@imMrJD i.e Agar koi item, electronics he to unhe (map ke left chart me sabka name likha sign ke sath likha he) electronics ke dukan me verify karwao. Asehi , household , historical etc item map me mark karna.
Bhai us game total 2 city ha or 1 village town. Jis me tum rahete ho uska name blueberry ha (village town) . Bridge ke us par ki city ha us ka name blue elk ha. Ye city 2 part me bati he. South and east. Sab jaga ka ek point level ha( left me upar show karta he.) Jaise ki bluberry ka alag, blue elk south ka alag and blue eld east ka alag. Point ke upar base karke tum progress kar sakte ho. Blue berry town me 10 point level ka hone ke bad pown shop ko kharid sakte ho and auction ki chheze waha apne mutabik price me bech sakte ho. City me bhi ye sab kar sakte ho. Par zis city me zitna kaam karoge uss city me utna point level bare ga. 2.Kuch auction item collecteble hoti he jo city oe villagetown ke kuch expert log kharid te he. Jaese ki , kuch militry item jo ak militry camp me as a collectable item. Collect kar ta he, abb wo pointlevel. ke upar adarit he ya nehi wo nehi pata, ghar bhi kharid sakte ho in futur level up ke baad. Best of luck from west bengal.
2nd comment bro❤
Bhai amenti horror game ka gameplay chahiye😊
1st comment ❤
Bhai shot video bnav
Sutiha
Love you bro from Pakistan ❤❤❤❤ Please pin my comment ❤
🇮🇳 HAPPY REPUBLIC DAY 🇮🇳
same to you bro
Bhai, unverified items ko uski catagory se identify karke uss name ki dukan pe le jao. Verifi karne ke liye.
got it bro. Thanks ♥
@imMrJD i.e
Agar koi item, electronics he to unhe (map ke left chart me sabka name likha sign ke sath likha he) electronics ke dukan me verify karwao. Asehi , household , historical etc item map me mark karna.
Bhai us game total 2 city ha or 1 village town. Jis me tum rahete ho uska name blueberry ha (village town) . Bridge ke us par ki city ha us ka name blue elk ha. Ye city 2 part me bati he. South and east.
Sab jaga ka ek point level ha( left me upar show karta he.) Jaise ki bluberry ka alag, blue elk south ka alag and blue eld east ka alag. Point ke upar base karke tum progress kar sakte ho.
Blue berry town me 10 point level ka hone ke bad pown shop ko kharid sakte ho and auction ki chheze waha apne mutabik price me bech sakte ho. City me bhi ye sab kar sakte ho. Par zis city me zitna kaam karoge uss city me utna point level bare ga. 2.Kuch auction item collecteble hoti he jo city oe villagetown ke kuch expert log kharid te he. Jaese ki , kuch militry item jo ak militry camp me as a collectable item. Collect kar ta he, abb wo pointlevel. ke upar adarit he ya nehi wo nehi pata, ghar bhi kharid sakte ho in futur level up ke baad. Best of luck from west bengal.
Thank you so much bhai ♥
Bhai shot video bnav
Love you bro from Pakistan ❤❤❤❤ Please pin my comment ❤
Bhai shot video bnav
Bhai shot video bnav