Agar mera Adenium midium size ka hai aur main 6 inch plastic pot main repotting kar Raha hun, toh per pot ke hisab se kitne Matra main Neemkhali, Bonemeal and SSP dalna hai? 10 gm or 20 gm each?
Kharap hue root ko cut karne ke baad, dry fungicide powder cutting jaga par lagana hai , ya pura fungicide water mix main root portion dubakar rakhna hai? Agar fungicide water main root ko dip karke rakhna hai toh kitne samay Tak rakhna hai. Uske baad plant ko shade main 15 din Tak sukhana hai? Please advise in details
Very nice sharing friend.👌 Beautiful collection of adenium ❤ Stay happy and connected 🌹🌹
Thank you so much ♥️
This use of brush to clear root ball is a good idea
Thanks
Yeh Jo solution small hibiscus plant replanting karne ke baad de sakte hain?
Yes
@@beautifulgardenofchumki8474 thanks🙏
15 din ya 15 minute aise rakhenge?
15din
Arabicum Kahan se mangaaye, please bata sakte hain?
Kolkata
@@beautifulgardenofchumki8474 please share the contact details of the seller
Yeh repotting kaam February 15 tarikh pehle karna chahiye ya jab chahe kar sakte hain?
Avi kar lijiye
Agar mera Adenium midium size ka hai aur main 6 inch plastic pot main repotting kar Raha hun, toh per pot ke hisab se kitne Matra main Neemkhali, Bonemeal and SSP dalna hai? 10 gm or 20 gm each?
20dijiye
Kharap hue root ko cut karne ke baad, dry fungicide powder cutting jaga par lagana hai , ya pura fungicide water mix main root portion dubakar rakhna hai? Agar fungicide water main root ko dip karke rakhna hai toh kitne samay Tak rakhna hai. Uske baad plant ko shade main 15 din Tak sukhana hai? Please advise in details
Dry ko bhi laga sakte hain
15 din Tak app Jo bole chod denge, toh ye plant ko shade main chhod denge ya Kahan rakhenge?
Shade mein
ମା, ଏବେ ମୁଁ ଆଡେନିୟମ୍ ରିପଟିଂ କରି ସାରିଛି ହେଲେ ପଟ୍ ମିକ୍ସିଂ ରେ କିଛିଟା ଅଭାବ ରହିଯାଇଛି ଯଥା ଫସଫରସ, ଜିଆ ଖତ ,ଏବେ ନୂଆ ଶାଖାଗୁଡ଼ିକ ବାହାରିଛି ଫୁଲ ଧରିବା ପାଇଁ କିଛି ଆଡଭାଇସ ଚାହୁଁଛି ,
Potash 2gm/ltr diontu