Imran bai ma na kal b message kaya tha ap ko lakin ap na jawab nhi diya ma jammu kashmir sa houn. Mujay b kabootar rakhnay ka shook ha. Kabootar kaha sa milay ga. Ma government service karta houn. Lecturer houn education department ma
Imran bhai Help Kardo Please Meri Madi Nar Ko Meeting Nahi Karne Deri Hai. Shuru ke 5 din Meeting Kare Kabutar Magar Baad Me Nahi Karre Or Ande Bhi Nahi Dere Please Help Karo 😭😭
Namaskar doctor Imran khan main ek bhai ko apna ustad banane ko kaha usne mere se kaha ek motorcycle ke rupaye lagenge main garib aadami hun majduri karta hun tabhi main aapse bola jeetu bhai se bol dena ek achcha dauda den mere ghar bhi nasl ban jaaye main bhi aur bhaiyon ki madad karunga dipawali ki shubhkamnaen Dr Imran khan
Imran Bhai aapane Jaise bataya tha aise hi main Jodha Laga Ke bacche nikal Y hai aap Jaise Sardi pad rahi hai Punjabi kabutar Jyada Unchi Udan na Karen unko Udan Kaise
Hello Imran Bhai Humne bhi Judaa Toda Hai aur kaise Toda Hai yah batate Hain Humne a Joda Toda aur ek Joda niche lakar Rakh Diya Ek Joda chhat par Rakha 4 5 Din Mein Juda Tut Gaya Aur 6 Din Mein Joda Lag Gaya matlab jo Joda Todna tha uski man Di niche la ke rakh Di aur naya kabutar bhi uske sath niche Rakha aur jo parner tha uske liye Nahin madam Upar Rakh De usko dekh kar goodak ta tha niche wala niche wali Ko Dekhkar guttak ta Tha Jo aadami gootak Gayi Joda Bhi lag gaya
Imran bhai mujhe kisi ne bataya ki vimeral dene se kabutar par jhaadte hai yani ke kurich mein aa jaate hai. Par mein vimeral pichle 1 saal se de Raha hu par esa kuch nahi dekha to mein aap se poochna chahta hu. Aap apna sujhaw de plz
imran Bhai Adab Ap ne jode Lagane ka jo Tarika Bataya hai Hum ne usi tarh se Apne 3 jode 10 dono main Laga Diye hain Itni sari Jankari dene ke Liye Mai Ap ka Bhai IMRA ANSARI Ap ka Tahe Dil se Shukriya Ada karta Hon Khuda Hafiz
Dr sab Madi bahr se le k aye or nar k sath jora dal diya ab wo Madi jo anday day gi wo usi nar k bachay gun gaye jis sa abi us ka jora lgaya ha or agr jis kbutar ki nasal leni ha us k sath kitni bar Madi anday day tab ja k us kbutar ki nasal Madi k andu m aye gi
Udane Wale Kabutar se koi b bacha mat palwayo kyu ki bache palne k bad Kabutar ki udar Km Ho jatte ha kisse dosre jodde ke niche ande rakho ur bache palwayo bai k imran bai ki purane video dekho ur samjo hum b asse hi thora gain la rahe ha imran bai ki video dekh kar k vishal desgwal bai oka
Bhai yeh sawal to me 10 channel per kar chuka hoo lekin itna pta chal gya ki agar sarso bajra jhada dalege to bacche pehli kali jaldi gira deta hai or agar yeh cam dalte hai to kali girane me time lgata hai
Kabotar jora torne kaliye madi ko 14 day alag nor k sath rakha dono ka jara lagaya phir jora ko loft main la aye aneke badd phir jis nor se alag kiya uske sath jora lagaya keu
Assalamu alaikum mera ek joda anda par hai jisme aaj hi baccha nikla hai magar mada uski maa ko laqwa ho gaya to kya is bacche wali mada ko laqwa ki dawa zifi, o de sakte hai bacche ko nuksaan to nahi hoga bhai.
