LUMINOUS LB+VX DEAD PROBLEM ल्यूमिनस इन्वर्टर में सब सही है फिर भी चालू नही हो रहा है। क्या करे ?

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 7 мар 2022
  • Assalamualaikum friends mera naam Mukarram ali aur aapka apne youtube channal Amayra Electronics me khushaamdeed. Hum aapke liye bahetreen product jaise inverter stabilizer induction se related appliances ki repairing or naye banane ki videos daalte rehte hai or aise hi or knowledge vali videos ko dekhne ke liye humse jude rahe or hamare chennal ko subscribe kr de or side me bane bell icon ko press kr de taki hamari har nayi video ki notification aap tak sabse pehle pahuchti rahe to agli video tak hame dijiye ijazat or apna dher sara khayaal rakhiye Allah hafiz.

Комментарии • 72

  • @mazharkhanmazharkhan9679
    @mazharkhanmazharkhan9679 Год назад +1

    Very nice ❤

  • @raochetramyadav1241
    @raochetramyadav1241 2 года назад +1

    अच्छा विडियो सर जी

  • @ameenahmed3440
    @ameenahmed3440 2 года назад

    Good job bhai

  • @anweralisayyed2047
    @anweralisayyed2047 2 года назад

    Nice video

  • @bselectrician1530
    @bselectrician1530 Год назад +1

    Sir aapko chiye view & subscriber, hume chiye kuj na kuj sikhne ko, tum hume knowledge do, hum aap ka sath denge, sir harik section ki detail video bnaya karo, diagram ke sath, component ki value or location jarur bataya Karen, hum aapka channel subscribe bi karenge, like or share bi Karenge, aapka poora sath denge, thanks

  • @sanawwarali7099
    @sanawwarali7099 Год назад +1

    Sir mere paas luminous lb1400 va ka inverter hai aur wo dead ho gaya hai uske on off switch jeck per 1.5volt mil rahe hai aur 5050 ka jo transistor hota hai uski saath one ohm ki resistance jo hoti hai wo garam ho rahi hai sir use kaise theek krein

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  Год назад

      sabse pehle to usme 24v se stap down IC lgi hui jo ki 24v se 12v out karti hai use chek karni hai or jo usme 5050 12v se 5v out karne ke liye lga hua hai use nikaal kr uski right pin pr 12v chek karni hai

  • @jayganpath7086
    @jayganpath7086 Год назад

    Super sir how to get that jacks

  • @GurmeetSingh-wt6ns
    @GurmeetSingh-wt6ns 6 месяцев назад

    Sir mene inverter ke main sawich print ko drict joda to abb inverter koi kam nahi kr raha kay problem ho sakti hai

  • @mazharkhanmazharkhan9679
    @mazharkhanmazharkhan9679 Год назад +1

    میں نے ایسے یو پی ایس کو تین سولر پلیٹ پہ لگایا جل گیا ہے

  • @sunilvarshney4510
    @sunilvarshney4510 Год назад

    Bhai g Luminous LB-650 Ki ic mil jayegi kya aoke pass, pin 6 pr 6.5v drop ho rahe h.

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  Год назад

      mil to jayegi lekin bhai hum online saman nhi bechte.... ic nikaalne ke baad bhi volt chek kr lena..

  • @AnilKumar-wt3oy
    @AnilKumar-wt3oy 2 года назад

    Bhai Jan utl company ka inverter h out put nhi de Raha h kya problem ho sakti h
    From ak electrical

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  2 года назад

      Agar inverter ke chalte samay transformer halki si aawaj kr raha hai to relay change kr ke dekh lijiye our agar transformer aawaj nhi kr raha hai to mosfet ke drive chennal me problem hai

  • @autoelectrical9477
    @autoelectrical9477 6 дней назад

    sem bord me over load.no load . show karra ha hai. charging nahi karra . output ac current nahi ahra . kya problem hova hai

  • @RihanKhan-cd8eu
    @RihanKhan-cd8eu 5 месяцев назад

    sr arjent bat karni h ap se

  • @maheshgohil8624
    @maheshgohil8624 2 года назад

    Luminous ka inverter 675va ka hai is main mosfat change kiya Lekin on nahi ho raha hai aur main aur charging led blinking kar Raha hai aur drive ek OK hai Lekin 2drive nahi ata hai to kya dikat ho sakti hai sir plz help

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  2 года назад

      sir pehli problem to isme microcontroler ic ki or dusri problem isme cristal ki bhi ho sakti hai.... in dono chijo ko badalne se pehle aap pin no 19 aur 20 pr 5v chek kar lijiyega, agar volt ok aa rahi hai to pehle cristal badalna uske baad IC ok bro koi or problem ho to comment kr dena.

  • @shekharpal40
    @shekharpal40 2 года назад

    Bhai mera inverter me bhi yhi problem hai

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  2 года назад

      bhai is problem me kafi sare fault aate hai sabse no 1 pr hai 40amp DC fuse, agar DC fuse sahi hai to no 2 pr hai 1 ohm ki rasistance location R7 overload priset ke pass lagi hui hai..

  • @ManojKumar-kf8ht
    @ManojKumar-kf8ht 3 месяца назад

    Same model m 270 v aa raha hai

  • @ishwarhebbar8787
    @ishwarhebbar8787 4 месяца назад

    Hamara.luminus inverter pcb 173 03 high viltage output 270 volts ac theyraha hai apako bejega to repair karke bejate hai sir.

