Valve se Colling or hot kam or jyada kaise karte hai stainer cleaning karne par kon konse valve ko band karte hai is pe vedio banaye sir or chiller k condenssor or evaporator ko dscaling kaise kar or konsi chamical ka used hota hai ispe vedio banaye
Ok insallah Jo aap bole USS par ham Vedio banayenge.......aise stainer clean Karne k liye AHU Ka in and out Ka valve band karke stainer clean Kar sakte h aap thoda Pani bahar jayega coil Ka Pani....and condenser descaling Ka Vedio to upload Nahi h but cooling tower ka video me ham line bataye h kaise karnege service ..
Bahut hi achchha laga aapka video bhaiya kasam se dil khush ho gya Or bhi HVAC se releted video banaiye ham logo k liye Hamlog bhi aapke jaise HVAC technician banne nikle h Or HVAC technician interview wala bhi video banaiyega
@@irfanshaikh1767 ohhhhooo mind se nikal gya tha thk h me kisi din is par banaunga Vedio......tab Tak Jo bhi vedio apload ho rhaa h sab ac se related h aap dekhte rahiye kuch to sikhne ko milega hi
Aap Mera vedio ahu ka primary and secondary pump cooling tower aur types of Chiller ek ek karke dekhiye sab clear ho jayega bhut acha se Explanation Kiya hu
@@Afzalalamhvac OK samajh gaya bhai Bhai ik aur daut h ki dubai me spit and window AC ke technician ki dimand jada h ya fir hvac ke tecnisian ki demand jada h aur fresar salary kitni hogi dono ki plz reply
Maine vedio upload kiye hai aane ke lie Kya process hai .... second aapka experience aur interview me Clint ko kitna empress karte h us hisab se salary lagega ......agar aap client ko empress nahi Kar pate h to b.tech hone ke bad bhi koi fayda nahi hai... minimum salary to 30k se start rahegaaa aage kitna bi ja skta hai
All ready ek vedio h dryer/ filter ka 2 tarh ke use hote h filter Refillable and non refillable....with theory and practical h Aaap chake Kare Mera vedio
Sir aap Mera vedio acha se nahi dekhte h Maine primary and secondary pump me kitna asan bhasa me samjhaya hu ...koun sa Pani kaha Jata h aur sath me Chiller bhi dikhaya hu🤔🤔🤔
Sir I want all valves detail in P.pump section and discharge,S.pump section and discharge and Air cold chilled section and discharge in row and a full drawing.
Assalamualaikum bhaiya Aap kaha se hai Or aap kaise waha tak pahunche ? Aap chiller technician hai (normally) Ya aap Engineer h HVAC ka Or aap kitne dino se kaan kerte h ?
No itna jagh fail gya h ki sab se bat karna possible nahi ho pata h bad me sab kahte h reply nahi Kar rahe ...+96893236925 aise ye no h free rahne par reply milega
Abhi filhal me aapse bat nahi Kar sakta .....me bahut jald apna no online karunga....all ready bhht sare message pending pade h reply abhi nahi de sakte
Apka video se mai bahut kuch sikh rha hu...
Bohout mehnet se ye video aap ne benaee he brother bohout bariaa.
Sukriya bhai 😊😊😊
One day your channel will grow ... In sha Allah ... Way explainaltion is excellent.
Insaallah
Beautifully explained in simple and easy words. Well done brother. 👍🏻
Sukriya Bhai
Vrey exleant breather my all gues welcome best jobes and any one not playing goodshering breathares
Very good vedeo sir.aap ke vedeo se ek bada faida ye hai ki aap live vedeo dikhate ho.Thanks 👌🏻👌🏻
Thanks 😊
Great explanation ❤
Bahut achha video banaye ho sir
Masha Allah bhai jaan
Very nice video
Valve se Colling or hot kam or jyada kaise karte hai stainer cleaning karne par kon konse valve ko band karte hai is pe vedio banaye sir or chiller k condenssor or evaporator ko dscaling kaise kar or konsi chamical ka used hota hai ispe vedio banaye
Ok insallah Jo aap bole USS par ham Vedio banayenge.......aise stainer clean Karne k liye AHU Ka in and out Ka valve band karke stainer clean Kar sakte h aap thoda Pani bahar jayega coil Ka Pani....and condenser descaling Ka Vedio to upload Nahi h but cooling tower ka video me ham line bataye h kaise karnege service ..
