mere anusar gitapress jo hai wo sabke liye asaan garnth prakashan karta hai jaise ki jo padam puran chaukhamba ke alag alag office se 2 5 4 khand me aata hai uska sankshipt prakashan gitapress ne nikala hai jisse sab aaram se padh sake wahi chaukhamba wale proper researcher aur writer ko hire karke unse likhwate hai unke kai writers toh sammanit bhi hai aur waise hi rupesh thakur prasad press jo hai woh bhi kyoki banaras ke hai toh woh banaras ke mahan vedacharya aur pandito ko hire karke lkhwate hai
गीताप्रेस और चौखंबा की गरुडमहापुराणम में क्या अंतर है, ज़रूर विस्तार से किसी एक चलचित्र में बताइएगा ताकि हमें यह बोध हो सके की किसी पुराण के समदर्भ में दोनो प्रकाशकों में क्या अंतर है।
कोई अंतर नही होता।गीता प्रेस का प्रिंट और कागज उच्च कक्षा का होता हे और शुद्ध भाषा होती है।लेकिन पुराणों के अलावा और धार्मिक पुस्तक् जेसेकी निर्णय संधू,धर्मसिंधु,और तंत्रोक्त आगम के ग्रंथ गीता प्रेस से नही मिलते।
The Mudgala Purana provides the dhyana mantras of asta ganapati (Bakratunda, Ekadanta, Mahodar, Gajanan, Lambodar, Vikata, Vighnaraja). I heard this from a Ganapatya Sadhaka. I'm kindly requesting that you share these dhyan mantras with us. It will be very helpful to me.🙏
Pandit ji apke naye granthsangrah dekh kar hmko bhi utna hi excitement hua jitna aapko hua .. aisa laga hmare apne hain !! 😇 Krupya PURAANON par bhi ek alg video zroor bnaiye 🙏🙏
Maharaj jee:- Aap ka Video/News Bahut Aachha Laga. Maharaj jee, "Qya Aap ke yaha, Bhagawan Maharshi Vedabyash jee Dwara Rachit , Shree Vishwakarama MahaPuran Mill Sakata hai?". Koun Sa Prakasan ka Aacha hota hai. Es Janakari ke Liye Aap ko Aanginat Praram. "Satya Sanatan" Dharm ki jay ho jay ho jay ho......... Jay Hind Jay Bharat Bande Mataram.
Geeta press ke puran kaise alag hai. Vedio jarur banaiyega. Itne saare grant kaise par lete hai. Aur kaun kaun se publisher ka grant padhne chaiye aur kaise shuru kare. Sanskrit janna jaroori hai, mein tripura se hu. Mujhe bengali, hindi aur english hi ati hai. Kaise grant padhna suru kare. Sanskrit ko kaise smjhe. Jarror batayega. Pranaam🙏
Shri Radhey 🙏😊🌼 Apke charno mein dandvat 🙇🏻🌼 Ek nivedan hey ye Brahma vaivarta puran jo hey na bohot hi gopniya hey.To pls isko gupt rakhe kyuki apko pata hi hey ye Arya samaji kya kya bolte hey uske upar bina kuch samjhe🙏🙇🏻🙇🏻🙇🏻🙇🏻🙇🏻🙇🏻🌼🌼
Maharaj ji jindgi m aarthik vyavastha ko kaise theek kare y bhi bataye kyuki y granth hum log tabhi kharid sakte h jab rupees ho jo gareeb hi rahega vo inhe kaise pade
Guruji please ho sake toh chaukhamba prakashan pe detailed video banaiye auur bataiye ki anya prakashan auur chaukhamba prakashan main kya farak hai ...??
प्रणाम पंडित जी क्या हम नवरात्रि का हवन नवमी को कर सकते है क्योंकि हमारे यहां कन्या पूजा का प्रावधान अष्टमी को है, परंतु मैं हवन आराम से बैठ कर नहीं कर पाता हूं, तो क्या हवन नवमी को कर सकते हैं?
Mudgal Puran ke antargat ek sundar Vighnanivarak Siddhivinayak Stotram bhi hai… Spotify me mila tha mujhe… har Shlok ke ant me likha hai “vighnam mamapahara siddhivinayakatvam.”
Pandit ji pranam mene aapko ek emai bheja tha saath hi coment box me coment bhi likha tha aap se vinamra prathna hai mere prashan ya merit jiggyasha ka uttar de aapki Ati kripa hogi
Geeta Press ki pustake kam daam mein mil jayegi aur bahut asaan bhasha mein hai….aur chaukhamba mein authenticity bahut jayda hai, saath mein bhasha thodi kathin si hai…..waise dono hi bahut acchi hai…..Geeta Press ko ek tarah se NCERT samjh sakte ho aur Chaukhamba ek tarah se highly specialised guides ke taur par dekh sakte hai…..daam mein bhi kaafi fark hai…..Geeta press mein pathako ko bahut saral tarike se explain kar diya gya hai par chaumkhamba mein sirf translate kar diya gya hai….
