Bhai poochna ye hai k agar scooter ka petrol ziyada kren to kya woh ziyada power aur speed day ga...?mien chahta hun k scooter petrol piye lekin power ziyada ho taiz chalay
Aur Bhai ye bhi bata dien k jab scooter mien peeche koi bethta hai to bht zor leti hai chaltay howe matlab pehle bilkul theek tha abhi thora load aai to scooter khol k nahi jata
Sahu bhai sahab Mera Bajaj Chetak 99 scooter hai jismein ki plug Kala nikalta hai aur Tuti oil oil bhi scooter ke plug per Aata Hai Bhura plug Kyon nahin nikalta hai iska aap upay bataen mileage Kaise Sahi Karen Z bhi sahi hai carpenter bhi sahi hai fries free hai batao aap Kuchh upay
Haaa Lekin aap Horn k connection se phele relay jarur lgana Mtlb red wali wire light m gai h Phir wahi connection Horn m To light k baad jo connection Horn m gaya h Usme M ek video banaya k smjh dunga Aap ko
Keshav bhai mere scoter me chalte vakat pic up nahi kar rahi he axcileter dete he beth jati he mumuli road par dal chadte vakat beth jati he aur bandh ho jati he aap bataye plz.problem sol kare coment kare. Danywad
Mileage to aap k upper depend krta h Kitna nikaal skte ho Aur scooter k maintenance k upper bhi depend krta h Waise normally 35 40 dega Accha maintain h Aur carburetor setting sahi h to 45 to 50
1,1/2±3/4 = इसमें 3/4 मतलब पवना होता है यानी घड़ी का काटा यदि 12 पर हो तो 9 तक ले जाने का जितना अंतर होता है उतना. आप ने वीडियो में 3/4 को गलत परिभाषित किया है, कृपया इसको सुधारें!
Thankyou
Very clear explanation,
Appreciated
You are welcome!
sikhte achha ho bhaiya aap😮😮
Bahut badiya keshv bhai danyvad
Thank you so much ☺
AAP ko bahut bahut dhanyavad jankari k lie
Thankyou so much ☺️
👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻 mere ku help huva bro tq
Welcome ☺️
I have like so much your idea for milage thanku
Thankyou so much ☺️
Bol Rahi Bhaiya Bajaj Brabo Scooter Me Remote control ho Sakta Hai Battery Haa
Bhai poochna ye hai k agar scooter ka petrol ziyada kren to kya woh ziyada power aur speed day ga...?mien chahta hun k scooter petrol piye lekin power ziyada ho taiz chalay
Mixar nut adjust karnear gari kagear laganepar gari dabtahain upay batia
Aap ne mallej bolt ke bare me bataaya jet kltne namber ka lagay yai nahi bataya
Aur Bhai ye bhi bata dien k jab scooter mien peeche koi bethta hai to bht zor leti hai chaltay howe matlab pehle bilkul theek tha abhi thora load aai to scooter khol k nahi jata
Dhanyawad Bhai sahab , Aisa lag raha tha ke hum class room mein baith kar seekh rahe hai👍
Thankyou so much 😊🥰
@@keshavsahu878 welcome sir ji
Bhaiya Bajaj chetak carbonator 17j ke liye bhi same setting hai?
Do hi carburettor aata h
Jetex aur spaco
Dono ka setting diya h
Bhai mera chetak scotar hai ,ta pedal mera bar bar jam hotae ta kya kare
Vai tere main jet kon sa sizs ka hai
Please provide pdf of rc full book sir... Love from andhrw Pradesh
Good explain
Not rc book
It's catalogue
Thank you ☺
Okay
Ye LML VESPA mein bhi kaam krega?
Haa
Thoda aage peecha hoga
Bs aap apne scooter k sound k according set Karo
@@keshavsahu878 ok g
Lml Vespa scooter New video Banao
Bahi agar ye screw zyada kol rakhe tho kya hoda . 2 ya 2.5 rotation pe ho tho ???
Starting problem krega
Vai app ka jet ka size batana or video bana dena jet ke uper ❤
sahu ji, spear parts ka sohi pata digiye.
