Osho ke pravachan || Rajneesh||

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 окт 2024
  • Osho ke pravachan || Rajneesh||#spreadlaugh #trending #viralvideo

Комментарии • 10

  • @Minidubey-i7b
    @Minidubey-i7b 44 минуты назад

    Aapki baaton se bahot serenity milti hai and aapke btaye hua raaston pe chlna start kr diya , bada accha lg rha hai ab , thanku so much 🙏🙏🙏

  • @decembersunita
    @decembersunita День назад +7

    Sahi baat hai 😊 jab sab kuchh tyag denge tabhi shanti milti hai. Na kisi ko pane ki khushi na kisi ko khone ka gum 👌

    • @prakhardubey2742
      @prakhardubey2742 День назад

      Par esa karna sambhav nhi hai ab

    • @decembersunita
      @decembersunita 22 часа назад +3

      ​@@prakhardubey2742 Dil se nikal dijiye sab apne aap thik ho jaega. Bhagwan ki bhakti me dil lagaiye sab kuchh thik ho jaega. Ye sab mayajaal hai. Shuru me problem hoti hai lekin baad me accha lagne lagta hai jab kisi se koi matlab hi na rakhiye. Apne me mast rahiye. Yahi best life hai.

    • @Angelasupreme
      @Angelasupreme 18 часов назад

      ​@@decembersunitawise

    • @prakhardubey2742
      @prakhardubey2742 2 часа назад +1

      @@decembersunita hmm shi baat hai par apne family parents se attachment to rhti hi hai me ek student hu kese logo se dur rhu ? Ishwar ko kese prapt hou?

    • @decembersunita
      @decembersunita Час назад

      @@prakhardubey2742Ishwar to already aapke dil hain. Bs aapko unke presence ko mahsus karna hai. Aware hona hai. Jese ek blind insaan is duniya ko nahi dekh sakta pr ye duniya to hai. Ishwar ki kripa aap pr hai. Isiliye aap unko dhundh rahe hain. 🙏

  • @neenasondhi1139
    @neenasondhi1139 20 часов назад +1

    Osho naman❤

  • @DivineHealing25
    @DivineHealing25 Час назад

    Why so much advertising in discourse 😮
    It’s really disturbing