I have 100w converter (12v DC to 220v AC). Normally I connect 12v 5a battery. Can I connect 12v 35a battery to the converter. Will it work or damage the converter.
Sir mere pass loom solar ka mono panel hai 50 watt ka . Luminess controlar hai 6 amp ka . Mere kuj sawal hai ?? Mere pass 35 ah ki maruti ki battry hai kya wo espe kaam kregi . Agar kregi to kitne time mai charge hogi . Agar mai day time controller se load lu to kya wo load battry se hoga ja direct solar se agar battry se hoga to kya usi waqt solar plate battry bhi sath mai charge kregi ?? Kripya batai
Muje portebal system bnana hai. 40watt usse karna hai 24 hr. Penal kitne watt ka Battery kitne amh ki Solar cantrol kitne amp ka lena chahiye. Or bad main load badana ho to update kr lun battery or pennal ko. Bas cantrol change na krna pade. Or bettery full chage hui kaise pta kare 700 rs ka bettry indiketr aa raha h. Koi jugad btao.
sir mera soler panal 100 watt ka hai or meri battery 26 ah ki hai to kitne amp... tak ka controller lagay? ., or full charage hone me kitna time lagega ? plzz reply sir .🙏
Max power (Pmax) : 74W Voltage max. Power (Vmp) :17.00V Current at Max power (Imp) : 4.35A Open circuit voltage (Voc) : 21.00V Short circuit current (Isc) :4.60A Tolerance. : +_. 5% Bro connector aur battery konsi lagegi plz reply fast I am your subscribers Battery price And Connector price
mene amicismart solor controlar 30A ka liye h ... jispe 12 v ke 360 watt pannal use krne ko bola h jabki 180 watt ke pannal ka output 9.5 A h ... kya ham 180 watt ke 3 pannal use nahi kar sakte kya
Hiii brother mere pass.. Bike ki 12v battry hai but uska ah nhi pata hai recharge at 0.3x 5~10 aesa likha huhai... To mea kese ah jan sakyahu ao vo kitne gante tak work kare gi... Mea 10 watt ki lo om solar panel use kar na chata hu on 10a solar cantrolar... Please help karna yr...
Solar panel 21v है और सोलर चार्जर लगाने से 12v-14v तक कम होने पर voltage ड्राप होता है, डायरेक्ट बैटरी में जोड़ दे तो जल्दी चार्ज हो जायेगी बैटरी? और फिर चार्जर से load चलाये तो, होगा क्या ऐसा
han, aisa kr to sakte hain, lekin aisa krne se battery ki life cycle kum ho jayegi, normal charging se agar 4 saal chalni thi to, aise charge krne se 1 se 1.5 hi chalegi
Sir , I have a question Ek room me 3 bulb jalane ke liye Kon kon sa iteam meaning...how much solar panels use and battery ...kitna V and kitna Amh ka cahahiye Or wire kitne mm kause sub se best hoga ... please tell me !! .
Please give me a solution. I have a 150ah inverter battery. My new location has no power lines. I need 2 lights ( 6pm-6am ). Is 150w 12v ( 8.2a) panel enough to charge 150ah battery or do i need 2*150w panels ( 12v , 16a ). Which controller should i buy ( pwm or mppt). Suggest a low cost solution.
Mohit Sagar 300w/12v * 1.25 =31.25 a. Dont we need controller more than 30amps ? If i buy 60a12v controller for jus 300 rs more, it can be used for future purpose. Am i right ?
@@vince5651 yes u can use 30 amps one so in case u increase number of solar plates in future u Don't have to buy new controller In my case mppt charge controller is best for multiple reasons but it's a little bit expensive but u can Also use pwm one
Sir, mera ek jankari hai, mai electric cuts hone par 3/4 ghante every day 50 watt air pump (ac) solar se chalaneke liye keya keya our kitne ka lena porega? Plz reply me .... Thank u sir.
Solar panel lena :)) 42AH UPS battery, ek 100watts solar panel, 10Amp solar charge controller, 100watts ka inverter lena padega...12000/- tak mil jayega ye sab Items ...
