@@MissionEngineer Bhaiya mera Bihar ka domicile ban gaya hai aur maine 10 aur 12 up se Kiya hai aur aadhar pe bhi up ka address hai to koi dikkat to nahi ho ga na admission mai
Bhaiya ek chota sa doubt hai, mene apni 12th arunachal pradesh se complete ki hai pr me bihar ka resident hu toh kya me eligible hu bihar engineering k liye? mere pass bihar ka residence certificate bhi hai
Bhaiya mera Bihar ka domicile ban gaya hai aur maine 10 aur 12 up se Kiya hai aur aadhar pe bhi up ka address hai to koi dikkat to nahi ho ga na admission mai
Bhaiya mai ak private college mai admission liya tha.lekin mai admission cancel karwana gya tho nhi kiaa .tho mai bihar board se dubara document banwa kar durse College mai admission le tho koi problem bhi hoga
Sir Mai bihar ka resident hoo but other state me railway job hai . Mera ladka v other state se 10th n 12th kiye hai. Jee main 24 ka exam diye hai. Kya mera accetance ugcac ke through bihar k govt engg college ke lie hoga. Pls reply if u wiill free sir
BCECE exam me PCM UR rank 3940 EWS rank 520 h engineering college me admission hogi ya nhi. Kon si college milega kon si branch milega... ? Please reply..
Sir bcce exam kab hoga 2024me ar syllabus kya H
Bhaiya hmko 67%ile aaya h, lekin mera ugeac counselling miss ho gya abhi hmko katihar engineering college m admssion milega?
Jee se counselling kaise karvayen
spot admission bhi hota hai kya bihar government engineering colleges me???
Make a video on how to do counseling on the basis of bcece rank card
Finally Ab Kisi aur Video ko nahi dekhna hoga , 👍 Thanks 💕
Yes
Sir BCECE se pcm me ur 4379 EWS 548 h to admission ho jaayega kya
Form kab aayega jee mains ka bhaiya
Bhaiya mit muzaffarpur counciling batao
Mera jee me 90%ile h mujhe bcece dena chaiye kya aur kya itne pe bgp me cse mil jayega? Plz reply 🙏
Try till 2nd round
Maine pcmb se 12th kiya or math se 62.8% hai or biology se 67 % hai kya engineering me
Jee or BCECB ka entrance exam de sakti hu
Yes engineering kr sakte hai
Thank you sir 🙏
66.77 percentile hai bhagalpur engineering college me koun sa branch mil sakta ha female obc category se hai
BCECE k liye spot round bhi hota h kya jisme registration hota h ??
Kyuki hum registration nahi kar paye h 😭😭
Ugeac mop up
@@MissionEngineer ugeac mop up ka registration kab se start h..??
Bcece me kitna fish lagega sir
Other states students jee mains ke through admission nahi le sakte hai kya
Bihar ka sthayi niwasi ya fir parents ka gov job hona chahiye Bihar me
@@MissionEngineer Bhaiya mera Bihar ka domicile ban gaya hai aur maine 10 aur 12 up se Kiya hai aur aadhar pe bhi up ka address hai to koi dikkat to nahi ho ga na admission mai
Bhaiya ek chota sa doubt hai, mene apni 12th arunachal pradesh se complete ki hai pr me bihar ka resident hu toh kya me eligible hu bihar engineering k liye? mere pass bihar ka residence certificate bhi hai
Yes you are eligible Shaswat
@@MissionEngineer thank you 🙂
Bhaiya ji counselling me baith k hi hoga...main iska counselling form bharna bhul gya...mere jee me 83 percentile hai koi college nhi milega direct
Counselling ke through hi milega
Ab jee main k through ni ho payaga
@@MissionEngineer To kaise hoga bhaiya
BCECE PCM entrance exam के लिए Max age या कोई कोई और नियम । मैं 2019 में 12th किया हूं
Ho jayega Admission participate in PCM counselling
Jee ke results ke anusar admission kitne marks per hoga apna percentage chahie hoga jo ki ham admission le sakte hain Bihar engineering college mein
45% 12th me and jee main 60+ percentile me mil jyga average
Bhaiya mera 5 subject mila kar 12th me 50.2 ho rha aur jee main se bhi hoon mil skta hai bihar engineering me admission??
Yes
Agar pichlii bar hmm exam diyeh the tuh uska jee main ka tuh isbar apply kar sakte hai
Isi sal ka jee main score se admission hoga
Bhaiya BCECE me kitna marks chahiye 1200 me se ki MIT muzaffarpur me CSE mil jaye please reply????
