Agar koey patient jin k donu haath may drip lughi huey ho, na pak ho, restroom ya saaf kernay ki ijazut na ho ya disable ho hatho say Tau kesay namaz ada kersukta hay.
'Zademuslim' you people are doing something which is very important for the ummah! I pray to Allah SWT to accept all your efforts and rewad you with thr best. Ameen.
Aap par salamti ho mufti sahb pls batain agar fever hota ha ya nai bhi hota ha sirf jism dard ha bister say uthnay ki gunjaish nai to hum tb bhi tayammum say namaz padh saktay hai wazoo k baghair.
Main paralysis patient ho 5 years se main bed pe ho-na wazu karsakte na taimmumm kar sakte aisi halat me namaz qubool hoti na main bahut majbur ho dimag Kam nahi kara ishrau me namaz pad ta ho
Jazak Allah
Masaallah jazak Allah Khair 💕
zademuslim k obaid sahab ko salam mufti sahab. ♥♥♥♥♥♥
Zaberdast mufti sahab
Zademuslim obad Mufti sahab ko meri taraf se salam ke sath Ramadan Mubarak tayaemum ke barae joruri jankari denae ke liyae .
Subhan Allah, mufti Saab very good information
Masallah❤❤
Millions of thanks. ..... jazakallah khair 😊😊😊😊
Mufti sahab agar hath hilana bhi mushkil ho aur lete ho to bagair wuzu ke namaz padh sakte kya?
Jazakallah Allahoakbar
Txxx for sharing... M bhi bad rest hu or mjje jnna tha y sb thank you so much
Nice videos...@team zaademuslim
Qari sab agr opraiton ka zahm ho to ghusal ka tarika bata dy mtl pani zam pe na jay zahm pe kuch b na lagay kasy kary please
Kya murde ko gusal dete waqt uska sater dekh sakte hai
Agar koey patient jin k donu haath may drip lughi huey ho, na pak ho, restroom ya saaf kernay ki ijazut na ho ya disable ho hatho say
Tau kesay namaz ada kersukta hay.
Janakalyankaari ❤❤❤❤❤❤
Taimum me pairu ka sar ka masa nahi hai kay
Sir agar nijasat lagi ho to kya tayammum ho jaiga
'Zademuslim' you people are doing something which is very important for the ummah! I pray to Allah SWT to accept all your efforts and rewad you with thr best. Ameen.
Aap par salamti ho mufti sahb pls batain agar fever hota ha ya nai bhi hota ha sirf jism dard ha bister say uthnay ki gunjaish nai to hum tb bhi tayammum say namaz padh saktay hai wazoo k baghair.
کیا مسجد کے ماربل کے فرش سے بھی کر سکتے ہیں ؟؟
mashaallah
Ager koi "Falij" ka mareez ho jo apna hath na utha sukta ho tub kis tarah "Tayamum" kery gay?????
Jazak Allah bahot dinon se confusion tha door hua Alhamdulillah
Main paralysis patient ho 5 years se main bed pe ho-na wazu karsakte na taimmumm kar sakte aisi halat me namaz qubool hoti na main bahut majbur ho dimag Kam nahi kara ishrau me namaz pad ta ho
Aggar ek hath par patti ho tu
Wrong way😮