Jitna Sakoon #Tajuaad parh kar ata ha Allah Pak ki Qasam itna Sakoon kabi ni milta,,, Allah Pak hum sabko hadayat de or 5,waqat ki Namaz Parny ki tofeeq attha Kare g ❤❤❤
MashAllah..JazakAllahu khairan fiddunya wa aakhirah.. may my Allah subhanwatala give us ability to perform salah tahajud on regular basis..Allahumma Ameen
Ya Arhamamarahimn ham sab ko tere nek raste par chalne ki tofik aata farma or hozoor sallsahualayehe wasalam ki sunnato par chalne ki tofik aata farma or jesa tuje or tere Rasul sallsahualayehe wasalam ko pasand ho hame aesa banade or aakhirat or duniya mai kamyabi aata farma ameen summa ameen in shah Allah azawazal summa ameen ya rabul alamin ya Rasul Allah sallsahualayehe wasalam or kayamat ke din aap ka arsh ka saaya nasib farma or Rasul sallsahualayehe wasalam ki shaffat nasib farma ameen summa ameen in shah Allah azawazal or hamari sari dilli jaiz tammana ko puri farmaye ameen summa ameen in shah Allah azawazal summa ameen ya rabul alamin ya Rasul Allah sallsahualayehe wasalam ❤️ 🤲 or hamari aakhirat or duniya mai kamyabi aata farma ameen summa ameen in shah Allah azawazal azawazal ❤❤🤲🤲
💗💗😭💓YA ALLAH RABBUL AALEMIN ME BHI TAHAJJUD PADHUNGI TU QUBOOL FARMA NA 😭😭💓💓 OR TAMAAM MUSALMAAN KI TERE PYARE HABIB KE SADKE ME AAMIN SUMMA AAMIN YA ALLAH RABBUL AALEMIN😭😭💓💓
From years I WANT TO READ TAJJHUD BUT NOT POSSIBLE..I READ ONLY DURING RAMADAN. FROM YEARS YEARS I AM NOT ABLE TO READ. I KEEP THE ALAM BUT I OFF IT WHEN IT RINGS. PLEASE MAKE DUVA FOR ME TO READ TAJJHUD. 💞💞💞
Assalamualaikum tahajud padne ke liye ??witr padna zaruri aisa nhi mi witr mhi padti magar kabhi mi isha miss kardeti hu allah maaf kare aur Tajahud ke waqt kya witr padkar tahajud padsKte hi please batayiye
Sahiba Doll.......tahajjud k time buri raat hota.......balki agar aap ko esha k baad neend aajae or aap kuch der baat vapis jaggao to vahi se tahajjud k time shuru hojata h.....or tahajjud k time fajr ki aazan se phele tak rheta h......
Isha se Fajr tak time rehta hai lekin afzal waqt seher ka waqt hai, raat ka teesra hissa....qk isme Allah pehle asmaan pe ata hai ..... Lekin agar aapko ayesa lag raha k aap nai uth payngi toh phir aap Isha k baad bhi pad sakti hai, In Sha Allah sawab milega
tahajjud ka time 2 bhaje se lekar fajar ki namaz se aada ghante pehle tak rehtha kya aur fajar ki azaan 5:45 ko hori tho 5.00 to 5:30 thak tahajjud ki namaaz padsakthe kya ye raat ka aakhri hissa hotha plz reply me
Ishan ke fauran bad tahajjud ka waqt shuru ho jata hai...lekin shart ye hai....sona zaroori hai ..bina soye tahajjud nahi hogi...chahe fir fajar se theek pehalay hi kio na padho...I think it is clear to you, If I am wrong then correct me.
meraj mohd khan ismein sona zaroori nhi iska Matlab hi jaagna hota hai toh sone ka baat hai hi nhi aur aakhri yeh aakhri hisse mein hota hai isha ke fauran baad nhi
Tahajjud namaz ko jaag kar bhi padsakte hain.....lekin....neend se uthkar namaz padne ka asar jyaada hota hai.....kyonki....neend ko todkar allah ke liye namaz padna....jaagkar namaz padnese bhi thodi mushkil hae....so....allah ke liye hamari neend bhi thodkar tahajjud namaz padna bahut behtar kee baat hae.