Bhai madin ka treatment karo or nar bacche to pal lege lekin bacche kamjor palege jab 3 se 4 din ke ho jaye to baccho ko hand feed krana lekin apke yeh pta hona chahiye ki dana kitna khilana hai or pani kab dena hai video dekho
Imran bhai maan lo jese kbooter ne new madin ke saath joda daal liya hai to kya derbe me unnko matlab sabhi kbootero ke sath rakh sakte h kya jesme vo purani wale madin jo uske saath vo new bna joda rakh sakte h kya
Bhai galat na samje par kabutar chark bhee 1 he jagah se karte he or miting bhi 1 he jagah Se kar rahe he or ande bhee 1 he jagase asha kese bhai pls ans dena
Bhai kiya kabooter ke bacche ko soyabean dal bina bigoye hue khula sakte hai
Ha bhai plzz make video
Make video
Bhai video banao iss par next video
Nahi khila saktai
🌹👍
Imran bai ma na kal b message kaya tha ap ko lakin ap na jawab nhi diya ma jammu kashmir sa houn. Mujay b kabootar rakhnay ka shook ha. Kabootar kaha sa milay ga. Ma government service karta houn. Lecturer houn education department ma
Bhai sai 10 sai 11 kai bich coll par baat karlo
Call Rinku
Imran bhai Help Kardo Please
Meri Madi Nar Ko Meeting Nahi Karne Deri Hai. Shuru ke 5 din Meeting Kare Kabutar Magar Baad Me Nahi Karre Or Ande Bhi Nahi Dere Please Help Karo 😭😭
Bhai abhi mosam ki badlao sai khaboota ayaisa kar tai hai tanshan nahi lo 2 week roko sahi hojaingai
Good job
Ispr video Dali Hui hai
@@kabutarjindjaan2748 Kis naam se dali Huwi hai Video milri nahi
Namaskar doctor Imran khan main ek bhai ko apna ustad banane ko kaha usne mere se kaha ek motorcycle ke rupaye lagenge main garib aadami hun majduri karta hun tabhi main aapse bola jeetu bhai se bol dena ek achcha dauda den mere ghar bhi nasl ban jaaye main bhi aur bhaiyon ki madad karunga dipawali ki shubhkamnaen Dr Imran khan
Bhai choor logo ko ustad mat banao . Imran bhai ki video dekho aap hi us jagha kai ustad ban jaongai
Sab video dekho
Jode lganai ki aur khabootar ki nasal ki pahai chan
Good job
Good job
Ok bhai G
Bhai please answer dena
Doctor sahab apna number dena
Bhai chat per bhi jgada video bnaya karo apke kaboter dekh kar dil khush ho jata hai main bhi apki video ke niche logo ke comment ke jawab deta ho
Ok bhai
Sukriya imraan bhai
Sahi kaha bhai
Good 🌹🌹🌹🌹
Imran Bhai aapane Jaise bataya tha aise hi main Jodha Laga Ke bacche nikal Y hai aap Jaise Sardi pad rahi hai Punjabi kabutar Jyada Unchi Udan na Karen unko Udan Kaise
Bahi abhi mat udhao mosam kai badlao sai khabootar par asar hota hai aur abhi khabootar zaya hojaingai
Garmi mai udhana
Nhi udana
Ispr video Dali Hui hai
Good job
Sardi me mat urao.our Baki Aap vedio ko Dekho dhyan 🙏
Hello Imran Bhai Humne bhi Judaa Toda Hai aur kaise Toda Hai yah batate Hain Humne a Joda Toda aur ek Joda niche lakar Rakh Diya Ek Joda chhat par Rakha 4 5 Din Mein Juda Tut Gaya Aur 6 Din Mein Joda Lag Gaya matlab jo Joda Todna tha uski man Di niche la ke rakh Di aur naya kabutar bhi uske sath niche Rakha aur jo parner tha uske liye Nahin madam Upar Rakh De usko dekh kar goodak ta tha niche wala niche wali Ko Dekhkar guttak ta Tha Jo aadami gootak Gayi Joda Bhi lag gaya
Good
Imran bhai Mari ak kabuteri 3 months sa khali ha or Yo joda nahi laga ri ha ma na 3sa 4 kabuter badal diya ha vo sab ko mar ti ha
Bhai osko kabootaro se alg band karo or 5 din Daily evion 400mg capsule 1 shamko band karte Samy do inshallah 5 din may joda mil jayga
Bhai us ko dusrai khanai mai rakho
Aur usko sab khabootar sai alag dana pani do
Good job
Good job
Imran Bhai Hamare Kabutari Ande De Diye 22 Din Ho Gaya usse bachcha Nahin Nikal Raha Hai Om de raha hai demko per baccha Nahin Nikal Raha Hai bhai
Ispr bhi video Dali Hui hai
Bahot acha samjhya apne har koi samjh jayga
Thanks bhai G
Mera kabutar bhaag gaya
Nasal palo
