1. Sadqa mai neyat dekhawey ki naa h0 2. Halaal maal se sadqa kiya jae 3. Haal chez sadqa kiya jae 4. Apni mehboob chez ko sadqa kiya jae 5. Achi chez sadqa kiya jae 6. Ehsaan naa jatlaaey 7. Sadqa deney k baad us se badley mai koi umeed na rakhey 8. Sadqa chupa k dey
السلام علیکم، مجھے ایک زوری بات کرنی ہے، ویڈیو گرافر نے تھوڑے آدمی کی تصویر بلکل قریب سے لینا,کیا وہ ان لوگوں کا مذاق اڑانا چاہتا ہے؟استغفراللہ ...براہ کرم اسے مشورہ دیں کہ وہ ایسا نہ کرے... وہ تصویر کے لیے کچھ لوگوں کو کیوں make fun اور کیمرہ چہرے کے سامنے focus camera کرتا ہے؟ استغفراللہ
A/S ...Mera niyat tha ki Allah Tala jb hume gov job dega to InshaAllah pahla salory masjid me dunga...Alhumdullilah Allah ne hume gov teacher bana diya aur 26 jul ko MashaAllah salory v aa gayi...ab ma kya pahla salory ak hi masjid me du ya Alag alag kai masjid me ise distribute kr sakta hu...plz humare confusion ko dur kare
Assalamo alikum. Mera sawal jab nikah ho tab miya biwi agar apne sadqe me ek kabutar ka joda azaad karde to kya wo sadqa qubool hoga??? Plz jawab zarur di jiyega guzarish hai
Sadqe ka ajar kisi ko pohchana hoto kya kare, kya isi Niyyaat se sadqa karna hoga? K iss ka ajar falah shaks ko mile, Pls zra details hoto uska video send kare Faiz bhai jazakallah Khair
Ghar ki Pali huvi billi agar bimar hojaye to use ke naam say sadaqa de sakte hai my ne diya hai mere billi ke naam say sadaga kachre ke niche again this billi to bht bimar hogayi thi my ne sadaqa dining ke baad wo billi achi hogayi alhumdulilah but achi hai abi wo billi usually naam gholo molu hai mere billi ka naam
3 saal hogya hai mera husband chor diya baat karna k bhout kuch kiye fir vi baat nahi kara uska family sub baat karta hai uska family kuch action nahi liya Beti k padha k paisa date hai dursa shadi kara liya usse ki 4 beti hai mera tarfa se 1 beti hai hm..usse ki bari wife hai hum isse k masla k kya hal hai hum App k video 1 saal 2 Mahina hogya Assalamu alaikum
Jis trahn hum paise nikal te ya dete sadqe ke to paise na dekar apna khoon de sakte sadqe me Jis ko jarurat ho usko plzz Mujhe jarur btaye mere pass paise nahi h or Koi hospital me hai use blood chahye to m sadqa samjh ke de sakta hu ya nahi
@@zackryderize hum sab kam apni behtari ke liye kerte hai.. ham namaz parte hai roza rkhte hai take Hum Allah ke azab se bach sake or jannat me jaa sake .. agr apki intention yeh hai ke ap Sadqa dete hai or Allah se ajar ki umeed rkhte hai to yeh khalis niyat hai.. or selfish woh hota hai jo srf apna bhala kare dusro ka nahi.. ap zakat sadqa de ker dusro ki bhi behtari kr rahe hai or Allah se badle me ajar ki umeed rkh rahe hai to yeh bilkul khalis niyat hai..
Agr Zakat ya sadkah hm zyada se zyada logo ko dena chahte h to kya hm thodi low quality ka saman nhi de skte ?...... Ese me zyada logo ki madad ho jaygi.... Lockdown ki vajah se bhut sare majdoor log berojgaar hai bhooke aur preshan hai ..... Plz reply
ماشاءاللہ اللہ ہم سبکو عمل کی توفیق عطافرما آمین
1. Sadqa mai neyat dekhawey ki naa h0
2. Halaal maal se sadqa kiya jae
3. Haal chez sadqa kiya jae
4. Apni mehboob chez ko sadqa kiya jae
5. Achi chez sadqa kiya jae
6. Ehsaan naa jatlaaey
7. Sadqa deney k baad us se badley mai koi umeed na rakhey
8. Sadqa chupa k dey
@Sima Khan fr mob use krne k paise h apke pass
Subhan'Allah Subhan’Allah Allah bless you Duniya wa Aqirat ki Behtireen Kamiyabi Den Aameeen Yaa Rabbul Aalameen Aameeen
jazakallah aap ne jo samjhaya wo bohut achchha hai aur insha allah is par amal bhi karenge
MASHA ALLAH aap bahut acha bayan karte hain Faiz sahab 😊 India mein Chennai se kashifa
Mashaallah apka har bayan acha hai
SubhanAllah Allah mjhy sai rasta dkhae r mri hr murad pori kry Ameeen
Mashaallah Allah aap ku jazahekair atafarmahe ameen
Massallah. Aap ki wajah se Hame Dena Islamic Sahi Baat pooch rahi hai Allah aap ko island badlands de
Mashaa.Allah
ماشاء اللہ
جزاک اللہ
Subhan Allah
Subhan allah allah apku kamayab kara
Ma sha Allah
Ya Allah hame bhi sadqa dene wali bana de aamin summa aamin
Ameen summa ameen
0làpl
Aameen 🌹
Ameen
Mashallah Faiz bhai bahut khub
Jazak Allah
Masha'ALLAH
Jazakallaukhair Assalmualaikum warahamatullahi wabarakatauh 🌸🌸
Jzak allah
Allah ham ko sadka ,zakat dene ki tofik de ameen ........
