Masha Allah Subaha nallah kya baat hai !! Allah Rabbul Izzat Se Bulaawa hua Mohommad Mustafa Sa Aa wa sallamko Kya pyara Manzar Zameen aur Aasman khush hogai Alhamdu Lillah A hari Ek Cheez Chamak Uthi aur Ahari Ek jispe karam hua Ruhe Mustafa hai wohi hai Ek Aaina Mera Zikr Aur fikr hai bus yahi Sallu Alaihi wo Aalihi Ssllu Alaihi wo Aali hi Bahuth pyara aur khoobsurath
Sirre La Makaan Se Talab Hui | Kalaam By: Hazrat Ambar Warsi The main Urdu section of the qawwali is written by Hazrat Ambar Shah Warsi of the Warsiyah Sufi Order. Many people have to come to know them as ones who wear Saffron colored robes. The Sufi chain has sprung from a well known Sufi Saint, Hazrat Waris Ali Shah Sahib of Dewa from the late 1800s. Not to be confused by Warish Shah from the 1700s that wrote much illustrious Sufi poetry in Punjabi. Anyways, mixed in with this qawwali is also the poetry of Hazrat Sheikh Saadi Shirazi. "Balagal Ula" is written by Saadi, while Ambar Shah has written "Sirre La Makaan" to explain Saadi's work. Both are intertwined. Both speak of the same subject matter and both are created in the same rhythm. It is said that when Saadi was composing this naat, he wasn't able to write the final closing verse. While working on it, he dozed off. In his dream, Prophet Muhammad came with other Sahaba. Saadi was asked why he looked troubled. Saadi relayed the problem he was having with the 4th verse. Prophet Muhammad smiled and asked him to recite as much as he's completed so far. Saadi recited: "Balaghal Ula, Ba Kamalihi Kashafad Duja, Ba Jamalihi Hasonat Jamiyo Khisaalihi" The Prophet then added the final verse by reciting: "Sallu Alehi Wa Aalihi" This is why this particular naat of Sheikh Saadi is revered by so many because Prophet Muhammad himself took part in composing part of it. So I guess, Ghulam Farid Sabri, easily took his Sufi Master's work, and very easily was able to amalgamate with Saadi's written naat. What a beautiful mixture of words. In many ways, Urdu speakers wouldn't have still known the meaning of what Saadi was talking about. But Ambar Shah explained well and Ghulam Farid simply took it to the next level with the delivery. Music: (0:00) Intro: (0:17) Suhaani Raat: (2:07) Sirre La Makaan: (3:07) Balaghal Ula: (5:47) -- Ae Khatame Rusul, Kaabae Maqsood Tui Dar Surate Har, Che Hast Mojood Tui Aayate Kamaale Haq, Ayaan Nast Bato Aan Zaat Ke Dar Pardah, Nihaan Bood Tui -- Suhaani Raat Thi Aur, Pur Sukoon Zamaana Tha Asar Mein Dooba Hua, Jazbe Aashi-Qaana Tha Unhein to Arsh Pe, Mehboob Ko Bulaana Tha Hawas Thi Deed Ki, Meraaj Ka Bahana Tha -- Sirre La Makaan, Se Talab Hui Suwe Muntaha, Woh Chale Nabi -- Yeh Kamale Husn, Ka Mojiza Ke Firaaqe Haq Bhi, Na Seh Saka Sirre La Makaan, Se Talab Hui Suwe Muntaha, Woh Chale Nabi -- Shabe Meraaj Liya, Arshe Bareen Par Bulwaae Sadmae Hijr Khuda, Se Bhi Gawaara Na Huwa Sirre La Makaan, Se Talab Hui Suwe Muntaha, Woh Chale Nabi -- Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki Balaghal Ula, Ba Kamalihi Sirre La Makaan, Se Talab Hui Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki -- Khairul Wara, Sadrud Duqa Najmul Huda, Noorul Ulaa Shamsud Duha, Badrud Duja Yaani