Address proof document par address dosre District ka hai, lekin rent agreement available hai, jisme waha ka address hai, jaha ka connection chahiye... To document valid rhega ya local address proof k ID ka requirement hga... Thanks...
Sir pls btaiye smart meter app me utility bill kya hai kyoki mera utility bill me 800 rs dikha raha lekin monthly 1000 recharge karana parta hai jo ki jada hai jab normal meter tha tb 800 tk hi Bill aata tha
Ghar khareedne ke baad pata chala ki previous owner ne pahle ka bill nahi diya hai. Apne naam se connection lenge toh pahle wala bill bhi pay karna parega kya?
Residence ownership me kya de bhai please btao mere maa ke name pe connection lena h apne ghar k liye jamin ka kagaj mere dada ji ke name pe h please btao
Mai apna uses check kr raha tha to average 30rs daily hai lekin kuch kuch din achanak se 80 rs 90 rs uth gya hai jabki us din aisa kuch special ni chala ghar me fir v aise kaisa hua sir plz btaye?
Bhai aap bohot acha kaam kr rhe hai..
Stay haapy and healthy
Thank you sir very much you saved my 200 rupees thanks again
बहुत बढ़िया जानकारी सर 🙏🙏👍👍💐💐
Bahut badhiya , helpful video
Thank you for the genuine information
बहुत ही अच्छा है।
nice jankari bhai good news
All the best👍💯
Super video Bhai ji....
Bahut bahut dhanbad
Thanks Amit bhai
Very good 👌
Help full video
Bijli connection ke liye new apply kiya Hoon to Bijli kitne Dinon Mein start hoga ghar mein
Sir domestic ke liye kitna load sahi rahega Or phase
Nice bhi🙏🙏
Thanks alot sir
Very good sir
Good 👍
Aapka aabeden ko 4 month ho gaya hai Pass nahi huaa hai mera 1 month me kaise hoga. Desh jitna digital ho jaay sarkari babu kam krenge nahi 🙏
Nice video bro
Sr 10kw ka moter chlane k kitna load lena hoga
सिर्फ JEE ही authorised person है agriculture connection के लिए, जिसके लिए उपभोक्ता को ऑफिस जाना होगा, ऑनलाइन नहीं हो सकता
Bhai mujhe btaye inverter ,washing machin,fan ,bulb,fridge use krege to kitna kv ka connection lena hai
Thanks sir
Temporary new connection ka kya process hai...kya usme bhi rent agreement ya ownership ka document lagega??
Kindly verify with original document aa rha hai verify local Office mai blue tick lagne ke baad to kya original paper dikhana padega kya
Thanku so much
Sub meter connections kese le sakte h ..?
means ek hi ghr me. 3 alg alg mere t k conection lena h wo kese le sakte h..?
Residential ownership proof me agar .. ghar maa / father k naam pe hain to koi dikkat nhi hogi na?
Sir conection kitne din baad milta hai our paisa kitna lete hai jee Sahab
Owner ship Applicant ke hi Naam par hona chahiye ya dusre person ke de sakte hai for example - father, grandfather ka please reply sir
Agar father k naam p land document hai to apke adhar card m father's name aur zameen wla name match krna chaiye.
Very good
Thanks
Sar application kis tarah ke likha jaega online bataiye online online publication likhna hai
Online application submitt krne ke baad kya kya krna hoga..aur kitne din me.meter lag jayega
Mere mere pass Pahle Se purana connection LTis 4 kw connection hai use transfer karna hai 100 miter duri par transfer hoga ya nahi
Please reply
Address proof document par address dosre District ka hai,
lekin rent agreement available hai, jisme waha ka address hai, jaha ka connection chahiye...
To document valid rhega ya local address proof k ID ka requirement hga...
Thanks...
Sir, suvidha App Android mobile me download hoga ya computer se bhi plz reply???
Android me download hoga
Car washing ke liye single fase machine ka upyog hai connection ke liye kitna price lagega
Kitne din mai connection mil jata hai ..apply karne ke baad
sir gr k papers nai h bas raseed h wo b ek page ki to kese first aur last page upload kre
Domestic me comercial kaise karenge,, aur agar nahi kiya to fine kitna lagega boliy
Sir apply karne ke bad kitane din me lagega प्लीज btaye
Very good information regarding electricity new connection process. Please let us know, how and when fee/ security deposit will be deposited ?
All the fee will be added in your first bill.
@@ZarooriBaatein ok, thank you.
Sir me 440 ka light Lena chahta pawr loom ke liye jo ki 3 phase ka hai Kaise apply Karen ketne load sir please bataye
Borig vala kaise apply karege or usme kitna lod chahiye
Nice
Sir kitna din ke under meter lag jata hai sir plz bata dijiye
First bill me additional kya kya charge lagega sur kitna
Charge lagega.
Commercial connection ke liye.
Please watch this video.
ruclips.net/video/-aryD6yI6wY/видео.html
On grid mitter ke kiye kya karna hoga
Mere document me vill name alag(old connection wala) h kya mai dusre vill par usi document par apply kar sakta hu???
