Rebrand Business Idea - Online 65 Rs. Kg Kharido 2000 Kg Becho by Advocate Fawaz Arif & Zaid Patel

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 окт 2024

Комментарии • 27

  • @iPlusTVonline
    @iPlusTVonline  8 дней назад +2

    Dekhiye Full Video ➨ ruclips.net/user/lived5J8MzyNAbw?si=NV9CNniv52jwekOO
    Dekhiye All Clips - Tarakki ➨ ruclips.net/p/PLz_ajPdgCGXCPcj6IIWNRzAhtlM0khfS8
    Dekhiye All Episode - Tarakki ➨ ruclips.net/p/PLz_ajPdgCGXCJHUXlsm3D0y8Sf6Huggfs&si=czTgNujWwu2bWoFk

  • @MdKhan-ms7uc
    @MdKhan-ms7uc 5 дней назад +1

    Bht acha idea diye bhai Advct bhai

  • @asiyanadeem8485
    @asiyanadeem8485 3 дня назад +4

    Duniya to bahot kuch kar rahi hai.hum bhi unke peeche chalne lage to phir hum me sur unme,jayez najayez me kya farq reh jayega
    Itna zyada munafa haram ho na ho par taqwa k khilaf hai

    • @ZeeshanSyed-qs5ex
      @ZeeshanSyed-qs5ex 3 дня назад

      Pagal

    • @zeeshanrahman7928
      @zeeshanrahman7928 День назад

      Apka dimag kharab hai. Complete nut case

    • @zeeshanrahman7928
      @zeeshanrahman7928 День назад +1

      Matlab apko Agar kisi company mein CEO ka post mile toh ap wo nai loge qki salary bohot high hai right ? Kaisa insan ho bhai ?

  • @faisalchogle3598
    @faisalchogle3598 День назад

    Kya mast idea diya re baba. online business karne nikley sab or inko indiamart nhi pata.
    Aur ye bhai ne ne to jaise hidden knowledge di hai tumhe jo royalty bhi maang rahey. 🤣🤣🤣

  • @mdmozakkir77
    @mdmozakkir77 11 часов назад

    Can I sell the amazon / Flipkart product in offline store???

  • @AslamShaikh-ve8oh
    @AslamShaikh-ve8oh 5 дней назад +1

    Nice idea 💡

  • @al-badrtv2843
    @al-badrtv2843 5 дней назад

    Ma sha Allah ❤

  • @mohammedamiruddin3345
    @mohammedamiruddin3345 5 дней назад +4

    Bhai ismai branding ka main game hai, mai khud Art director hu brand design mai

    • @MuhammadSaad-z3y
      @MuhammadSaad-z3y 5 дней назад +2

      Me products photography kr leta hu agr kisi ko krwani he to krwasta he

    • @gulfamans__
      @gulfamans__ 4 дня назад

      Your contact number brother??

    • @gulfamans__
      @gulfamans__ 4 дня назад

      ​@@MuhammadSaad-z3yyour contact number brother??

  • @merajahemad3458
    @merajahemad3458 5 дней назад

    Very informative video, iski training ham kahan le sakte hai.

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  2 дня назад

      Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
      Android: goo.gl/hSuJk6
      iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL

  • @mdiftekharalam
    @mdiftekharalam 6 дней назад

    👍

  • @naveedali2473
    @naveedali2473 3 дня назад

    Bhaion, zara munafa khori k halaway se bhi thora dakh lein. Hr shaks ko bs raton raat ameer hona hai. Ye kahan ka tareeqa hai k 65 ka lo or 2000 k do

  • @sayedjameelahmed5315
    @sayedjameelahmed5315 4 дня назад +1

    Zaid bhai mery khayal se ye haram hoga k 65 rupee ka lo 2k ka sale kro.
    Ye islam me jayz hai kya?

    • @gulfamans__
      @gulfamans__ 4 дня назад

      Nahi bhai... Jab koi chiz aapki malkiyat me aa jaati hai yaani completely aapki ho jaati hai to phir us par srf aapka haqq hai K ab aap chaahe use kisi ko free me dedo ya phir laakho me becho aapki marzi bcoz woh chiz ab aapki hai

    • @sayedjameelahmed5315
      @sayedjameelahmed5315 4 дня назад

      @@gulfamans__ par ye to khoka dena huwa..65 rupee ki kimat 70 ya 80 me thik hai.par seeda 1000 guna thik hoga?

    • @nadeemkhan3683
      @nadeemkhan3683 3 дня назад +2

      Mere bhai aapse koum keh raha hai ke aap 65 ki cheez 2000 mein becho, normally kisi bhi product ko sell karke retailer 10-20 ya 30 percent tak ka munafa leta hai, 30 percent ka munafa achha munafa maana jata hai, aap 65 rupye ka product 50.percent munafe par becho, 65 khareedo 2000 becho mahaz ek example hai. Matlab us product ki itni qeemat bhi mil sakti hai, lekin bisiness ka ek usool hai "low price more sale, high price less sale"
      Raha sawal taqwe ka... to koun kehta hai ke aap khoob maal mat kamao, kamao lekin apne upar aur apni zaroorato per munasib miqdar lharch karke doosre lakho karodo zarooratmando tak pahuncha kar apni aakhirat ka intezam kar lo.

    • @nadeemkhan3683
      @nadeemkhan3683 3 дня назад

      Mere bhai aapse koum keh raha hai ke aap 65 ki cheez 2000 mein becho, normally kisi bhi product ko sell karke retailer 10-20 ya 30 percent tak ka munafa leta hai, 30 percent ka munafa achha munafa maana jata hai, aap 65 rupye ka product 50.percent munafe par becho, 65 khareedo 2000 becho mahaz ek example hai. Matlab us product ki itni qeemat bhi mil sakti hai, lekin bisiness ka ek usool hai "low price more sale, high price less sale"
      Raha sawal taqwe ka... to koun kehta hai ke aap khoob maal mat kamao, kamao lekin apne upar aur apni zaroorato per munasib miqdar lharch karke doosre lakho karodo zarooratmando tak pahuncha kar apni aakhirat ka intezam kar lo.

    • @gulfamans__
      @gulfamans__ 3 дня назад

      @@sayedjameelahmed5315 Bhai dhokha dena tab hoga jab aap customer se yeh kahe K 900rs ki hamari kharidi hai bhai jaisa K aaj kal sellers kehte hai K itne me to hamari kharidi bhi nahi is tarha ka jhoot bol kar apna maal bechna yeh dhoka dena hoga.... Baaqi aapki chiz hai aap jitne me chaahe utne me bechiye