Aur bhai Hamare kabutar khana Nahin kha rahe hain jo aap dawai Bata rahe ho Yahan per Nahin milati Hai Noida Sector 51
Mohan nagar se le aoo waha mil jaaye gi
Imran bhai mujhe kisi ne bataya ki vimeral dene se kabutar par jhaadte hai yani ke kurich mein aa jaate hai. Par mein vimeral pichle 1 saal se de Raha hu par esa kuch nahi dekha to mein aap se poochna chahta hu. Aap apna sujhaw de plz
Bhai vimeral se per nahin girte
Good job
Aisa kuch nahi hai
Galat he
imran Bhai Adab Ap ne jode Lagane ka jo Tarika Bataya hai Hum ne usi tarh se Apne 3 jode 10 dono main Laga Diye hain Itni sari Jankari dene ke Liye Mai Ap ka Bhai IMRA ANSARI Ap ka Tahe Dil se Shukriya Ada karta Hon Khuda Hafiz
Thanks bhai G
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹👍
पागल, ही होगा जिसने कमेंट में लिखे हैं कि जो डा, कैसे तोड वाना हैं
Bhai number W a
Salam walekum rahmtullah barkathhu ustad ji humne samajh Gaye kabutar ki Jodi kaise todna tha ji 💐👍👍👍
Nice 👍👍👍👍👍👍👍
Answer ples
Mera Joda nahin lag raha hai Ande nahin kabutar man Narmada
Hi
bhai ghar mai kam say kam kitnee kabutar lanaa chyeee Meray nam deepak hai
Video Dali Hui hai
@@kabutarjindjaan2748 bhai link plse
Aap Apne bajat se rakkho. Baki vedio ko Dekho
2 3 baar chat par ghooma phir bhaag gaya
Nasal palo
Dr sab Madi bahr se le k aye or nar k sath jora dal diya ab wo Madi jo anday day gi wo usi nar k bachay gun gaye jis sa abi us ka jora lgaya ha or agr jis kbutar ki nasal leni ha us k sath kitni bar Madi anday day tab ja k us kbutar ki nasal Madi k andu m aye gi
Bhai pahai lai ande fakdo aur fir aap us ki nasal lo
Ispr video Dali Hui hai
Bhai kabutar ki tukdi kaise bana or lamba kaise chla uspai video bano
Bhai udane wale kabutaroo sa 1 baccha palwaye ya 2 baacha palwaye please bhai comment par jaarur reply karna ya movie bana do bhai
Udane Wale Kabutar se koi b bacha mat palwayo kyu ki bache palne k bad Kabutar ki udar Km Ho jatte ha kisse dosre jodde ke niche ande rakho ur bache palwayo bai k imran bai ki purane video dekho ur samjo hum b asse hi thora gain la rahe ha imran bai ki video dekh kar k vishal desgwal bai oka
Deshwal bai
@@randhawarandhawa891 ok bhai
Bhai abhi baccha palvado q ki sardi ka mosam hai nasal banao nasal ko baaz ko mat kilao
2 bacchai palvao
Imran bhai apke bhi kabutar ka shook karao bhai
Ispr video Dali Hui hai
Ok
Joda tornado par Kabutar jangli kabutri par gutak raha ha
Usko alag rakkho
Please bhai Mein Naya shop Kare main kabutar Ka To Mujhe Bata De ki kahan se dawai Milenge
Mohan nagar se
Bhai my ak kabutar ko lakar hya hu 15 din ho gye kisye hudau
Kabutar kese uraye vedio Dali he bhai
बहुत अच्छी लगी
❤❤❤
Thanks 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Bhai aap mere videos dhekha to kaise laga
❤❤❤❤❤❤
Thanks 👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Bhi kabutar konsi nsal ka ha kasa pta lgaga
Video Dali Hui hai
15/ par nasal ki pahchan vedio Dali he bhai our bhi bahut he es Chenal pe Aap khud mahir hojao vedio ko Dekho
Very nice video
Thanks bhai ji dil se
Guyana batne se badta hai
Sikho or sikhao
Jora todna par kabutar Jungali Kabutari par Ghatak raha hai kya kare
Peti me rakkho
Imran bai mera kabutar 1ganda uadata dekata hai badame bektahe nahe shame jabb ata hai bohatt hafata hai kaya kharo
Nasal palo
Hii
Aghar Jody mai se nar ya madin mar ghai ho to naya patner kese banay naya joda
Video Dali Hui hai
Sir patha kitny din bad apny pankh girata hai or har pankh pe kitna time lagta hai
Bhai yeh sawal to me 10 channel per kar chuka hoo lekin itna pta chal gya ki agar sarso bajra jhada dalege to bacche pehli kali jaldi gira deta hai or agar yeh cam dalte hai to kali girane me time lgata hai
Kamsekam/50/60/dinme pahli Kali girata he .5/7. Mahina me 10/ par saaf karta he. Normali Baki to Allah ki Marji our Aapki bhi.
