📢KUK B.ED. RESULT 2024 I Kurukshetra University
HTML-код
- Опубликовано: 6 фев 2025
- 📞 CONTACT US AT - wa.me/message/... (+91-9205639321 WhatsApp)
🔴KUK B.ED. 2nd YEAR CLASSES - tfwnib.courses...
Hey! KUK LEARNERS!
☑️Download Being a Best Teacher Mobile App:
📲Android Play Store - play.google.co...
📲iPhone App Store - apps.apple.com... (Use Code - TFWNIB)
🎯CTET PAPER 1 CLASSES - tfwnib.courses...
🎯CTET PAPER 2 CLASSES - tfwnib.courses...
🆕 CTET PAPER 1 & 2 CLASSES - tfwnib.courses...
📌 Our Social Media Handles: -
👉RUclips Channel - / @beingabestteacher (Being a Best Teacher)
👉Our Telegram Channel - t.me/beingabes... (Being a Best Teacher)
👉WhatsApp Channel - whatsapp.com/c... (Being a Best Teacher)
👉Instagram Page - ... (Being a Best Teacher)
👉Facebook Page - www.facebook.c... (Being a Best Teacher)
👉Website - bbtacademy.in (Being a Best Teacher)
📩 Official e-mail - officialbeingabestteacher@gmail.com
Hi Students,
I am Priya Sigroha, a learner and an educator. Your one-stop B.Ed., M.Ed., M.A Education, and CTET Mentor. I am uploading B.Ed. and M.Ed. Notes and Lectures here on YT regularly.
Please join Telegram for Free PDFs, Classes, and much more.
Feel Free to ask your doubts!
Happy Learning!
Note: All the Educational content is made for educational purposes only and used in fair means only. Copyright Disclaimer under section 107 of the Copyright Act 1976.
Tags 👇
#kuk #kukbed #kuknewupdate #kukupdate #kuknews #kuklatestupdates #kukresult #kukbedresult #bed #beingabestteacher #priyasigroha
📢KUK B.ED. RESULT 2024 I Kurukshetra University
thanks ma'am
Mei pas ho gya kurukshetra University se bed mei
63% ki digree mila hai 🎉🎉
Aapke paper set ke hisab se likha aaj result aacha aaya
1st year ka aa gya kya bhai
@@muneshsainiramthara9120aaa gya result
Mam sachayi bataiye students ko
Agar exam diya hai or result mein absent aaya hai to iska matlab hai ki student ke answer sheet mein apna university roll number ke round (Gole) sahi nhi bhare hai jis wajah se absent show hoti hai.
Or rhi baat special bihar wale students ki re appear aane ki to aapko bata du ki copy check karne wale teachers ke pass kisi student ka roll number tak nhi jata address to bahut door ki baat hai.
Isliye students ko sahi jaankari dijiye please.
Yes you are right
Re-evaluation la form date ate hi pls ap ek video bana dijiyga kb se form bharayga or kaise form bhare total information pls
Putul uska result late aata hai
I'm Shivam
Very very very bad University kuk University
Revaluation or reappear dono bharo
Ek ke bharose nahi rahna
University sirf 2 chance deti hai uske baad per paper 20,000 + form fees lagega Jo bahut bada amount hai
Me to passout ho chuka pichle saal lekin yaha ke sabhi pareshan friend ki madad kar raha hu free time me
Kyoki jab ham padhte the tab hmari bhi kisi ne nahi ki madad
@@deepakmehra5122bhai aapke mobile number send kro
Plz
Ganda university
B.ed 2nd Revaluation form start ho chuke hai bhar friend's 👍
mam maine exam diye the or mera result show ni hora absent likha aara hai result pe kya kare plz bataye
Mam apke notes pdhe h bs mane xaam k do din phle .. 1 year 2 year m ..nd mam merii first division h so thanku soo much mam ❤ plz mam ab p.hd k bare m detailed video bnaye
Mam exam bahut achcha gya lekin phir v Rep lga diya RTI karne par kitna din me sudhar hoga
Re-evaluation ka results reappear results k baad kb tk add hota h
Koi bta skta h ki agr practical nhi diya ho kisi ne toh practical exam b reappear ki tarha dubara hota h agr hota h toh vo kb hoga ??
