on request tranfer within zone se seniourty lost hoti h ?? for eg aap abi ckp me ho aap on request adra/ kgp/ ranchi gye to apki seniourty lost ho jygi ?? ya on request lobby change krne pr ??
Dekhiye bhai rule to hai 9hrs + 2Hrs yani ki sign on se sign off tak total duty 11 Hrs se jyada nahi hona chahiye running staff ka duty. But kabhi kabhi jyada ho jata hai. Waise weekly 54Hrs duty ki वैधानिक सीमा है, yani की daily ka 9Hrs duty.
Sir ,m recently selected in train manager prayagraj division,ek doubt clear kar dijiye ,roaster hrs me kya hota means roaster hrs me kya kya chezein include hoti hai
Running staff ka roster 14 dino ka hota hai, jiski limit 104 Hrs hai. Matlab ek running staff ki duty 14 dino me 104 Hrs se kam bhi ho sakti hai or jyada bhi ho sakti hai. Un 14 dino me PR ( Periodic Rest) bhi shamil hai jo 30 Hrs ka hota hai. Aap 6 dino ke bad PR le sakte hain.
Very good video 👍
Very useful information 👍
Well explained
🙏🙏🙏🙏🙏
great explanation sir
🙏
Well explained & thank you 👍🙏
🙏🙏🙏🙏🙏
कृपया एक विडियो 14 दिन में कुछ दिन एब सेंट कुछ दिन छुट्टी एक NH के साथ की, ot गणना कैसे करेगे और मिनटों को घंटो में पूर्ण कैसे करें।
Thanks sir
Sir future may TM ki vacancy ne ayga kya ..TM ka kam machine karega news may ...ese aye thaaa
Sir running staff ke liye
basic *1.3+da+ta =gross pay hota hai kya.....ek video me aesa dekha tha
Well explained😊
@gohind thanks brother.
Bahut barhiya sir,.
14 days me 10000 OT then 1 month me 20000 approx.
So we can say Goods guard salary 70000+20000 ot it will be 90000 starting salary wah
Samajh aa Gaya🙏
🙏
on request tranfer within zone se seniourty lost hoti h ?? for eg aap abi ckp me ho aap on request adra/ kgp/ ranchi gye to apki seniourty lost ho jygi ??
ya on request lobby change krne pr ??
Division change karne se hoga bhai, division k anadr lobby change karne se seniority loss nahi hoga.
Rostered hour 104 se kam ho to is case mai kya krege sir btaiye sir mujje bahut problam aa rha hai ot calculate krne mai
104 se kam me OT banega hi nahi. Calculate nahi karna hai, bhai.
Running staff ke OT ka calculation basic ka 30 persentage par hota hai kya???
Ha ji
minimum kitna minutes ko 1 hour OT mana jata hai after 104. 30, 35, 45 or pura 60 minutes hoga to 1 hour ot hoga?
35 min se shuru ho jata hai
Ot hours me kabhi last me 110.36 minut h saposh that ti kabhi last ke 36 minut ko 1 hours count krta h kabhi nhi krta h ye kaise pssibal h
Karta hi hai......
@TheRivalWorld kabhi 1 hours dega kabhi nhi denga
45 min
Chakradharpur division mutual ya own request transfer hota h kitne wqt lagta h approx kyunki Mera sealdah me h
Time jyada lagata hai bhai.
Jldi k liye kya krna hoga 2,3 yr me
@@santoshkrprsad8194 approach lagwaiye
Aap kya ckp aana chate hai
@@apurbamondal6163 nhi bhai ckp se jana chahte
TM may kitna hour ka duty hota hai.. kitnaa hours duty karne k over time count hota haii
Dekhiye bhai rule to hai 9hrs + 2Hrs yani ki sign on se sign off tak total duty 11 Hrs se jyada nahi hona chahiye running staff ka duty. But kabhi kabhi jyada ho jata hai.
Waise weekly 54Hrs duty ki वैधानिक सीमा है, yani की daily ka 9Hrs duty.
14 dino ki total duty 104 hrs se jyada ho to OT banta hai.
Mera ek ur request hai.. other zone se apne zone transfer kese hota haii..isk bare may ek video bana dijiye
@@surendrabishi2800 own request transfer, mutual transfer ya spouse ground transfer se hoga bhai.
TM ka OT calculation mai
basic-29200 lena hai yaa
29200 ka 130%
I know ki 30% milta nahi hai
but kya OT calculation mai use hota hai ?
29200 ka 30% add karenge wo aapka basic pay hoga yani ki ₹37960 + DA + TA.
@@TheRivalWorld ok ab clear hua😊
Sir janarali O.T banta hai kya
Ha ji banta hai bhai.
OT milta hai alp ko sirji????
JSG Lobby CKP Div SE Railway bura hal hai, deta hai bahut din me.
Sir jb aap sign off krte ho TB apne kitne hrs duty ki h o show hotah kya
Ha bhai, hota hai.
Sirji training m kya kya padhaya jata hai uspar ek video banao....
@@SL005 jarur brother
AOM ki vaccancy kya har 5 sal me nikal ta he???
Aisa koi fix to nahi hai bhai, but aate rahta hai.
@@TheRivalWorld Bhaiya har saal aata hain kya?
Good explanation. Sir mahine me logvog kitne ot milte?
Koi jaruri nahi bhai, har spell me aapka OT ban hi jaye.
Sir ,m recently selected in train manager prayagraj division,ek doubt clear kar dijiye ,roaster hrs me kya hota means roaster hrs me kya kya chezein include hoti hai
Running staff ka roster 14 dino ka hota hai, jiski limit 104 Hrs hai. Matlab ek running staff ki duty 14 dino me 104 Hrs se kam bhi ho sakti hai or jyada bhi ho sakti hai. Un 14 dino me PR ( Periodic Rest) bhi shamil hai jo 30 Hrs ka hota hai. Aap 6 dino ke bad PR le sakte hain.
@@TheRivalWorld sir thank you very much for clearing my doubt .
Sir train manager may weekly chuti miltha hai ki nehi
Weekly rest milta hai, but kabhi kabhi 10 din me bhi milta hai.
aapki salary kitana banta hai hai sir
Sir aap ki video or samajh mein naa ayee esa kesa hoga ??? Tqs sir...
🙏 aisa nahi hai bhai, mai bhi insan hu. Galti mujhse bhi ho sakti hai. Ye aapka barappan hai.
Lekin mile to sahi.😓
Overtime ka payment 2 years se pending hai
Ek baar aap k current basic pay pe apka OT calculate kije
Jarur.....
Over time mil kha rha hai
mera 144 ghanta hua to 4 single hrs 39 double hrs liya
4 Single Hours and 36 Double Hrs.
@@TheRivalWorld par likha aise hi hai RESS me
wrong I am LOCOPILOT
Ot form ka pdf do
Aap kis post pe hain brother.?
@@TheRivalWorld technician3- ac
Achha bhai, dekhta hu.