Bai maine appki buhat video main daikha hai app ki soler se jo battery full charge volt 14.4 per ruk jati hai je puri dhoop me 16. Ja 17 volt per jati hai ke nahi please btao
50 amp.Battery se electric board ko kaise connect kare.. Ye battery solar street light me use ho rahi hai.. mobile charge karne ke liye electric board me connect karni hai.
ok thanks bhai aap sabkuch janta ho isliya thuda aur help kardo plz *. kitna amp ki charge controller buy karu ? **. 3 dc 9w led bulb kitna hours chalaga ?
Bhai 100 Watt ke solar Panal lagaye hai 3 to wire konsi use kare our ek bat inverter main display nh to battery full Hui hai ya nh ye pata nh chalta to display ke liye kya lagaye
100watts ke panel agar parallel me lagaye hain...to 15-16 Amp milenge aapko...iske liye 30Amp ka controller laga lo..usme display milta hai...aur battery ko automatically charging off krdega full charge hone pr
bhai plz plz yea baatau. 18 ah ki battery se mare mobile kitna bar charge ho sokta hai. I have no idea. mobile specification:-- 4000 mah battery 2 amp and 15 watt
Sir Apne proper wiring kyu nhi ki wire har jaghe bikhre huye hai . Eska kya Reason hai heatup hone ki bajhe se short nhi ho Jaye Esliye Apne space rakhna hai wire k beach main?
Agar main proper wiring kr dunga, to apni videos me kaise bataunga ki kon sa wire kiska hai, waise bhi bhai, bahut baar mujhe wire change krkr kabhi kuch kabhi kuch device check krne hote hain. only for My viewers, maine proper wiring ni ki
Bhai penl 1 hai k 2 or kitne watt ka hai penl wo batao fir batate hai kyo charge nhi ho raha or voor kon c lagai hai wo b batana or duri kitni hai battry se penal ki wo batao
@@HimanshuDtrader :)) Bhai...agar aapka panel output me 15-19 volts de rha hai tab to aapki battery full charge hogi vo bhi maximum 7 AH vo bhi 12 hours me.....agar panel ki output voltage 12 volt hi hai...tab to aapki 12 volt ki battery 60% hi charge ho payegi....
Monil ji, ye auto ki battery accha performance de rhi hai, lekin agar main UPS battery se comparision krun to UPS se thoda Kum backup hai, lekin aap ispr, led light, DC fan, Mini converter box, Inverter sab chalta hai, 12 volts UPS battery ko 6-7volts tak discharge kiya ja sakta hai, jabki is auto ki ya car ki battery ki max. 10.2 volts se neeche discharge kiya hi nahin ja sakta hai,....Aapka solar panel kitne watts ka hai ????
Bhai tum hi engineer ho... India ko tum jaise hi log chahiye jo kam paise me v behtareen set up kardete ho
Thanks bhai, 👍
I have 100w converter (12v DC to 220v AC). Normally I connect 12v 5a battery. Can I connect 12v 35a battery to the converter. Will it work or damage the converter.
Mujhe Ye dekh kar khush hoi ke hum solar ka istimal kar ke apni bizli istamal karte hai
Nice video
Han..Haidar Ali ji...solar panel bahut acchi device hai
Sir homre pass 4 . panal. Hai jo 6amp 1 hai. .kya us me home konsha controller use korna hai ..kya amici ka use kor sakte jo 50amp aata hai
30 amp.aata hai,
Sir mere pass loom solar ka mono panel hai 50 watt ka . Luminess controlar hai 6 amp ka . Mere kuj sawal hai ?? Mere pass 35 ah ki maruti ki battry hai kya wo espe kaam kregi . Agar kregi to kitne time mai charge hogi . Agar mai day time controller se load lu to kya wo load battry se hoga ja direct solar se agar battry se hoga to kya usi waqt solar plate battry bhi sath mai charge kregi ??
Kripya batai
Sir what is the meaning of nxg 1100/12v, nxg1400/12v,. nxg 1800/12v in solar hybrid inverter. Can I give load of ac tv.fan.fridge on that.
nxg 1100 ye model no, hai, 850VA deta hai, matlab 720watts , ab aap apna load calculate krkr,, dekho kitna aa rha hai
Load ko battery se chlau ya luminous 6 apr controller se
Which solar controller is best for 12v 26A battery
luminous 10 amp controller
Homme be le liya 50watt loom soler..aur 50 watt ka homre pass thaa 100watt .hai soler panel ..kya is se inveter chla sakte hai ka sir 👍
direct nhin chalana, Battery lagao
@@MohitSagar ok liken sir koi inveter bonavo soler ka👍
ok
Muje portebal system bnana hai. 40watt usse karna hai 24 hr.