Jb next year k sth conduct hoga regular candidates
College se contact karna chahiye
Next year usi samay honge sabhi naye bacho ke sath
Mam reappear ka exam August me 2022-24 ka result kb ayega
B.ed 2021 to 2023 ka reaper 2nd year ka result a gya hai kya
Apka result ni aya h kya? 21-23session se hum bhi the 😊
Mam mdu ist year kb aayega
Mam First Yr B.ed Re-Appear Result kab tak Aayega
Reappear ke forms nikl gye h kya
Ma'am maximum grace mark kitne mil skte h B.ed m
Mam re-evaluation ka form kb tk ayga
Kuk University me admission nahi lena chahiye
I got 1014 out of 1500
Congratulations
@@abadhkumar21999thanks 😊
Mam plz bta do ki BSC 4TH sem ka result kab tak ayega
Ma'am CBLU b.ed 1st year ka result kab tak aa skta h please reply
Tq mem important information 🙏
2nd year ka result h ya first?
Mam re-appear kis subject me lga h show nhi kr rha h
Session 2022-24 ka hai?
Ma'am kya sirf 2nd year ka result aaya hai dono year ka aa gaya hai???
Only 2nd year
@@kajalrastogi_381 okay 👍
B.Ed. part 1 Jo abhi may June 2024 mein exams huye the unka result aa gya kya ??? If yes toh kahaa se dekhein plz help
@@charusharmasetiya7162 ma'am abhi 1st year result out ni hua hai
Bihar se aana jana kharch bhot h train, room rent food
Ha Bhai
Revaluation or reappear dono bharo
Ek ke bharose nahi rahna
University sirf 2 chance deti hai uske baad per paper 20,000 + form fees lagega Jo bahut bada amount hai
Me to passout ho chuka pichle saal lekin yaha ke sabhi pareshan friend ki madad kar raha hu free time me
Kyoki jab ham padhte the tab hmari bhi kisi ne nahi ki madad
@@ribhakumari106bhai any same from bihar....
Mam pls bcom 1 year 2023-24 ka result kab tak aayega pls tell??
Time lgega
Mam gurgram university ka result marksheet smjha dijiye
Kya websites par results nahi aa a ga
RTI KAISE LAGAYE MEM
Mam 1st year ka hai ya second year ka
2nd year
Reappear ka result kab tk aayega 1 year
Madam 1st year ka result kab tak aayega
बिहार वाले student के लिए सबसे घटिया यूनिवर्सिटी है kuk
Aaap.... Bihar se ha
Konsa year ka result aaya h
B.ed 21 se 23 ka reaper ka result kab aayegi
Mam tc cc migration kb tk milega?
Maam 1st year ka notes chahiye hindi medium me
Mam mere mobile pe OTP nahi a raha hai
Mam kaise paper likhe ki pass ho jaye😢😢
Reappear k resion k bare m dhudhe mam
Mam- reappear ka exam ka from kabta ayega
Reappear ka form me time lagega abhi exam January February me honge
Revaluation or reappear dono bharna
Ek ke bharose nahi rahna
University sirf 2 chance deti hai uske baad per paper 20,000 + form fees lagega Jo bahut bada amount hai
Me to passout ho chuka pichle saal lekin yaha ke sabhi pareshan friend ki madad kar raha hu free time me
Kyoki jab ham padhte the tab hmari bhi kisi ne nahi ki madad
Abhi revaluation bhar do
First year ka kb aayega
result madam ji kuk
Bed 1st year ka result kab dega
Mam ek subject me * lagya h
Jabki pass marking number aaye h
Means aapko grace marks deke pas kiya hai
Me to pass 66.66%math sc aap k badolat
Pagala univrsity hai koi admission nhi lena
ji bilkul sahi farmaya aapne
Result kaise check kre
Agar kisi ki zindagi barbad karni hai to unse Dusmani nahi balki Kurukshetra University kurukshetra mein admission dila dijiye।
धन्यवाद।
@@knowledgefield1619 aur ek hi baar pura payment karwa do migration bhi jama krwa do , phir dekho. AAP apne dushman se yu Jeet jayege , 😀😀
Mam re evaulation ka from kab fil hoga
Revaluation ke sath reappear bhi jarur jarur bhare
Revaluation next 15 din ke andar nikal jata hai mostly.
