Mere pas Hero Maestro Edge bs3 scooty hai. Uska proper tuning kaise karein uske upar koi video banaiye please. Mere ghar k nazdig mein jitna garage hai, unko proper tuning ya karna hi nahi ata ya wo log jan bujhke thik se tuning nahi karte kiuki har bar tuning 50-100 rupaye lete hai tuning karne k liye. Aap please ye scooty tuning k upar ek video banaiye.
Meri platina ka on road above 75 kmpl average milta hai aur city me sirf 55 kmpl milta hai. Itana difference que aata hai. Pahle itana difference nahi aata tha. Pichale 4/5 sal me kisi mechanic ko problem nahi samaj raha hai.
Bro please make next video on :- 1) kya bike start karne ke baad 2nd / 3rd gear se chalane se kuch problem hai ki nhi ..? 2) bike ko gear mai chalu or band karne se kuch effect padta hai ki nhi ..? 3) monsoon mai drum break se ek ajib sa irritating awaj ata hai usse fix kaise kare ..? . . Bhai iss topics pe please video banao 🙏
Bahut badhiya hai information. Q. Mere pass 2014 model Splendor plus hai. 8 saal se 10w30 oil use kar Raha hu. Lekin ab thodasa oil head se bahar aagaya hai. Or timing chain normal aawaj aa raha hai. Usme mai 10w40 use kar sakta hu kya?
Bhai mere pass hero honda karizma zmr bs3 modle hai fi injected ecu controlled bike hai aur woh bohot jayada garam ho raha hai har 1se2 km mei band ho ja raha hai aur uske silencer se petrol ka smeel a raha hai lekin apne joh video mei bataya usme se 2 symtom mere bike mei hai toh uske liye koi upaye aap bataye 😢
Mere scooter mein downhill mein scooter off karke kuch der chalaneke bad fir normal road mein aakein yesahi hota hai black smoke thoda thoda fekta he fir normal road mein toh kuch bhi problem nahi hota hein esa kya yehi problem ho sakta hein?
Bhai meri activa 3g jiska silencer bahut garam ho rha hai 1 ya 1/2 km chalane per bhi or Average km nikal rhi hai kya problem hai.. Or 10w 30 Engine oil theek hai kya winter session m
Bhai mene discover 100m ka cylnder. Kit change karwaya haii, but mere sylenser mein dry smoke lagta ungli ko,finger black ho jati and pani b nikalta haiii sylenser se ???? Iskaaa reason kyaaa ????
Mere Activa 5g me backfire ki problem hai aur petrol ki smell aati hi cold start karne par...maine recent mai service bhi kar li hai uski, 22k chali hai, kya karna chaiye...carburettor se thik nahi hua toh kya kare
Mere splendor pro classic me same problem hai bhai, milega bilkul nhi deti, black smoke to nhi hota, lekin silencer me ungli daalne pr raakh nikalta hai,
Jab me 60 - 70 km/ H me scooter chalati hau tab carbon deposit dekhne milta or jab Normal riding karta hau tab kuch nhi dikhta E kya problem hai please tell me 😊
Mere Honda shine bs4 hai usko throttle Dene par uneven chalti hai jase petrol katam hogaya hai wase Maine Honda service Mai 5-6 time dikhya carborettor bhi change kar diya tapped setting bhi karvaya phir bhi problem nahi gaya please help aapka service centre kidhar hai I am from Bombay if u can't do please recommend me someone
Mera ek bar RTR BS - 3 bike band par gaya tha start nahi hoo raha tha kisi vi haal me . Then mene mechanic ko bulaya wo mechanic bike ka Spark plug ko khol ke thoda engine oil dala fir dobara start korne kosis kiya fir start vi hoo gaya but exhaust se white smoke nikal raha tha bahut . Toh mera ye question hee ki kyase ye tecnic kaam kar ta hee ? Kya aap is topic me video banayenge ..
Jab bike compressor chhod deti hai to is technic ko apnaya jaata hai. Aur jo white smoke nikalta hai wo engine oil jalne ki wajah se hota hai jo spark plug main daala hua hai.
