje ke baat halak karana kyuki isse yakeen ho jayega ke qurbani ho gae hai insha Allah sab asani se ho jayega aap ghabrana mat mere miye dua kare Allah next year mujhe or meri wife ko hajj par bula le aapki bohot meherbani hogi haji sahab

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад

      Ab aap fazar ki namaz
      Fazar ka waqt hotehi pad le
      Yani awwal waqt me fazar Ada kare or jald se jald muzdalifa se nikal jaye jamrat ke liye tab aap 10 bje se pehle farik ho paoge insha Allah sab asani se ho jayega late mat karna aapko 10 bje ka time Diya hai aap 11 bje ke baat halak karana kyuki isse yakeen ho jayega ke qurbani ho gae hai insha Allah sab asani se ho jayega aap ghabrana mat mere miye dua kare Allah next year mujhe or meri wife ko hajj par bula le aapki bohot meherbani hogi haji sahab
      Aap koshish kare ke aap jamrat pe Rami sabse niche se kare kyunki agar aap uparse Rami karoge to weel chair leke janeme bohot thak jaoge baki ALLAH ki jahase marzi hogi aap Rami wahi se kar paoge Allah sabhi hajio ka hajj qubool farmaye
      Allah aapke sath asani Kare

    • @dsalim1221
      @dsalim1221 Год назад +1

      @@hamzakiduniya5428 Allah pak ap k liey aur Ap k ghar walon k liey jald se jald ba khair haj ka sabab peda kre aor apki tamam jaez muradaen poori farmaye ameen

    • @dsalim1221
      @dsalim1221 Год назад +1

      @@hamzakiduniya5428 bhai inho ne bola hai k bus pe le jaen ge... Bus behter hai ya pedal muzdalifa se jaamarat jayn???

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад +1

      Ameen summa ameen bohot shukriya bhai

  • @ilyassheikh4899
    @ilyassheikh4899 Год назад +1

    Assalam walaikum,
    Hajj committee se qurbani select kiye hai, ab kya shakal ho ke ramee qurbani aur halaq tarteebwar ho?
    Kya qurbani se pehle ramee karna mumkin hota hai?

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад

      Ramee ke baad hi qurbani hogi

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад

      Aapko Jo hotel milega usme aapko qurbani ka time bta Diya jayega aapko ek slip milegi
      Aapko pehle rami karni hai fir qurbani fir halak karna hai hajj Mubarak

    • @ilyassheikh4899
      @ilyassheikh4899 Год назад +1

      @@hamzakiduniya5428 Hajj committee ko kaise pata chalega ki hamne ramee ki hai ab qurbani karna hai? Kya wo log time dete hai?

    • @hamzakiduniya5428
      @hamzakiduniya5428  Год назад

      @@ilyassheikh4899 wo aapko time denge aapko us time se pehle ramee karni hi. Jab aapko Jo qurbani ka time Diya jayega us time ke kuchh der baad aap halak Kara lijiyega

    • @ilyassheikh4899
      @ilyassheikh4899 Год назад +1

      @@hamzakiduniya5428 wo log qurbani ka time denge? Usse pehle ramee karna hai aur qurbani ke baad halaq, lekin kya itna time milega ke hum qurbani se pehle ramee kar paye? Rush bahut hua to?
      Kya wo log qurbani mostly 10 ko hi karte hai? Ya fir 11 ko bhi ho sakta hai?
      Kya qurbani ka time hum set kar sakte hai?

  • @Happy-786
    @Happy-786 Год назад +1

    Bhai abhi kyu koyi video nai aa raha hai

  • @fakhrabano12345
    @fakhrabano12345 2 года назад +1

    Assalamu Alaikum Bhai Bhai Meri beti ke liye Dua karna vah 10 class mein se Pass Ho Jaaye Bano Naam Hai Uska