चाहिए 7:57
गीता प्रेश सबसे अच्छा है
Slok nhi hai bhai
अति सुदंर है जय सिया राम जी की
आचार्य श्री को कोटिशः धन्यवाद
वेद किस प्रकाशन के ले कृपया सुझाव अवश्य दे
Chaukhambha
श्रीराम जयराम जय राम
सबसे अच्छा गीता प्रेस की बुक है।
Chokhamba बहुत महँगा बुक रखता है।
uttam ati uttam
Very costly
चौखंम्बा से कीताबै केसै मगांऐ
Kalika puran devi bhadrkali mahishasur mardini pr h
Aacharya ji 🙏💐🌷🌺
Brahmand puran hindi bhasha me hai ya sanskrit me hai ??
दोनो मे
Geeta press ki or book 📚 batai
geeta aur chaukhamba ma kya antar h
mere anusar gitapress jo hai wo sabke liye asaan garnth prakashan karta hai jaise ki jo padam puran chaukhamba ke alag alag office se 2 5 4 khand me aata hai uska sankshipt prakashan gitapress ne nikala hai jisse sab aaram se padh sake wahi chaukhamba wale proper researcher aur writer ko hire karke unse likhwate hai unke kai writers toh sammanit bhi hai aur waise hi rupesh thakur prasad press jo hai woh bhi kyoki banaras ke hai toh woh banaras ke mahan vedacharya aur pandito ko hire karke lkhwate hai
Har Har mahadev
Please, make video about Devi Purana (chaukhamba), Mahabhagwat Purana and Devi Bhagwat Purana (gita press).
vaarun vaayu puranbare bat aye guruni❤😂🎉😢😮😅😊
gita press aur chowkhamba ke garud puran prakashan ka antar wala video dijiyega . jai sita ram
gitapress ka sankshipt hai chaukhamba ka pura sanskrit me ek ek shlok ki vyakhya woh bhi saral hindi me hai
Me bahut bhagyshali hu
Krupya sabhi purano k bareme batayr k konse puran me kya hai aur kis kis ko konse puran jarur padhne chahiye 🙏🙏🙏
जी अवश्य
पूज्यवर सादर प्रणाम
विद्याधर भोजक, फतेहपुर शेखावाटी
Kya antar hai gita press ke granto or choogamba ke granto mei aisa
गीता प्रेस सबसे अच्छा है।
छौखम्बा प्रकाशन् कि कौन् सी कीताब् लेनी चाहिए
चौखंबा प्रकाशन से पुस्तक कैसे मंगाते हैं इस पर वीडियो अवश्य बनाए जय जय सियाराम
गीता प्रेस और चौखम्बा प्रकाशन के तुलना पर आपके वीडियो का इंतज़ार है गुरुजी
Guru ji ap hame geetapress or chukhamba ke book ke bare me bataiye..🙏🙏
जी अवश्य
Pranam guruji 🙏
रामायण और भगवत गीता ग्रन्थ, गीता प्रेस की मंगवा ले क्या, हिंदी अर्थ सहित वाले ।
Sir aap read bhe karte ho ? Zyada time aap books hi khareedte ho
चौखम्बा से प्रकाशित "भविष्यपुराण" के बारे में बताइये।।
जी अवश्य
Link dijiye order karne ke liye🙏
जय सियाराम 🙏
क्या बाजार से शालिग्राम शिला खरीद सकते हैं?
उसे क्रय करने का अपराध होता है क्या?
कृपया मार्गदर्शन करें 🙏
जी हाँ दोष होता है
@@AnuragiJeevan कैसा दोष। अगर ऐसा है तो शालिग्राम किस प्रकार प्राप्त करें हम ?
बहुत ही सुंदर 🙏🙏जय श्री राम🙏🙏 ❤❤🌺🌹🌹👍👍🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏👍👍👍
गीताप्रेस और चौखंबा की गरुडमहापुराणम में क्या अंतर है, ज़रूर विस्तार से किसी एक चलचित्र में बताइएगा ताकि हमें यह बोध हो सके की किसी पुराण के समदर्भ में दोनो प्रकाशकों में क्या अंतर है।
Gita press ki sankshipt hai aur chaukhambha ki Purna hai.
