Jaise mere family me jinke liye claim Krna h unhe TB-M ho gya tha to emergency me admit Krna pada tha or jaise ab government ne TB ka treatment free Kiya hua h to kya reimbursement ke chances hn?
Hii sir mera maternal leave mein jitna Mera operation mein kharcha Laga hai vah Paisa kaise milega ESI office wale kah rahe the ki 1 manth ke andar application do tab milega nahin to nhi
bro online nikalva lena cyber caffe se ja kr apna esic crad le kr jana vo nikal demga aur mobile v jis per oto aayega jo esic m number dall rkha hai ❤❤
Bhai private hospital vale kis kis Chij ka paisa hmse le skte h Esic Card hone k baad bhi kis chij ka paisa le skte h or kis chij ka nhi le skte ye kaise pta lgega
Humne yah esei se refer kar hue the PGI medical vahan per operation hua tha aur bahar ka medicine Laga tha uska bill medical mein rakh uska kaise bill pass
Sir mujhe ek chiz Pochni h aapse ki Mere papaji private company m job krte h unka ESIC deductions 83 Rs karib har month hota h but 2 saal baad matlb 2025 m unka retirement h matlb vo 58 k hojyenge aur unka last 8 years se unka deductions horaha h PF ESI m , so mera Questions ye h aapse ki ESIC ka benefit kb tak milta h jb Tak app apni job m ho tab tak , ya after retirement bhi milta h , mere father ko milega unki retirement k baad ki nhi ...
@@nectar4103 toh pay kaha karna hoga and dusri baat unki retirement p , 8 years ki job horahi h only , years ki service tenur wala clause bhi nahi pura horaha h
ESIC mai koi service tenure ki limit nahi hh, with respect to treatment apka contribution jama hona chahiye ESIC mai jis cheez ke liye aap benefits le rahe hh uske liye
@@nectar4103 toh bhaiya deposit kaha karna hoga jakar matlb after retirement 120 Rs kaha jaKar Jana Karna hoga muje , bcuz abhi toh papa ki company K jo HR h wahi log , deduction wehgr dekhte h
Sir mujhe ek operation karana hai,, Yadi ESIC SE संबद्ध KISI PRIVATE HOSPITAL ME operation kara lun to kya mujhe pura paisa esic se mil jayega ,, Agar mil jayega to Operation ke liye admit hone se pahale mujhe kya kya karana hoga,,? Plz
Sir please answer my questions Esic medical agar privet me refor karta he to Jovi medicine doctor likhega uska pesa esic bill varega ki Humko Dena padega or fir badme claim karna padega medicine bill leke dispensary me
Pahle to esic ke hospital k karmchari suspend kr dena chaiy unko unki salary or chhutiyo se matlab hi muje dengu huva to 2 bukar ki tablet deke bahar janch or elach krva lo hum 3-4 din k chhutio m hi wa fir kai ka hospital mere total 7000 kharch huva or claim b nhi dere apni gadiya esic hospital k undar khadi krte
Sir esic hospital se reffer to kr diya gya tha par private hospitals wale blood test or xray or sonography k liye paise liye Blood report dekh ke admit Krna pdega to krenge bole Or blood report dekh k admit kr diye uske bad sab free me hua hai Lekin blood test wgaira ka bill 2850 laga tha uska claim ho payega ya nahi sir
Aapki video kafi helpful thi.
Jaise mere family me jinke liye claim Krna h unhe TB-M ho gya tha to emergency me admit Krna pada tha or jaise ab government ne TB ka treatment free Kiya hua h to kya reimbursement ke chances hn?
Sir mujhe ek doubt hai agar mene private hospital se operation karya but esic sr refer nahi liya form tabhi claim ka form bhar ke paisa milega
Hii sir mera maternal leave mein jitna Mera operation mein kharcha Laga hai vah Paisa kaise milega ESI office wale kah rahe the ki 1 manth ke andar application do tab milega nahin to nhi
Maternity opd bills ka reimbursement le sakte hai ESIC se ?
Sir mere papa privet me admit hai Mera ESIC card bna hai to mai claim kr skta hu kya or hukdari form kha se milega
bro online nikalva lena cyber caffe se ja kr apna esic crad le kr jana vo nikal demga aur mobile v jis per oto aayega jo esic m number dall rkha hai ❤❤
Sir mana IVF parivat hospital me karwa ha kay claim mil jayega
File dalke 6 mahine ho gaye abhi tak paise nahi mile
Kuch to upay batao
Bhai private hospital vale kis kis Chij ka paisa hmse le skte h Esic Card hone k baad bhi kis chij ka paisa le skte h or kis chij ka nhi le skte ye kaise pta lgega
सर मेरे पापा को esi hospital se private hospital me रफर करा हे तो क्या हमे pess देना पेडेगा क्या
Nahi dena
Hi Sir hamne apna Feb March April May 2022 ka ESIC contribution file nhi kia monthly to ab kya ham usko supplimentry se file kr sakte hai
Best explanation.
