सर हमने प्री सेट भी चेन्ज कर लिया 8050 और 8550 भी चेन्ज कर दिये . उसके बावजुद भी Igbt . शार्ट हो गया फिर हमने orignal Igbt लगाया वो 120 रुपये का आया एक घटे . चलने केबाद वोभी शार्ट हो गया फिर हमने पुराना Igbt बाजार से लाये जोकि 45 रुपये का दिया गांरटी के साथ वो igbt अब सही चल रहा है। इसलिए मार्केट में जो igbt आते हैं वो नकली ही आते है।
Preset ko badhane pe resistance badega aur resistance badega toh current kaise badega ? Current flow kam hoga. Aur preset value kam karne pe current flow badega
sir 1800 watt ka induction hai.usmain 15 amp ka igbt hai.sir uske prest ko kitane ohm par set kare.aur sir aapne yeh nahi bataya.kitana ohm set karnese output main kitana amp milega.aur sir 15 amp ka bridge rectifier ya igbt nahi mile to uske amp renge ko kitana bada sakte hai.please sir ji iske baremain bhi bataye.
Sir pehle to ye check kro k 681 wala priset kis value par set Kiya gya hai agar ye 500ya ise kam value par set Kiya gya hai to aap eski jagah 501 wala priset lga skte hai
Bhai mene preset ka value 80 kiye to 2000 watt me load current 6.3A dikha raha hain.aur preset ka value 280 kar raha Hu to load current 7.3 dikha hain.konsa sahi Hain.
Induction ke series me ampere meter laga kar induction on kr le or induction par bartan rakhkar induction ko full watt par set kre or fir priset ki madad se ampere kam ya jyada kar le
Sir 20 pin ka matlab nahi hai do induction or dono chahe same watt ke hai or ic ki pin bhi ak jitni hai lekin dono me same no. Ki ic chalegi ye jaruri nahi hai
Sirmere pas oriva ka induction me 20k priest laga he or enme1400 w pe 7se8 ampiyar leti he to uska kya karu priest bhi cheng karke bhai dekh liya koy fark nahi padta
Sir ye koi simple circuit thodi hai jo resistance ghatega to hi ampere ghatega ulta bhi hota hai aap jo bat kar rahe hai vo sirf simple circuit me ho skta hai
Aap plz mera problem solve kr dijiye.mera 2000Watt ka bajaj lnduction purana model hai is sirf 5 switch lage hain aur 10 led lagi hai on krne par ek bar sab light jalta hai aur band ho jata hai sirf power led blink karta rahata hai.jab ki stb vdd clock sare voltage sahi aa raha hai.
Mere pass hai ek ka problem 200 degree me OK chalta Hai 200 ke upor denese bandh ho jata hai aur e1 error ata hai.... Dusra jo hai uska e1 error hai.... Tisra jo hai power denese fuse ur jaraha hai sath me mcb trip ho raha hai.. Kindly help.. Choutha kharidna nehi
Good evening super experience explanation preset kaise set karna bahut acha bataya tq sir🙏🙏🙏👍👌🤝🤝🤝🤝
Welcome
DHANYAWAAD SIR JI AAPNE BEST JAANKARI DI.
Very good
👍
Pree set par Achchha jankari diya,dhanyawad.
Thanks sir ❣️
Bhai bahut hi shandar videohai apka bahut thanks
Thanks sir ❣️💐
❤🎉😅
धन्यवाद सर सुंदर माहिती दिली
बहुत बढ़िया जानकारी दिए हैं
Thanks sir ❣️
बहुत ही अच्छी शिक्षा दी आपने गुरुजी
Thanks sir ❣️
सर हमने प्री सेट भी चेन्ज कर लिया 8050 और 8550 भी चेन्ज कर दिये . उसके बावजुद भी Igbt . शार्ट हो गया फिर हमने orignal Igbt लगाया वो 120 रुपये का आया एक घटे . चलने केबाद वोभी शार्ट हो गया फिर हमने पुराना Igbt बाजार से लाये जोकि 45 रुपये का दिया गांरटी के साथ वो igbt अब सही चल रहा है। इसलिए मार्केट में जो igbt आते हैं वो नकली ही आते है।
Right 👍
Igbt ke sath laga capacitor badal de bhai.
बिलकुल आपने सही कहा
@yogirajbhardwaj4966 ❣️
Bhai old IGBT lagaya karo IGBT 20 ka ho to 25 ka lagao sahi chalega
🎉🎉🎉nice video sir ji
Thanks sir ❣️
Nice topic
Thanks sir ❣️
बहुत बहुत आपको धनायबाद
❣️
Very good information bhai thanks
Very nice teaching thanks
Thanks sir ❣️
Get a good idea thanks
dhanyawad Bhai ji
Good information
Thank you sir ❣️
🅰️🅱️🕉️🕉️GOOD TEACHING FOR YOUR CHANNEL🚦THANK YOU SO MUCH VERY VERY GOOD 👌👍👌👍💃💃💃😁😀😂😝😝
❣️
Supar
Preset ko badhane pe resistance badega aur resistance badega toh current kaise badega ? Current flow kam hoga. Aur preset value kam karne pe current flow badega
Sir aap jo kah rahe hai vo ak simple circuit me hota hai induction me preset ke madhyam se dusre camponets se current badhaya or ghataya jata hai
Right sir
sir 1800 watt ka induction hai.usmain 15 amp ka igbt hai.sir uske prest ko kitane ohm par set kare.aur sir aapne yeh nahi bataya.kitana ohm set karnese output main kitana amp milega.aur sir 15 amp ka bridge rectifier ya igbt nahi mile to uske amp renge ko kitana bada sakte hai.please sir ji iske baremain bhi bataye.