Muhammad Mustafa Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki -- Khairul Wara, Sadrud Duqa Najmul Huda, Noorul Ulaa Shamsud Duha, Badrud Duja Yaani Muhammad Mustafa -- Aaqa Rawa, Salaare Deen Ya Rehmatallil Aalameen Aan Muqtadae Mursaleen Aan Peshwaae Ambiya Jannat Nishane Quwe To Wash Shams Eemaan Ruwe To Wallail Wasfe Ruwe To Khubi Ye Ruyat Wadduha Isme to Isme Aazmi Jisme to Jaane Aalami Zaate to Fakhre Aadmi Shaane to Shaane Kibriya Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki -- Jo Gaya Hei Farsh Se Arsh Tak Woh Buraaq Le Gaya Be Dhadak Tabaqe Zimeen, Waraqe Falaq Gayee Neeche Paaon Se Pur Salak Lattein Zulf Ki Jo Gayi Lattak To Jahaan Sara Gaya Mahak Hui Mast Bulbulein Iss Qadar To Yeh Ghunche Bole Chatak Chatak Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki -- Gae Ghar Se Chardh Ke Burraaq Par Shabe Wasl Rukh Se Huwi Sahar Yeh Safar Tha Khoob Se Khoobtar Yeh Hi Tha Har Ek Ki Zabaan Par Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki Balaghal Ula, Ba Kamalihi -- Yeh Hi Ibtida Yehi Intiha Yeh Farogh Jalwae Haq Numa Ke Jahaan Saara Chamak Utha Kashafad Duja, Ba Jamalihi Rukhe Mustafa, Ki Yeh Roshini Yeh Tajalliyon, Ki Hama Hami Ke Har Ek Cheez Chamak Uthi Kashafad Duja, Ba Jamalihi -- Na Falak, Na Chaand Taare Na Sahar, Na Raat Hoti Na Tera Jamaal Hota Na Yeh Kainaat Hoti Ke Har Ek Cheez Chamak Uthi Kashafad Duja, Ba Jamalihi -- Woh Sarapa Rehmate Kibriya Ke Har Ek Pay Jis Ka Karam Huwa Yeh Qurane Paak Hai Barmala Hasonat Jamiyo Khisaalihi -- Yeh Kamale Haqqe Muhammadi Ke Har Ek Pe Chashme Karam Rahi Sare Hashr Naaraae Ummati Hasonat Jamiyo Khisaalihi -- Wahi Haq Nigar Wahi Haq Numa Rukhe Mustafa Hai Wo Aaina Ke Khudae Paak Ne Khud Kaha Sallu Alehi Wa Aalihi -- Mera Deen Ambare Warsi Ba Khuda Hai Ishqe Muhammadi Mera Zikro Fikr Hai Bas Yahi Sallu Alehi Wa Aalihi -- Che Kunam Bayaane Kamaale Oo Balaghal Ula, Ba Kamalihi Che Farogh Karda Jamale Oo Kashafad Duja, Ba Jamalihi Mano Hairatam Ze Khisale Oo Hasonat Jamiyo Khisaalihi Dilo Jaane Maa Ba Khayale Oo Sallu Aleyhiwa Aalihi -- Ae Mazhare Noore Khuda Balaghal Ula, Ba Kamalihi Mola Ali Mushkil Kusha Kashafad Duja, Ba Jamalihi Hasnain Jaane Fatima Hasonat Jamiyo Khisaalihi Yaani Muhammad Mustafa Sallu Alehi Wa Aalihi
یہ حرامی حضور صلی اللہ علیہ وسلم کی شان میں بالکل گستا خی کرتی ہے کیوں کہ حضور نے پہلے عورت کے عزت وآبرو کی حفاظت کی ہے اور یہ بے پردگی قوالی گارہی ہے کل قیامت کے دن ان جہنمی کو قوالی سے ہٹاو
@@mdakmalrazvi3200 Aap ko inhe Gali dene ka haq nahi hai me janta Hu aurat ko Parda karna chahiye aur ham kisi pe ungli nahi utha sakte ke Ye jahannami hai har kaam Allah ki marzi hai is ke Dil me huzur ke liye jo Ashaar, shaiyri paida hote hai wo Allah ki janib se aate hai or inki niyet logo ko ibrat dena hai bas inhe Parda ka khayal karna hame kisne Ye haq diya ham kisi ko bura bhala kahe akram ji
MashaAllah subhhanallah Alhamdulillah 💖 Sundar Atisundar BAHUT Bahut Bahut sundar hai yeh pyaranagma 🌟💖❤️❣️💛🧡💚💜 Singer nehanaaz performance good 🌹 thank for All team members Rasoolshaik MMEngineers Alinagar GUNTURTOWN AP South INDIA 🌹
Best
♥️♥️🥰🥰👌👌
Allahu akbar
Kawwali. Masha. Allah
Mashallah ❤❤
Bahut khoob nibhaya and always ahead and ahead.
