KHUDA_BHI_JAB_TUMHE_MERE_PAS_DEKHT_HOGA_

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 20 окт 2024
  • Khuda bhi jab tuhme mere pas dekhta hoga
    Khuda bhi jab tuhme mere pas dekhta hoga
    Etani anmol chij de di kaise, sochta hoga
    Tu bemisal hai , Teri kya misal du
    Aasma se aayi hai , Yahi kah ke tal du
    Fir bhi koi jo puchhe , Kya hai tu jaisi hai
    Hanthon me rang leke , Hawa me uchhal du
    (hawa me uchhal du)
    Khuda bhi jab tuhme mere pas dekhta hoga
    Etani anmol chij de di kaise, Sochta hoga
    Jo bhi jami tere paon tale aaye
    Kadmo se chhu ke wo aasma ho jaye
    Tere aage fike-fike sare shringar hai
    Mai to kya farishte bhi tujhpe nisar hai
    Garmi ki sham hai tu jadu ki dhoop hai
    Jitne bhi mausam hai tere karazdar hai
    (tere karazdar hai..)
    Khuda bhi jab tere andaz dekhta hga
    Etani anmol chij de di kaise, sochta hoga
    Chehra hai ya jadu , rup hai ya khwab hai
    Aankhe hai ya aafsana , Jism ya kitab hai
    Aaja tujhe mai padh lu , Dil me utar lu
    Hothon se dekhu tujhe ,aankho se pukar lu
    Khwahishein ye kahti hai , Kahti rahti hai
    Leke tujhe baahon me ,shamein gujar lu
    (shamein gujar lu..)
    Khuda bhi aab tujhe din rat dhundhata hoga
    Etani anmol chij de di kaise, sochta hogaTOP HINDI ARTISTS
    Jubin Nautiyal
    Arijit Singh
    Lata Mangeshkar
    Alka Yagnik
    Udit Narayan
    Kumar Sanu
    Shreya Ghoshal
    Kishore Kumar
    Neha Kakkar
    Payal Dev

Комментарии •