Bolte h Jo Marta uske nama ka ek Tara toot jata h to kya ye sach h Agar ha to Maan lijiye Aaj duniya me 10 log mare to 10 tare toot gye Aur Duniya me 50 log paida huye to kya 50 tare jud jate h
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Aapke Jawab Ke Liye Is Video Ko Dekhe. ruclips.net/video/TA-nxhy2M2o/видео.html Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
Tahajuud ka aakhir wakt kaun sa h 3baje parhe ya 2baje plz mughhe bataiyye mai kis wakt padhu plz reply deejiye mery q. Ka rely aap nahi dete ho plz bataiye
ummid k sath pdhye..pabndi se pdhye.. mene aise bhi comments dekhe hain logon k k unhone 3 sal tahajjud pdhi pabndi se sbr k sath. bina mayoos hue.phr unhe whi kuch mila jo wo mangte the..
Mishkat ul Masabeeh Hadees # 2266 وَعَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: إِنَّ اللَّهَ تَعَالَى قَالَ: مَنْ عَادَى لِي وَلِيًّا فَقَدْ آذَنْتُهُ بِالْحَرْبِ وَمَا تَقَرَّبَ إِلَيَّ عَبْدِي بِشَيْءٍ أَحَبَّ إِلَيَّ مِمَّا افْتَرَضْتُ عَلَيْهِ وَمَا يَزَالُ عَبْدِي يَتَقَرَّبُ إِلَيَّ بِالنَّوَافِلِ حَتَّى أُحِبَّهُ فَإِذَا أَحْبَبْتُهُ كُنْتُ سَمْعَهُ الَّذِي يَسْمَعُ بِهِ وَبَصَرَهُ الَّذِي يُبْصِرُ بِهِ وَيَدَهُ الَّتِي يَبْطِشُ بِهَا وَرِجْلَهُ الَّتِي يَمْشِي بِهَا وَإِنْ سَأَلَنِي لَأُعْطِيَنَّهُ وَلَئِنِ اسْتَعَاذَنِي لَأُعِيذَنَّهُ وَمَا تَرَدَّدْتُ عَنْ شَيْءٍ أَنَا فَاعِلُهُ تَرَدُّدِي عَنْ نَفْسِ الْمُؤْمِنِ يَكْرَهُ الْمَوْتَ وَأَنَا أَكْرَهُ مُسَاءَتَهُ وَلَا بُدَّ لَهُ مِنْهُ . رَوَاهُ البُخَارِيّ ابوہریرہ ؓ بیان کرتے ہیں ، رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ اللہ تعالیٰ نے فرمایا :’’ جو شخص میرے کسی پسندیدہ شخص سے دشمنی رکھے تو میرا اس سے اعلان جنگ ہے ، اور میرا بندا جن جن عبادات کے ذریعے میرا قرب حاصل کرتا ہے ان میں سے وہ عبادت مجھے بہت محبوب ہے جو میں نے اس پر فرض کی ہے ۔ میرا بندہ نوافل کے ذریعے میرا قرب حاصل کرتا رہتا ہے حتیٰ کہ میں اس سے محبت کرنے لگتا ہوں ، جب میں اس سے محبت کرتا ہوں تو میں اس کا کان بن جاتا ہوں جس سے وہ سنتا ہے ، اس کی آنکھ بن جاتا ہوں جس سے وہ دیکھتا ہے ، اس کا ہاتھ بن جاتا ہوں جس سے وہ پکڑتا ہے ، اس کا پاؤں بن جاتا ہوں جس سے وہ چلتا ہے ، اور اگر وہ مجھ سے کوئی چیز مانگتا ہے تو میں اسے عطا کر دیتا ہوں ، اگر وہ مجھ سے پناہ طلب کرتا ہے تو میں اسے پناہ دے دیتا ہوں ، میں نے جو کام کرنا ہوتا ہے اس کے کرنے میں مجھے کبھی اتنا تردد نہیں ہوتا جتنا کسی مومن کی جان قبض کرتے وقت تردد ہوتا ہے وہ موت کو ناگوار جانتا ہے اور میں اس کی ایذا کو ناگوار جانتا ہوں ، حالانکہ وہ (موت) تو اسے ضرور آنی ہے ۔‘‘ رواہ البخاری (۶۵۰۲) ۔ Sahih Hadees
@@s.a3335 thik h bahn ..I will try again ..aapke kehne p m fir se padhogi inshallah ..plz mere liye dua kryega k Mera dua qubol ho..main pichle 7 mehne se bht preshan hoon mere it's very tuff tym for me plz prey for me
