Plz suggest sir 🙏 Sir Hikvision colour vu camera ke liye konsa best SMPS use karna hai. 08 camera colour vu ke install Karna hai or 04 camera ke liye konsa karna hai ho bhi batana plz Nahi to apna normal CCTV camera wala SMPS use kiya to chalega 4 ch 8ch.ka
20-25hazar k aas paas kya accha rahega NVR ya DVR? 4 camera setup pr dvr/nvr 8channel ho taaki future upgradability rahe model no. bata dijiyega aapka shukriya
Bhai easycam ke camera mein playback video error a raha hai use thik kese kare(no playback video for correct day) asa chalu recoding apne AAP band hojata hai
aaj kl XVR aa chuke hai, to mehenge NVR lene mai smjdaari hai kya? kya hikvision k non-IP camera bhi smart feature k saath aate hai? ya hikvison ka XVR non-IP camera se smart kaam karwa skta hai jaise koi halchal ho to phone mai notification aa jaae?
Bhai cctv me aur content bacha hi kaha hai . Mai bhi content dhoondhate dhoondhate 2 - 2 mahine me ek video banata hu kya kare na to is me audience jyada hai na content
Me to kabhi bhi dvr ka adaptor use nahi karta jo dvr ke sath aata he... Me to erd ki combine wali power supply se dvr aur cameras dono ko power deta hu. Kabhi bhi koi issue nahi aata he... Adaptor lagane pe uske kharab hone ke chance bahut jiyada hote he aur kayi baar kharab bhi huve he... Lekin jis site pe mene erd ki combine wali supply se power diya vaha pe kabhi issue nahi aaya. Ye mera 7 years ka experience he cctv field ka...
@@Yfmsecurityhi I have hifocus dvr it's adaptor got damaged so I changed it with 12v 0.8 amp adaptor dvr get on and after sometime recording like 1 hour or 1.5 hours sometime 20 min or 15 min it gets reboot and start again I checked harddisk it's working fine dvr is not getting to hot what can be the problem or need. Now changed to 12 volt 2 amp still same Thank you 😊
Very thankful knowledge ❤
Thank you . Cpplus DVR me adapter problem tha jo solve ho gaya. Adapter 2 amp ka lagane se HDD detect ho gaya hai.
Plz suggest sir 🙏
Sir Hikvision colour vu camera ke liye konsa best SMPS use karna hai.
08 camera colour vu ke install Karna hai or 04 camera ke liye konsa karna hai ho bhi batana plz
Nahi to apna normal CCTV camera wala SMPS use kiya to chalega 4 ch 8ch.ka
20-25hazar k aas paas kya accha rahega NVR ya DVR? 4 camera setup pr dvr/nvr 8channel ho taaki future upgradability rahe model no. bata dijiyega aapka shukriya
Sir kya tata sky wala adapter use krr skta hu
Yes me last 5 yr se us kar raha hu 12.2 ka acha rahe ga airtel ka bhi laga sakte hai
Bhai easycam ke camera mein playback video error a raha hai use thik kese kare(no playback video for correct day) asa chalu recoding apne AAP band hojata hai
aaj kl XVR aa chuke hai, to mehenge NVR lene mai smjdaari hai kya?
kya hikvision k non-IP camera bhi smart feature k saath aate hai? ya hikvison ka XVR non-IP camera se smart kaam karwa skta hai jaise koi halchal ho to phone mai notification aa jaae?
Yes ,xvr me Aisa hota hai
@@Yfmsecurity sir 20-25 hazar mai 4camera setup krna hai... NVR lu ya DVR(XVR)?
VALUE FOR MONEY KYA RAHEGA
NVR
@@Yfmsecurity model no bata do sir nvr ka aur uske compatiable best camera is range mai.. 4 camera chahiye, 2 bullet, 2 dome
Sir meine Amazon se eBook . order kiya hai sir book ka milega
E Book ka pdf turant download ho jata hai
Is time 2 amp ka adaptor use kar Raha hu but hard disk nai kam karta hai, kya 3 amp ka adaptor try kr sakte hai?
Yes
Jio kaa adapter best
Yes
5 amp ki jagah 2.5 amp ka adaptor use ker sakte hai
No
HDD 1.5 amp ke output pe nahi run hoti hai kam se kam 12v 2 amp ka adaptor cahiye
Sir ap paile acha contend lathe de magar abi majha nahi
Aplog batate bhi to nahi ho kaisa video chahiye, ek comment ke jawab me ye video tha
Bhai cctv me aur content bacha hi kaha hai . Mai bhi content dhoondhate dhoondhate 2 - 2 mahine me ek video banata hu kya kare na to is me audience jyada hai na content
Sir ji mera camra adaptor khrab ho gya h jyada lite ki vjah se
Change kijiye
Me to kabhi bhi dvr ka adaptor use nahi karta jo dvr ke sath aata he...
Me to erd ki combine wali power supply se dvr aur cameras dono ko power deta hu.
Kabhi bhi koi issue nahi aata he...
Adaptor lagane pe uske kharab hone ke chance bahut jiyada hote he aur kayi baar kharab bhi huve he...
Lekin jis site pe mene erd ki combine wali supply se power diya vaha pe kabhi issue nahi aaya.
Ye mera 7 years ka experience he cctv field ka...
To company us adapter ko deti kyu hai ji, ?
@@Yfmsecurity sir this person is totally un knowledgeable about that
@@Yfmsecurityhi I have hifocus dvr it's adaptor got damaged so I changed it with 12v 0.8 amp adaptor dvr get on and after sometime recording like 1 hour or 1.5 hours sometime 20 min or 15 min it gets reboot and start again
I checked harddisk it's working fine dvr is not getting to hot what can be the problem or need. Now changed to 12 volt 2 amp still same
Thank you 😊
mai bhi power supply se hi dvr ko power deta hu koi tention hi nahi hoti hdd ki...