House (Ghar) ka registry kaise hoga? House ki registry me kitna extra Paisa lagega bihar me, iss topic pr video banaye..., iss topic pr bahut kam jankari hai youtube par... mujhe problem ho rha hai house registry me
Ek video babaye jo admi galat tareeke se registery kara our fir uske bad panch ke dabav me aa kr wo khud registery wapas lena chahta h usska kya process hota video bnaye please
Sir naya registry detail kaise nilkaal sakte hai ? Pehle bhumijankari ke website se detail nikal jata tha magar recent last 3-4 month ka registry detail nahi nikal raha h jabse case number ke jagah temp token milne laga hai please reply dijye sir
Sir mera jaameen mere dadi ke name hai yo mere father becha sakte hai ki nahi or kya kya documents lagega or kisko kisko jana padega plzzz reply 2:452:46
क्या सर जमीन विक्रेता पाँच भाई है? अगर चार भाई मिल कर एक भाई को लिखित पावर दे तो वह जमीन बेच सकता है बाद में मोटेसन कराने में कोई दिगकत नहीं होगा? please sir video ke माध्यम से बताऐ 🙏
नहीं पंचो भाई की सहमति होनी चाहिए नहीं तो बाद में वो दाखिल खारिज नहीं होने देगा आप रजिस्ट्री कराने के लिए तैयार हैं लेकिन वो दाखिल खारिज फिर दिक्कत होगी
good concept.👍
Thank you sir Kaimur Bihar se
Nice information ❤
Bhai aapka video me aadhi batee faltu hoti hai koi bhi video me short me information diya kijie taki video dekhte dekhte bor na ho ❤
Bhai tu nahi dekha kar video tere dekhne ya na dekhne se koi fayda nahi hai umesh bhai ko koi hani nahi hoga
Tere liye ye video hai hi nahi
Agar 1 kattha se kam ho to kitna vallu hoga. Ya 1 dismil se kam ho to kitna lagega.
Good information 👍
Bhai mera jamin registry ke liye jo chhalan katwya tha wo karamchari challan nhi de rha hai to kya kre?
Please suggest 😢
House (Ghar) ka registry kaise hoga? House ki registry me kitna extra Paisa lagega bihar me, iss topic pr video banaye..., iss topic pr bahut kam jankari hai youtube par... mujhe problem ho rha hai house registry me
Hr jagah kattha me square feet alg alg hota khi pr bdi nap chalti h aur khi pr chhoti nap to kais dismil me change krenge
This is best jankari
Thank you sir 🙏
Nice information
Mukesh bhai ab motution ka new online process par video banaiye pls
Ek video babaye jo admi galat tareeke se registery kara our fir uske bad panch ke dabav me aa kr wo khud registery wapas lena chahta h usska kya process hota video bnaye please
Nice video
Good
Good morning bhaiji
Where is the link of the website you mentioned in the video? Please update in video description.
Under scrutiny wala kitna days ma ho jata hai bihar jamin thora batiya
Umesh Bhai kya 2024 me Jo jo Aadmi nya ration card banvaya hai kya uska bhi kyc krvana jaruri hai ya nahi
Sir kya 24 September se purana wala niyam lag jayega jamin registeri karane dikat hoga
Reply kijiye please
Sir naya registry detail kaise nilkaal sakte hai ? Pehle bhumijankari ke website se detail nikal jata tha magar recent last 3-4 month ka registry detail nahi nikal raha h jabse case number ke jagah temp token milne laga hai please reply dijye sir
Bhaiya please help me 🙏🙏
Bhaiya challan katwaye huye hai but registry nhi hua hai toh challan ko refund kaise karwaye please help me 🙏🙏
Sir mera jaameen mere dadi ke name hai yo mere father becha sakte hai ki nahi or kya kya documents lagega or kisko kisko jana padega plzzz reply 2:45 2:46
Voter ID card se zameen registery hoga ya nahi please bataye sir
Khatyani jamin ka online ho jayega kiya sir register
11 kata me kitna lagega dhankheti
Mutation online me kuch update hua h uske bare me video banaye
Plzzz
Stamp duty ek bar bharna padta hai ki har decimal per
1 Dismil _ 4.50 Hota hai
Agar zamin khati yani hai to kaise hoga
Nice
Sir chakudar vacancy ke bare me bataiye East Champaran ka
Kine din tk koi thod skta hai
जमीन का चलन खुद से अपने से ऑनलाइन कैसे किया जाता है बताने की कृपा करें
Last me ye nhi bataya ki rashid bhi katana hota hai.
जहानाबाद मे रजीसटरी कराने मे 19 डिसमिल जमिन है धनहर खेत नेट पर 8000 के डिसमिल दिखा रहा है तो हमे लिखबाने मे कितना खर्च लगेगा ❤❤😢
Link kaam hi nhi karta hai bhai kab se try Kar rehe hu kaise hoga 😢😢😢😢
4.5 decimal
Mujhe apne chalan ka Raseed chahiye kaise milega
क्या सर जमीन विक्रेता पाँच भाई है? अगर चार भाई मिल कर एक भाई को लिखित पावर दे तो वह जमीन बेच सकता है बाद में मोटेसन कराने में कोई दिगकत नहीं होगा? please sir video ke माध्यम से बताऐ 🙏
नहीं पंचो भाई की सहमति होनी चाहिए नहीं तो बाद में वो दाखिल खारिज नहीं होने देगा आप रजिस्ट्री कराने के लिए तैयार हैं लेकिन वो दाखिल खारिज फिर दिक्कत होगी
New wala update video daliye side update ho gya hai please fast
50 sal pahele vala kebala ka dakhil kharis kase hoga
Har jagah alag alag hota hai
कितना पैसे lagta hai❤❤❤❤
👍
Khara map kaise padhte hai ye bataute,
3.125 DISMIL = 1 KATTHA
Right
Bhai hamare yaha 13 dismil 1 katha hota hai 😅
Wrong hai
Na Bhai depend on kitna haath ka katha hai vahan
Hr jagah kattha me square feet alg alg hota khi pr bdi nap chalti h aur khi pr chhoti nap to kais dismil me change krenge
Aadha Pan card nahi to keya hoga
Bihar(Patna) me 1 kaththa me 3.25 decimal hota h.
Kaha se padh liye 😂
@@Alok__vission93.125 hota hai
1 katha=4.7disimil hota hai
mere yaha 7.5 1 कत्था होता है
33 decimal ka katha baisi purnea
बिना कातिब के रजिस्ट्री हो सकता है।
Jinke Naam se jamabandi kayam hai unhin ka jameen khariden
Dismil to katha galat h...
MEIN US DIN LIKE KARUNGA JIS DIN MERI NAUKARI HOGI SARKARI
Sidha mudde pe aao....jo title Dale ho aap
Bilkul bakwas video h
Sach m yesa kuch nhi hota h zameen m
1:43 video starts from here