Penal kitne watt ka
Battery kitne amh ki
Solar cantrol kitne amp ka lena chahiye. Or bad main load badana ho to update kr lun battery or pennal ko. Bas cantrol change na krna pade. Or bettery full chage hui kaise pta kare 700 rs ka bettry indiketr aa raha h. Koi jugad btao.
sir mera soler panal 100 watt ka hai or meri battery 26 ah ki hai to kitne amp... tak ka controller lagay? ., or full charage hone me kitna time lagega ?
plzz reply sir .🙏
10 amp solar charge controller lagao
12v dc 9watt led aur 220v ac 9 watt led same hi roshni deta hai ki nahi ?
Max power (Pmax) : 74W
Voltage max. Power (Vmp) :17.00V
Current at Max power (Imp) : 4.35A
Open circuit voltage (Voc) : 21.00V
Short circuit current (Isc) :4.60A
Tolerance. : +_. 5%
Bro connector aur battery konsi lagegi plz reply fast
I am your subscribers
Battery price
And
Connector price
20A and 12/24v solar cantroler and bettry 26ah ya ause jada
Bhai ji aap DC wire use kro 1.5 mm ki charging amp badh Jayega..around 1.8 amp. Current milega.
Sunny Kumar Thanks,
Sir, mere pas 300w, 36.6v ka solar panel hey usme kitne ampere ka charge controller chahiye..?
10 amp
apko 12 volt battery charge krni hai to MPPT solar charge controller lagana hoga, kyunki pwm controller me 25 volt tak input de sakte hain only
vai mera loom solar mono crystallize 50 watt panal hai , kya 42 ah ka battery laga sakta hu?
Han, lekiin 50 watt panel se only 26 Ah battery hi charge ho payegi
12v 10watt ka solar panel use kr sakte hai kya.....?
Kya ye battery direct inveter se becup de skti h
han chalegi, lekin jyada backup ni milega
Kya loom Soler panal 50 watt ke do bharish ke din main kaam korega 🤔🤔 ya 125 watt ka loom Soler panal achcha rahega
Muje 80Ah ki baatry use Krna he to penal or cantrol konsa lena shye
Luminous k penl le lo 160 watt ka aata hai aap 2 laga lo or luminous ka hi charge controller 30 amper ka laga lo
mene amicismart solor controlar 30A ka liye h ... jispe 12 v ke 360 watt pannal use krne ko bola h jabki 180 watt ke pannal ka output 9.5 A h ... kya ham 180 watt ke 3 pannal use nahi kar sakte kya
batao mohit bhai
Sir is controller me 12 v 180 watt ka use Kar sakte hai 12v 30 amp charge controller for this .amic
no
Pls suggest me charge controller
no, 10 amp wale controller me 12 volt ka 130 watt ka panel use kr sakte hain, isse bada panel use krna hai to 30 amp ka controller use kro
@@MohitSagar ok I ordered 12v 30 amp solar charge controller
Bhai ye batao ki solar ka supllay dairect battry me our battry se mini inverter me le sakte hai kya
han, laga sakte ho, lekin jab battery low ho only tab,
Kya hom 10 watt 3 soler panal 1 sahth contion kor sokte hai 🤔
han, kr sakte hain
Me bike ke battery use karu kya
Sir led balb dc ya ac lagaye currant kaunsa deta hai
Sir 10watt×2 loom ka solar panel 7ah ki battery ke liye thik hoga na
Sir mppt load se connection let ke 220v ac .9 watt bulp laga sakte he
No, mini inverter use krna padega
100 watt penel per kitne ah ki battery lagani padegi
Hiii brother mere pass.. Bike ki 12v battry hai but uska ah nhi pata hai recharge at 0.3x 5~10 aesa likha huhai... To mea kese ah jan sakyahu ao vo kitne gante tak work kare gi... Mea 10 watt ki lo om solar panel use kar na chata hu on 10a solar cantrolar... Please help karna yr...
mere channel pr video hai, ko kaise battery ke AH pata kren ??
