Yadi charo converter pe panel ko chalane ka kosis karenge to panel voltage starting me hi jyada voltage banane ki kosis karega lekin voltage banne ke liye metalic material sintering time me kam rahta hai,jisse ki eddy current loss jyada nahi ho pata or voltage nahi ban pata jisse ki current ka value jyada jaane lagta hai.. Or panel over current me bar bar trip hone lagta hai.
Card me kon kon sa potentiometer ko adject karna parta hai hume bhi sahi se pata nahi Yadi humko pata chalega to replay kar denge service engineer batayega to ,ok bro
Thanks ❤❤
Very nice bro
All PCB card ka kya kya kaam he , konsa problem anese kon card ka problem ho sakta ,isske upre ek video banaye ji!
Converter KO inverter bol rahe ho
Stell plant me electrical k starting se series banaiye sir
Ok tried it
Bro kWh kon sa card sa kam hote hia tiet karna sa badte hia diela karna kam hote hai please batna
PCB card no...MT -817
Screw no 11 .
Bro voltage kam jiyad karna bla kon c card hota hi please batya
817 ,card
Furnace ka card connection or full diagram
Ismein total kitne card hote hain kaun kaun se hote hain uska naam kya hai
Megatherm ho ya koi bhi panel ho. Sintering k waqt kyun hum single converter main chalate hain
Yadi charo converter pe panel ko chalane ka kosis karenge to panel voltage starting me hi jyada voltage banane ki kosis karega lekin voltage banne ke liye metalic material sintering time me kam rahta hai,jisse ki eddy current loss jyada nahi ho pata or voltage nahi ban pata jisse ki current ka value jyada jaane lagta hai..
Or panel over current me bar bar trip hone lagta hai.
Or jab crucible me jaise jaise molten metal bante jata hai converter add kar hai or voltage accept karta hai jisse power full lene lagta hai.
Bro kilowatt kisa kam karta hia card ma btya
Voltage or current ke range ko kam karna hota hai
Card me potentiometer hota hai ussi se pwm control hota hai
Sir bat do pictly bat do
Card me kon kon sa potentiometer ko adject karna parta hai hume bhi sahi se pata nahi
Yadi humko pata chalega to replay kar denge service engineer batayega to ,ok bro
Ok ji
Kaha ia a factory hai
Odisa
Sir aap galat bol rahe ho converter ko inverter bol rahe ho aur inverter ko converter bol rahe ho Naya ladka galat samjhega.
Ho sakta hai ki kuch galat hua hoga hum check kar lenge or correct kar denge.