, geeta press ki do part waali sankshipt nahi hai
कोई अंतर नही होता।गीता प्रेस का प्रिंट और कागज उच्च कक्षा का होता हे और शुद्ध भाषा होती है।लेकिन पुराणों के अलावा और धार्मिक पुस्तक् जेसेकी निर्णय संधू,धर्मसिंधु,और तंत्रोक्त आगम के ग्रंथ गीता प्रेस से नही मिलते।
Itna high cost hai
जी हां
ha antar ka video chahiye, garud puran ke bare me
महाशय आप को अनुरोध है कि कृपया जय संहिता और भारत संहिता प्रकाश करे।
The Mudgala Purana provides the dhyana mantras of asta ganapati (Bakratunda, Ekadanta, Mahodar, Gajanan, Lambodar, Vikata, Vighnaraja). I heard this from a Ganapatya Sadhaka. I'm kindly requesting that you share these dhyan mantras with us. It will be very helpful to me.🙏
कालिका पुराण बड़ा ही गूढ़ ग्रंथ है.... माँ भगवती के अर्चन पूजन करना में अत्यंत महत्वपूर्ण योगदान देता है
जी हाँ
कालिका पुराण सभी के पढने योग्य नहीं लोग इसका गलत मतलब निकाल सकते है।
Guruji bhut badha nikalane ke liye konasa granth padana chahie
Kripya dono publisher ke purano me difference bagane ki kripa kare🙏
Guruji choukhomba books me esa kiya khass baat hai
पूज्य गुरुजी को प्रणाम आप जाती भास्कर पर भी वीडियो बनाए
Geeta press ke garun puran or chaukhambha ke garun puran mai kya antar hai video banaiye
कृपया ग्रंथो के अवलोकन पर विडिओ अवश्य बनाये।
विनम्र निवेदन।
श्री हरि
jordar prayas
गीता प्रेस द्वारा प्रकाशित गरुड़ पुराण और चौखंबा द्वारा प्रकाशित गरुड़ पुराण में क्या अंतर है ?
Pandit ji apke naye granthsangrah dekh kar hmko bhi utna hi excitement hua jitna aapko hua .. aisa laga hmare apne hain !! 😇
Krupya PURAANON par bhi ek alg video zroor bnaiye 🙏🙏
जय सियाराम
🙏#JaiSiyaRam🙏
जय श्री राम
Geeta press or chokhmbha grudpuran ke bare main alag video bnaoo
आप किताब तो खरीद लेते है इतने सारे पड़ते है आप????
रख कर कोई लाभ भी तो नहीं है बंधु
Kripya chaukhambha ke baare mein vistar se baatayein
Puran ki puja kaise hoti hai
🙏🙏🙏🚩🚩🚩
Maharaj ji paiso ki bohat tangi h kuch satik upaye btaye
Maharaj jee:- Aap ka Video/News Bahut Aachha Laga. Maharaj jee, "Qya Aap ke yaha, Bhagawan Maharshi Vedabyash jee Dwara Rachit , Shree Vishwakarama MahaPuran Mill Sakata hai?". Koun Sa Prakasan ka Aacha hota hai. Es Janakari ke Liye Aap ko Aanginat Praram.
"Satya Sanatan" Dharm ki jay ho jay ho jay ho.........
Jay Hind Jay Bharat Bande Mataram.
Bhaiya dusri part laao
Geeta press ke puran kaise alag hai. Vedio jarur banaiyega. Itne saare grant kaise par lete hai. Aur kaun kaun se publisher ka grant padhne chaiye aur kaise shuru kare. Sanskrit janna jaroori hai, mein tripura se hu. Mujhe bengali, hindi aur english hi ati hai. Kaise grant padhna suru kare. Sanskrit ko kaise smjhe. Jarror batayega. Pranaam🙏
क्या इस ग्रंथ में हिंदी अर्थ सहित है
जी हाँ
गीता प्रेस गोरखपुर के ग्रंथ ही लें पुरी शंकराचार्य स्वामी निश्चलानंद सरस्वती जी ने उसे कम अशुद्धियाँ हैं ऐसा बताया है आपको वही लेग चाहिए था
Shri Radhey 🙏😊🌼
Apke charno mein dandvat 🙇🏻🌼
Ek nivedan hey ye Brahma vaivarta puran jo hey na bohot hi gopniya hey.To pls isko gupt rakhe kyuki apko pata hi hey ye Arya samaji kya kya bolte hey uske upar bina kuch samjhe🙏🙇🏻🙇🏻🙇🏻🙇🏻🙇🏻🙇🏻🌼🌼
Sir mujhe brahmand kaisa hua bramha Vishnu Mahesh kaise paida hue eske bareme padna hai please aapke pass book hai to mujhe chahiye thank you
Aap shri shivmahapuran padh sakte hai
unme apke prashno ke uttar hai
Not everyone can afford it 😢
नवनाथ ग्रंथ हे क्या गुरू जी ,🙏🙏🙏
Pehle bhi granth aa chuke hai kya ? Uski link ?
मैंने भी गीता प्रेस से सभी ग्रंथ तथा चारों वेद मंगाया था हूं.