Allah tala apki preshani ko door kre.. tahajjud me dua k sath sath is bat ka bhi khyal rkhen ki kisi bhi qism ki haram cheez aur sood wagera se puri trh bchen..qk haram cheez khane ya haram istemal krne se duaen qubool nhi hotin..chahe wo kitna hi ro ro kr duaen mange..aur dusri bat ye k kbhi ye na kahen k Allah ne meri dua qubool nhi ki..kiyunk aisa kehne wale jld baz ki dua bhi Allah qubool nhi krta...
Jitna Sakoon #Tajuaad parh kar ata ha Allah Pak ki Qasam itna Sakoon kabi ni milta,,,
Allah Pak hum sabko hadayat de or 5,waqat ki Namaz Parny ki tofeeq attha Kare g ❤❤❤
Rajput _Boy ameen
AMEEN SUMMA AMEEN
In shaa Allah main tahajjud Padne Ka ehtimam karungi Allah ham sabko hidayat de ameen
Shaziya Kola assalamualaikum
Shaziya Kola Ameen summa Ameen ji
aameen
Aameen summa aameen
Aameen
M hindu thi islam qubool ki ,aur 5tym nmaz k sath sath m roz tahjjud b pdhtihu
Dear Allah bless you. Please make duva so that i also read sister
Aap revert hui hai
Mubarak Allah apko har gham se door rakhe
Allah apko Khush rkhe insha'Allah
Masha Allah
Subhanallah.... Allah hum sabko five times namaj aur tahajjud ki namaj padhne ki taufeeq ata farmaye ameen
Ameen
Ya allah hum sab musalman ko 5 time namaz phad ne ki tofiq de ammen
I , invite you all to listen the Glorious Qur'an
Alhamdulillah
Subscribed
Jazakallah khairan
@@islamtalk4 papqqqpaapppqqp
@@islamtalk4 pqqpppqpqpaqqaqaqpqpapqppaqpqqpqqpppppppqpapppaapqqappqqqpqaqpqqpaaqaqaapqapppqpaqappappqpqqaqqpaq
@@islamtalk4 qpaaaaaqaaappqqpqaaaaaaaaqqqaappqpppqqpqqpqpaapqppqa
thanks a lot faiz baya Allah bless u and ur family mri her eak problm door huwe tahajjud se
Niyat dil ka irada hai. Zaban se niyat karna sahaba aur nabi se sabit nahi
MashAllah..JazakAllahu khairan fiddunya wa aakhirah.. may my Allah subhanwatala give us ability to perform salah tahajud on regular basis..Allahumma Ameen
inshallah mai ab hamesha tahajjud padhugi
Ya Arhamamarahimn ham sab ko tere nek raste par chalne ki tofik aata farma or hozoor sallsahualayehe wasalam ki sunnato par chalne ki tofik aata farma or jesa tuje or tere Rasul sallsahualayehe wasalam ko pasand ho hame aesa banade or aakhirat or duniya mai kamyabi aata farma ameen summa ameen in shah Allah azawazal summa ameen ya rabul alamin ya Rasul Allah sallsahualayehe wasalam or kayamat ke din aap ka arsh ka saaya nasib farma or Rasul sallsahualayehe wasalam ki shaffat nasib farma ameen summa ameen in shah Allah azawazal or hamari sari dilli jaiz tammana ko puri farmaye ameen summa ameen in shah Allah azawazal summa ameen ya rabul alamin ya Rasul Allah sallsahualayehe wasalam ❤️ 🤲 or hamari aakhirat or duniya mai kamyabi aata farma ameen summa ameen in shah Allah azawazal azawazal ❤❤🤲🤲
Subhanallah Allah bda reham krne wala h
Allah tabarak wa taala aap ki umer daraaz karray...