Bhai IGBT udane se bahut hi pareshani hoti hai IGBT original Bhi Nahin Milta aapane Jo 63 ke bare mein bataen bhai bahut bahut dhanyvad
Like❤
Thanks sir ❣️💐💐💐
प्रीसेट को कम करने से लाॅग टाइम सर्विस देगा क्या? पावर कम हो तो भी चलेगा । प्लीज रिप्लाय करें।
Yes
Coil bas ko chalane se chalega ya nahi
681 preset ki jaga pe 501 ke preset laga sakte hai kya sir please tell me sir
Sir pehle to ye check kro k 681 wala priset kis value par set Kiya gya hai agar ye 500ya ise kam value par set Kiya gya hai to aap eski jagah 501 wala priset lga skte hai
Apki ship kha pr hai sir ji....
Shree ganganagar district me
Sunil bhi mr ne ye chila hareeda he. Jab chalta hu to ghar k sare balb kam zeyada hote he. Plese bata de k kiya falt he.. Ya wattsapp bata de
Bhai mene preset ka value 80 kiye to 2000 watt me load current 6.3A dikha raha hain.aur preset ka value 280 kar raha Hu to load current 7.3 dikha hain.konsa sahi Hain.
200-230 ke bich set kar do
सर जी अगर ये सटिग के बाद वी खराब हो गया हम का करे
Ampier मीटर की मदद से ampier केस सेट करेंगे?
Induction ke series me ampere meter laga kar induction on kr le or induction par bartan rakhkar induction ko full watt par set kre or fir priset ki madad se ampere kam ya jyada kar le
isme kon sa microcontroller ic laga hota hai kyonki isme erege kiya huwa hai yise kon sa lagana hai kripya bataye induction 2000 watt ka hai
Sir sabhi induction me alag alag no. ki microcontroller ic lagi hoti hai
@@sunilelectrical857 isme 20pin ki microcontroller ic lagi hai
Sir 20 pin ka matlab nahi hai do induction or dono chahe same watt ke hai or ic ki pin bhi ak jitni hai lekin dono me same no. Ki ic chalegi ye jaruri nahi hai
1200 watt me kitni valew rakhni hai
Video me sab jankari di gyi hai aap video dekh skte hai ❣️
@@sunilelectrical857 videos me jankari di hoti to aap se comment's me kio magajmari karta geyni ji
Ok sir aap 230 ohm ki value par set kar do
Sirmere pas oriva ka induction me 20k priest laga he or enme1400 w pe 7se8 ampiyar leti he to uska kya karu priest bhi cheng karke bhai dekh liya koy fark nahi padta
Actually,Resistance badhega to, ampere ghatega
Sir ye koi simple circuit thodi hai jo resistance ghatega to hi ampere ghatega ulta bhi hota hai aap jo bat kar rahe hai vo sirf simple circuit me ho skta hai
Aap plz mera problem solve kr dijiye.mera 2000Watt ka bajaj lnduction purana model hai is sirf 5 switch lage hain aur 10 led lagi hai on krne par ek bar sab light jalta hai aur band ho jata hai sirf power led blink karta rahata hai.jab ki stb vdd clock sare voltage sahi aa raha hai.
Bhai R=V/I hota hai to R badane par I ghatega
Sir vo simple circuit me hota hai yaha i.t.i. wala Gyan kam nahi aata❣️
@sunilelectrical857 Bhai to mere induction me kya problem hai jo on nahi ho raha hai
@@sunilelectrical857 mai apki video me yah nahi samajh pata
P.set value 270 ohm hai,8 ampere dikha raha hai to kya kare?
Sir new induction chalte hi glass tut jata h kaise set kren
Sir M jaldi hi es topic par video banauga
@@sunilelectrical857 thank
Work kar raha hai what kam Jyada bhi ho raha hai per bartan Garam Nahin ho raha hai aur dudh ki awaaz a Rahi
Sir
इंडेक्सन का टाइम केसे बंद करे
उसे रेगुलर चालू केसे करे 24 गंटे ऑन केसे रखे
Modle keya he
Philips 2100 watt induction me E8 ka error aa rha hai
Qual nome desta peça que você trocou ? O vr ????
Bhai mujhe नया किट चाहिए pilipsh का 2000वॉट की
Bhai iss ke value change kyu karna padha
Kisi dusre machine ne iski power badhane ke liye kiya ho skta hai
Mere pass hai ek ka problem 200 degree me OK chalta Hai 200 ke upor denese bandh ho jata hai aur e1 error ata hai....
Dusra jo hai uska e1 error hai....
Tisra jo hai power denese fuse ur jaraha hai sath me mcb trip ho raha hai..
Kindly help.. Choutha kharidna nehi
Pariset vailu 198 age nahi jaraha hai 2000watt ka hai lifelong company
Priset ki value kya hai
Agar company ne set kar ke diya hai to use chedna hi kyun
Kei machenic power badane ke chakkar me kar dete hai
1200w ...piset
Sr aap ka number kya hai
Sir aap ka number
Sir aap jo bhi question puchana chahte hai comment box me puch liya kre m hamesha reply deta hu ❣️💐
@@sunilelectrical857 bar bar puse ud jata h
Sahi nhi ho rha h
Igbt change kar ke dekha hu fir bhi sahi nhi hua
@princepal8043 priset value check karke dekho
Bhai apka telegram account number mil jayega