Me bhi kuk se reappear dekar passout hua hu pichle saal
Experience share kar raha hu
Revaluation form start ho gaye hai bhar sakte ho abhi
Result kha pr dkhe
Kisi ko koi dikkat ho kuk bed reappear , practical, any other related to puch sakta hai mujse
Kya bataye Bhai ye University depression me daal diya hai re appear bar bar de rha hai mera session 20=22 hi hai .......
Reappear k form kb tk fill ho jaye g ?or exam kb hoga ?
Reappear k result aane m kitna time lagega?koi idea h kya ?
@@fizasarfraz7418 revaluation form start ho chuke hai per paper 300 rupees ke sath form bhar do
Reappear ke form kabhi bhi aa sakte hai november last week ya December me fill up ho sakte hai
Or exam February month ke aas paas honge
Reappear result 2 se 3 month ke andar aa jayega
@@fizasarfraz7418 revaluation bhar do chalu ho gaya hai
Reappear ke form november ya December me fill up ho sakte hai
Or reappear exam February month ke aas paas honge
And uska result jaldi aa jata hai time nahi lagta mostly exam ke 2 months ke baad aa jayega
But revaluation ka result in paper ke Baad hi aata hai Jo abhi aap bharoge
@@deepakmehra5122 revaluation k form t fill kr chuki hu
Reappear ka exam kb hoga mam
Mostly January last week or February
Mere result me likha aa rha h record not found koi btayega eska kya mtlb
Konse year m ho
Maam ye batyea ki bed 2nd year reevolution ka result kab tak aata hai
Jisse ki tre. 04 Attempt kar pye maam batayea
2023me kab aaya tha
Revaluation ka result form bharne ki date se 3 month se lekar 4 month ke andar aa jayega confirm 👍
Ye tri. 04 ka kya matlab hai
Very bad kuk University 😢
Revaluation or reappear dono bharo
Ek ke bharose nahi rahna
University sirf 2 chance deti hai uske baad per paper 20,000 + form fees lagega Jo bahut bada amount hai
Me to passout ho chuka pichle saal lekin yaha ke sabhi pareshan friend ki madad kar raha hu free time me
Kyoki jab ham padhte the tab hmari bhi kisi ne nahi ki madad
Itna likhne ke bad vi result nhi deta hai
Mam ye University bahut hi kharab hai .......
Revaluation or reappear dono bharo
Ek ke bharose nahi rahna
University sirf 2 chance deti hai uske baad per paper 20,000 + form fees lagega Jo bahut bada amount hai
Me to passout ho chuka pichle saal lekin yaha ke sabhi pareshan friend ki madad kar raha hu free time me
Kyoki jab ham padhte the tab hmari bhi kisi ne nahi ki madad
Mera bhi reappear laga diya h
2 me mera khud lga diya h reappal
Revaluation or reappear dono bharo
Ek ke bharose nahi rahna
University sirf 2 chance deti hai uske baad per paper 20,000 + form fees lagega Jo bahut bada amount hai
Me to passout ho chuka pichle saal lekin yaha ke sabhi pareshan friend ki madad kar raha hu free time me
Kyoki jab ham padhte the tab hmari bhi kisi ne nahi ki madad
@@deepakmehra5122 revaluation or reappear ka fees kitna h
@@AnkitKumar-sp4ug revaluation ka 300 par paper
And reappear ka lagbhag 1200 hota hai
Sudhar kar rijalt Dena chahiye
Revaluation or reappear dono bharo
Ek ke bharose nahi rahna
University sirf 2 chance deti hai uske baad per paper 20,000 + form fees lagega Jo bahut bada amount hai
Me to passout ho chuka pichle saal lekin yaha ke sabhi pareshan friend ki madad kar raha hu free time me
Kyoki jab ham padhte the tab hmari bhi kisi ne nahi ki madad
Result kaise check kre ?
