Sir law ki mark sheets and degree verify hoti hai sirf ya 10th se llb tak ki sab documents verification ke liye bhejte hai university or concerned board ko
For example yadi aap jodhpur karna chahte hai to Address :- The Bar Council of Rajasthan Old High Court Building, Jodhpur - 342005 Rajasthan, India. Phone :- +91-291-2545066 Fax :- +91-291-2545251
Enrollment ho jane k kitne time baad documents vps students ko mil jate h Mera 7 april ko Enrollment hua tha Lekin msg 19 april ko aaya ki aapka Enrollment ho gya h as an advocate Aaj date 6 may ho gyi h lekin mujhe mere documents nhi mile Or kitna time lagega documents aane m Rajasthan baar council bahut dheere kam krti h ya fir kaam krna hi nhi chahti.......
@@Adv.RakeshPrajapat 3 month se jyada time ho gya h mujhe document nhi mile registration to go gya 2.5 month lge Lekin documents nhi aa rhe Rajasthan baar council 16200 rs fees bhi leti h or kaam bhi shi se or jaldi nhi krti.........
वेबसाइट मे एनरोलमेंट करने के बाद क्या ओरिजिनल सारी मार्कशीट भेजनी है
Ha
Sir law ki mark sheets and degree verify hoti hai sirf ya 10th se llb tak ki sab documents verification ke liye bhejte hai university or concerned board ko
Ys, All documents
Sir delivery ho gyi as per speed post 2 din ho gye.
But status of enrollment is still not received dikha raha hai.
Wait for update,
Sir डोकॉमेंट वेरिफिकेशन के लिए यूनिवर्सिटी भेजनें के बाद कितना समय लगता है रजिस्ट्रेशन में
1 month Approximate
Sir सुप्रीम कोर्ट का judgment fess wala 750 ra huwe k nhi rajsthan m
Ho gya
Sir Enrollment hone ke baad, advocates identity Card ane me kitna time lagta hai????
1 month
@@Adv.RakeshPrajapat okkkkk sir
Send me ur number Sir🙏🙏🙏🙏
Namaskar Sir
Sir, Form and Documents kis address per bhejne hai
Jis bar council me aapko registration karana hai us website pr aapko iska address mil jayega
For example yadi aap jodhpur karna chahte hai to
Address :- The Bar Council of Rajasthan
Old High Court Building, Jodhpur - 342005
Rajasthan, India.
Phone :- +91-291-2545066
Fax :- +91-291-2545251
@@Adv.RakeshPrajapat Thanku very much Sir🙏
16,200 fees is too much for registration
🧑⚖️
Sir address change kese kar sakte hain..form abhi submit nhi kiya hai ? Kaise edit kre ?
New registration karke
Enrollment ho jane k kitne time baad documents vps students ko mil jate h
Mera 7 april ko Enrollment hua tha
Lekin msg 19 april ko aaya ki aapka Enrollment ho gya h as an advocate
Aaj date 6 may ho gyi h lekin mujhe mere documents nhi mile
Or kitna time lagega documents aane m
Rajasthan baar council bahut dheere kam krti h ya fir kaam krna hi nhi chahti.......
Aapke documents bejhne ke baad 2 month tk ka Process hai, 2 mahine me aapke documents verify kr aapke documents by post bejh denge, don't worry
@@Adv.RakeshPrajapat 3 month se jyada time ho gya h mujhe document nhi mile registration to go gya 2.5 month lge
Lekin documents nhi aa rhe
Rajasthan baar council 16200 rs fees bhi leti h or kaam bhi shi se or jaldi nhi krti.........
Boss
LLB 1year 2year 3year me kitne % hone jaruri hai
Kya 3 year ka mila ke 48 hone chahiye ya par year 48 hone jaruri hai
Sir attendance certificate me percentage mention hona zaruri h? Certificate me Regular likha h
No
सर आपके मोबाइल नंबर मिल सकते हैं क्या.
Jarur mil skte h,