Bhai aap bht aacha batate ho
Sukriya
Bahut hi achchha laga aapka video bhaiya kasam se dil khush ho gya
Or bhi HVAC se releted video banaiye ham logo k liye
Hamlog bhi aapke jaise HVAC technician banne nikle h
Or HVAC technician interview wala bhi video banaiyega
Sukriya bhai all ready ham HVAC Interview ka vedio upload h mere channel par
ruclips.net/video/I1rIWi6-kPo/видео.html......ye bidesh aane ka tariqa bataya hu isme
Bahut achha Bhai
Pakistan se apki video dekh ra ho
Good job nice video
awesome bhai...keep sharing knowledge
Keep watching
You describe clearly
Good knowledge and good plant
Wow nice explain
Thanks 😊
Superb
Good explanation sir ji
Nice video
Thank you so much for the perfect and well explanation 🙏🙏
Welcome
Good
I am with you
Thanks
Thank you sir🎉
Nice information
Good explanation
Good job sir g
Thank you
Well done bro.
Thanks
Very good 👍 information sir thanks 👌👍👍👍👍
Welcome my best all gues thankyou vrey vrey good my mind good comeing all see shering good boz
Thank you
Assalamualaikum sir ji plant kaise operate karte hai ispe ek video bnaye plz..
Walekum asslam warahmatullahi barkatuho insallah jarur banayenge
Good sir
Nice
MashaAllah Nicely explained
Thanks 😊
Great...
Good job brother
Sukriya
Nice sir
Thank you
Good explain sir
Thanks sir
Thanku 😊
Thanks for information sir
Welcome
🎤🎙️ use clear voice k liye
Thanks for your advise
Thank you
Woh motor kaha located rehte hai AHU K PASS YA CHILLER PLANT K PASS??
Ahu ke andar sab kuch dekhne ko milegaa chiller me sirf Pani thanda karke ahu me late hai
Good vedio sir chiller me condenser k pass ak pump hta h usko kia kehte hn or wo konsa pani le kr condenser me in krta h
Condenser me Jo in karata h use condenser pump kahte hai aur Jo chiller ke andar use primary pump kahte h
G sir jo shall and tube me pump water ko supply krta h use primary pump khnge?
Hn
Aise with pump ke sath ek vedio banunga aise ek upload h aap dekhe
Sir jb chiler se chill water nikalra h to heat exchanger me le jane kia zarort h direct ducts me q ni jta ya hvac me kesi me bi
Actuator ke bare me full information dijiye please
Ok is par ek alag vedio insallah jald hi banaunga
Sir aaya nhi video actuator Ka kaise kam karta h aour kharab h ya shi fine daout kaise kare
@@irfanshaikh1767 ohhhhooo mind se nikal gya tha thk h me kisi din is par banaunga Vedio......tab Tak Jo bhi vedio apload ho rhaa h sab ac se related h aap dekhte rahiye kuch to sikhne ko milega hi
Thanks sir.
Welcome
Thanks for information
Sir jab chiller se pani secondary pump me aata hai to secondary pump AHU me bhejta hai to ahu se kaha jata hai
Ahu se primary pump me Jata hai aur primary pump chiller me bhejta hai aise chalte rahta h process ....... thanks
Sir plz bataye cooling working connected ahu,chiller ,how to work
ruclips.net/video/-rQRLj5VE3k/видео.html
Ye link dekhiye bhut kuch samjh me aa jayega
Thank you Sir
Most welcome
Chiller kitna TR hai or in or out chilled water gauge pressure kitana hota hai
Or Chiller refegeratan cycle full details
Ye har jagah ka alag retio rahta depend padta h length and hight aur uska thiknes....aise normally 15 se 20 psi ka difference rahega in out me....
Sir ye chiller ac ka hai kya primary pump secondary pump ahu thoda confused hai sir
Aap Mera vedio ahu ka primary and secondary pump cooling tower aur types of Chiller ek ek karke dekhiye sab clear ho jayega bhut acha se Explanation Kiya hu
Bhai sab to samajh a gaya h lekin ik bat bataiye ki
Chilar se thanda pani aata h kya aur ahu se garm pani aata h plz reply
Chiller se thanda pani hi aata h 6 to 7 aur jata h 12 'c ke aas pas
@@Afzalalamhvac OK samajh gaya bhai
Bhai ik aur daut h ki dubai me spit and window AC ke technician ki dimand jada h ya fir hvac ke tecnisian ki demand jada h aur fresar salary kitni hogi dono ki plz reply
Sab depend padta h salry india plus. Gulf experience ka... Aur dimand filhal hvac ka h lekin dono chalega
Ram Ram bhai...
Gulf mai mech diploma.holder HVAC main kitni payment hoti hai..
Aur process kay hota hai recruitment ka..