Simt kaa ishaaraa sahi hai (.). ()
Gjb
Subhan allaha Allah Amin
Masha.Allah.
वेरी गुड साउंड एंड कव्वाकन
💖💖MashaAllah 💖💖
Thanks Great Video
All humdulilla amin hak he
❤beautiful naat❤❤
Masha Allah Subaha nallah kya baat hai !!
Allah Rabbul Izzat Se Bulaawa hua
Mohommad Mustafa Sa Aa wa sallamko
Kya pyara Manzar Zameen aur Aasman
khush hogai Alhamdu Lillah
A hari Ek Cheez Chamak Uthi aur
Ahari Ek jispe karam hua
Ruhe Mustafa hai wohi hai Ek Aaina
Mera Zikr Aur fikr hai bus yahi
Sallu Alaihi wo Aalihi
Ssllu Alaihi wo Aali hi
Bahuth pyara aur khoobsurath
Masalllah allah pak aj sabe meraj
Nice ha❤️❤️👍👍👍👍
Wah Kiya andaz hai💖💖💖💖💖💖💖
😊😊😊
Supar
MASHALLAH KYA AAWAZ HAI LAJAWAB QAWWALI HAI ❤️ KHUSH HO GAYA G
मेरा तो काम ही है सऊदी में क्रेन टूट के गिरेगी
wah bhaut khub
مَاشَآءَ اَللّٰه مَاشَآءَ اَللّٰه مَاشَآءَاَللّٰه مَاشَآءَ اَللّٰه بہت خوب گائی ہے محترمه نيها ناز صاحبه جی 🌙 الله تجھے اپنے خاص رحمتوں سے نوازے اٰمِيْن 🤲 اٰمِيْن 🤲 اٰمِيْن 🤲 ثُمَّ اٰمِيْن وَالْحَمْدُ لِلّٰهِ رَبٌِ الْعَلَمِيْن
Masa Allah koi jod nhi es Qawwali ka
MashaAllah 😃😃😀😀😀😀😀😀😦😯😃💟
Sirre La Makaan Se Talab Hui |
Kalaam By: Hazrat Ambar Warsi
The main Urdu section of the qawwali is written by Hazrat Ambar Shah Warsi of the Warsiyah Sufi Order. Many people have to come to know them as ones who wear Saffron colored robes. The Sufi chain has sprung from a well known Sufi Saint, Hazrat Waris Ali Shah Sahib of Dewa from the late 1800s. Not to be confused by Warish Shah from the 1700s that wrote much illustrious Sufi poetry in Punjabi.
Anyways, mixed in with this qawwali is also the poetry of Hazrat Sheikh Saadi Shirazi. "Balagal Ula" is written by Saadi, while Ambar Shah has written "Sirre La Makaan" to explain Saadi's work. Both are intertwined. Both speak of the same subject matter and both are created in the same rhythm.
It is said that when Saadi was composing this naat, he wasn't able to write the final closing verse. While working on it, he dozed off. In his dream, Prophet Muhammad came with other Sahaba. Saadi was asked why he looked troubled. Saadi relayed the problem he was having with the 4th verse. Prophet Muhammad smiled and asked him to recite as much as he's completed so far. Saadi recited:
"Balaghal Ula, Ba Kamalihi
Kashafad Duja, Ba Jamalihi
Hasonat Jamiyo Khisaalihi"
The Prophet then added the final verse by reciting:
"Sallu Alehi Wa Aalihi"
This is why this particular naat of Sheikh Saadi is revered by so many because Prophet Muhammad himself took part in composing part of it.