  • @karunakarreddy1987
    @karunakarreddy1987 2 года назад

    Luminous 12v shakti charger1250 ka charging fault ka video chaeihe

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  2 года назад +1

      Agar shakti charge inverter ka koi charging fault Aaya to is per video Jarur Banaunga ...charging ka fault jyadatar is inverter mein Relay Se Hota Hai Kyunki Iske andar do relay extra charging ke liye Lagi hoti hai

  • @miluskr6817
    @miluskr6817 2 года назад

    Sir luminous lb vx 675 me charging ke time transformation jor vibration ke saath awaz karta hai. Charging full ho jane ke baad humming aur vibration band ho jata hai. Kya problem ho sakta hai.

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  2 года назад

      Mere bhai aap iski MOC 3021 IC (white wali) change kr do foult door ho jayega

    • @miluskr6817
      @miluskr6817 2 года назад

      @@amayraelectronics4801 sir moc 3021 aur BTB16 bhi change kiya tha problem same hai.

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  2 года назад

      @@miluskr6817 BTB16 ke paas bix capacitor lage huve hai unhe chek kr lijiye.

  • @soumenghosh734
    @soumenghosh734 Год назад

    vi is inverter ma 30ah ka lithium battery lagjayagi kaya?

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  Год назад

      Lagjayegi but usse pehle iske piche ek charging switch hai use low charging pr karna hai..

    • @soumenghosh734
      @soumenghosh734 Год назад

      @@amayraelectronics4801 ok

  • @amitnagmotiya1444
    @amitnagmotiya1444 Год назад

    Sir ji jo saman apne badla he wo kaha se milega

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  Год назад

      aapke aas paas jo bhi electronics parts ki shop ho vaha se kharid kr la sakte ho main to saharanpur se lata hu

  • @deepakbharti5524
    @deepakbharti5524 Год назад

    Bhai ups Ka button kam nai kr raha baki Sab kam kr raha h kya problem h

  • @user-cd4ew8nd2w
    @user-cd4ew8nd2w Год назад

    Mere pass arise company kahan hai beta hai uski micro IC kharab ho gai hai aur vah number ki aisi mil Nahin rahi hai kripya bataen dusre kis number ki aisi ismein dalegi

  • @DurgaDurga-cl1kh
    @DurgaDurga-cl1kh Год назад

    Luminos board diagram de sakhe sir

  • @praveenkumar7844
    @praveenkumar7844 Год назад

    Sir sawich pr voltage nhi aa rhi

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  Год назад

      12v ko trash karte chalo.... circuit me 5050 regulator ic lgi hui hai transister safe me uski right vali pin pr volt chek kro or agar vaha 12v aa rahi ho to aage trash karna varna piche chek karna

  • @foodlovers5746
    @foodlovers5746 7 месяцев назад

    भाई मेरा सेम invartar हाई जिसमे चार्जिंग स्टार्ट ही नही होती

  • @user-cd4ew8nd2w
    @user-cd4ew8nd2w Год назад

    Mere pass hai Kah Raha hai beta hai usmein micro Aisi kharab ho gai hai aur use number ki aisi Nahin mil rahi hai kripya bataen kis number ki IC usmein kam karegi

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  11 месяцев назад

      aap us ic ki pic mere paas send kr dijiye lekin usse pehle aap apna number mere paas send kr dijiye me aapke paas whatsapp se reply karunga

  • @sheikhaamin2389
    @sheikhaamin2389 Год назад

    Bhai Luminous 875 main smart charging continue dipper kyun karta hai

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  Год назад

      charging na krne ki vajah se ... usme charging ka fuse bhi khrab ho sakta hai or ander ki dikkat bhi..

    • @aashuprince4290
      @aashuprince4290 7 дней назад

      ​@@amayraelectronics4801Bhai aapka contact number hona

  • @mankuvishwakarma7114
    @mankuvishwakarma7114 3 месяца назад

    Luminios ka invertor hai battery me lgane ke bad ti ti awaj kar Raha hai or on nahi ho raha hai

  • @dualcore8728
    @dualcore8728 9 месяцев назад

    Diagrams dete to video main char chand lagjata

  • @spfonshorts8216
    @spfonshorts8216 5 месяцев назад

    Video clear nahi dikhaya

  • @sanjaypanda3444
    @sanjaypanda3444 2 года назад

    Luminous 800 battery charge nehi ha raha hai

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  2 года назад +1

      sabse pehle to charging fuse chek karo uske baad conector fir uske baad HCR fir sase baad me relay chek karni hai

  • @sandeepbisarwal7110
    @sandeepbisarwal7110 23 дня назад

    6no pin par 6volt aa rahi h fir bhi inv on nahi ho raha h

  • @palaniraj4620
    @palaniraj4620 2 года назад

    Eco volt board available

  • @murtazaahmed5941
    @murtazaahmed5941 Год назад

    Change over nahi hora h

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  Год назад

      Jo Changeover ic hai uski 1 no or 2 no pin or 1 volt chek kijiye agar aa rahi hai to agle portion me problem hai aur agar nhi aa rahi hai to pichle portion me problem hai

  • @kanishkavarshney8247
    @kanishkavarshney8247 Год назад

    चार्जिंग एंपियर आते ही कट कट की आवाज करता है

    • @amayraelectronics4801
      @amayraelectronics4801  Год назад

      Buzzer ke paas ek Priset lga hua hai vo badal do ye problem solve ho jayegi...

    • @aashuprince4290
      @aashuprince4290 7 дней назад

      Btb16-800cw kharab hua
      Same number ny milra alternate dusara dalsakthe Bhai

  • @rameshkumarrajpurohitdeora7075
    @rameshkumarrajpurohitdeora7075 9 месяцев назад

    On off switch our endingatr wayar sat ho janeke bad band ho gaya