@@MohitSagar ok
nice bro , pasand aaya mujhe system
Thankyou sir
Which controller do u use ?can u charge lead acid, lithium battery with that controller ?
Lithium ion Solar charge controllers are Differ
40 watt penal t sirf 1.5 ampare nikalta hai is se ye bettery kese charge hogi
ho jati hai bhai,
kya ham 150w +35w solar pannal kya jod skte h or ke se jode
parallel me connect kro
Solar panel 21v है और सोलर चार्जर लगाने से 12v-14v तक कम होने पर voltage ड्राप होता है, डायरेक्ट बैटरी में जोड़ दे तो जल्दी चार्ज हो जायेगी बैटरी? और फिर चार्जर से load चलाये तो, होगा क्या ऐसा
han, aisa kr to sakte hain, lekin aisa krne se battery ki life cycle kum ho jayegi, normal charging se agar 4 saal chalni thi to, aise charge krne se 1 se 1.5 hi chalegi
sir solar panel pe exide ki lead acid 42ah ki battery chalegi kya
yes, use kr sakte hain
Sir 50 w soler panal k sath kitne mm ka wire logna chahiye
1 mm lagalo
Sir ,
I have a question
Ek room me 3 bulb jalane ke liye
Kon kon sa iteam meaning...how much solar panels use and battery ...kitna V and kitna Amh ka cahahiye
Or wire kitne mm kause sub se best hoga ... please tell me !! .
Bulb kitne watts ke jalane hain aur kitne Time ke liye
@@MohitSagar
Sir,
buld 7 - 9 watt led bulb hai or time minimum 7 hours total 3 bulb hai .
Bhai mughe 12 volt ka aisa chota fan chalana h minimum 10 h to iske liye kitne watt ka soler panal aur bettery leni chaiye reply pls....
42 Ah sealed battery, 100watt panel
Mohit bhai 10 waat solpar panel pe 20 ah tubeler battery charger kar sakte hain
no, 20 Ah battery ke liye 50 watt panel chahiye
Vaiya sabse achcha solar battery company kon sa he?? please vaiya boliye🙏🙏
luminous sahi hai
Thank you vaiya👍
Sir led plate or converter box se 7watt bulb ,inn dono main koun jyada effective hai 7ah battery par??
converter box se 7 watts ka bulb jyada backup dega,
Please give me a solution.
I have a 150ah inverter battery. My new location has no power lines. I need 2 lights ( 6pm-6am ).
Is 150w 12v ( 8.2a) panel enough to charge 150ah battery or do i need 2*150w panels ( 12v , 16a ). Which controller should i buy ( pwm or mppt). Suggest a low cost solution.
150 watt * 2 solar panel needed, and use microtek 30 amps pwm controller
Mohit Sagar
300w/12v * 1.25 =31.25 a.
Dont we need controller more than 30amps ?
If i buy 60a12v controller for jus 300 rs more, it can be used for future purpose. Am i right ?
@@vince5651 yes u can use 30 amps one so in case u increase number of solar plates in future u Don't have to buy new controller
In my case mppt charge controller is best for multiple reasons but it's a little bit expensive but u can Also use pwm one
Go solar tumbler 40 ah. Excellent backup
thanks bhai
7.2Ah Beatry ke liye kitna watt ka solar panel lagega .. or kitna lod ak sath lga sakte hai sirf light jlana hai
50 watt mono panel lagao,
Sir muje battery se Ac light use karna hai for six room toh kitna ah battery purchase kare...
6 Room ke liye, 26 Ah battery theek hai, agar only light use krni hai, to isse jyada kuch use krna hai to 40 Ah solar battery lena
@@MohitSagar sir ek led tube light 22watt ki ho toh.
@@MohitSagar sir ups ki battery use Kar sakte hai 12v 26 ah wali..
han acha battery hai
@@MohitSagar sir agr pv ka watt aur battery ah same ho toh battery full charge hogi .
Sir aap 18w solar panel we connect karka appear. So kariye
Sir please reply me
105 wat solar panel and 40 mpr battera pe kitna lod le sakte hain
10 Amp ka controller hai tab, to 100 watts se kum ka hi load milega
Direct 105 ke solar panel se Kitna load le sakte hain solar inverter laga ke
Sir, nxg1100 inverter ko Ghar ki wire connection Jo already he us ke sath connect Kar sakte he. Ya new wiers dalni padegi.