سبحان الله و بحمده سبحان الله العظیم
🤲
Bilkul suchi batien ki hen ap ny .
Allah rehum
subhan allah
allah paak aap ko jazae kher de....aameen
Mere liye plzz faiz bhai aur sbhi izzt aur kheriyt ki duwa kijye aapko ALLAH ka wasta
Ameen
Ameen
@@ayeshanoor1787 jzakallahukher
@@boostdrinks1370 thanks
@@boostdrinks1370 JZAKALLAH
Jazak Allah khair.
Xxxmuv
Mashallah jazahkallah
Masha Allah
ماشاءاللہ
JZAKALLAHUKHER
Jazakallah
Masha Allah faiz bhai
Ameen
حضرت محمد صلى الله عليه وسلم
سبحان اللّه
Shukriya bhai
بے شک
Mashallah very nice ....may allah bless us all
السلام علیکم، مجھے ایک زوری بات کرنی ہے، ویڈیو گرافر نے تھوڑے آدمی کی تصویر بلکل قریب سے لینا,کیا وہ ان لوگوں کا مذاق اڑانا چاہتا ہے؟استغفراللہ ...براہ کرم اسے مشورہ دیں کہ وہ ایسا نہ کرے... وہ تصویر کے لیے کچھ لوگوں کو کیوں make fun اور کیمرہ چہرے کے سامنے focus camera کرتا ہے؟ استغفراللہ
MashaAllah,🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Mashallah ☺
Masah Allah
MashaAllah.
Mashaallah 😊
Mashallah.
Important information
mashahAllah jazakAllah khair keep it up
Alhamdulillah
سبحان الله
ALLAH ap ko ganat me ghar DE amine
Kya sadka jisko Dena ho unko poochh k Dena chahye? Ki ye sadka he Kya Aap sadka loge Kya?
الحمد الله
Apni Pocket money se kar sakte hai
#SADKA means Abbu ke paise se
Mashallah Bhai
Faiz bhai apka khar kaha h
I still don't understand ki log dislike q kiye ,may be haram sadke wale toh nahi?
Allah hu Akbar
Agar sadqa nikala ho par diya ramzan ke baad to kaesa hai?
ALLAHOAKBR
A/S ...Mera niyat tha ki Allah Tala jb hume gov job dega to InshaAllah pahla salory masjid me dunga...Alhumdullilah
Allah ne hume gov teacher bana diya aur 26 jul ko MashaAllah salory v aa gayi...ab ma kya pahla salory ak hi masjid me du ya Alag alag kai masjid me ise distribute kr sakta hu...plz humare confusion ko dur kare
Mashallah 🤲
Mashallah
Mera aapse aeq sawal h
Hum Jo sadqa nikalte h to Kiya hum bhi usme se kha saqte hai
Please isqa jawab zaror Dena
Aapki ye video bhot aachi h
nice
Kiya sadqa masjid mai lagaya ja sakta hai
Sir agr sadqa fitr dena insan bhul jay to kia kia jay please btayn?
asslamualaikum faiz sahab aap par lite color ke hi soot achchhe lagte hain
الله اكبر
Assalamo alikum. Mera sawal jab nikah ho tab miya biwi agar apne sadqe me ek kabutar ka joda azaad karde to kya wo sadqa qubool hoga??? Plz jawab zarur di jiyega guzarish hai
Asw bhii hizdoo ki tafseel byan ki jiye puri details my ye kon hii or kise ayee or ye kise rhee mard ke libaas my ya orat ke libass my
Faiz bhai ham apke bayanme ate the abhi marid hogai ana nai hora ap abhi bhi bayan dete hsi har itwaar
kitab ul sadqa kis ny likhi ha ?
subhanaallah
Kya paise ko sadqa kar sakte hai
Kapde ki jaqaat kaise nikale jate h
Good
Sadqe ka ajar kisi ko pohchana hoto kya kare, kya isi Niyyaat se sadqa karna hoga? K iss ka ajar falah shaks ko mile,
Pls zra details hoto uska video send kare Faiz bhai jazakallah Khair
Please 🙏 btaye muje
Jee dil me irada kar k de, yahi niyyat hogi
Masahallah
Kya kisi ko bina bataye sadke ke paise de sakte hai plz koi bataye
Assalamualekuwarahmatullahiwabarakatahu
Bhai kya sadqa bata ke dena chahiye ki bhai ye sadqa hai ka pesa kya ye jaroori hai
Aslmk sir mai Quran ko tarjum K sath padna chahatahu Kaise
Download Islam 360 app if you have a phone or Quran for All if you have WiFi at home.
