Aap ki jankari la jawab allah ke wali ke mazar ke paas masjid zaroor hoti hai mere is hindu bhai ko salam allah jis se chahe apna kaam le leta hai humein apni in historical palace ko sambhaal ker rakhna chahye jazzak allah
Jitne v masjid 2 manjil or 3 manjil ban Rahe hai, musalmano ko chahiye is tarha ki masjid ko bnaye/repair kre , or awaad kre har 20 ghar k log alag alag masjid me namaz padhe is tarike se sb masjid awaad ho jayegi.❤
Bahut shukriya aapka Aapne Bahut mehnat ki is Heritage ko Manzar E Aam per lane k liye Thodi sudhar ki zarurat hai aapko Masjid k Androoni Hisse ko bhi cover karna tha aur Khanquah ko bhi thoda aur exposure milna chahiye tha Jo Bhai aapko Khanquah k bare me bata rahe the unki awaz bhi bahut maddhim hai
0:52 Bhai aapki videos mostly bohat achchi hoti ha🙏 But But But But But Ye Bihar ki bad luck ha ke Bihar main aap jaise loog bhi "Psycho/Nonsense" words "khilwar" use kar rahe hain Jo Bihar government historical Bihar🌷ke developments ke liye appreciable works kar rahi ha, use aap "Khilwar" kah rahe hain
Waqf bord ko sirf apni bord lagane or jis jagah se kamai ho wahan par Paisa tasilne se matlab hai ek rupya bhi nahi lagata hai sara paisa kha jata hai Unko chahiye na thoda dhyan de
Per damrya ke bare mi jo bata rahe sab wo sahe nhe hai es khandan ke log Bhagalpur shah market ke sajjada sahe batye ge ya pro shamim munami sab batyge. Ye ek qushesh hai
दमाडिया परंपरा में लोग शाकाहारी होते हैं सुनकर आश्चर्य हुआ। इस परंपरा के लोग अभी भी हैं या नहीं। इनका कोई धार्मिक किताब भी है या नही। इनकी भक्ति इबादत का तरीका क्या है?
Ye log hote Muslim hi hain, isliye Inki dharmik kitab bhi quran h or ibadat ka tarika namaz hi hota h, par sufism me spirituality pe focus hota h, followers Muslim or non Muslim dono hi hote hain.
Mashaallah har musalman bhaiyyo ko milkar har mashjido ko awad karna hoga ❤️
Thnx to explore such precious things
Mashaallah bahut khubsurat masjid
Mere ghar ke pas
Mashallah bhai bohot umda kaam kiya aapne
Allah jazay kher de aapko
Mashallah aise hee kaam karte rahe or hamlogon ke beech nayi nayi jankari dastiyab karwate rahe ❤
Aap ki jankari la jawab allah ke wali ke mazar ke paas masjid zaroor hoti hai mere is hindu bhai ko salam allah jis se chahe apna kaam le leta hai humein apni in historical palace ko sambhaal ker rakhna chahye jazzak allah
Jitne v masjid 2 manjil or 3 manjil ban Rahe hai, musalmano ko chahiye is tarha ki masjid ko bnaye/repair kre , or awaad kre har 20 ghar k log alag alag masjid me namaz padhe is tarike se sb masjid awaad ho jayegi.❤
Thank you for bringing this
Very nice brother
Very good look , ❤❤❤
Masa Allah from Kolkata
Maasha aallha.bahot.khubsurat.hai
Bhai city me ek rauza ki masjid hai uska bhi koi vedio banaye plzz
Ap na masjid under sa kun nhe dekihe
Ajay kr ji ko bhi dhanyawad
Bahut shukriya aapka
Aapne Bahut mehnat ki is Heritage ko Manzar E Aam per lane k liye
Thodi sudhar ki zarurat hai aapko Masjid k Androoni Hisse ko bhi cover karna tha aur Khanquah ko bhi thoda aur exposure milna chahiye tha
Jo Bhai aapko Khanquah k bare me bata rahe the unki awaz bhi bahut maddhim hai
Masjid Me Tala Band Tha, Namazi Nhi h, Khanqah Khatm Ho Chuka hai.
@@HeritageTimesIN oh, matlab Juma ki namaz bhi nahi hoti wahan
Aaspass k Muslim aabadi ko is per gaur karna chahiye
Media wale bhaiya no dijiye
🇮🇳🇮🇳💓💓🌹👋👋👋👋👋👋👋👋👋👋
Aap nay masjed ko ander say nahi bataya Sara kilip bekaar hugaya
दानापुर से कटकर ट्रेन पाटलिपुत्र के तरफ से सोनपुर निकली थी शायद यही वह मस्जिद है जिस मस्जिद को हमने ट्रेन से देखा था आज,
As I remember Justice Late S.S. Nayyer Hussain was care taker Muttawalli of this Dargah.
Kabhi hame bhi le chaliye
Patna Heritage Walk Ka Plan Rakhte hain Kabhi
Jaroor
Hii
❣️
Bhai,Damaria koi silsila nahi hai,balke unko ye laqab mila tha.
Aap rasta galat pakar liya tha Patna ghat se bilkul nazdeek hai ye jagah
0:52
Bhai aapki videos mostly bohat achchi hoti ha🙏
But But But But But
Ye Bihar ki bad luck ha ke Bihar main aap jaise loog bhi "Psycho/Nonsense" words "khilwar" use kar rahe hain
Jo Bihar government historical Bihar🌷ke developments ke liye appreciable works kar rahi ha, use aap "Khilwar" kah rahe hain
Waqf bord ko sirf apni bord lagane or jis jagah se kamai ho wahan par Paisa tasilne se matlab hai ek rupya bhi nahi lagata hai sara paisa kha jata hai
Unko chahiye na thoda dhyan de
Per damrya ke bare mi jo bata rahe sab wo sahe nhe hai es khandan ke log Bhagalpur shah market ke sajjada sahe batye ge ya pro shamim munami sab batyge. Ye ek qushesh hai
दमाडिया परंपरा में लोग शाकाहारी होते हैं सुनकर आश्चर्य हुआ। इस परंपरा के लोग अभी भी हैं या नहीं। इनका कोई धार्मिक किताब भी है या नही। इनकी भक्ति इबादत का तरीका क्या है?
Sufism me aisa hota hai....
Ye log hote Muslim hi hain, isliye Inki dharmik kitab bhi quran h or ibadat ka tarika namaz hi hota h, par sufism me spirituality pe focus hota h, followers Muslim or non Muslim dono hi hote hain.
Jai sri Ram
Patna ke kai masjid aisi hi hai
Aapse contact krna h
Number de dijiyega