Jo, ghar ke do wire aate hain, unme se phase wire ko, inverter ke phase wire se change kr dete hain, nuetral wahi rehta hai same
@@MohitSagar thanks sir.
Mohit panel open circuit volt 41 hai to
40 Amp ka controller chalega
single battery charge krni hai to mppt controller lagega
mere pass 50w panel hai our 32ah ki battery hai to solar controller 20A ka chalega kya? please reaply
han chalega
han, chal jayega lekin battery poori down mat krna
50whatt mono solar se 25ah battery kitdni der me charge ho jayegi
5whatt k 5 dc bulb or 12volte k 3 dc fane kitna backup milega plz rply sir
1 day lagega poora charge hone me
Sir kiya is system se car stereo chalega Kiya?
han chalega
@@MohitSagar thank you so much sir
12v 5amp ki battery use kar sakthe hai
Yes, use kr sakte hain,
Ok bhai
Sir, mera ek jankari hai, mai electric cuts hone par 3/4 ghante every day 50 watt air pump (ac) solar se chalaneke liye keya keya our kitne ka lena porega? Plz reply me .... Thank u sir.
Solar panel lena :)) 42AH UPS battery, ek 100watts solar panel, 10Amp solar charge controller, 100watts ka inverter lena padega...12000/- tak mil jayega ye sab Items ...
@@MohitSagar thank you sir for your kind information.... Thanks again.
@@AIFF1881 :)) Anytime
Ye solar charger control panel 30amp ka kitne ka padta he?
Luminous Solar inverter 1100nxg me 50w ka solar panel laga sakte h Kya battery 20ah ki Kaam kr sakta h Kya tell me bhai.
charging nahin hogi, lekin load chal jayega battrry se
Trector ki battery charge karane ke liye kitane watt ka panal chahiye
Agar Tractor ki battery 80 AH ki hai, to 180watts ka panel lagega
Bai maine appki buhat video main daikha hai app ki soler se jo battery full charge volt 14.4 per ruk jati hai je puri dhoop me 16. Ja 17 volt per jati hai ke nahi please btao
Nahin 14.4 volt hi rhegi max
@@MohitSagar bsi mera 50 watt loom soler or battery Exide 60 ah ki hai full per 16 ho jata hai kiya karu
60 Ah battery 50 watt panel se full charge ni hoti
Charge controller ke baremay kuch bataiye pls. Amazon pey milega kia?
Amazon pr hai 600₹ me
Mere pass controller nahi direct solar se battery pe join Kia hai kya isme koi problem hoga jaldi bolo bhai
Han, battery ko life bahut kum ho jayegi,
Sir,150 watt ka panel kitne amp deta h
7-8 am
अच्छी जानकारी
टोटल खर्च कितना आया है आपको
मोनो क्रिस्टलाइन पैनेल से बारीश में भी काम करती है
7000₹
50000 me padega agr aap ke pass inwartr battery hai to 30000 rupeye me hoo jayega
50 amp.Battery se electric board ko kaise connect kare.. Ye battery solar street light me use ho rahi hai.. mobile charge karne ke liye electric board me connect karni hai.
Accha,
@@MohitSagar to usse electric board se kaise connect kare???
@@jigneshkumarranva007 :)) Aapka Question ye hai, ki aapko 50 AH battery se Mobile charge krna hai, ?? right
Ans batao
@@MohitSagar haa
150 ab batty ko charge krne k liye 150w+150w solor pannal ke se jodege
yes
bhai mare 50 watt solar panel ka liya koi battery bata do please.
26AH ya 24AH UPS battery le lo
ok thanks bhai
aap sabkuch janta ho isliya thuda aur help kardo plz
*. kitna amp ki charge controller buy karu ?
**. 3 dc 9w led bulb kitna hours chalaga ?
(1) 10Amp controller le lo
(2) 9 watts ke 3 DC led...8-9 hours tak chalega, 24AH ups battery pr
@@MohitSagar thank you so much bahi
Bhai 100 Watt ke solar Panal lagaye hai 3 to wire konsi use kare our ek bat inverter main display nh to battery full Hui hai ya nh ye pata nh chalta to display ke liye kya lagaye
100watts ke panel agar parallel me lagaye hain...to 15-16 Amp milenge aapko...iske liye 30Amp ka controller laga lo..usme display milta hai...aur battery ko automatically charging off krdega full charge hone pr
Nice video. Pls advice for car solar panels system with cost
Ok, I will make video
Sir jo led plate aap ne lagaya hai usme heat sink lagana compulsary hai??