So I guess, Ghulam Farid Sabri, easily took his Sufi Master's work, and very easily was able to amalgamate with Saadi's written naat. What a beautiful mixture of words. In many ways, Urdu speakers wouldn't have still known the meaning of what Saadi was talking about. But Ambar Shah explained well and Ghulam Farid simply took it to the next level with the delivery.
Music: (0:00)
Intro: (0:17)
Suhaani Raat: (2:07)
Sirre La Makaan: (3:07)
Balaghal Ula: (5:47)
--
Ae Khatame Rusul, Kaabae Maqsood Tui
Dar Surate Har, Che Hast Mojood Tui
Aayate Kamaale Haq, Ayaan Nast Bato
Aan Zaat Ke Dar Pardah, Nihaan Bood Tui
--
Suhaani Raat Thi Aur, Pur Sukoon Zamaana Tha
Asar Mein Dooba Hua, Jazbe Aashi-Qaana Tha
Unhein to Arsh Pe, Mehboob Ko Bulaana Tha
Hawas Thi Deed Ki, Meraaj Ka Bahana Tha
--
Sirre La Makaan, Se Talab Hui
Suwe Muntaha, Woh Chale Nabi
--
Yeh Kamale Husn, Ka Mojiza
Ke Firaaqe Haq Bhi, Na Seh Saka
Sirre La Makaan, Se Talab Hui
Suwe Muntaha, Woh Chale Nabi
--
Shabe Meraaj Liya, Arshe Bareen Par Bulwaae
Sadmae Hijr Khuda, Se Bhi Gawaara Na Huwa
Sirre La Makaan, Se Talab Hui
Suwe Muntaha, Woh Chale Nabi
--
Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki
Balaghal Ula, Ba Kamalihi
Sirre La Makaan, Se Talab Hui
Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki
--
Khairul Wara, Sadrud Duqa
Najmul Huda, Noorul Ulaa
Shamsud Duha, Badrud Duja
Yaani Muhammad Mustafa
Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki
--
Khairul Wara, Sadrud Duqa
Najmul Huda, Noorul Ulaa
Shamsud Duha, Badrud Duja
Yaani Muhammad Mustafa
--
Aaqa Rawa, Salaare Deen
Ya Rehmatallil Aalameen
Aan Muqtadae Mursaleen
Aan Peshwaae Ambiya
Jannat Nishane Quwe To
Wash Shams Eemaan Ruwe To
Wallail Wasfe Ruwe To
Khubi Ye Ruyat Wadduha
Isme to Isme Aazmi
Jisme to Jaane Aalami
Zaate to Fakhre Aadmi
Shaane to Shaane Kibriya
Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki
--
Jo Gaya Hei Farsh Se Arsh Tak
Woh Buraaq Le Gaya Be Dhadak
Tabaqe Zimeen, Waraqe Falaq
Gayee Neeche Paaon Se Pur Salak
Lattein Zulf Ki Jo Gayi Lattak
To Jahaan Sara Gaya Mahak
Hui Mast Bulbulein Iss Qadar
To Yeh Ghunche Bole Chatak Chatak
Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki
--
Gae Ghar Se Chardh Ke Burraaq Par
Shabe Wasl Rukh Se Huwi Sahar
Yeh Safar Tha Khoob Se Khoobtar
Yeh Hi Tha Har Ek Ki Zabaan Par
Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki
Balaghal Ula, Ba Kamalihi
--
Yeh Hi Ibtida Yehi Intiha
Yeh Farogh Jalwae Haq Numa
Ke Jahaan Saara Chamak Utha
Kashafad Duja, Ba Jamalihi
Rukhe Mustafa, Ki Yeh Roshini
Yeh Tajalliyon, Ki Hama Hami
Ke Har Ek Cheez Chamak Uthi
Kashafad Duja, Ba Jamalihi
--
Na Falak, Na Chaand Taare
Na Sahar, Na Raat Hoti
Na Tera Jamaal Hota