@@harpreetsinghharpreetsingh2919 Good
Dr g Very nice video g
🙏🙏🙏🙏👌🏽👌🏽👌🏽💯💯💯👌🏽👍👍
Doctor sahab kabutar kab per girate Hain
Video Dali he bhai
Nice
Very nice
Junaeid ❤
Nice 👍👍👍
Super video
Thanks 👍👍👍👍👍👍
Bhai ji apne kbootero ka bhi shonq krwa do
Good 🌹
Kabotar jora torne kaliye madi ko 14 day alag nor k sath rakha dono ka jara lagaya phir jora ko loft main la aye aneke badd phir jis nor se alag kiya uske sath jora lagaya keu
Nice
Esliye ki vo pahle Uske Saath rahti thi. Our use dekhke Uske Saath rahke kese koi our USKO Chu Sakta he. Agar usse Nahi lagani to alg kardo.
Bro kabutar dana kha kar kone me betha jata hai kya kare
Sukhe ki bimari wala nuska Dein
Video dali hui hai
Thanku bro
Live 52 vimrol inrofloxsin dete raho. Our agar haddi bahar ko he sukkhe ki bimari ka ilaaj vedio Dali he bhai Aap USKO Dekho dhyan se🙏🏼🙏🏼
Dr sab kabootar kabhi 1h udatehe kabi 30minit udate he kaya kare
Bhai un ko tiraning do acchi nasal kai to hai na vo
Khabootar ko udkar aatai hi paani mat do
unake ma bap 24 h udane vale he
Ispr video Dali Hui hai
@@kabutarjindjaan2748 sar video ka lenk do
Bhai kabutar kitane din
Kiya karta he 🤔🤔🤔🤔🌹🙏🏼
Bhai hamara pas kabutar nhi h to ham busara ka kabutar kasa paka hamna pangabi chatri pa busara ka kabutar kasa bataya
Video Dali Hui hai
Vedio Dali he
🙏 DR EMRAN SAR MY APKA VIDEO SARE DEKTHA HO MOJE ACHA LAGTS HAI LOVE YOU BRO
Thanks bhai G
Good
Assalamu alaikum mera ek joda anda par hai jisme aaj hi baccha nikla hai magar mada uski maa ko laqwa ho gaya to kya is bacche wali mada ko laqwa ki dawa zifi, o de sakte hai bacche ko nuksaan to nahi hoga bhai.
