Farm Ki Palai Mehengi Kiun Houti Hy?

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 2 окт 2024

Комментарии • 23

  • @nukraanimalsjanvar5031
    @nukraanimalsjanvar5031 7 месяцев назад +1

    Good info

  • @SyedCattlevlogs
    @SyedCattlevlogs Год назад +2

    Good conversation

  • @aishaimran9659
    @aishaimran9659 6 месяцев назад +1

    Bhai powder wala doodh 94 liter hai

  • @abdullah5196
    @abdullah5196 Год назад +1

    shazan bhai bilkul sahi bola apney ye tou haqeeqat hy...apko dekh dekh aur apse guidance leker ab hum apna janwar khud paaltey hyn..pehle andaza nhi houta tha kharcho ka mgr ab hum khud paltey hyn tou hamein pata laga hy k janwar paalne k lye apna pait kaatna parrta hy phir bhi kharcha poora nhi houta... daily ka bazar se 4 litre doodh leker hum pilatay hyn 800 rupay ka....aaj se kuch arsa pehle 1000 per day py janwar pal jaata tha doodh k sath...

  • @tahoorsultani
    @tahoorsultani Год назад

    Bilkul Shazan Bhai 💯

  • @ahmedumarrizwan8425
    @ahmedumarrizwan8425 Год назад +1

    Yr aap doodh pila rahay ho jaanwar ko 3 4 kilo jb k cattles ki nutritional requirements mein milk sirf 5_6 mahinay tk zaruri hota hai us k baad agar aap thora socho to aap jaanwar ko balance diet do soyabean meal do woh us ki nutritional requirements ko pura karay ga (us mein proteins or fats doodh k muqably mein zyada hotay hain ) or aap jo milk de rahay ho jaanwar ko to cow k rumen k liye milk ko consume krna bohot mushkil hai jb k soyabean meal ko krna bohot asaan hai to MILK dena 4_5 kilo paisay zaya krna hai jb k agar aap fats requirement k liye dena. Chahte ho to aapko chahiye k dalda ya phir bypass fat ka istemal kro shouq ko asaan kro mufeed alternatives apnao asal farmer woh hota hai jo jaanwar ko samajhta hai k kya cheez zaruri hai is k liye doodh makhan ya phir 55000 kharach krny se koi acha farmer nhi banjata

    • @hasbicattlefarm
      @hasbicattlefarm  Год назад +1

      piyarey bhai pehle kitabi aur google ki parhaii se bahar aai...aap jo baat ker rahy hyn woh deegar western countries me slaughtering animals ki diet k liye houta hy....pehle aap farm k standard per qurbani k janwaro ko paalne me practical ho jain dear, phir apko zarur andaza hoga k doodh kiun diya jata hy aur uska faida kiya houta hy!

  • @AnimalPointPkOfficial
    @AnimalPointPkOfficial Год назад +2

    100% agreed

  • @UmairKhan-uo6kd
    @UmairKhan-uo6kd 6 месяцев назад

    Sab faram walo nay dukan lagi hui hay sab jhut hay bhai

  • @tigerzindahai673
    @tigerzindahai673 Год назад

    yr boss ye jo aap bolrhy 6kg wanda ye 1 time ka 6kg hai ya dono time ka mila kr 6kg wanda

  • @fazalahmed3129
    @fazalahmed3129 Год назад

    Masha Allah... we r waiting for 2nd episode

  • @kingkarachialikhan2287
    @kingkarachialikhan2287 Год назад

    ❤vip ustad

  • @nomanhassan7965
    @nomanhassan7965 Год назад

    Bhai foam ki location batao ?

  • @salamsalam4528
    @salamsalam4528 Год назад

    Good bhai