Na Yeh Kainaat Hoti
Ke Har Ek Cheez Chamak Uthi
Kashafad Duja, Ba Jamalihi
--
Woh Sarapa Rehmate Kibriya
Ke Har Ek Pay Jis Ka Karam Huwa
Yeh Qurane Paak Hai Barmala
Hasonat Jamiyo Khisaalihi
--
Yeh Kamale Haqqe Muhammadi
Ke Har Ek Pe Chashme Karam Rahi
Sare Hashr Naaraae Ummati
Hasonat Jamiyo Khisaalihi
--
Wahi Haq Nigar Wahi Haq Numa
Rukhe Mustafa Hai Wo Aaina
Ke Khudae Paak Ne Khud Kaha
Sallu Alehi Wa Aalihi
--
Mera Deen Ambare Warsi
Ba Khuda Hai Ishqe Muhammadi
Mera Zikro Fikr Hai Bas Yahi
Sallu Alehi Wa Aalihi
--
Che Kunam Bayaane Kamaale Oo
Balaghal Ula, Ba Kamalihi
Che Farogh Karda Jamale Oo
Kashafad Duja, Ba Jamalihi
Mano Hairatam Ze Khisale Oo
Hasonat Jamiyo Khisaalihi
Dilo Jaane Maa Ba Khayale Oo
Sallu Aleyhiwa Aalihi
--
Ae Mazhare Noore Khuda
Balaghal Ula, Ba Kamalihi
Mola Ali Mushkil Kusha
Kashafad Duja, Ba Jamalihi
Hasnain Jaane Fatima
Hasonat Jamiyo Khisaalihi
Yaani Muhammad Mustafa
Sallu Alehi Wa Aalihi
bahoot khoob
too nice and beautiful . from South Africa .
Asslam alekum aap hmari naat sunna chahte hai to Hench per clik kren #sabnam_aliya
@@sabnamaliyaofficial7085 Walekum salam subhan allah . very nice .
Maasha allah
Masha Allah
Besak Kiya kauwali Hai ❤❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Masha Allah ♥very nice naat
Assalam walekum rahmtullah barkathhu bahut acche kavvali Apne sunaya hai
safe LA Makan se talab hovi
by neha naaz bahoot khoob qawali masha Allah masha Allah masha Allah masha Allah masha Allah
Jawad.
माशाअल्लाह नेहा अपी आप की voice bahut achchi hai
Wah
Subhanallah!❤
Mast
Subahanallha,
Neha 👌🏻keep it up
Subhanallah,kabile tarif adayegi , mashaallah, marhaba.ya rasul ya Nabi Karim sallallaho alaihi wasallam
Very nice 👍.
Rabiya syed. 🇮🇳
Masha Allah beautiful line
Mashallah Bahut Achi Qawwali Mashallah
Bhai rat me v Maine dekha fir avi dekh raha qki muje comedy dikhna pasand h.. Bar bar dekho.. Bahut badhiya natak krne lgi h aj kal
Qawwali to acchi hai but perda nahi karti ho NehaNaaz jo Meri baat se sahmat hai like kare
Neehjepleasedansmatkaro.razzak
Asslam alekum aap hmari naat sunna chahte hai to Hench per clik kren #sabnam_aliya
@@razaquekc823 Asslam alekum aap hmari naat sunna chahte hai to Hench per clik kren #sabnam_aliya
aur aapke jindagi mein Barkat ata farmaye
😘😘😘😍😍😍😍💗💗💗💗👏👏
Is ladki ne achhi qawwali
Ka naas kar diya
Mashallah 🌹🌹🌹 🙌🙌
BahaduRsa❤B
👌👌👌
💙💙💙
MASHA ALLAH
Neha jzaq allah. Allah aap ko khush rakhe. Aameen.
Nice Allha ap ko mazeed confidence dy
Bahut achi qwalli and you voice
MashaAllah!
Masha Allah qawali
MASHALLAH subhanallah
Mera nabi ka naam adab se liya karo
Aapka tarika sahi hai Lekin aapka Dil sahi nahi hai sahab
Very good tahir pakistan
Adbo adib ka nayab namuna shubhanallah
Unique.