Maine vedio upload kiye hai aane ke lie Kya process hai .... second aapka experience aur interview me Clint ko kitna empress karte h us hisab se salary lagega ......agar aap client ko empress nahi Kar pate h to b.tech hone ke bad bhi koi fayda nahi hai... minimum salary to 30k se start rahegaaa aage kitna bi ja skta hai
Thanks bro 🙏
Wowww nice explain
Thanks for this information 😊😊😊
Bhai loud bohot aa raha hai background me agar planf off me bohot acha hota
Ok next time se dhayan rakhenge... starting vedio tha n is lie utna editing ka idia nahi tha
Bhai chillar ki pani change karni ho to kaise kar ek video ispe v
Ok
Chiller water ka in temperature kitna or out kitna hota
Load ke hisab se ghat ta badh ta hai..... Standard chiller ka temp in out 6,7 To 12,14 'c ka rahta h..... Delta t kam se kam 5 se 6 rahna chahie
Chiller me kon konnse filter hote hai sir aur kitne tipe ke filter hote hai sir
All ready ek vedio h dryer/ filter ka
2 tarh ke use hote h filter
Refillable and non refillable....with theory and practical h
Aaap chake Kare Mera vedio
ruclips.net/video/bNAJiLnvuls/видео.html
Ye h filter ka dekhie
Cooling tower kis ac me hota hai jo cooling tower se discharge karke pump se jo condenser me jata hai Ye ahu ka ha gayab ho gaya
Cooling Tower ka ek vedio upload h full details ke sath
ruclips.net/video/-rQRLj5VE3k/видео.html
Dekh chuke hai sir....hum apko samjha nahi paa rahe
Cooling Tower ka Pani sirf condenser ke liye hota hai
..........aur Jo Chiller ka Pani hota hai wo ahu ke liye hota Hai
Aur jo ahu me chilled water supply jo in karraha hai wo pani kaha se ata hai......aur jo ahu se out karraha hai wo primery pump me jata hai na sir
Sir aap Mera vedio acha se nahi dekhte h Maine primary and secondary pump me kitna asan bhasa me samjhaya hu ...koun sa Pani kaha Jata h aur sath me Chiller bhi dikhaya hu🤔🤔🤔
Sir please bataiyega ye confusion hai thoda as a request sir
Kyaa confusion hai
Sir I want all valves detail in P.pump section and discharge,S.pump section and discharge and Air cold chilled section and discharge in row and a full drawing.
There is no section, its name is Suction.
Ok insallah koshis karunga me is par ek Vedio banaunga special valve related
Bahut achha explan kya
Thanks
Assalamualaikum bhaiya
Aap kaha se hai
Or aap kaise waha tak pahunche ?
Aap chiller technician hai (normally)
Ya aap Engineer h HVAC ka
Or aap kitne dino se kaan kerte h ?
Walekum asslam warahmatullahi barkatuho
Ye interview ka question answer ka vedio h......ruclips.net/video/SKJhJ5wS9W0/видео.html
❤❤❤❤❤❤❤❤goods jobs ❤❤❤❤❤❤
Sir agar pump ke upar sticker na ho to kaise pata chalega kaun sa primary pump hai aur kaun sa secondary.
Vedio ko ache se watch kijiye
Ek full chiller Ka process and digram bataye h 10 mint Ka drawing ke sath wo dekhie samjh me aa jayega
Sir primary pump ka inlet aur outlet kitna rahata hai
Capacity ke upper depend hota h
Chiller technician ka everyday work responsibilities kya ho ta hai
Is par ek vedio upload h aap dekhe mere channel me ja ke
Humari chiller auto pr chal rhi h to pummp chaing nhi ho rha puttan s
Bms system me hoga na bms se problem rahega
Ek bar band karke manual me chalu karke dekh le start le Raha h ki nahi jab wo thk h to timer setting panel bord ke andar and bms ka koi issue hoga
Thanks bhai
Sir kya aap ke pass work mil sakta hai sir
Filhal nahi h
Sir ap ka ghar kaha hai
Jharkhand
Bhai no mil skta hai apka
सर मै आप के समझने सहमत हु सर imo नंबर दीजिये
Denge abhi me free nahi hu is lie bat ho nahi payegi baht jald no upload karnege .....wait kijye abhi thoda problem h
Good apna no send karen
No itna jagh fail gya h ki sab se bat karna possible nahi ho pata h bad me sab kahte h reply nahi Kar rahe ...+96893236925 aise ye no h free rahne par reply milega
Sir apna number send kijiye PLZZ
Abhi filhal me aapse bat nahi Kar sakta .....me bahut jald apna no online karunga....all ready bhht sare message pending pade h reply abhi nahi de sakte
Sir aap ka number mil skta plz
Nice explanation sir
Thanks sir
Nice
Good sir