No
Ghar Bihar me hai lekin rehte kolkata me hai addmission hoga ?? Sara Documents Kolkata ka hai mere pass
Nhi
Bhaiya mera Bihar ka domicile ban gaya hai aur maine 10 aur 12 up se Kiya hai aur aadhar pe bhi up ka address hai to koi dikkat to nahi ho ga na admission mai
Ho jyga admission no problem
Admission time bolna adhar card update krwa lege
Bhaiya mai kolkata se hu or mere parents bihar Ke Residents h Or wo Government Job krte h.. Kya mai eligible hu..
Yes you are eligible
Bhaiya mai ak private college mai admission liya tha.lekin mai admission cancel karwana gya tho nhi kiaa .tho mai bihar board se dubara document banwa kar durse College mai admission le tho koi problem bhi hoga
Document wapas lekar jee main dena isbar ho jyga
@@MissionEngineer agar bihar board se document dubara le kar admission lenge tho pahle wala College case bhi karega
Sir
Mai bihar ka resident hoo but other state me railway job hai .
Mera ladka v other state se 10th n 12th kiye hai.
Jee main 24 ka exam diye hai.
Kya mera accetance ugcac ke through bihar k govt engg college ke lie hoga.
Pls reply if u wiill free sir
Yes admission ho jyga ,jee main ke score ke basis pe
Bhiya m 12th m pcb sa pass hua hu mera math addtion subject tha to mera bihar engineering m ho sakta h
Yes ho jyga counselling me participate kijiyega
Jee main ka score pe
Thanks bhiya
Sir mera overall 12th percentage 77% hai but math me only 35 hai as a additional subject
Becoz mai ek PCMB student hu
Toh kya mai apply kr skti hu???
Yes you can apply
Can other students take admission in Bihar engineering college
Domicile of Bihar or parent's goverment job in Bihar
BCECE exam me PCM UR rank 3940 EWS rank 520 h engineering college me admission hogi ya nhi. Kon si college milega kon si branch milega... ? Please reply..
UGEAC Counselling ke bad jitna seat bchega uspe BCECE PCM counselling hoga ,abhi college ka prediction krna muskil hai
@@MissionEngineer kitna seats vacant rahega maximum...
@@MissionEngineerlast yr MIT mein IT branch ka seat bacha tha kya ?
Bcece ka form kab fill up hoga h bhai 2023 ka
april me aa sakta h
@@MissionEngineer bhaiya date aayi kya??
Or mujhe aapki telegram I'd nhi mil rhi h
bcece le ka details video banaye
Detail video bnaya hua h
Thank❤
Bhaiya Mera 45 percentile gen ews cse branch milega or mil sakta hai to kis college mai
Less chance
Kya admission time interview hota hai
Ni
@@MissionEngineer means
Bhaiya bcece ka exam dekar CSE branch le sakte hai bihar engineering me kya ???
seat bahut kam bachta hai
@@MissionEngineer CSE ka seat bachta hai n ?
Uge ac ka counseling kb se start hoga
@@MissionEngineer uge ac ka counseling kb se start hoga
Becec ke bad khali seat kasse milega
Pta chala kyaa???
Fee me defransce nhi hota hai nn
Lagbhag same
Lagbhag same
Lagbhag same
Thanku
bhai Bihar mein admission lena hai all document Bihar ka hai lekin Aadhar card Bihar ke bahar ka hai ho jaega
Ha ho jyga ,but may be college time de 15days adhar card me permanent address krmwane ka
Oise admission pe dikkat ni hoga but future me permanent address adhar card pe hona chahiye placement and internship ke liye
Bhaiya mera BCECE exam me PCM category ur 1024 hai bc 414 hai engineering me admission ho jaiga..
Board pcm me 75 percent chahiye na
@@jyotishkumar9879 it is applicable only for iit or nit
Iska rjistretion
2023 ke liye
Bcece se pcm me ur 486 bc 168 to admission ho jayega kya
Yes
Bhaiya mera jee mains me 31 percentile aaya hai government college mil jayega CSE ya civil branch
Yes ,choice filling sahi se kijiyega
@@MissionEngineer okay bhaiya dekhte hai kara ke
Kitna seat Bach jata hai
20-30%
Physics, Chemistry, and Maths me 45%hona chahiye
YA Physics, Chemistry, Maths,Hindi and English sab mila kar 45% hona chahiye.
sab milakar
Sir agar jee mains ka attempt over ho jata h to kya admission hoga
Bcece dena hoga
Please reply sir 🙏🙏🙏
Love you
Sir UGEAC bharna jaruri hai kya??
Jruri ni hai but pahle iske through hi fill hota hai seat