Rpm wala screw hi set karwaiyega jisse bhi krwana to ye kehna ki iske rpm kam kar do bas aur sirf itna hi karwana jisse gaadi ek self me start ho kai baar log rpm itna kam kar dete hai ki phir self jyda lena padta hai isse battery jaldi khatam hoti hai 👍
Cable khinch gai hogi carburetor ke aage se agar bs3/bs4 hoga to isme cable ko check krna padta hai Rpm screw se rpm ko set kya ja sakta hai experience mechanic se krwana better rahega Isme tuning ki jaraut padti hai
Cable change krne ke bad bhi agar acceleration smooth nhi hai to I think cable local hoga Cable change krne ke baad acceleration jo hai wo new jaisa hona cahiye
mera aaj maestro me ye issue ho gaya tha barish ke wj se maine aaj servicing me bhi di thi mujhe lag raha tha is issue me wire na change krke paisa lele gaya lene maestro to wahi hua bola wire kharab tha 🤬270 rs extra kr dia wire ka
Purana hone aur baar baar use hone ki wajah se uske anadar ki wire niklne lagti hai aur wo cable toot jata hai Lubrication na hone se wire anadar hard hojati hai
Thank u sir.. Mera bhi hero maestro edge scooty hain.. Love you sir..
Thank you sir
realistic and useful work..
Very Useful. Thank you for this video
Aapka video dekhkar mujhe bahut mere pass pleasure scooty hai iska accelerator aage piche nahin ho raha banana sikhaiye
Dhanyavaad sir ji
Great fully video
Welcome
Good solution for this problem
Thanks so much bhiya
Sir Kya accelarator ka race badhne se gadi mein lagging problem hota hain
Very nice
Thank you
Hero mastero Accseletar yog ko kese fitting karte he sir vo video dalna
Available hai already ap dekh sakte ho
Accelerator नहीं लेने पर भी स्कूटी रेस होने लग रही है l इसके लिए क्या करना होगा? Please suggest
scooter ka rpm badh gaya hai carburetor se set krwa lena kisi mechanic se ya phir accelerator cable me problem hai
@@RepairingGyaan thanks Sir
Rpm wala screw hi set karwaiyega jisse bhi krwana to ye kehna ki iske rpm kam kar do bas aur sirf itna hi karwana jisse gaadi ek self me start ho kai baar log rpm itna kam kar dete hai ki phir self jyda lena padta hai isse battery jaldi khatam hoti hai 👍
Thanku so much sir
Welcome brother
thanku bhai 👍
Bhai.... Iska original naya cable mil sakta hai kya. Milne se cableko photo kitch ke dekhaona please...
Ap hero ke service center me jakar unse hero maestro edge (year) ka accelerator cable bol kar le lena
Bhai greasing bhi kr diya fir bhi tight hi hai ab final option kya hai pls batao
cable change hoga final solution
Genuine authorized dealership me accelerator cable mil jayega
Thanku bro♥️
Bhaiya Agar Scooty ka acceleration Aage aur Piche Ho Jaaye to Kaise theek Karen TVS Wego kya price aaega❤ aur kya theek hoga
Lock toot gya hoga check kro
@@RepairingGyaan price
Thanku you sir
Welcome sir I hope you subscribe my channel
Beautiful video
ek aur video bna do is scooty ki race set karne ka plzzzzz
Sir mere maestro edge me smoking problem tha block chamge kar diya uske baad abbb tik tik sounds aaa rha hai kiya karna padega plzz bataye
Wo valve ka problem hoga ya camshaft ka
Ydi throttle loose ho jata he to kya kre mtlb (uski race free ho jati he)
जो छोड़ में वीडियो बनाने की कह रहे हैं उनकी मां का
आप तो लॉन्ग में वीडियो बनाओ ताकि समझ में तो आया ना यार
Ok
Bhai mera accelerator tight ho gaya hai cable change hoga
Bhai shahab Destini125 scooty ka accelerator AUTO RASE bina rasing kiye gaadi bhag rahi hai please is ko kya kare
Cable khinch gai hogi carburetor ke aage se agar bs3/bs4 hoga to isme cable ko check krna padta hai
Rpm screw se rpm ko set kya ja sakta hai experience mechanic se krwana better rahega Isme tuning ki jaraut padti hai
Bro throttle cable me grease laga sakte h?
Nahi andar side greese laga denge to wire kuch din me aur hard ho jayega usme aap mobil oil ya machine oil use kriya
Nice nice nice nice nice nice nice nice nice nice nice nice 👌🙂
mere sath bhi yehi hua hai market wala mechanic ne cable change kr diya lekin baat ni bni mere scotty ki
Cable change krne ke bad bhi agar acceleration smooth nhi hai to I think cable local hoga
Cable change krne ke baad acceleration jo hai wo new jaisa hona cahiye
Bhai mene cap chipkane ke chakkar me feviquick dal diya aur ab throttle jam he kya kar sakte he?
Garm paani daal do
🤣🤣🤣
mera aaj maestro me ye issue ho gaya tha barish ke wj se maine aaj servicing me bhi di thi mujhe lag raha tha is issue me wire na change krke paisa lele gaya lene maestro to wahi hua bola wire kharab tha 🤬270 rs extra kr dia wire ka
Wire ke andar rusting ka problem a jata hai isliye unhone replace kya hoga
Super 👌👌
Sir cable jor se dbane k waqt accelator ab kaam nhi krra ntorq scooty hae, Scotty ab chlne layak nhi h yaar help
Ise authorized dealership me dikhao
Udhr thel k leke Jana pdega yaar Sir 15km door hae dealer 😭
Garaj main kitna kharcha hoga isme
Depend karta hai kya problem hai usually aise me cable hi replace karte hai so cable ka charge aur service charge ₹300 ke aaspas lagega
Bhai platina ka accelerator ulta bhi ghoom jata hai toh kya kre
Accelerator handle change kr do lock toot gya hoga to ab wo ulta ghum rha hai
Bhiya hero duet ka kaise thik karen
Kitne saal purani hai scooter
@@RepairingGyaan 2017 ki hai
Kyu accelerator wire kharap hota hai
Purana hone aur baar baar use hone ki wajah se uske anadar ki wire niklne lagti hai aur wo cable toot jata hai
Lubrication na hone se wire anadar hard hojati hai