Sir income certificate apply kya tha or uspe quarry lag gai thi or reply bhi kar diya hu lekin abhi tak status me bus quarry reply likha aa rha hai or me ews ka form bhi bhar diya hu receipt se or quarry ka reply kiye 16 days ho gaiye hai ..sir agar bache ka name kisi school me aa jata hai toh original income certificate hi dikhana hoga ya fir receipt se kam chal jaiyega
Original income certificate hi dikhana padta hai... Aap apne Area ke SDM office jaha income certificate Banta hai waha ja ke income kb tk approved hoga unse puchye...
Bhai father mother ka mere birth year time ka koi proof chahiye hota delhi m birth certificate apply karne key liye saath m lgaane ko? Orr sdm order k liye documents by post ya online submit kra sakte hai?
Bhai mea Haryana mea rehta hu aur abhi mene ews cerificate banwaya Uttrakhand Government tehsildar se kyomi mere parmanent address vaha ka hae. Mujhe ye janna hae ki kya central level ews same hota hae ya alag. Agar alg toh mea central ews ke liye kese apply kar sakta hu.. Bhai pls help kardo ho sakte hae toh
renewal aap karwa lijye... agar inka admission process 6 june se pehle khtm ho jaata hai to aapka chal jaayega.. but fir bhi aap income renew karwa lijye....
Our income certificate expired on 3rd may 2024. I filled the form on 1st may 2024. I've also applied for renewal. Do I need to fill the form again or it's valid?
Sir mere bache ki age 4.years 9 month h maine ews certificate se form bahrdiaya h pre nurrcery main uhme age limit 5 years mangi h to isse koi dikkat to nahi mera baccha 4yeras 9 month ka h main ne pre nersery main form bhar diya h koi dikkat to nahi pls replay
Sir income certificate apply kya tha or uspe quarry lag gai thi or reply bhi kar diya hu lekin abhi tak status me bus quarry reply likha aa rha hai or me ews ka form bhi bhar diya hu receipt se or quarry ka reply kiye 16 days ho gaiye hai ..sir agar bache ka name kisi school me aa jata hai toh original income certificate hi dikhana hoga ya fir receipt se kam chal jaiyega
Original income certificate hi dikhana padta hai... Aap apne Area ke SDM office jaha income certificate Banta hai waha ja ke income kb tk approved hoga unse puchye...
@@zaheencomputer ok sir thanku
Bhai father mother ka mere birth year time ka koi proof chahiye hota delhi m birth certificate apply karne key liye saath m lgaane ko?
Orr sdm order k liye documents by post ya online submit kra sakte hai?
Bhai mea Haryana mea rehta hu aur abhi mene ews cerificate banwaya Uttrakhand Government tehsildar se kyomi mere parmanent address vaha ka hae. Mujhe ye janna hae ki kya central level ews same hota hae ya alag. Agar alg toh mea central ews ke liye kese apply kar sakta hu.. Bhai pls help kardo ho sakte hae toh
Sir income certificate 6th june ko expire hoga toh school me name aane par yeh certificate chalega ya renewal karwana hoga.
renewal aap karwa lijye... agar inka admission process 6 june se pehle khtm ho jaata hai to aapka chal jaayega.. but fir bhi aap income renew karwa lijye....
Sir agar maam first list mei nahi aaya tab bhi hum renew kara lein
Agar expire ho gya hai to zaroor kra lein...
@@zaheencomputer Thank u Sir
Cast certificate k through bhi bhr sakte h usme income certificate ki jarurat nhi hoti na
cast se bharne me income ki zaroorat nhi hai...
Form fill kr diya BT adress got ho gya h usko cancel karke dubaara kaise bhre
Video sahi se dekhye isi me pura btaya hai kaise delete krke dubara apply krna hai...
Our income certificate expired on 3rd may 2024. I filled the form on 1st may 2024. I've also applied for renewal. Do I need to fill the form again or it's valid?
first of all you need to delete your previous application form and then apply again with new income certificate application number....
OBC NCL mein date kahan hoti hai NCL ka number kahan hota hai
Re form kaise bhre agr got ho gya h to
Sir mere bache ki age 4.years 9 month h maine ews certificate se form bahrdiaya h pre nurrcery main uhme age limit 5 years mangi h to isse koi dikkat to nahi mera baccha 4yeras 9 month ka h main ne pre nersery main form bhar diya h koi dikkat to nahi pls replay
nhi koi dikkat nhi hogi 5 se ek din bhi uper nhi honi chhaye...
Maine form bhar Diya ews ka aur mera income certificate Jo apply kiya tha na vah reject ho Gaya Hai to Kya main dobara se apply kar diya h
Dubara form bhr ke new income certificate ka jo application number hai usse bhar lijye...
Ews ka admission income certicate se hota hai ya jo ek ews certificate banta hai alag se usse admission hota hai.
Income certificate se hota hai...
Sor mera village ka naam ni aa raha
Sir ma gaziyabad sa form bar sakati hu plz reply
Income certificate aur address Delhi ka hona chahye tb hi bhar skte hai..
Delete kaha se kre
Nice
Thanks