Kya sadqa ya khayrat raat ko kar sakte h
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
@ashkakhan7892 Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare
80-5545-5545 (8am to 10pm IST)
Magrib mae naya kapde sadqa dena galat he?
Aslamualilum
Assalamualaikum wrwb
Can sadqa b given to a syed...kindly reply
JazakAllah khair
Sadka or kheraat Syed nhi kha skty....lkin agr koi Syed zrorat mand Hy to uski madad krny Ka bht sawab Hy Wo to Allah Pak Dekh rha hy
Beshak Syedon ki unchi zaat hy
@@aestheticvibes3519 Lahul wala quwwat, kafi behuda baat ki apne.
Kiya apna khoon ka sadqa kar sakte hai
Faiz bhai mere izzt aur kheriyt ki duwa kijye
Ameen
@@ayeshanoor1787 jzakallahukher
Ghar ki Pali huvi billi agar bimar hojaye to use ke naam say sadaqa de sakte hai my ne diya hai mere billi ke naam say sadaga kachre ke niche again this billi to bht bimar hogayi thi my ne sadaqa dining ke baad wo billi achi hogayi alhumdulilah but achi hai abi wo billi usually naam gholo molu hai mere billi ka naam
Kya gali ki biliyo aur kutton ko khana dalna sadqa hota hai? Birds ko khana dalna sadqa hota hai?
3 saal hogya hai mera husband chor diya baat karna k bhout kuch kiye fir vi baat nahi kara uska family sub baat karta hai uska family kuch action nahi liya Beti k padha k paisa date hai dursa shadi kara liya usse ki 4 beti hai mera tarfa se 1 beti hai hm..usse ki bari wife hai hum isse k masla k kya hal hai hum App k video 1 saal 2 Mahina hogya Assalamu alaikum
Kia sadqa main kisi ko teaching ki jasakti hy
Aisa sadaqah in shaa Allah niyyat k mutaabiq sadaqah jaariah ki shakl ikhtyaar krjaega
Maal / car ke upar sadka jayez hai ?
Jis trahn hum paise nikal te ya dete sadqe ke to paise na dekar apna khoon de sakte sadqe me Jis ko jarurat ho usko plzz Mujhe jarur btaye mere pass paise nahi h or Koi hospital me hai use blood chahye to m sadqa samjh ke de sakta hu ya nahi
Assalamu alekum faiz bhai kya me apni behen ka sadqa me khud de sakta hun kisi ko ya aisa nahi hai wo apna sadqa khud de
Agar ksi ki intention ye hy k me ghareebon me dun taakay Allah mjhy or de tw kya ye sahi hoga?
yeh bilkul thik intention hai.. isi liye ALLAH ne quran me Allah ki raah me karch krne ka fayida btaya take log or zyada gareebon me de.
@@usmansaeed8182 selfish reason tw nahi hoga ye cuz me isme apni behtri k liye dusro ki behtri kr rha hu?
@@zackryderize hum sab kam apni behtari ke liye kerte hai.. ham namaz parte hai roza rkhte hai take Hum Allah ke azab se bach sake or jannat me jaa sake .. agr apki intention yeh hai ke ap Sadqa dete hai or Allah se ajar ki umeed rkhte hai to yeh khalis niyat hai.. or selfish woh hota hai jo srf apna bhala kare dusro ka nahi.. ap zakat sadqa de ker dusro ki bhi behtari kr rahe hai or Allah se badle me ajar ki umeed rkh rahe hai to yeh bilkul khalis niyat hai..
ALLAH humen gin kr nhi deta to hum sadqa gin gin kr q den.
Mere shuhar apni kamayimese sadak nikaltehai o sirf ramjan Me hi karch karneku kahate hai o rakam masjid ko ya rishtedaruku hissa nahi desakte
sadqa kon se din kare
Sadqa saal ke 365 kabhi bhi kar sakta ji
@@riyazahmed5936 🤣🤣good rply
@@nazreenrehani3429 shukrannnnn 😍
صدقہ واجب ہے یا فر ض ؟
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
faheem yousaf Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare
+91-80-5545-5545
@@IRCTV Thnkx sir sirf yeh he pochna tha
Kia baita baap ko saqa day sakta hay