M bhi bhut man se pooja karti hu magar kuchh dino se tbyt ki wajah se normal jyot batti hi kar pa rhi hu magar meta manna h ki bhav sabse phle hona.chayie
Bahot sundar.. dil ko sukoon mil gaya apki pooja dekh ke..ek question h mam mera..jaise Prasad toh apne grehan kar liya waise hi bhgwan ji ko jo jal humne chadaya tha usko bhi grehan kar sakte h?
घर में शिवलिंग बिना प्राण प्रतिष्ठा के हीं रखना संभव है अन्यथा हम रोज शिवलिंग को स्पर्श करके उठाकर रखते हैं इसलिए अधिकतर कहा जाता शिवलिंग नहीं रखने को शिवलिंग से लगातार ऊर्जा निकलता है इसलिए मंदिर के आसपास खुले खिड़कियां होना चाहिए
Yeh request maine kiya, aur thanks deti hun aap ko, kiyuki meri request aap ne sanman kiya,,rachna ji meri puja path bahut achcha lagti hai,,aur maine aapko kiyu kiya request, isiliye, aap pura ka pura positive pesonality hai,,aur mai yeh bahut pasand karti hu, aap jis tara aapko sangsar ki seba karti hai,,uoh sabko shikhna hai..kitna pyar karti ho aap,,aap ka ghar ko,,mujhe bahut achcha lagti hai aap ka vlog,,bahut inspiring hai,,mai bhi aisi kammkaj karti hu gar me,,kuchdin pahele aap jaisi cha banaya tha,,sab khake kitna khus hua, maine mangore banaya, kitna testi hai....aap har waqt bolte hai aapnoka kheyal rakhie,,take care of yourself, pl overloaded pressure maat lijie, thanks for the vlog,,kitna sundar puja kiya,,ghar me thakur ji ka arti must.....
First of all Thank you so much dear 🙏 that you loves ur requested video mujhe khushi hai ki apki request ko main acche se share kar payi thank you so much for your appreciation love and support 😊❤️
Apke mandir me bahut positivity h.. Ansh h.. Dii dekha jaye toh aap poore din hi puja karti h.. Puja safaai.. Shuddh saaf bhojan bhi h.. Jo aap poore din karti.. Pitambari hum bhi use karte h. Di
Hii💗💗nice puja vlog... bahut Shanti lag rha he apka puja or mandir dekhke💗..nd I am a bengali from kolkata....aap please share kar sakti he kya aap kolkata ka Kahan se hei?
Please my friend I watch your all videos . Please can you tell me I have dog in my home and you have dog in your home too..Ido dita jot every day but recently I noticed my dog German Shepherd Shepherd goes my prayer room and he eat jot ghee he is big dog .I live in Newyork please can you give any suggestions.
Didi mi first time aapki video dekh Rahi hoo bahut achcha laga.didi Mera gharpe daily chote batth par jagda hoti hi.hum teen hi Beti husband aur mi Karz bahut hi . Barkat nahi hi kya Karu di.hanuman ko be abi Puja karthi hoo
Mam plz rply kriyega mera beta ढाई साल का h or use rat m bht khasi aati h ...apka long kali mirch vala nushka use de skte h???or kitni bar de???roj de skte h???
Haan ji hum apne ghar per chote bacchon ko bhi dete hai 2 laung 2 kalimirch 2 chutki haldi ko honey main milakar 2 subah or raat main de dijiye 2 din nd full prossece ready kaise kroge aap isko vlog main dekh lijiye
@@thelifestyletales08 thnku so much mam rply krne k liye mene 5 long or 5 kali mirch lkr rakh Li thi roast krne k liy acha hua aapne rply de Diya thnku again mam🙂
I m watching your videos continuously from 2 months. Aaj maine ye video dekha i want to know k kalash k nariyal ka kya niyam h. Mam I know u r very busy but still if possible then reply me. 🙏
Bhut hi acche se aapne apni puja rutin btaya aapne apne mandir ko bhit hi pyaara shjaya h 🙏🙏
Thank you 😊🙏
Mera Shankar Jo Puja karte car ke andar earring chala gaya hai kaise kaise nikalega
Aapki puja dekh ke mann ko shanti mil gayi 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏... Thanks for sharing!!
It's a pleasure Dipanwita ji 😊❤️ ki apko meri sharing pasand aayi
@@thelifestyletales08 wow beautiful 😍
Aaj Maine aapki bahut saari videos dekhi Auntie 🙏😍
Apka Pooja vidhi bahut achha lga...