Thank you so much for your bayan
Allah tala meri v dua qabool kr le...ameen
Thank you thank you thank u aap se mujhe bahut ilm mila
SUBHANALLAH.. Jazakallah Khair
jazakallah hu khair faiz sahab
Masha Allah 🌹🌹🌹🌹
In shaa Allah...
MashAllah
Subhan Allah Mashallah Allah Hoo akbar
Allah taala fyez sahab ko jannath de
Assalamualaıkum Love from India Hyderabad
Jazakallah khair
Subahanallah💚💛💜
Hallo g kisy ho
Gud
mashallha😊😊👍
Allah tala hame Amal karne ki taofik de ameen summa ameen 🤲
mashallla
Subhan Allah Mashallah
Allah aap ko sehat aata kare
💗💗😭💓YA ALLAH RABBUL AALEMIN ME BHI TAHAJJUD PADHUNGI TU QUBOOL FARMA NA 😭😭💓💓 OR TAMAAM MUSALMAAN KI TERE PYARE HABIB KE SADKE ME AAMIN SUMMA AAMIN YA ALLAH RABBUL AALEMIN😭😭💓💓
insha'Allah
Jazakallah
Subhan Allah,,,,
Ameen
Subhan ALLAH
Assalamualaikum warahmatullahi Wabarakatuhu
Masaallah 😘😘
subhanallah
Mashallah
Mashaallah
mashallah
Beshak
Nice video
From years I WANT TO READ TAJJHUD BUT NOT POSSIBLE..I READ ONLY DURING RAMADAN. FROM YEARS YEARS I AM NOT ABLE TO READ. I KEEP THE ALAM BUT I OFF IT WHEN IT RINGS. PLEASE MAKE DUVA FOR ME TO READ TAJJHUD. 💞💞💞
Sleeping is not compulsary... U can pray it before going to sleep
Aye.allah.mai.ko.ameel..karena..wale..bana..ameen
Mashaallah subhanallah. ......
👍👍👍
Masha Allah
Ameen m ab jaror pade go Roz
❤️😭😘ap
mashalla
masa allah
🥰
Sir, agar koi insaan salam ka jawab na de toh bhi usko salam karte rahna cahiye kya?
assalamualaikum mulsab raat me baghair soye tahjud ki namaz padsakthe
Tahajjud me tasbih padhna chahiye
Ya Allah mjh neik aur Salah aulad ata farmaye Ameen summa Ameen
Assalamualaikum wr wb
Mera ek sawal ...tahajjud ka nanaj andheri main pad sakta hain ya nahi
Assalamualaikum tahajud padne ke liye ??witr padna zaruri aisa nhi mi witr mhi padti magar kabhi mi isha miss kardeti hu allah maaf kare aur Tajahud ke waqt kya witr padkar tahajud padsKte hi please batayiye
Ins. Ham sabko padna chaya
Aisa kaha jata hai ke tahajjud ke 21 dinn ka wakt 1 Jinn se samna hota hai aur isleye ye namaz sirf maazboot dill wale paad sakte hai
Siray se galat hai janab
Isha ki nmaz me tahjud pad sakte h
tahajjut katim koi pka hai k 2 k bad tim tahajt ka kub tuk hota hai plz raply
Sahiba Doll.......tahajjud k time buri raat hota.......balki agar aap ko esha k baad neend aajae or aap kuch der baat vapis jaggao to vahi se tahajjud k time shuru hojata h.....or tahajjud k time fajr ki aazan se phele tak rheta h......
