Bhaiya meri beti ko pet me dikkt h aur hamne 13 october ko dikhaya tha to unhone 13 november ko diya h beti banglore me bteck kr rhi h abi chutti me aayi h 25 october se uski class h vapas jana h meri help kijiye
Sir ,kya sgpgi ke doctors apne private clinic nahi chalaate,mujhe hyperthyroidism ke liye dr subhash yadav ya fir dr rohit A. Sinha ko dikhana hai.pls help
Thanks.bro bahut help Mila ap ki video dekh kar
Thanks for Watching
Stay connected 🤝🫂❤️👍
Dear brother 🙂
Bahut Aage Tak jaaoge bhai garibon ke help Karke bahut bahut dhanyvad bhai
मानव सेवा ही सबसे बड़ा धर्म है 🙏🏰🚩🚩🚩
यूरोलॉजी में किस दिन बड़ों के डॉक्टर बैठते हैं
सही कहा
बहुत बढ़िया विडियो है
हार्दिक धन्यवाद भाई 🫂🤝❤️👍
Thanks for watching
Stay connected
Tum ak din bahot aage jaoge bhaiya
Test price bhi bataye kaun si jaanch kitne mein hoti
Ok Bhai 👍
Very good bhaya
Thanku ❤️👍
Sandar bhaiya ❤
Thanku Dear Brother ❤️👍
Sir ultrasound k liye naveen opd jana hoga ya purani opd ?
Dono jagah ho jata hai
Bahut Achcha kar raha ho bhai Tum
हार्दिक धन्यवाद भाई 🤝❤️👍
Bhai.MRI date kaha se milegi
Old OPD
F block me
Meri wife ko 2 baar delivery hua dono baar harlequin ichthyosis se grasit bachcha hua tha please help me
Aap dikha lijiye yaha pe
Lekin aapko sabse pahle refer karana padega
Online number lgane ke kitne din bad doctor dekhte hai?
1 mahine ke andar kabhi bhi dikha shakte hai aap
Bhai admit patient ka CT karwane ke liye bhi date leni padti hai ?
Date leni padti hai lekin jaldi janch ho jati hai
Bhai neurosurgery department mein dikhana hai dusri bar kya karna hoga line mein lagna hoga kya file ki ya direct department mein jana hoga
Direct department me jake mmbr lagake dikha shakte hai
Bhai Sunday ko report milta hai ki nahi please batane ki kripa kery
Nhi Bhai
@@UtkarshSgpgivlog ok thank you bhi 🙏
Is per ek video banaa dijiye
👍
यूरोलॉजी में डॉक्टर कब से कब तक बैठते हैं
Aap Monday to Saturday dikha shakte hai day wise Dr rahte hai
Sir Sleep lab test kaha hoti hai
OPD me hoga
Sir mai bhot presan hu mujhe nurologi me dikhana h mere sath koi nhi h help krne ke liye ky aap meri help krskte h dr tkk pahuchane me
Bhai aapko kisi bhi vyakti ko sath lana padega
Bhai aapke ghar me koi to hoga na
Aur information ke liye aap hame instagram pe follow kar sakte hai
Follow me instagram
instagram.com/utkarshtiwari4344?igshid=NGVhN2U2NjQ0Yg==
@@UtkarshSgpgivlog1:56 1:57
Kya bahr se ripot kra sakte hai kya mri
Ha kara shakte hai aap
PGI mein job karna ho to Kaise Naukari milegi
Pgi me time 2time job nikati rahti hai
Aap sgpgi ki website pe jake malum kar sakte hai
Fantastic video bro👌. जांच की कितने फीस / रेट है, इस पर भी वीडियो बनाइये। यदि पासीबल हो तो?
Ok 👍
Bhaiya ayushman card se ilaj ho jayega
Ji ho jayega
@@UtkarshSgpgivlog bhai process kya hai... ayushman card ke liye
Bhaiya meri beti ko pet me dikkt h aur hamne 13 october ko dikhaya tha to unhone 13 november ko diya h beti banglore me bteck kr rhi h abi chutti me aayi h 25 october se uski class h vapas jana h meri help kijiye
Ultrasound ki date 13 november ko diya h
To aap usse pahle emergency department me dikha shakte hai
13 se pahle nhi ho payega
Jab ki date mili hai tabhi ho payega
Ya aap bahar se bhi kara shakte hai
Ultrasound ki date ke liye number phone se bhi milta hai uska number kya hai?
Fone se nhi milta hai
Bhai mujhe Ak report dikhana hai kaise kare
Bhai report dikhane ke liye
Aapko yaha aake file banvake dikhana padega
Sir ,kya sgpgi ke doctors apne private clinic nahi chalaate,mujhe hyperthyroidism ke liye dr subhash yadav ya fir dr rohit A. Sinha ko dikhana hai.pls help
Ji nhi bahar nhi dekhte hai
Yahi pe dikhana padega aapko
@@UtkarshSgpgivlog thanks
Please🙏 reply