Mera symptom #1 wala dikai deta hai...... 5 ya 6 km chalane mai hi engine aur silencer bahut heat hota hai...... Mujhe isko tik karne ke liya kya (kis part ko ) karwana chahiye..!???
Bhai mere pass pulsar220f bs6 hai mere bike me problem ye aa rhi hai ki 4th gear me 40kmh ki speed me bike chal rhi hai aur jaise hi break lene ke liye gear down karta hoon To 30kmh Ya 25KMH ki speed me aati hai phir throttle leta hoon to bike halke Halke jhatke ke sath slow speed me bike bhagti hai sath hi isme wheelie kabhi uthati hi nhi 😢 please Iska koi solution bataye please 😢😢
Hi sir mera avenger 150 cc 2017 model hey Abhi 1500 to 2000 km Riding plan hey so plz sagest me My avenger byke good long ride in rainy and Ghat section mey and highways me plz reply me sir 50000 km Running huva abhi
Mera bike me backfire hota hai or aur smoke bhi jyada deta hai, Maine kuchh din pahle hi half engine change karvaya tha fir bhi Aisa hi dua de raha hai
Can anyone tell me why my engine oil smells like petrol mixed in it. I stopped using my bike for a long time and now it doesn't start. Can anyone suggest what can be done.
I have pulsar 150 bs3 rarely used and excellently maintained mere bike me sirf back fire wala problem ata hai baki thode dino pehle engine heat ho Raha tha to Maine engine oil motul ka sala tab se engine heating band ho gyi, ab mujhe woh bike fires ache lagte hai kiuki bilkul super bike wali feel ATI hai, ab mai kya karu?
Bahut acha bro . nice explanation. Vlog liked.
Informative and knowledgeable content 👍🏻
Thanks For Informing...🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Mere pas Hero Maestro Edge bs3 scooty hai. Uska proper tuning kaise karein uske upar koi video banaiye please. Mere ghar k nazdig mein jitna garage hai, unko proper tuning ya karna hi nahi ata ya wo log jan bujhke thik se tuning nahi karte kiuki har bar tuning 50-100 rupaye lete hai tuning karne k liye. Aap please ye scooty tuning k upar ek video banaiye.
Best video i have ever seen❤ thank you brother
Scooter ko road per pani (water) me chalane se key disadvantage he? Es per vedio banvo sir
What is the solution?😊
बहोत अच्छी जानकारी दी है भाई साब 😊😊
Thumbnail dekhke me to kuch oor hi samajh raha tha 😅 but very useful video 👌💥
Dirty mind 😂
😁
Meri platina ka on road above 75 kmpl average milta hai aur city me sirf 55 kmpl milta hai. Itana difference que aata hai. Pahle itana difference nahi aata tha. Pichale 4/5 sal me kisi mechanic ko problem nahi samaj raha hai.
Very good information ❤
I didn't know this before!
Thank you this information bro 🏍️
Sir ek video banaiye live bike ko slensior band karke start karenge to hoga ya nahi aur hani hogi
Just wow....well explained
Bro please make next video on :- 1) kya bike start karne ke baad 2nd / 3rd gear se chalane se kuch problem hai ki nhi ..?
2) bike ko gear mai chalu or band karne se kuch effect padta hai ki nhi ..?
3) monsoon mai drum break se ek ajib sa irritating awaj ata hai usse fix kaise kare ..?
.
.
Bhai iss topics pe please video banao 🙏
Yeh aapki road conditions aur load pe depend karta hai.
Nice information boss.. 👌👌
Very nice video thanks 👍
Bhaiya ji R15 me silencer me kala dhuna check karne finger me kala carbon lagta hai to isme kitna khrcha aayega thik hone me jarur bataiyega 🙏🙏🙏
Mere bike mei bhi same problem r15v3
Sirji, iske byja se kya sirenser se white smoke nikelte hain, please reply ❤️🙏
Please make a video on carburetor tuning with tachometer.
Very informative 👏 👌 👍
Best bike knowledge channel in India
Great video ❤❤❤❤❤
Very good information!❤❤
Sir Honda livo me kon sa Mobil dalna chahiye jo sasta ho or dhik ho
Very nice information good video
Thanks a lot of sir.......................Best one@.
Good information. Sar thank
Thank you so mnch sir
Very informative video.