Maharaj ji jindgi m aarthik vyavastha ko kaise theek kare y bhi bataye kyuki y granth hum log tabhi kharid sakte h jab rupees ho jo gareeb hi rahega vo inhe kaise pade
गुरुजी हमें इस प्रकार के दिव्य ग्रंथों के बारे में जानकारी कृपया कर दिया करें और जितने भी दिव्य ग्रंथ आपके पास उपलब्ध हो उनका रिव्यू कीजिए नमस्कारम🙏
Aur Geeta press ki puranon mein kya antar hai kripya bataiye Kali ka Puran ke bare mein bataiye
जी अवश्य
Please share the link, so that we can also purchase from the same seller.
जय श्री राम
Guruji please ho sake toh chaukhamba prakashan pe detailed video banaiye auur bataiye ki anya prakashan auur chaukhamba prakashan main kya farak hai ...??
Bilkul Gita press aur Chawkhambha ke Gadudpuranam me kya antar hai Jo apne Jamin-Asman Ka fark bstaya?🙏
Pandit ji #jaisiyaeram
Pandit ji ganesh ji ki soond ganesh ji ke right hand side honi chaiye ya left hand side.
Please margdarshan kare.
Bappa ke bayi or… jis hath me modak hai
Chaukhamba ke Garunpuran ke baarein main aur adhikh jaankari dene ki kripaya kare AUR kya ghar main garunpuran rakh saktey hai?
Sadar Naman!
गीता प्रैस के पुराण और ग्रंथ अधिकतर संच्छिप होते हैं इसलिए मूल्य कम होते है
प्रणाम आचार्य जी🙏🏻
गीता प्रेस द्वारा प्रकाशित गरुड़ पुराण और चौखंबा द्वारा प्रकाशित गरुड़ पुराण में क्या अंतर है ?
वीडियो बनाएंगे
प्रणाम पंडित जी
क्या हम नवरात्रि का हवन नवमी को कर सकते है क्योंकि हमारे यहां कन्या पूजा का प्रावधान अष्टमी को है, परंतु मैं हवन आराम से बैठ कर नहीं कर पाता हूं, तो क्या हवन नवमी को कर सकते हैं?
Guruji pranam apki anumati mila 4 inch ka narmadeswar sivliling puja karti hun kya anna ka bhog lagana abasya he
जी नहीं
Mudgal Puran ke antargat ek sundar Vighnanivarak Siddhivinayak Stotram bhi hai… Spotify me mila tha mujhe… har Shlok ke ant me likha hai “vighnam mamapahara siddhivinayakatvam.”
अभी पूजा करेंगे फिर स्वाध्याय आरंभ होगा
Guruji pranam mene ghar ke main Gate ke samne dakhin disha me pepal ka tree lagai he sab puja karte he uchhit he ki nehi
नहीं
Please provide me a Jaya Samhita or give me the address where it is available.
Guru ji aap brahmand puran k antargat jo lalitouppakhyan h uske bare mae bataye kisi vidio mae toh badi kripa ho gi
Guruji pranam pepal ka tree ko kya karu krupa kar ke bataiye
Pandit ji pranam mene aapko ek emai bheja tha saath hi coment box me coment bhi likha tha aap se vinamra prathna hai mere prashan ya merit jiggyasha ka uttar de aapki Ati kripa hogi
Kya me aapko phone karke apne prashan ka uttar apse prapt kar sakta hu
Guruji aapke granth dekh ke mann ko bohot prasanna taa huii , bhagwaan aapko auur bhi granth de aisi meri ishwar ko prarthana. 🙏🙏🙏
Guruji bhut pichach nikalane ke liye konasa granth padhe
Chaukhambha aur geetaprash ke granth me Keya antar h batay radhe radhe
Geeta Press ki pustake kam daam mein mil jayegi aur bahut asaan bhasha mein hai….aur chaukhamba mein authenticity bahut jayda hai, saath mein bhasha thodi kathin si hai…..waise dono hi bahut acchi hai…..Geeta Press ko ek tarah se NCERT samjh sakte ho aur Chaukhamba ek tarah se highly specialised guides ke taur par dekh sakte hai…..daam mein bhi kaafi fark hai…..Geeta press mein pathako ko bahut saral tarike se explain kar diya gya hai par chaumkhamba mein sirf translate kar diya gya hai….
Sir oo Brahm vhivart puran ka PDF bana ke Internet me Dal do.
I want to read Sanskrit and Hindi version but. utna Paisa nahi he. 😢
पैसे नहीं है तो मेहनत कीजिए कमाइए और इसके बाद क्रय कीजिए
Pdf बनाना गलत कार्य है
@@AnuragiJeevan🙏आज के आवश्यकता आविष्कार युग में गलत कैसे, संकेत में बताएं कृपया।
Kalika puran devi bhadrkali mahishasur mardini pr h