Han,
@@MohitSagar sir ham 7812 ic lagaya hua hun
Plate ke piche wood hai koi problem hai
@@pabitrakumarsahoo3069 :)) No
Sir is solar panel 40watt 12v solar panel hamra ihapar 1900rs loom solar panel campany
Accha hai....maine to 3 saal pehele liye tha isiliye 2500₹ ka tha
Mohit 545watt panel pe Kitna Amp ka charge controler connect Kar sakta hai
Battery Kitna ah connect Kar sakte hai
150 Ah battery lagao, aur 40 amp Charge controller lagao
@@MohitSagar panel open circuit voltage 41 dekhati hai to 40 Amp ka controler chlega?
Mohit answer my quary
mppt controller lagao
सर१०अॉपी यर कंटोलर पे कितने वाट के पेनल लगा सकते
100 watt panel
bhai plz plz yea baatau.
18 ah ki battery se mare mobile kitna bar charge ho sokta hai. I have no idea.
mobile specification:--
4000 mah battery
2 amp and 15 watt
10 baar se jyada bar full chwrge ho jayega
thanks bhai
Bhai solar panels 100 watt ka lgaa sakthe hai is kit mai
Yes,
Bhaiya Aap English Ke Subtitles bhi add kr dijiya kriye apne videos me... kyunki wo jyada logo ke liye helpful ho jaega.
Han, main bhi yahi soch rha tha, thanks
Sir panel 40 watt he or charge controller 30amp ka he to chalega. Agar nahi to kitne ka lagau.
Chal jayega,
Sir Apne proper wiring kyu nhi ki wire har jaghe bikhre huye hai . Eska kya Reason hai heatup hone ki bajhe se short nhi ho Jaye Esliye Apne space rakhna hai wire k beach main?
Agar main proper wiring kr dunga, to apni videos me kaise bataunga ki kon sa wire kiska hai, waise bhi bhai, bahut baar mujhe wire change krkr kabhi kuch kabhi kuch device check krne hote hain. only for My viewers, maine proper wiring ni ki
@@MohitSagar bahut Sahi baat Vaise ap colour coding Karke bhi bta site hai . Bikhre huye wire ache nhi lagte
@@MohitSagar chalo Jo bhi hai ap Easy language main ache se samjha dete hai
Han, Lekin abhi ke liye Yahi sahi hai, ummed hai jaldi sab proper kr dunga bhai
Hanji jab ap proper setup kroge main bhi Apne room Ka same setup krunga
2. 20w solar panel hai
3. 7ah bettery hai to.
Sat chalega
han, charge ho jayegi battery lekin din me load mat chalana bhai
Mujhe ak batriy lena 50 w ka penel hai kon sa lu
UPS battery le lo, 26 AH tak ki,
Bro 20 watt solar panel se kitne ah tak ki battery charge kr skte hai
7 AH tak
@@MohitSagar thanks bro❤️
Bina battery ke chalega
kya controller, nahin bina battery ke nahin chalega, battery to lagani padegi, chahe choti laga lo
Ok thanks
75 watt panal ke sath kitne ah ka battery sahi hoga
20 Ah solar battery
@@MohitSagar75 watt solar ecco green solar battery 35Ah kitna time lagega full charge hone me
7-8 hours
@@MohitSagar ok thank you🙏🙏
Bhai konsa ups use karte ho ap?
Intex ka
@@MohitSagar bhai please mujhe best inverter circuit ka link de do na...
@@MohitSagar suggest me plz
amazon.in se buy kro, 200 watt kit
@@MohitSagar Brother connection bhi samjhado yaar or mujhe 300 watt kit chaiye
Sir hamare pass 12 bolt ki hai battery to baki saman kitne ka padega price
4000₹ tak
Bhai lead acid battery palang ke paas mat rakha kar. Isse jahreeli gas nikalti hai .
