Meaning jaisa concept manav made hai aisa bhi ho skta hai ki meaning jaisi koi chij ho hi na hmra natural desire and will to survive hi life ka meaning ho
i more feel like ke tum jo keh rahe ho bo mai samjh raha hu,lekin perspective add karna duniya me jaruri hai...if you feel like ki mai kuch galat keh raha hu to you are totally wrong brother...
@@boredrax ye philosophers ya scientist life ka koi inherit meaning ni hota ye log chahte hain ki life ko freedom ke sath jio is perspective se samjhna chahiye tha aapko aage ke jitne bhi existential philosophers hua wo yhi bat ko kahna chate the
@@boredrax jo kah rhe ho isko log galat tarike se bhi to le sakte hain nahilism schopenhauer ke bad hi jyada focus me aaya iski philosophy se bahut se log nahilism ki taraf ja skte hain mai ye kahna chahta tha
Aise video bahut logon pe bahut negative empact dal skti hai so aise video bnane se pahle thoda life ke bare me jan lo uske bad life ke meaning ke pichhe bhagna meaning ka concept ak Story hai jaise ki koi aisa sach hona chahiye jo universal ho hmara nature hi truth hai hm kis quality aur uniqueckness ke sath paida hote hain uhi hmari sachae hai jaise koe introvert hota hai koi extrovert ye dono life ko agal alag tariken se jina pasand karte Hm aisa kyun mante hain ki desire hona galat chij hai dookh me hona galat chij hai hmne ye sb sirf story bnae hai ki hme kaisa hona chahiye mujhe lgta hai hme apne nature ko accept krna chahiye aur use experience krna chahiye na ki kisi aise strory me fnsna chahiye jo sirf concept ho jiska koi existence na ho
jo sirf cocept me ho jiska koi existense na ho you are totally wrong there....suffering ka existense hai and its more prominent then happiness....aur aapka ka jo attitude hai towards life its more on the optimistic side...that's why you think what you think...but these kind of optimism only neglect other aspect of life from many...mai yaha jyada to debate nahi kar sakta but if you really want to....mere insta pe ping kigiye
Great ..keep going we are with you
Thanks a lot brother...ase he support karte raho....❤
Very good work bro ❤
Thanks a lot 🙏
Well explained bro,🙌
Thank you so much bro
bhai Lahore sy ha ?
Nahi bhai
Great bro 👍
Thanks bro...share this video
Meaning jaisa concept manav made hai aisa bhi ho skta hai ki meaning jaisi koi chij ho hi na hmra natural desire and will to survive hi life ka meaning ho
i more feel like ke tum jo keh rahe ho bo mai samjh raha hu,lekin perspective add karna duniya me jaruri hai...if you feel like ki mai kuch galat keh raha hu to you are totally wrong brother...
@@boredrax ye philosophers ya scientist life ka koi inherit meaning ni hota ye log chahte hain ki life ko freedom ke sath jio is perspective se samjhna chahiye tha aapko aage ke jitne bhi existential philosophers hua wo yhi bat ko kahna chate the
@@boredrax jo kah rhe ho isko log galat tarike se bhi to le sakte hain nahilism schopenhauer ke bad hi jyada focus me aaya iski philosophy se bahut se log nahilism ki taraf ja skte hain mai ye kahna chahta tha
Bhaiya ye saab kis book ma likha ha please uus book ka name bata do
Well you can buy penguin edition of schopenhauer essay and aphorism...translated by RJ Hollingdale
@@boredrax bhaiya kuch aur acche book bata do philosophy ke jin ke language easy ho aur samaj ma aay please
Bertrand Russell kr book try kar sakte ho...jean paul Sartre (agar existentialism me interested ho to)
philosopher hon ya aam aadmi sabhi chahte hain ki mai kuchh aisa kr ke dikha dun jisase duniya mujhe yad rkhe
True
Ye chahat hi tumhare dukh ka karan hai.
What if humans become immortal ?
I think...that existence will be then more pointless...
Aise video bahut logon pe bahut negative empact dal skti hai so aise video bnane se pahle thoda life ke bare me jan lo uske bad life ke meaning ke pichhe bhagna meaning ka concept ak Story hai jaise ki koi aisa sach hona chahiye jo universal ho hmara nature hi truth hai hm kis quality aur uniqueckness ke sath paida hote hain uhi hmari sachae hai jaise koe introvert hota hai koi extrovert ye dono life ko agal alag tariken se jina pasand karte
Hm aisa kyun mante hain ki desire hona galat chij hai dookh me hona galat chij hai hmne ye sb sirf story bnae hai ki hme kaisa hona chahiye mujhe lgta hai hme apne nature ko accept krna chahiye aur use experience krna chahiye na ki kisi aise strory me fnsna chahiye jo sirf concept ho jiska koi existence na ho
jo sirf cocept me ho jiska koi existense na ho you are totally wrong there....suffering ka existense hai and its more prominent then happiness....aur aapka ka jo attitude hai towards life its more on the optimistic side...that's why you think what you think...but these kind of optimism only neglect other aspect of life from many...mai yaha jyada to debate nahi kar sakta but if you really want to....mere insta pe ping kigiye
I think you are future dhruv rathee 😅
You think so....thank you bro...I take it as a compliment....