Kya ab discharge card nahi lagaya jata hai kya
Family ka mediclaim or esic se chhutti ek saath le sakte he kya please answer me
Hi sir mujhe 8month hue h esi card bane hue kya mai apply kar sakta hu cliam k liye
Hospital ka GST bill nai mila to claim jo sakta hai kya
Sir agr koi nomne m h to uska bhi ilaj kra skte h kya
reimbursement porm ek hi page hai or bej chahiye kaha se download kare
सर जिनका ईसीएचएस कार्ड है वह बना सकता है क्या
Sir pura paisa nhi mil payega sirf g s.t invoice he mil payega
sir private hospital ka bill h admit nhi hua tha chhutti bhi pass hona h claim kaise kru
Kya esic scheme se pair me Lage rod nikal sakte hai kya
Humne yah esei se refer kar hue the PGI medical vahan per operation hua tha aur bahar ka medicine Laga tha uska bill medical mein rakh uska kaise bill pass
Bhai ik baat bata meri wife ka operation pvt hospital me hua hai uttar pardesh me aur mai haryana ka rahne wala hu kya usko claim kar sakta hu
Haa
Sir mera opertion private me huva he mera bill esi me clime hoyega kya
Mera 69 days hora h ky kre....🤔
Pensioner ki death ke baad family ka pension kaise start karwaye?
Sir mai 2021 se sugar aur bp ki medicine Kha Raha Hun kya yah medicine ka Paisa mujhe mil Sakta
Sir agar esic se refer pvt hospital m kiya aur pvt wale jo bhi medicine bahr se lane ko bolte h to kya uska pais hum kaise le sakte h
Bahar k medical se GST invoice lelena
Dental treatment bill pass hoga ky esic se.
Sir GST no invoice m jarur hai?
Sir mera new born baby hai uska operation hua hai iska claim hojayga ya nhi
Kya maa baap dono ka same day operation karwa k claim kar sakte hai ya fir alag alag din operation karna padega
❤ dhanyavad sir
Sir mujhe ek chiz Pochni h aapse ki Mere papaji private company m job krte h unka ESIC deductions 83 Rs karib har month hota h but 2 saal baad matlb 2025 m unka retirement h matlb vo 58 k hojyenge aur unka last 8 years se unka deductions horaha h PF ESI m , so mera Questions ye h aapse ki ESIC ka benefit kb tak milta h jb Tak app apni job m ho tab tak , ya after retirement bhi milta h , mere father ko milega unki retirement k baad ki nhi ...
After retirement insured person ko bhi hai unka १२० rs per year ke hisab se pay karna padega for continue benefits of ESIC
@@nectar4103 toh pay kaha karna hoga and dusri baat unki retirement p , 8 years ki job horahi h only , years ki service tenur wala clause bhi nahi pura horaha h
ESIC mai koi service tenure ki limit nahi hh, with respect to treatment apka contribution jama hona chahiye ESIC mai jis cheez ke liye aap benefits le rahe hh uske liye
@@nectar4103 toh bhaiya deposit kaha karna hoga jakar matlb after retirement 120 Rs kaha jaKar Jana Karna hoga muje , bcuz abhi toh papa ki company K jo HR h wahi log , deduction wehgr dekhte h
Nearest ESIC office
Hospital se gst invoice jaruri hai kya
Sir mere family ka ilaj praivet hispital me hua hai main uska bill Clem kar sakta hu kya...?
@@reshamdewangan3248 ha emergency se hua hai to kr sakte hai
ESI se IVF karwa sakte hai kya?
Totally time and money wasted in ESI HOSPITAL worst service
Bhai pta hona chahie hospital bpe GST applicable nahi hai
OT ka claim milta h sir
Pensioner ki death ke baad family ko benefits milte hai?