Thankyou Nikhil bhai, batane ke liye, lekin is palang pr koi nahin sota, to isiliye abhi rakh rkhi hai, baad me khahin aur shift ke denge
Kya solar panels system se 9 wadd chalega
yes
@@MohitSagar nahi jal raha hai
@@MohitSagar kya bijali boll nahi chalata hai kya 9 Watt ka
Mera 50 Watt Ka Solar Panel hai,usme wire konsi lagegi
1 mm wire use kr lo
Mere Pass Solar Battery 12 Ah,Solar Charge Controller 6 Amps, DC led Bulbs 3 Watts/05 Watts Hai, Usme Wire Kokosi Lagegi.
@@R.KMart5 :)) 0.75mm laga lo ya fir 1mm copper wire laga lo
Sir mera 300 watt solar see 40 ah ka battery charge full nehi hota heim mein Kya karun pls help me sir
Ampere check kro panel se kitne aa rhe hain, Ho sakta hai panel ke diode weak ho gye ho
Bhai penl 1 hai k 2 or kitne watt ka hai penl wo batao fir batate hai kyo charge nhi ho raha or voor kon c lagai hai wo b batana or duri kitni hai battry se penal ki wo batao
Kiya isse ac fan chal jayga
No
Sir aj maine loom solar ki bebsite se loom solar 125 watt ka book kar diya h uski installesn jb karunga tb apse jankari lunga ok bro
Okay vivek ...any time you can remember me...I will definitely help
40watt panal se 20ah battery full charge hone me kitna time lagega.
1 din poora lag jayega, 12 hours, agar battery dischrged hai poori to
Bhai 125 watt ke panel ke liye kon kitne mm ka wire thik rahega?
2 ya 2.5 mm wire use kr lo
@@MohitSagar ok
Wo bat sahi hai sir lekin main ne Luminous ka inverter lagaya hai usko display nh hai use charge controller kaise connect kare ye batana jara plz
To fir aap ek kaam kro...digital voltmeter aata hai...vo laga lo..battery ke (+) (-) terminals pr
Bhai mere pass 10w ka solar panel hai mai kitna ah ki battery kharidu
10 watts 19 volt ka panel hai to...10 hours me 5AH ki battery hi charge ho.payegi
@@MohitSagar 10w 12v ka panel h
Panel me detail likha ki upto 7ah 12v battery charger ho skti h
@@HimanshuDtrader :)) Bhai...agar aapka panel output me 15-19 volts de rha hai tab to aapki battery full charge hogi vo bhi maximum 7 AH vo bhi 12 hours me.....agar panel ki output voltage 12 volt hi hai...tab to aapki 12 volt ki battery 60% hi charge ho payegi....
Agar mai 15w ka light and 12v dc fan chalau to kitna backup milega 7ah battery 12v se
@@HimanshuDtrader :)) 15 watts LED light ke aur 15 watts Fan ke...30watts ke hisaab se ...2.5 se 3 hours hi chalega...ye
Don't angry sir .or ek question mppt load connection se direct 12v fan ,led bulbs laga sakte he.
Yes, please use it, laga sakte hain,
सर आपने अपने घर पर जोरदार सोलर का युज किया है
Yes, Thankyou, Ajju ji
Bahut badiya ha sir je
Thankyou ji
ye 32Ah Auto ki battery hai , bhai ye kaisa performance deta hai?? Aur ye battery ko UPS ya Invertor jod ke chala sakte hai??
Monil ji, ye auto ki battery accha performance de rhi hai, lekin agar main UPS battery se comparision krun to UPS se thoda Kum backup hai, lekin aap ispr, led light, DC fan, Mini converter box, Inverter sab chalta hai,
12 volts UPS battery ko 6-7volts tak discharge kiya ja sakta hai, jabki is auto ki ya car ki battery ki max. 10.2 volts se neeche discharge kiya hi nahin ja sakta hai,....Aapka solar panel kitne watts ka hai ????
bro mera panel 50 watt mono crystalline hai... to fir ye battery use karu ya nahi?? aur isko kya maintenance karna padega..??
aap batao ki me konsi battery lu??
@@MonilSuthar :)) 24AH ya 28 AH UPS battery lo, backup accha milega.....is auto wali battery me water fill krna padhta hai,,,
mera charge controller 10-Amp ka hai... aur wo lead acid aur Smf dono battery ko support karta hai...
Gooooood job
Mini inverter 30 whtt tv load l sakta hai
Na, 100watts wala converter lo