ماشاءالله
Asslam alekum aap hmari naat sunna chahte hai to Hench per clik kren #sabnam_aliya
Mashallah 🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Asslam alekum aap hmari naat sunna chahte hai to Hench per clik kren #sabnam_aliya
M.b.sonawane. nice Hindi song nehaji.thanks.
Shane Nabi ka yeh naat bahut hi achha hai. Khuda ne jis awaz se aap ko nawaz hai wah hamesha aise hi bani hare.
Bohot Khoob
Hello
یہ حرامی حضور صلی اللہ علیہ وسلم کی شان میں بالکل گستا خی کرتی ہے کیوں کہ حضور نے پہلے عورت کے عزت وآبرو کی حفاظت کی ہے اور یہ بے پردگی قوالی گارہی ہے کل قیامت کے دن ان جہنمی کو قوالی سے ہٹاو
@@mdakmalrazvi3200
Aap ko inhe Gali dene ka haq nahi hai me janta Hu aurat ko Parda karna chahiye aur ham kisi pe ungli nahi utha sakte ke Ye jahannami hai har kaam Allah ki marzi hai is ke Dil me huzur ke liye jo Ashaar, shaiyri paida hote hai wo Allah ki janib se aate hai or inki niyet logo ko ibrat dena hai bas inhe Parda ka khayal karna hame kisne Ye haq diya ham kisi ko bura bhala kahe akram ji
Aalha
very nice Neha ji Tumhari Awaz mujhe bahut pasand hai main Tumhara bahut bada fan Hoon
kya kalam hai la jawab
Hii
Asslam alekum aap hmari naat sunna chahte hai to Hench per clik kren #sabnam_aliya
Subhan Allah
BcL
MashaAllah subhhanallah Alhamdulillah 💖 Sundar Atisundar BAHUT Bahut Bahut sundar hai yeh pyaranagma 🌟💖❤️❣️💛🧡💚💜
Singer nehanaaz performance good 🌹 thank for All team members
Rasoolshaik MMEngineers Alinagar GUNTURTOWN AP South INDIA 🌹
Mashaallha bahut accha h klam Neha naaj
Masha Allah Subaha nallah kya baat hai ? Aur
Kaisa Naat hai ? Bahuth pyara aur khoob surath
NAAT Sareef Aur pyari meethi Aawaaz Alhamdu Lillah
Sohanese badkar Chamakqraha
Aisaahi Sunntarahunga
Hh h l
Lo 14:03
Very good
Subahanallah bahuth pyari naat aapke qawwali se
Aur aap ke deeni ilm se aur makka madeena
Batlanese hum ku khush kardi aapko salaam khush
Rahiye
Beautiful words and super voice for this naaat. Incredible. Fantastic.
Subhanallah ❤se Allah Aamin
Masha Allah. SUBHAN Allah. Noorgems calligraphy. Noorgems art. Noorgem
Mashaallah neha ji bahot khub
Aap dil se kawali sounate hai bahat mohabat is main hai good
हो सकता है कमाल को पहले से पता हो तैयारी के साथ बैठा था कमाल सरेला मकान से तलब हुई
Nice apki voice bahut achi h
Aap ne klaam to bhut achcha pda h par y klaam baa wjuu padte to jada achcha hota
Beautiful qawwali
Mashallah
Libass sada rakho Allah se darke parho sanjida mijaj se
Gar ki mohmmadse wafa tune to ham terehai ye Jahan chiz hai kya luhe qalam terehai
Yeah chand rang layega best good galti kee McAfee mangta ho
নছিহতি MOTHER NEEHA NAAZ ,might be live long with having light of RASOLOLLAH ( S M ) ,allahommaa amin !😊
कमाल से कराऊंगा कव्वाली सरला मका से तलब हुई और कर भी रहा है अब
Being a hindu pandit,I'm learning so many things from this little angels qawali and other devotional songs.May GOD ALMIGHTY bless her.
Right e
Well sir,I feel myself very fortunate b'coz all of you appreciated my comment.Thanks a lot.May Almighty bless you.
wa kiya bt apki
nice neha naaz
Ma Sha Allah Subhanallah Tabarakallah
15/12/20
सुभानअल्लाह बेशक
Subhanallah
❤Sllahowsallm❤