Exllent knowledge sir.......
Interested vedio brother ❤❤
good job bro thanks this video🤷
Sir aap hi bta diji a carburettor tuning kese karna he .,? Kyu ki har micanic sahi se tune nahi kar pata .
Very useful video
Hi sir suggest me avenger byk for long riding keliye kyse plz reply me
Arv brother channel Pani mein bike chalane se bike ki clach plate ja rahi hai engine seized ho rahe hain
???
You are Great Big Brother ❤
Bro eska solution ka h machanic ko kya khna h
Beautiful vid❤
Sir, glamour bs6 fi kaysay theak karnahay
Bahut badhiya hai information.
Q. Mere pass 2014 model
Splendor plus hai. 8 saal se 10w30 oil use kar Raha hu. Lekin ab thodasa oil head se bahar aagaya hai. Or timing chain normal aawaj aa raha hai. Usme mai 10w40 use kar sakta hu kya?
No...
R15 V3 me kitna km ke baad wheel bearing greasing hota hai please btayea
Suddenly mere pulser ls 135 ka milege drop ho gya hai only 22 se 25 de raha kya problem ho sakta ??
Nice information sir
Bhoot hi achhi information sir
Thanks
lean air fuel ratio par bhi ek video banao na sir
Bhai mere pass hero honda karizma zmr bs3 modle hai fi injected ecu controlled bike hai aur woh bohot jayada garam ho raha hai har 1se2 km mei band ho ja raha hai aur uske silencer se petrol ka smeel a raha hai lekin apne joh video mei bataya usme se 2 symtom mere bike mei hai toh uske liye koi upaye aap bataye 😢
Thank you bro
Sir RPM screw low karke chalaega toh engine meh problem hogi ya nahi?
Mere scooter mein downhill mein scooter off karke kuch der chalaneke bad fir normal road mein aakein yesahi hota hai black smoke thoda thoda fekta he fir normal road mein toh kuch bhi problem nahi hota hein esa kya yehi problem ho sakta hein?
Thanks Dear
Bhai meri activa 3g jiska silencer bahut garam ho rha hai 1 ya 1/2 km chalane per bhi or Average km nikal rhi hai kya problem hai.. Or 10w 30 Engine oil theek hai kya winter session m
Thanks bhaiya
Fi 6 ka bi same haa ra hai
Very nice bhaiya
Sir mere pas Honda CB shine 125cc 2019 hai, pichale 6 month se garm jyada ho jata hai please solution bataye🙏
Bike ke silencer me se petrol ki baas aaye to kyaa karnaa chahiye?
Good 👍
Bhai mene discover 100m ka cylnder. Kit change karwaya haii, but mere sylenser mein dry smoke lagta ungli ko,finger black ho jati and pani b nikalta haiii sylenser se ????
Iskaaa reason kyaaa ????
Meri access bs6 me ye issue hai gadi 40 50 se upar bhi na ja rahi kya karu sir
Milege drop na hua h sir but
Mere Activa 5g me backfire ki problem hai aur petrol ki smell aati hi cold start karne par...maine recent mai service bhi kar li hai uski, 22k chali hai, kya karna chaiye...carburettor se thik nahi hua toh kya kare
Mere splendor pro classic me same problem hai bhai, milega bilkul nhi deti, black smoke to nhi hota, lekin silencer me ungli daalne pr raakh nikalta hai,
Problem tuh bata diya solution kya hai symptom two ka ?
Jab me 60 - 70 km/ H me scooter chalati hau tab carbon deposit dekhne milta or jab Normal riding karta hau tab kuch nhi dikhta
E kya problem hai please tell me 😊
Bhai... Running bike me kisi flyover se neeche jane ke samay bike off kar sakte hai kya..aur running me hi phir se start kar sakte hai kya ?
No never do that.