Vspo.in dekhiye
Sir Mere Chetak (2000 Model) ka Race Badha Hua hai Carborator ke nut se bhi kam nhi ho rha
Carburettor change Krna padega aap ko
Sahu bhai sahab Mera Bajaj Chetak 99 scooter hai jismein ki plug Kala nikalta hai aur Tuti oil oil bhi scooter ke plug per Aata Hai Bhura plug Kyon nahin nikalta hai iska aap upay bataen mileage Kaise Sahi Karen Z bhi sahi hai carpenter bhi sahi hai fries free hai batao aap Kuchh upay
Bajaj M80 New video Banao Keshav Sahu Bhaiya sir ♥️
Bhaiya chetak mein agr roots horn lgane ho toh stock wire k sath relay lgakr chal jayega horn **
Haaa
Lekin aap Horn k connection se phele relay jarur lgana
Mtlb red wali wire light m gai h
Phir wahi connection Horn m
To light k baad jo connection Horn m gaya h Usme
M ek video banaya k smjh dunga Aap ko
Ok bro video bna dena ek please
@@keshavsahu878 bhai 2 stroke engine battery charge kr deta hai rectifier lga kr ??
Haa battery charge krega
Bhai 2 stroke engine battery charge krega rectifier lgakr ??
Dekho 2stroke engine ho ya 4 stroke
Charging coil hona chhaiye
Sb charge krega
Bhaiya,
Local meh scooter mileage kitna deta hai ?
35-40
Bhaiya mayre scooter petrol band karkay 700meter chalti hai tho vo mileage kita de rahi hai
Bhai bike ka indicator flasher kaise lgaye chetak mein
Bahut jld video bna dunga is topic m
Lml Scooter New Video Banao Keshav Sahu Bhaiya
Keshav bhai mere scoter me chalte vakat pic up nahi kar rahi he axcileter dete he beth jati he mumuli road par dal chadte vakat beth jati he aur bandh ho jati he aap bataye plz.problem sol kare coment kare. Danywad
Piston ka kaam ho skta h
Ek baar piston ring dekh lo
Engine m vibration h kya?
भाई साहब जेटेक्स में ३३ का एवरेज आता है यही सेटिंग किया है
Sb kuch setting p depend nhi krta h
Spark plug
Air filter
Petrol seat
Dono jet
Aur wheel free hona chahiye
Bhai stock horn wire k sath relay lgakr koi b horn chala do video bna do bhai please 🥺
Okay
Lekin thoda wait krna hoga
Honda Activa New video Banao Keshav Sahu Bhaiya sir
Kitna ka Milege hhh Normal'
Mileage to aap k upper depend krta h
Kitna nikaal skte ho
Aur scooter k maintenance k upper bhi depend krta h
Waise normally 35 40 dega
Accha maintain h Aur carburetor setting sahi h to 45 to 50
@@keshavsahu878Sir 6sal bhad scooter chaliya aur service bhi karwai but average 25se 27 de Raha hai 2000 model
Bajaj Vespa New video Banao Keshav Sahu
Bajaj chetak ka manual net pe nahi mil raho plz upload
Okay
Hiii white spark plug hai fir bhi milage nhi hai
Or speed bhi kam rhti hai solution
Crank piston ka kaam hua h kya?
Carburettor setting dekho
@@keshavsahu878 piston ka pta nhi
Carborator setting shi hai fir bhi
@@keshavsahu878 carborator change krne se milage bdegi
Jada difference nhi aayega
Piston sahi hoga
Silencer saaf hoga
To ho skta h
Lekin new carburettor daalne k baad bhi setting krwana hoga
@@keshavsahu878piston sahi hone mein kitna kharcha aayega sahi hone ke baad thik ho jayegi milage
1,1/2±3/4 = इसमें 3/4 मतलब पवना होता है यानी घड़ी का काटा यदि 12 पर हो तो 9 तक ले जाने का जितना अंतर होता है उतना. आप ने वीडियो में 3/4 को गलत परिभाषित किया है, कृपया इसको सुधारें!
Okay
Good Reporting
Thank you ☺️
❤❤❤❤❤❤
RPM sku se kam jada nahi ho raha hein
Carburettor ka slider kaam nhi kr rha hoga
Aap ko carburettor change Krna padega
Hi
Keshav Sahu Bhaiya sir
Bhaiya vo fuild pin wali vedio ki link pin karo na
Bahut jld is topic m ek video aane wala h
ruclips.net/video/EiR-AlRFedQ/видео.html