Contact your college
Koi bhi admission na le es university se
Kuk se bed karne se achha h pan ka dukan khol lo vo thik
Mere ek subject me 2 marks lage hain
Revaluation or reappear dono bharo
Ek ke bharose nahi rahna
University sirf 2 chance deti hai uske baad per paper 20,000 + form fees lagega Jo bahut bada amount hai
Me to passout ho chuka pichle saal lekin yaha ke sabhi pareshan friend ki madad kar raha hu free time me
Kyoki jab ham padhte the tab hmari bhi kisi ne nahi ki madad
2 no to mere aa nahi sakte
Miss printing hui hogi
@@nehasingla8311 koi Miss printing nahi hoti yaha 0 numbers bhi dete hai kuk University me
Revaluation or reappear dono Dale
Chance sirf 2 milenge
Bhai aap alphabet me dher sare galti kiye honge 😀😀😀😀😀 kyonki kuk University me ek ek words k bhi marks jodte hain , ye University upsc nikalwana chahti hai apne student se , ... 😀
Kon kon pass hua like kro
1176/1500
News par dalo dhandhli ko
Charo me lagaya mera kya hoga
Revaluation or reappear dono bharo
Ek ke bharose nahi rahna
University sirf 2 chance deti hai uske baad per paper 20,000 + form fees lagega Jo bahut bada amount hai
Me to passout ho chuka pichle saal lekin yaha ke sabhi pareshan friend ki madad kar raha hu free time me
Kyoki jab ham padhte the tab hmari bhi kisi ne nahi ki madad
Sabse bakwas University kurukshetra University
Revaluation or reappear dono bharo
Ek ke bharose nahi rahna
University sirf 2 chance deti hai uske baad per paper 20,000 + form fees lagega Jo bahut bada amount hai
Me to passout ho chuka pichle saal lekin yaha ke sabhi pareshan friend ki madad kar raha hu free time me
Kyoki jab ham padhte the tab hmari bhi kisi ne nahi ki madad
Sahi bole aap kuk se bed karne ka matlab susaet karna h
82-12
Sab se ghatiya result dya hai
Ha ye university hi gtiya h ese acha rajsthan se hi kr lete😢
Rajasthan se ho ky @@rahulgodaragodara2273
Main kya karu
975
Pass hogye?
@@NavdeepSingh-kw8tw yes
@@ajaysaklani9514 850 me se 975 number kese agye?
Very bad University of India
Revaluation or reappear dono bharo
Ek ke bharose nahi rahna
University sirf 2 chance deti hai uske baad per paper 20,000 + form fees lagega Jo bahut bada amount hai
Me to passout ho chuka pichle saal lekin yaha ke sabhi pareshan friend ki madad kar raha hu free time me
Kyoki jab ham padhte the tab hmari bhi kisi ne nahi ki madad
Very bad University hai mam
Plz rply
Ha mujse pucho jo puchna hai
Me passout hu yaha se
987 aa gye
850 me se987 kese agye
@@NavdeepSingh-kw8tw 1500
@@ManoharSaini-g8s acha dono years ka milake?
Mam please btao mdu ka b.ed 1year k kb tk result ayega 🙏
Mujhe bhi Janna h