Asslaam o alaikum sir aap bhut qabil e izat shakhsiyat hain apna elam sadqa jaria ki soorat me logon me baant rhay hain jazak Allah manay chand din pehlay aik video me comment k zaiyay aap ki location poochi thi jis se pata chala k aap texla me rehtay hain mujhay laga tha k shaayed Karachi me hongay mara aik fridge gree ka 2020 ka model jis ka evaporator underground h pehlay aik technician aya gas charge kr k giya aik month k ander phir se leak ho gai phir aya leak trace kr k gas charge kr k chala giya 15 Dino me phir 0 phir doosra aya sb jagah me pressure de kr leak trace ho gai aluminum pipe me thi soldering ki gas charge ki compressor trip kr rha tha us ne voltage thoray aanay ka kaha voltage tqreebn 170. 180 aa rhay they kiya is soorat me compressor trip karta h jb k yhi voltage aas paas k gharon k bhi aa rhay they aor un k refrigerator chal rhay hain aor ice bhi bna rhay hain
Wa Alaikumussalam, Bhai Apke neik khawahishat ke liye apka shukarya. Ap mere WhatsApp pr Apni poori detail de dejiye ga, Insha Allah me jaha tk help ho sake apka karlonga Insha Allah, 0305-9126576
Assalamwalakum, Compressor ka Head Temperature bada hoga 1 mm capillary working par our 1.5 mm capillary par Head Temperature kam huva hoga, my samajta ho kay 1 mm par Compressor ki life kam hogi our 1.5 mm par Compressor ki life Ziyada hoga kya my correct bol raha ho please doubt clear karo Sir
Very nice video sir thanks
Thanks Dear Sir ❤️
Asslaam o alaikum sir aap bhut qabil e izat shakhsiyat hain apna elam sadqa jaria ki soorat me logon me baant rhay hain jazak Allah manay chand din pehlay aik video me comment k zaiyay aap ki location poochi thi jis se pata chala k aap texla me rehtay hain mujhay laga tha k shaayed Karachi me hongay mara aik fridge gree ka 2020 ka model jis ka evaporator underground h pehlay aik technician aya gas charge kr k giya aik month k ander phir se leak ho gai phir aya leak trace kr k gas charge kr k chala giya 15 Dino me phir 0 phir doosra aya sb jagah me pressure de kr leak trace ho gai aluminum pipe me thi soldering ki gas charge ki compressor trip kr rha tha us ne voltage thoray aanay ka kaha voltage tqreebn 170. 180 aa rhay they kiya is soorat me compressor trip karta h jb k yhi voltage aas paas k gharon k bhi aa rhay they aor un k refrigerator chal rhay hain aor ice bhi bna rhay hain
Wa Alaikumussalam,
Bhai Apke neik khawahishat ke liye apka shukarya.
Ap mere WhatsApp pr Apni poori detail de dejiye ga,
Insha Allah me jaha tk help ho sake apka karlonga Insha Allah,
0305-9126576
Good job
Thanks
Assalamo alaikum
Wa Alaikumussalam
Thank you Sir ji
You are welcome Dear brother for your valuable comments ❤️
Assalamwalakum, Compressor ka Head Temperature bada hoga 1 mm capillary working par our 1.5 mm capillary par Head Temperature kam huva hoga, my samajta ho kay 1 mm par Compressor ki life kam hogi our 1.5 mm par Compressor ki life Ziyada hoga kya my correct bol raha ho please doubt clear karo Sir
@@snbhomeappliancesrepairing3390 wa Alaikumussalam,
Bilkul ap correct hain bhai
AOA sir can we replace R32 with R410? Need your opinion
Yes replace ho sakta hai,
but ye replacement technically teek nhi hai....