Entitlement kya hota hai ye kaha se milega
Bank account number joint de sakte hai kya
Thank you so much ✔️ 👍 💓
Sir hm kya kre hm 1 manth ke andar unko call kiya tha
Bhai Clame hoga mtlb ki suru me hme paisa dena pdega😢😢😢
Sar medicine kasirf lagte Hain document
Sir mujhe ek operation karana hai,,
Yadi ESIC SE संबद्ध KISI PRIVATE HOSPITAL ME operation kara lun to kya mujhe pura paisa esic se mil jayega ,,
Agar mil jayega to
Operation ke liye admit hone se pahale mujhe kya kya karana hoga,,? Plz
श्रीमान अगर 1 साल तक ट्रेडमैन चला तो उसका बिल क्लेम 1 साल का इकट्ठा हो सकता है क्या??
Mil liya sir claim to itna to hospital mai bhe kharcha nhi hoga jitna lene mai lgana hai 😂dhynewad
सर आमचे नाही आले
अजुन नाही आले का तुमचे पैसे
Thank you so much sir 🙏🙏
Madicine ke pese bhi lagte h kya
Maharastra ma apaka office kha hai
Mtlb hamne bahar tritment karvaya hamre bhar 55000 gye or esic branch office hame sirf gavrment value he dega kya corruption hai indian gvt ka 😖🤬
Ghazab chutiyapa hai bhai
Bilkul mera 35000 bill hua aur esi ne diya 3800😢 govt value k hisab s
@@azadajju3267bhai kiss name se bank account me Paisa credit hua hai mera 4 month ho chuka hai avi tak paisa nhi aaya hai 45000 ka kharcha hua tha
@@azadajju3267bhai tab to bahut kam mila bhai , aisa bhi h kya, tab to koi fayda bhi nhi itna bhagam bhag karke yar
Kitna paisa mila bhai apko esi se
Thank you sir..
Form ka name btaiye??
Sir please answer my questions
Esic medical agar privet me refor karta he to Jovi medicine doctor likhega uska pesa esic bill varega ki
Humko Dena padega or fir badme claim karna padega medicine bill leke dispensary me
ESIC mai Eye lens ka paise claim kr skte?
No Vo cosmatic surgery category me aata hai
Sir
Please make a video on fire noc renewal
Thanks
Bhai approval turat nahi mila
Good information sir
Nice 👍
Ya ESI bale chor ha ESI me koi Medical facility nehi milte ESI ek chuna lagana Medical Insurance ha
💯 per
Nice
Great explanation
Sir meri wife ka maternity treatment abhi opd me chal raha hai private hospital me .... Esi se main opd reimbursement claim kaise kare ... Plz bataye
❤❤❤
Pahle to esic ke hospital k karmchari suspend kr dena chaiy unko unki salary or chhutiyo se matlab hi muje dengu huva to 2 bukar ki tablet deke bahar janch or elach krva lo hum 3-4 din k chhutio m hi wa fir kai ka hospital mere total 7000 kharch huva or claim b nhi dere apni gadiya esic hospital k undar khadi krte
Sir... Haryana मे आपका office कहाँ पर है.. मैं आपसे मिलना चाहता हूं!
GURGAON
मिसेज प्रेगनेंट है तो उसके मेडिकल क्लेम कैसे करे
Esic office jakar
Jankari k abav me bahar Kiya dilevery Bina esic k transfer k to 1 b pesa nhi diya
Bhai ayu galat jankari de rahe ho private opd ka bill nahi milta aur bill sarkari dar par katauti hone ke bad hi milega
End tak video dekh Bhai pahle hi comment krne mat aya kro
Sir please btaye
Sir esic hospital se reffer to kr diya gya tha par private hospitals wale blood test or xray or sonography k liye paise liye
Blood report dekh ke admit Krna pdega to krenge bole
Or blood report dekh k admit kr diye uske bad sab free me hua hai
Lekin blood test wgaira ka bill 2850 laga tha uska claim ho payega ya nahi sir
Ji ho jayega
sir Delhi ma sar Ganga Ram hospital Delhi me. tritment kir sikta ha kay
Kitne time tk aata h paisa
यदि हमने 3 साल पहले प्राइवेट हॉस्पिटल से अपना इलाज कराया है तो उसका पैसा भी मिल जाएगाक्या
😊
2min faltu ka vasan😂
Hi
Hello sir
Mera treatment August 2023 me hua tha dengue ka.
Aur mere 25 Feb ko 6 months ho jayenge
Kya ab me claim kar sakta hu kya?
Kutta hospital ESI hospital
Caption kya dala hai explain kya krra hai bhai yahi to smjh nh aaata Tum logoko 😂
Sar contact number mil sakta hai kya aap ka
Aap ka number plzz sir