Sahiba Doll fajar se phle ir isha k baad
Sahiba Doll koi bhi mosam k hisab se jab fajr ki azaan hoti hai uske 2 ghante pehle uth k padlo
Isha se Fajr tak time rehta hai lekin afzal waqt seher ka waqt hai, raat ka teesra hissa....qk isme Allah pehle asmaan pe ata hai .....
Lekin agar aapko ayesa lag raha k aap nai uth payngi toh phir aap Isha k baad bhi pad sakti hai, In Sha Allah sawab milega
Tahajjud ka jikr kuraan ke kis pare me h
Faiz Bhai panjsurah me last papers me kuch mahino ki nafil namaz Hoti hai toh kya ise padhna saabit hai
Please jaldi comment karo
Agr rat ko soty wqt qayam ul lail k nafal prh k soye..to tahajud prhny ka sawab ملتا h????
Qayam ul lail hi tahajjud ki namaz hai
tahajjud ka time 2 bhaje se lekar fajar ki namaz se aada ghante pehle tak rehtha kya aur fajar ki azaan 5:45 ko hori tho 5.00 to 5:30 thak tahajjud ki namaaz padsakthe kya ye raat ka aakhri hissa hotha plz reply me
Anjum Sidra yeh fajr ki azaan tak hota hai aur raat ka aakhri hisaa Matlab poora end tak
Ishan ke fauran bad tahajjud ka waqt shuru ho jata hai...lekin shart ye hai....sona zaroori hai ..bina soye tahajjud nahi hogi...chahe fir fajar se theek pehalay hi kio na padho...I think it is clear to you, If I am wrong then correct me.
meraj mohd khan ismein sona zaroori nhi iska Matlab hi jaagna hota hai toh sone ka baat hai hi nhi aur aakhri yeh aakhri hisse mein hota hai isha ke fauran baad nhi
Tahajjud namaz ko jaag kar bhi padsakte hain.....lekin....neend se uthkar namaz padne ka asar jyaada hota hai.....kyonki....neend ko todkar allah ke liye namaz padna....jaagkar namaz padnese bhi thodi mushkil hae....so....allah ke liye hamari neend bhi thodkar tahajjud namaz padna bahut behtar kee baat hae.
Meraj mohd khan.... Yes u r wrong.. tahajjud padhne ke liye sona shart nahi hai
Jo duniya ka asman hai wo 7nth asman kehlaya jata haina? Ya 1st asmaan?
aslm kya tahajud k 2 rakat padh sakte plz bataye
Padh sakte hein
Assalamualaikum.ha tahajjud 2 rakat namaz padsakte hay.aur 2 2 rakat se.ketne b rakat padsakte.dus rakat bhi
G pad sakte hai,
2 rakat, 4 rakat, 6 rakat ya 8 rakat me se jitna padna chahe pad le...
2 rikat kr k 8 rikat tk pdh sakte hai qki humare pyare nabi 8 rikat tahajjud aur 3 rikat witr ki adaa krte the
Bolte h Jo Marta uske nama ka ek Tara toot jata h to kya ye sach h Agar ha to Maan lijiye Aaj duniya me 10 log mare to 10 tare toot gye Aur Duniya me 50 log paida huye to kya 50 tare jud jate h
👍👍👍👍👍👍
I m doctor .mujha aap se ek question puchan hai
Me do sal se tahajjud parh hu mgr me nafil hi parti hu vitr nh pare to kya meri namaze qubul h
isha namaz ke baat turant tahajjut padne se namaz hoga ???
