Sir, please hindi k neeche English format me bhi question rakhiye jaise paper me hota hh...chahe to app explain bs hindi wala kriye but English bhi rakhiye🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Tritiy delhi darbar 1911 me hua is awasr par इंग्लैण्ड के badsgah jeoge pancham aur unki maharani meri ka bhrt agman hua isi me bengal vibhajan radd kiya gya aur delhi ko rajdhani bnane ki ghoshna ki.
Up mein 9 times Indian National congress ka adhiweshan hua pahli bar up ke alld me first angrez president jeorge yule 1888 antim adhiweshan merat president jb kriplani.
British शासन के dauran tin bar delhi darbar ka ayojan hua pratham delhi darbar Lord litan ke karykal mein San 1877 mein pratham delhi darbar ka ayojan hua इसमे england ki mahrani viktoriya ko bhrt ki samragi ghoshit krne ke sath use kaise hind ki upadhi di gyi.
Congress sessions in U.P
1888...Allahabad...George yule
1892...Allahabad...W.C.Banerjee
1899...Lucknow.....R.C.Dutt
1905....Varanasi.....G.K. Gokhle
1910....Allahabad...Sir William Vederbarn
1916....Lucknow...A.C. mazummdar
1925....Kanpur....Sarojini Naidu
1936....Lucknow...J.L. Nehru
1946....Meerut....J.B.Kriplani.
Sir, please hindi k neeche English format me bhi question rakhiye jaise paper me hota hh...chahe to app explain bs hindi wala kriye but English bhi rakhiye🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Second delhi darbar Lord karjan ke samay hua 1903 mein isme England ke badsgah edward saptm ki tajposhi ki ghoshna huyi.
बंगाल विभाजन 16 अक्टूबर 1905 को प्रभावित हुआ था।इस दिन को शोक दिवस के रूप में मनाया गया था ।
Thanku Sir.. 8/10🙏
Amritsar adguweshan 1919 motilaal Nehru.
Wyatigat satyagrah 17 october, 1940 ko gandhi dwara shuruaat pratham satyagrahi vinoba bhawe dusre wyaktigat satyagrahi जवाहरलाल नेहरु tisre satyagrahi brahmdutt the.
Tritiy delhi darbar 1911 me hua is awasr par इंग्लैण्ड के badsgah jeoge pancham aur unki maharani meri ka bhrt agman hua isi me bengal vibhajan radd kiya gya aur delhi ko rajdhani bnane ki ghoshna ki.
Up mein 9 times Indian National congress ka adhiweshan hua pahli bar up ke alld me first angrez president jeorge yule 1888 antim adhiweshan merat president jb kriplani.
Excellent sir ji
British शासन के dauran tin bar delhi darbar ka ayojan hua pratham delhi darbar Lord litan ke karykal mein San 1877 mein pratham delhi darbar ka ayojan hua इसमे england ki mahrani viktoriya ko bhrt ki samragi ghoshit krne ke sath use kaise hind ki upadhi di gyi.
Sir bilingual clas rkhiye hum log ko bhi help milega
Praktakshy karywayi diwas16 august 1946.
Thx sir
*Thanks sir*
sir please english me bhi ques rkhiye
Isi delhi pratham darbar ke samy south Indian me dangerous femine para.
16 Oct 1905 ko bangal vibhajan hua tha
9 December 1946 ko samvidhan sabha ki phli baithak sachidanand pahle asthayi adhyaksh 11 December ko 1946 ko dr rajendra prasad sthayi adhyalsh.
Apne man se mains ka notes kaise banaye please tell me sir 😢😢
Harding bam kand jise delhi bam kand khte hai iske sutradhaar ras bihari bosh the. Yah bam basant wishwas ewam manmath nathbdwara fenka gya.
1 A
bpsc ka previous year bhi kra dijiye sir❤
U.P....me congress session...9 times
Sir ji aap ki t-shirt py kya likha hai ?
16 oct 1905
Sir app par course nhi show ho rhi..???
Sir 30 year ke paper kaha se milega
युथ कम्पटीशन की बुक आती है।
Sound shi nhi aa raha