Bhai madin ka treatment karo or nar bacche to pal lege lekin bacche kamjor palege jab 3 se 4 din ke ho jaye to baccho ko hand feed krana lekin apke yeh pta hona chahiye ki dana kitna khilana hai or pani kab dena hai video dekho
Ok 👌 hadakumullah
Bhai maadi ko alag kardo aur bacchai ko haath sai paalo
Good job
@@harpreetsinghharpreetsingh2919 hi bhi mujhai aap apna coll no do
Wow
Thanks bhai G
Hii 👌 ok
Nice
Supar video
Thanks 👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Sir sharnpuri kabooter ma kitni udaan hoti hai is par video banao
Video Dali Hui hai
Shaam Tak lekin ho Saharanpuri 1/ Vedio bhi Dali he bhai
Imran bhai koi technic bataiye kaise wapas laye
Ispr video Dali Hui hai
Vedio bhi Dali he bhai
Super video sir
Bhai jo aapki dawai aap batate ho vah dawai Hamare Noida ke andar Nahin milati Hai To uske liye Ham Kya Karen
Noida kya india se bahar hai
Mil jaaye gi
Milegi
ᗰEᗪᗩᗰ😅😅😅😅
Nice
Baji Sharda Kabootar Junglee Kabootar Mein Dhal Gaya Tha vah pani ke putle ka re kabutar Ko rajyon Ka Nahin
Dr saab ap apne dhoop jall k bare me detail k sath video bano g
Bhai voo unkai jaal ki details dede to un kai khabootar khatrai mai aajaingai
Ha bhai sahi kaha ap ne
bhi hame be pata ha
Ok
Imran bhai maan lo jese kbooter ne new madin ke saath joda daal liya hai to kya derbe me unnko matlab sabhi kbootero ke sath rakh sakte h kya jesme vo purani wale madin jo uske saath vo new bna joda rakh sakte h kya
Yes
Ha bhai
🕊️🕊️🕊️🕊️🕊️🕊️
Dr.sahab nar masti nahi karta to kya karna chaiye
Video Dali Hui hai
Ek goli lahsun ki dedo cheelke 5/7/din Baki Aap vedio ko Dekho 🙏
Nic
Thanks bhai G
Kya bhai koi aisa nukta batao jisse ki vah Dana Pani Apna khane Lag Jaaye
Sukhe ki Bimari wala nuska Dein
Ispr video Dali Hui hai
Live 52 vimrol inrofloxsin dete raho our sokhe ki bimari ka ilaaj vedio Dali he bhai Aap USKO Dekho.🙏🏼
Sir love from up moradabad 👆
Kabutar tani hai to kya Karen
Video Dali Hui hai kya
🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🙏
Ok
Joda Kaise lagaen please Imran bhai bata do
Bhai jode laganai kai 8 9 part hai imran bhai ka va dekho
Ok report
Ispr video Dali Hui hai
Bhai Thane mein kabutar kyon maarte
Bhai khabootar ki samhal karo to nahi martai
Ok ispr video bana ho
Bhauji shadi Joda kabutar naya gana de do Aane De
Best bhai g best
Kabootar Ko kapdon wala pakka rang lagha sakta hain ja nahin
Imran bhai kabotarni aandi banta hi Kiya kare
Hum bhi Aisa hi karte hai
Ok bhai G
Good
Kabootar ka parr katna sea kabootar bacha data hea
Bhai kabootar joda nhi kha raha hai kase joda lagye
Ispr video Dali Hui hai
@@kabutarjindjaan2748 ok bhai link bhej do
Aap khud mahir hojao vedio ko Dekho
@@arunjatav182 kabutar Ka Joda kese lagi sarc Karo🙏🏼
ए, भी, कोई बताने वाले बात है,
Nice
Very nice
Thanks bhai G Dil se
Giyaan batne se badhta hai ki aap bhi dusron ko bhi
S sikho or sikhao 🙋👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Dr sahib aap kbootero me hi video bnaya kro g
Good 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🙏🏼👍
Super
Thanks bhai G Dil se
Giyaan batne se badhta hai ki aap bhi dusron ko bhi
S sikho or sikhao 🙋👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Mast
Thanks bhai G Dil se
Giyaan batne se badhta hai ki aap bhi dusron ko bhi
S sikho or sikhao 🙋👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Nice
Thanks bhai G Dil se
Giyaan batne se badhta hai
Sikho or sikhao
Good
Bhai jora kay sa lagaya bhai video banao plz
Bhai bahot videos hai purani aap pichai kai videos dekho
Good job
Ispr video Dali Hui hai
Vedio Dali he bhai 🙏 dekhlo
imran bai kya kabuter raat main boltey hain
Parinde baat nahi kar te
@@sarfrazkhan6845 bai aap ko nhi kiya hai iss jiss ko kia hai woh samaj jai gain akalmand k liya ishara hee kafi hota hai
Yes
G bhai
Imran Bhai jabardasth beautiful very good
Akash
1871936961
Thanks bhai G
I m up bahraich i like your video imraan sir jo aap se jalte h unke kai baap nikalte h
Very nice💜💙💚👍👍
Thanks bhai G
❤️😍
Bhai galat na samje par kabutar chark bhee 1 he jagah se karte he or miting bhi 1 he jagah Se kar rahe he or ande bhee 1 he jagase asha kese bhai pls ans dena
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹👍
Good sir ji
Nice
Giyaan batne se badhta hai ki aap bhi dusron ko bhi
S sikho or sikhao 🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