Sir my confus hou k tahajud ki namaz mai kin surat ko pardha jata hai..sureh eqlas yah phir koi bi suraha
Munawar Ahmed koii b surah par skte hain bhaii
Koi v agar appko rasul k 3 surat yaad na ho to
sureh.falaq.sureh naas padsakte hai ap
Kya may apnay pyar kay liya dua kar sakhthi hu plz tell me replay karo plz
Nhi
Kar sakte hai leken yah dua kare yah allah hamare jayez dua kubool kare
mahalla
Tahazzud ki namaz kitni riqaat prhni hai???
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Aapke Jawab Ke Liye Is Video Ko Dekhe.
ruclips.net/video/TA-nxhy2M2o/видео.html
Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
Omer hasim
Isha kai bad agar ankh lagjaye but isha na parhi ho ttab tu Kia uth ker tahajud acceptable hogi ya isha perhker hi ankh lagni zaroori hai
SubanAllah
Agar apn ushar raha tu padsakta kya tahajood ki namaz
Kuch log kahte hai tahjud padhne se jin aata hai kya ye sahi hai
Dilwar Ansari no aisa nhi
Allah is bigger than u give him.honour Not Allah kehta hai,Allah kehtah hai
Tahajuud ka aakhir wakt kaun sa h 3baje parhe ya 2baje plz mughhe bataiyye mai kis wakt padhu plz reply deejiye mery q. Ka rely aap nahi dete ho plz bataiye
@@allahhuakbar2419 aap ka bahot bahot sukriya batane k liye aur ye bhi bataiye teesra pahar kaun sa hota h kitna baje time bataiye plz
@@allahhuakbar2419 insha Allah Allah tala hame aur aap ko tahazzud Ki namaz Ki hidayat de ameen
3 bje kareeb
Please mujhe bhi bta di ki tahajjudh ki namaz mai kon si surtah parni h
Mai tahajjud padhta hun
Ager hame pata nahi ho ki hum tahajjud padege ki nahi to hume biter ka kiya jaye pade ya nahi
Someone answers please
Bina soye tajjud paDh skte h 3 bje tk?
No
Yes..watch this to know more
ruclips.net/video/xLLNQzRtw6g/видео.html
Lubna Bagwan perh skte hain
Padsakte Hy.lekin utna faida nahi hota jitna.
Sonay k baad utkar padtehy
kya kbhi namaz na padta ho koi or vo sirf Tahjjud ki namaz pad skta h please reply me
Hina Parveen sister pehle farz namaz perhna zaroori hai oske k bad iski bohat fazilat hai pehle ferz namazon ko qaim rakhna zaroori hai JazakAllah
Frz nmazain behd zruri hyn lazmi prhyn frz nmaz. Tahajjud nmazi benamazi hr koi prh skta h
Tahajjud me kitni nifal padi jati hai
2,4,8,12
Please mujhe bhi bta do ki tahajjudh ki namaz mai kon si surtah parni h
Bhai tahajjud ka waqt to 24 hours kahi na kahi dunya me har waqt hota hai to kya Allah dunya ke pehle asman par rehta hai
Islah kare
Tahajjud namaz padhlo ya fir ro kr sajde krlo..Jo Allah ko na Dena hota h ..woh nhi milta ..chahe hm jitna bhi tadap le ...it's my experience
@@s.a3335 last 20 days in ramzan , ar m normally bhi padhti hu
ummid k sath pdhye..pabndi se pdhye.. mene aise bhi comments dekhe hain logon k k unhone 3 sal tahajjud pdhi pabndi se sbr k sath. bina mayoos hue.phr unhe whi kuch mila jo wo mangte the..