Bhai bike 50/40 ki speed Mai black dhuwa nahi fekti our 80/90 ki speed Mai black dhuwa mar rahi hai iska kya karan hai
Agar apko pata chal gaya to hame bhi batana same problem 😢
Bohat zaberdast
Mere Honda shine bs4 hai usko throttle Dene par uneven chalti hai jase petrol katam hogaya hai wase Maine Honda service Mai 5-6 time dikhya carborettor bhi change kar diya tapped setting bhi karvaya phir bhi problem nahi gaya please help aapka service centre kidhar hai I am from Bombay if u can't do please recommend me someone
Mera service centre nahi hai
Jhatka q lagta hai iske uper video banaye hai aap details janne ke liye wo video dekh sakte hai
Mera ek bar RTR BS - 3 bike band par gaya tha start nahi hoo raha tha kisi vi haal me . Then mene mechanic ko bulaya wo mechanic bike ka Spark plug ko khol ke thoda engine oil dala fir dobara start korne kosis kiya fir start vi hoo gaya but exhaust se white smoke nikal raha tha bahut . Toh mera ye question hee ki kyase ye tecnic kaam kar ta hee ? Kya aap is topic me video banayenge ..
Jab bike compressor chhod deti hai to is technic ko apnaya jaata hai. Aur jo white smoke nikalta hai wo engine oil jalne ki wajah se hota hai jo spark plug main daala hua hai.
Mera symptom #1 wala dikai deta hai......
5 ya 6 km chalane mai hi engine aur silencer bahut heat hota hai...... Mujhe isko tik karne ke liya kya (kis part ko ) karwana chahiye..!???
Nice ❤🎉
💯🔥
Bhai mere pass pulsar220f bs6 hai mere bike me problem ye aa rhi hai ki 4th gear me 40kmh ki speed me bike chal rhi hai aur jaise hi break lene ke liye gear down karta hoon To 30kmh Ya 25KMH ki speed me aati hai phir throttle leta hoon to bike halke Halke jhatke ke sath slow speed me bike bhagti hai sath hi isme wheelie kabhi uthati hi nhi 😢 please Iska koi solution bataye please 😢😢
Mera v aprilia 160cc racing ka silancer bhut zada hit ho rha he sayd ahi waja se ho rha he
Sir apna ascent ya voice tone change kro
Tqm .bro
Mera mechanic bol raha hai yeh piston ring kharab ho gaya.problem Jo apne bole sab hai.????????
Super❤
Hi sir mera avenger 150 cc 2017 model hey Abhi 1500 to 2000 km Riding plan hey so plz sagest me My avenger byke good long ride in rainy and Ghat section mey and highways me plz reply me sir 50000 km Running huva abhi
Mera bike me backfire hota hai or aur smoke bhi jyada deta hai, Maine kuchh din pahle hi half engine change karvaya tha fir bhi Aisa hi dua de raha hai
Can anyone tell me why my engine oil smells like petrol mixed in it. I stopped using my bike for a long time and now it doesn't start. Can anyone suggest what can be done.
But engine oil jol ne se black carbon hota hai sperk plug nd silencer mei mind it
Silencer me Pani chal Gaya toh kya hoga😅
meri R15 V3 me ye problems ho rhi h😢 kya karu😢 ..... bike start krta hu to exhaust se smell aati h oil ki....or bike chalatu hu to backfire marti h
Kya karu ? Chote mote mechanic ko dikhaya wo bola engine kaam mang raha hai.
I have pulsar 150 bs3 rarely used and excellently maintained mere bike me sirf back fire wala problem ata hai baki thode dino pehle engine heat ho Raha tha to Maine engine oil motul ka sala tab se engine heating band ho gyi, ab mujhe woh bike fires ache lagte hai kiuki bilkul super bike wali feel ATI hai, ab mai kya karu?
Mechanic se check karwaye
बाईक गिवेन अलाउन्स कब होगा
Jaise hi 1 lakh log participate karege uske baad channel pe live aakar winner choose karuga
Syntom number 4 ktm rc 200 solution
Bike fire ki awaz kaisi awaz hoti hai
Hii
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Bro saari problems air filter ki wajah se hai
Hi
👍👍👍👍
Inka apna Amul ka Factory hoga😂😅
ये प्रॉब्लेम मेरे स्कूटर मे आ रहा था.
4:15 girls love it 😘
A salute for your mind
😂😂😂
Yess 🤣
80kmph ke uper jate hi bike deti hai Aisa kyun
Sirr Mere Bike Ki Battery Down Ho Rahi Hain Bar Bar
❤️🙏