WhatsApp Web Logout Kaise Kare | whatsapp link device kaise hataye | whatsapp se link device hataye

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 13 сен 2024
  • WhatsApp Web Logout Kaise Kare | whatsapp link device kaise hataye | whatsapp se link device hataye
    Dosto is video mein humne yah bataya hai ki aap apne WhatsApp se linked device ko logout kaise kar sakte ho
    Your Queries 👇🏻
    whatsapp linked devices
    How to remove link device in WhatsApp
    WhatsApp link device logout kaise kare
    WhatsApp web link device kaise check Karen
    WhatsApp web se mobile ko Kaise hataye
    Mr. Info
    #whatsapp #whatsappweb
    Thanks for Watching :)

Комментарии • 7

  • @abhishekranjan314
    @abhishekranjan314 26 дней назад

    Sir maine 10 din pahle new display lagwaya hai. Mobile ke upri hissa dawate hi touch kaam karna band kar deta hai and phir se battery aur touch ka tar nikal ke lagana parta hai tab kaam karta hai aisa baar baar ho raha hai. Dukandaar bol raha hai ki mother board change karna parega. Please help me sir 😢

    • @Mr.Info1
      @Mr.Info1  26 дней назад

      @@abhishekranjan314 patka hua phone me aaisa hota hai ye mobile band hone par ho sakta hai nahi to ek baar dusra display lagwa ke check krwaiye

    • @abhishekranjan314
      @abhishekranjan314 26 дней назад

      @@Mr.Info1 chhat puja ke samay paani se bhig gya tha aur kuchh din pahle girne ki wajah se display fut gya tha tab change karwaya. Dukandaar bol raha hai ki pani ki wajah se mother board damage ho gya hai change karwana parega

  • @irapashunnur8237
    @irapashunnur8237 28 дней назад

    Everytime my Laptop WebWhatsapp asks for linking the QR code. This was not happening earlier. How to permanently link the laptop with mobile WhatsApp.
    Muzhe Laptop pe Webwhtsapp pe roz mobile se link karna hi padta hai. Pehle aisa nahi hota tha. Permanently kaise link kare ? Please bataye.

    • @Mr.Info1
      @Mr.Info1  28 дней назад

      @@irapashunnur8237Ok aap ek baar login kar ke WhatsApp web ka shortcut create kar lijiye Apne Home Screen par uske baad baar baar login nahi karna padega

    • @irapashunnur8237
      @irapashunnur8237 26 дней назад

      @@Mr.Info1 Thanks, but....Login karne ke baad, Kaise shortcut create kare home screen par ?

    • @Mr.Info1
      @Mr.Info1  26 дней назад

      @@irapashunnur8237 chrome browser se WhatsApp web kholiye uske baad login kijiye fir right side me option par jaiye waha 3 dot hoga wahi par milega create shortcut