Mummy Chandani or Aryan ke liye ki puja 🙏||
HTML-код
- Опубликовано: 9 ноя 2024
- facebook - / aryan (shekhar)
Business/Collaborations, Email us at kumarchandrashekhar98780@gmail.com
Follow us on Instagram
:- ...
Thankyou so much for your love and support 🙏🏻❤️
Please Like, Comment, Share and Subscriber to our channel if you haven't already
Ye bat sahi bole ke ye sab ka bat hai kise ke sath ho skta hai
Chandni ko bolane Mein Kuchh Lagta Nahin Hai rukne Ke Liye bolati Hai Apne a gai hai bhai ke pass Aryan ko jaane ke liye mana kar rahi hai
Kolkata ke police sach me bahut kharab hai 😢
Itne chote ghar pe sab yahi rahehte hai sister ki delivery sasuraal bhi kar shakti thina
Munh banati rahti hai aur kahati hai ki Jana acche se per munh andar se lagta hai bahut khush hai
2 baje ke bad hoga humlog ke tarf bhi 2 baje ke bad hoga
Justice for d.r moumita
Chandani hath khali nhi rkhte left mei kuch h but right hand mei nhi so khali hath kbhi nhi rkhte
Bahut acha laga kalkatte doctor scandal ky bary me sucha. Social media ma ho to society ma kiya ho raha hai alert hona chahiya.
Justice for Dr didi
Bade bhai ka hi kapda daalta hai dever wahh
Chandni kuch paise save v karo bad mai kam aayega 🎉
We want justice
❤❤❤❤❤🎉
Chandni ka ghar bhut chhota h
Aaj 10 day ho gaya kuch inshsaf nahi mila 😢😢
Kaisa milagha nisaf jab Paisa karid chukha police, ko, lawyer,or jo main boss na karida😢😢
Good morning bhaiya happy rakesh bhandhan ❤❤🎉
Jab tumhen bhej diya tab bhi Khush rahti hai bus andar se dikhati hai ki main bahut
true😂😂😂😂😂
Kya bole bhaiya mai bhi raha hoon Kolkata me but Kolkata ke police bahut kharab hai 😠
Sab log ko saport krna chaea
Shiv charcha mei pehle kuch khali wah chandani tumhare liye puja tha na fast mei rhti phalhar krti
❤❤❤❤❤
Sari ma kitna acha lagta hai..iha kya pain k rahata hai...yhi sab isko acha lagta hai..isko control karo nhi to Kolkata ma dusra k sath line mar laga...jada Kolkata mat awyaga..nhi to wo Bihar ma nhi rahaga khabi....
Happy raksha bandhan bhai
Are yarr tumlog kitne bolte ho agar myka mein kush hai to bolte aise khus sasural mei nhi rehti waise kuch nhi h bhaiyo kyuki 1 beti myka mei hi ghul milkar or hasti kehlti rehti hai kyuki agar sasural mein waise rahegi to log bolenge ye ladki kisi ki izzat nhi karti hai isliye wo hai use wahi rehne do kisi ko jaj mat karo waise to mei comment karti nhi huu aaj aaplogo ke comment dekh kar di
Sab ladki ka bat hai kise ke sath ho skta hai
❤❤❤❤❤🎉
Happy rakshabandhan
😮😮
Ha aaj 2 Vlog Dalo bhaiya
Fast comment
Ok नया नाटक चालू
Sasural wale log damad ko humesha rokte hi hai agar na rokenge toh bhi logo ko problem hogi rukne bol di tab bhi selfish bol rahe .. sasural me rahkar din raat akele kaam krte rahti hai bina kisi k help k tab toh kuch nahi bolte... Par bechari mayke me aakar khush hai toh sare haters tyar hai humla krne ko 😂😂😂😂 are bhai mayke jakar har ladki khush hoti hai q ki usko waha aaram aur maa ka pyar milta hai...
Aryan apna soch thoda sa change koro.Mana ki gaw ka larka ho bt ho to isi zamane ke or thoda bht padhe likhe v ho isliye gaw ka mindset thoda change karo cj tumne new generation ki seher ki ladki se shadi kia h upar se minor with lots if age difference to adjust tumko hi karna padega apne mindset ke sath.Kapre se shadi shudha lagne ka kya matlab banta h.Shadi hone ke matlab ye nhi ki hamesa saree sindur bindi mangalsutra lagake ghumte raho.Agar aisa hi h to shadi to tum bhi kiye ho bt kahi se lagte to nhi ho.kya tumne shadi ka koi symbol ya kuch pehna h jisse lage ki tum v shadi shuda ho.Shadi hua ye bas do log janne se hi kafi h jaruri nhi ki hamesa suhag ka chize pehne raho.Pyaar biswas or understanding dil me hona chaiye tabhi rishte mazboot rehte h naki sab kuch sar se per tak pehen liya or dil me khot h.Apna soch thoda change karo.Chandni ko padhana likhana chahte ho or idhar khud ka soch hi itna down h. So upgrade your mindset according to todays world.This is 21st century era n 2024 so think accordingly mordern hona trend ke sath chalna koi buri baat nhi h.Har kapra hi pehnna chaiye isse shadi hona ya hone se koi matlab nhi h.Larke log jab sab kuch kar sakte h to ek ladki v kar sakti h cj both are always equal.Even girls r more strong smart n intelligent in compare to boys.We want justice bol rhe ho or idhar ladki ke kapro ko judge kar rhe ho.This is not acceptable in today's society or world n u have no right to interfere judge n objectifies someone dress as she doesn't do yours. So change urself or else u will face many things.
Han to tumhe sharm nhi ari ke uski bhi behan uapr se to sda muh bnyi or anadar se man ladoo phut rha hai
Aryan Bhai sab to theek hai per Chandni acche se tumhare ghar per nahin rahti aur yahan per kitne Khush rahti hai
Sab apne maiike mein zaida kush dikhte hai ....
Isko sasuraal mein acha nhi lagta hai face to happy rakhti hi nhi hai
Bolna seekho naha to pata hai suna kya hota hai
Kolkata city hi bahut kharab
Yaha jake overacting karti hai
Tumhi na bigare ho
❤❤❤❤🎉