Plz reply
Apply karne ke kitne din baad ghar me bijli lagegi aur kya mujhe office bhi jakar contact karna parega? Please bataye.
Agriculture ka option nhi aa raha h
Sir mere plat ke 40 metar tak koi tranfarmar nhi hai to hme conection nhi de rhe hai
Sir Maine 2 din phle hi apply Kiya h but mujhe commercial karna tha or Maine domestic Kar Diya h to ab me use cancel kaise Karo . Tell me
Edit kar sakte ho
Kitna day me meter lag jata h
Wah
Sara process krne k bad form Ka print out electricity office m jama v krna prta h ky?or connection kb tak mil gyega ye bto
Nahi...koi printout nahi dena hoga...
@@ZarooriBaatein Mera zamin Ka rasid 2014 Ka hi h koi dhikat krega ky upload krne m
Nahi...but new receipt lagaiyega to better hai
Sir pls btaiye smart meter app me utility bill kya hai kyoki mera utility bill me 800 rs dikha raha lekin monthly 1000 recharge karana parta hai jo ki jada hai jab normal meter tha tb 800 tk hi Bill aata tha
Ghar khareedne ke baad pata chala ki previous owner ne pahle ka bill nahi diya hai. Apne naam se connection lenge toh pahle wala bill bhi pay karna parega kya?
Ha ..pay karna hoga
@@ZarooriBaatein
😭 Ye toh galat baat hai
thank you for replying
Mujhe apne shop ke name se apply karna hai to kaise apply karange isme to kewal Ak hi name add karne ke liye de raha hai shop ka ya woner ka
West Bengal ka to option hi nahi diya ha suvidhaa app me
Kitne din bad aaega miter
Sir शुरूआत से अभी तक कितना बिजली बिल जमा किये है कैसे पता चलेगा please बताये
Update video because agriculture option is missing in latest app version
3.pes.c.7.50.hp.kit ne lage ga bhai
States chek karne pr dues verification se aage nhi bad rha hai 1month apply kiye ho gaya. siwan bihar
Ledis ke nam jamin ka pepper hai to ducomens Kiya lagega
Kitne dino me industry ke liye conction ho jata hai
Har char nal ye kid farah ka cenetion h
Kitana day me hoga
Bhaiya mere pas Jamin ka paper nahi h
Diyara area h
Bina Jamin paper k ho Sakta hai kya
Please reply
Ye kitna din me mitar muze mil jayega
Agriculture connection kab start hoga
1 nam se do connection le sakte hai
App मे agriculture connection का option नहीं आ रहा है
अप्लाई कर दिये है और 4 स्टेप हो गया है
2 माह से आगे नहीं बढ़ रहा है
पावर हाउस भी गया था कुछ नहीं हो रहा है और 1912 पे काॅल नहीं लग रहा
क्या करे?
Local office main verify Kyon Nahin ho raha hai
Kya rupay dena hota hai
Or kitna paisa dena hoga
बिना बिनावे के लिए कनेक्शन कराना है
Residence ownership me kya de bhai please btao mere maa ke name pe connection lena h apne ghar k liye jamin ka kagaj mere dada ji ke name pe h please btao
Bhai aplly ketne din ke bad cancsan kar sakti h
Agricultural ka option nhi aa rha h bhai
Hello mere papa ke nam connection kr rhe hu mobile number entr krne ke bad OTP nhi rha h
House no
Or
Agriculture connection type me kya like please
Sir Agriculture connection kyo nhi aa ara h
Nandram
गुजरात का नही आ रहा
Kitna din me meter aa jata hai
Connection ke liye paisa kitna lagta hai
Subidha app se rashed nahi nikal pa raha hai sir kuch bataye download karne par erar likh raha hai
Sir kitana din k bad connection mil jata hai
1 month approx
1 -2 महीनों में बिजली ऑफिस से कोई सूचना नहीं मिले तो
अप्लाई के बाद एक-दो महीनों में यदि बिजली ऑफिस से कोई सूचना नहीं मिली तो क्या करें
Mere shop se 300 miter dur electric pol hai to usko kaise shop ke najdik electric pol dalwa sakte hai
Mera utility bill kam ara hai lekin daily uses jada dikha raha kya kre plz btaye
Mai apna uses check kr raha tha to average 30rs daily hai lekin kuch kuch din achanak se 80 rs 90 rs uth gya hai jabki us din aisa kuch special ni chala ghar me fir v aise kaisa hua sir plz btaye?
Aap ek baar day wise consumption me ja kar check kijiye..q laga hai utna pata chal jayega.
Please watch this video..
ruclips.net/video/QOixbv2opI4/видео.html
@@ZarooriBaatein usme v us din achank 80 rs ka consumption dikha raha lekin ghar me aisa kuch special ni chala us din fir v
Metar ka bill cheka karna btao
Sir 2hp doble fase motor khy fill kare
Agriculture ka to options hi nhi aa raha hai
Sir reference number delete hone par wahi reference number kaise prapt kare