Mishkat ul Masabeeh Hadees # 2266
وَعَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: إِنَّ اللَّهَ تَعَالَى قَالَ: مَنْ عَادَى لِي وَلِيًّا فَقَدْ آذَنْتُهُ بِالْحَرْبِ وَمَا تَقَرَّبَ إِلَيَّ عَبْدِي بِشَيْءٍ أَحَبَّ إِلَيَّ مِمَّا افْتَرَضْتُ عَلَيْهِ وَمَا يَزَالُ عَبْدِي يَتَقَرَّبُ إِلَيَّ بِالنَّوَافِلِ حَتَّى أُحِبَّهُ فَإِذَا أَحْبَبْتُهُ كُنْتُ سَمْعَهُ الَّذِي يَسْمَعُ بِهِ وَبَصَرَهُ الَّذِي يُبْصِرُ بِهِ وَيَدَهُ الَّتِي يَبْطِشُ بِهَا وَرِجْلَهُ الَّتِي يَمْشِي بِهَا وَإِنْ سَأَلَنِي لَأُعْطِيَنَّهُ وَلَئِنِ اسْتَعَاذَنِي لَأُعِيذَنَّهُ وَمَا تَرَدَّدْتُ عَنْ شَيْءٍ أَنَا فَاعِلُهُ تَرَدُّدِي عَنْ نَفْسِ الْمُؤْمِنِ يَكْرَهُ الْمَوْتَ وَأَنَا أَكْرَهُ مُسَاءَتَهُ وَلَا بُدَّ لَهُ مِنْهُ . رَوَاهُ البُخَارِيّ
ابوہریرہ ؓ بیان کرتے ہیں ، رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ اللہ تعالیٰ نے فرمایا :’’ جو شخص میرے کسی پسندیدہ شخص سے دشمنی رکھے تو میرا اس سے اعلان جنگ ہے ، اور میرا بندا جن جن عبادات کے ذریعے میرا قرب حاصل کرتا ہے ان میں سے وہ عبادت مجھے بہت محبوب ہے جو میں نے اس پر فرض کی ہے ۔ میرا بندہ نوافل کے ذریعے میرا قرب حاصل کرتا رہتا ہے حتیٰ کہ میں اس سے محبت کرنے لگتا ہوں ، جب میں اس سے محبت کرتا ہوں تو میں اس کا کان بن جاتا ہوں جس سے وہ سنتا ہے ، اس کی آنکھ بن جاتا ہوں جس سے وہ دیکھتا ہے ، اس کا ہاتھ بن جاتا ہوں جس سے وہ پکڑتا ہے ، اس کا پاؤں بن جاتا ہوں جس سے وہ چلتا ہے ، اور اگر وہ مجھ سے کوئی چیز مانگتا ہے تو میں اسے عطا کر دیتا ہوں ، اگر وہ مجھ سے پناہ طلب کرتا ہے تو میں اسے پناہ دے دیتا ہوں ، میں نے جو کام کرنا ہوتا ہے اس کے کرنے میں مجھے کبھی اتنا تردد نہیں ہوتا جتنا کسی مومن کی جان قبض کرتے وقت تردد ہوتا ہے وہ موت کو ناگوار جانتا ہے اور میں اس کی ایذا کو ناگوار جانتا ہوں ، حالانکہ وہ (موت) تو اسے ضرور آنی ہے ۔‘‘ رواہ البخاری (۶۵۰۲) ۔
Sahih Hadees
@@s.a3335 thik h bahn ..I will try again ..aapke kehne p m fir se padhogi inshallah ..plz mere liye dua kryega k Mera dua qubol ho..main pichle 7 mehne se bht preshan hoon mere it's very tuff tym for me plz prey for me
Allah tala apki preshani ko door kre.. tahajjud me dua k sath sath is bat ka bhi khyal rkhen ki kisi bhi qism ki haram cheez aur sood wagera se puri trh bchen..qk haram cheez khane ya haram istemal krne se duaen qubool nhi hotin..chahe wo kitna hi ro ro kr duaen mange..aur dusri bat ye k kbhi ye na kahen k Allah ne meri dua qubool nhi ki..kiyunk aisa kehne wale jld baz ki dua bhi Allah qubool nhi krta...
astagfirulla
Q
Lalchandsk
Aap haste kyu h itna
Subhan Allah
masa allah
Mashallha
Mashallah