Durood Shareef Ki Fazeelat | Hassan Basri R.A Ka Waqiya | Maulana Farman Ullah Khan | BWP | MFK

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024
  • "Welcome to MFK, your go-to source for insightful Islamic content. Our channel is dedicated to exploring the rich traditions of Islam, offering motivational speeches, and sharing wisdom through Islamic business principles. We delve into the teachings of Islam, providing motivational quotes and preaching that inspire and enlighten. Join us as we embark on a journey of spiritual growth and understanding, rooted in the profound teachings of Islam. Subscribe to our channel for content that uplifts, educates, and connects us all through the beauty of Islamic wisdom.
    Allah ne is ummat pe ihsan kiiya k Allah ne is ummat pe apney Karam or fazl k darwazey khol diye.Allah ne hamen Ap S.A.W ki ummat me paida farma kar sab se bara ihsan farmaya. Aor AP S.A.W ne is Ummat k liye Maghfirat aor Rahmat ki Bohat duaen mangi.Aor Allah Pak ne AP S.A.W ki duaon ko qabool b Farmaya.Ab is ummat pe Allah k Ihsanaat b bohat hen aor Ap S.A.W k b bohat Ihsanaat hen .Aor Allah ka huka, hy or bohat fazeelat ki baat hy k Ap S.A.W pr har har ummati durood bhejey.Aor Ap S.A.W ka ham pe haq hy k Ap pr Durood bheja jaye.
    Is mukhtasar se bayan me durood e pak ki fazeelat pr Hazrat Hassan E basri R.A ka aik waqiya zikar hy .Or ye bayan Bahawalpur Tashkeel me recorf kiya gaya hy.
    Zaroor sunen.
    #youtubevideo #dawatetableegh #bayan #durood #duroodshareefﷺ #durood_shareef

Комментарии • 3