how to repair pulsar speedometer magnet ring, just 5 rs

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 13 сен 2024
  • #HARSHBHATT #pulsar180speedometerrepair
    part 1video (speedometer sensor cable replacement)
    • How to change pulsar 1...

Комментарии • 44

  • @maheshfadatare7236
    @maheshfadatare7236 7 месяцев назад +2

    Very helpful video bahi thanks

  • @mohammedyasarshaikh4090
    @mohammedyasarshaikh4090 8 месяцев назад

    Thank you sir magnetic sensor ke baare me batane ke liye, me ek Embedded System Engineer hu or soch raha tha ke wo kese kaam karta hai, chalo thank you me sirf ab wire change ka ke magnet move kar ke check kar lunga ke work kar Raha hai ya nahi

    • @HarshBhatt
      @HarshBhatt  8 месяцев назад

      Welcome brother 😊

  • @rushextreme
    @rushextreme 9 месяцев назад +1

    Thank you bhai

  • @assamesegopsop
    @assamesegopsop Год назад +1

    Good 👍 job

  • @crazyrestorer2020
    @crazyrestorer2020 3 года назад +4

    Wow bro ❤️

  • @mdasfakalam9572
    @mdasfakalam9572 Месяц назад

    Sir display me galat speed dekha raha hai kya kare or milege 15ka dera hai pulsar 150

  • @DHNTech
    @DHNTech 3 года назад +1

    Nice information Brother 💞#DHNTech

  • @sureshchandrameena4498
    @sureshchandrameena4498 Год назад +1

    Honda daazlar ke liye speedster ki ring or plastic ring kitne ki aayegi or kitne number ki aayegu

    • @HarshBhatt
      @HarshBhatt  Год назад

      I'm not sure
      Please checkout local market

  • @rishabhdubey230
    @rishabhdubey230 2 года назад +1

    Agr complete sensor hi change krna ho tbb..
    Kya market me mil jaega?

    • @HarshBhatt
      @HarshBhatt  2 года назад

      Yes bro easyly mli jayega

  • @nw1235
    @nw1235 3 года назад +2

    Hello bhai, meine aise fevikwik se joint karke speed sensor thik kia tha, lekin 2 din mein wo nikal gaya...
    Aur koi permanent option hai? M-seal se try karne ki soch raha hun

    • @HarshBhatt
      @HarshBhatt  3 года назад +1

      Bhai mere almost 15 din hogye
      Mera damage shayad kum hua hai
      Agar fevikwik na chale to mseal chal jayega

    • @nw1235
      @nw1235 3 года назад +1

      Ok.... Try karke bolta hun.
      May be speed mein garam hoke fevikwik tik nahi paa raha hai... short trip ke liye chal gaya par jaise hi long trip ki, bich mein nikal gaya aur wapas speed 0 show kar raha hai

  • @ravibhushan669
    @ravibhushan669 2 года назад +2

    Sir pulser 150 bina bike chalaye meter reading badha sakte hai kya.
    Per day 20 km
    Plz reply

    • @HarshBhatt
      @HarshBhatt  2 года назад

      Yes

    • @ravibhushan669
      @ravibhushan669 2 года назад

      @@HarshBhatt kaise badhega please reply

    • @ravibhushan669
      @ravibhushan669 2 года назад +1

      Mai bahut pareshan hu bhai.

    • @HarshBhatt
      @HarshBhatt  2 года назад

      Is mai pareshan kyo ho rhe ho ?

    • @ravibhushan669
      @ravibhushan669 2 года назад +1

      @@HarshBhatt मुझे per day किलोमीटर बढ़ाना है प्राइवेट जॉब करता हूँ किलोमीटर केर् पैसा मिलता है। अधिक किलोमीटर बढ़ा दूंगा तो पैसा मिलेगा। 3 rs per km मिलता है।
      पल्सर 150 से 3 rs में नही हो पायेगा।

  • @johngonsalves2992
    @johngonsalves2992 Год назад

    could you please tell me the size of the lock (circlip)?

  • @Kunal_Awari_666
    @Kunal_Awari_666 9 месяцев назад

    Bhai mere bike ke mag wheel me vo threads hi nahi hai yani vo khatkiya 😢 under ki baju se hai do khatkiya

  • @Shiva.dhillon
    @Shiva.dhillon Год назад +1

    Bro agar meter mein speed galat kabhi 30 kabhi 50 dikhata raheta hai to kya odometer(jo ki kilometer) batata hai kitna chali vo bhi galat hojata hai kya ?

    • @HarshBhatt
      @HarshBhatt  Год назад +1

      Ha bilkul sahi kaha
      Odometer aur trip meter bhi galat ho jata hai

  • @vanshgurjar9997
    @vanshgurjar9997 3 года назад +1

    Pulsar 150 2005 me ye sensor install ho jaye ga

    • @HarshBhatt
      @HarshBhatt  3 года назад +1

      Aaram se fit ho jayega
      Maine pulsar 150 2005 ka front alloy wheel pulsar 180 2007 mai fit kiya tha

    • @vanshgurjar9997
      @vanshgurjar9997 3 года назад +1

      @@HarshBhatt are ma speed sensor cable bata raha hu ho jaye ga bhai

  • @sandhusona4029
    @sandhusona4029 11 месяцев назад

    Wosher kaise kholi bro khul nai rehi mujhse to

  • @vanshgurjar9997
    @vanshgurjar9997 3 года назад +2

    Bhai meri pulsar ke carbonator se petrol kabhi kabhi nikalta hai to kya karu

    • @HarshBhatt
      @HarshBhatt  3 года назад +1

      Leak hota hai ya overflow ?

    • @vanshgurjar9997
      @vanshgurjar9997 3 года назад +1

      @@HarshBhatt bhai pata nahi Tohra sa nikala tha aur band ho gya

    • @HarshBhatt
      @HarshBhatt  3 года назад +1

      Bhai agar leak ho raha hai to flot chamber ki gasket kharab hai aur agar overflow ho raha hai to flot pin ka problem hai

    • @vanshgurjar9997
      @vanshgurjar9997 3 года назад +1

      @@HarshBhatt thanks

  • @ravinderravinder6345
    @ravinderravinder6345 2 года назад +2

    What is the cost for the Ring

  • @ashishcarpenter6406
    @ashishcarpenter6406 2 года назад +1

    Magnet ring mil jayegi ky bhai

    • @HarshBhatt
      @HarshBhatt  2 года назад +1

      Sirf ring to nahi milegi lekin shayad wo plastic part ke saath mil jaye

    • @ashishcarpenter6406
      @ashishcarpenter6406 2 года назад +1

      @@HarshBhatt thx jankari ke leye

    • @HarshBhatt
      @HarshBhatt  2 года назад

      Welcome bhai 🙏
      Please subscribe and support