Aapko dekh kar bahut khushi milti hai
Thank you Neera ji 😊
Pooja ki vidhi batane ke liye dil se abhar shukriya asp sada khush Rahein
🙏♥️
Bahut hi acha laga mandir aur Pooja dekh .sada swasth rahiye
Thank you Shivangi ji 😊
Man khush ho gaya di.
Apko dekh k mere ander b energy aa jati phir lagta h Ghar ko aise hi maintain rakhna chahiye
Thank you dear 😊mujhe accha laga yeh jaan kar ki meri videos apke liye helpful rahi
Thank you ma'am
Very nice video 🙏🙏
Bahut Archaa laga asking Puja karne ka tarika❤🙏
Nice sharing di❤❤ jai mahakaal
Ati sundar..🙏🙏
Radhey Radhey ❤️ Joy maa kali
Bahut hi pyara vlog hai!
Ji Thank you 😊
Aapki Pooja se mn khush ho gya ji ye Shrifal kya sukha nariyal h kya ye kbhi khrab nhi hota rkhe rkhe
Thanks for sharing 🙏
Bohet kuch sikhya di, thank you 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Accha lga mujhe yeh jankar ki apke liye helpful rahi video😊
Bohot hi pyaara aur saral puja Kiya hai aapne, bas ye dhyaan rakhyega ki aap devi maa ko sindoor,haldi hi lagave! Bohot hi acha pujan vidhi lagi
Jai shree ram 🌹🙏 from Ayodhya to nidhi Pandey
Bahot sunder Pooja karte hain aap
Mann shant ho gyaa 🙏🏼
Thank you 🙏😊
Pehle ganga jal dala jata hai phir normal Pani dala jata hai...aur dried fruits ko dhoke use karna chahiye puja mein😊😊
Bhut pyara Mandir h apka...mere bhi esht devta shiv ji h..
Thank you 🙏😊
Bht achha lga dekhkar,
M bhi bhut man se pooja karti hu magar kuchh dino se tbyt ki wajah se normal jyot batti hi kar pa rhi hu magar meta manna h ki bhav sabse phle hona.chayie
Kitni Sundar Puja karti hai aap🥰
Thank you 😊🙏
Bbahut sunder 🙏🏻🙏🏻
Jai mata di mam❤❤❤
Jai mata di 🙏
Didi bimar hone par daily puja path ka kya option ha? Kya bina snan kiye mobile me padh sakte hai? Pl guide 🙏
mn ko bhut shanti mili
Bahot sundar.. dil ko sukoon mil gaya apki pooja dekh ke..ek question h mam mera..jaise Prasad toh apne grehan kar liya waise hi bhgwan ji ko jo jal humne chadaya tha usko bhi grehan kar sakte h?
Bahaut hi sundar tarikhe se Pooja karte ho aap rachna ji 🙏 jai mata ki
Jai mata ki 🙏😊
Aap ki puja se maan prashan hogaya
Rachanaji🙏
Thank you Sristi ji 😊
Aap bhut acche se mann se pooja krti h.. ❤
Namah Shivay 🙏🙏
Namah shivay 🙏
Ati sundar mai bhi aese hi karti hun namaste 🙏 💖
I am new sebscriber.ye video mujhe bahut acha laga mam
Thank you Renu ji 😊❤️ welcome to the family 😊
Bout achhi lagi
Mam kuch dino se mai apki video dekh rahe hu ..... bahut achha h
Ji thank you 😊
Main khana or Kishori par video banati hoon please comment karke batna kese banate ho
आप का मन्दर की पूजा आछी लगी
Bahut accha laga
Om namah shivaya 🙏
Beautiful routine 🥰🥰🙏
Thank you 🙏
Bahot acha laga video dogi ka video bhi daliye
Jai maa kali 🙏
RADHERADHE
Aj hi sub kiya ,, best vlogs untyji
Haan ji ❤️
Aap sach me badi nice ho maan khush ho jata aapki video dekh ker
Thank you 😊🙏
Jai mata di
Jai mata di 🙏
Maine to suna h ki khde hoke pooja nhi kiya jata h please btaiye khade ho ke pooha kr skte h
Bilkul kar sakte hai dear😊
Please bataiye kya daily Pooja me khde hoke Pooja kr skte h
@@thelifestyletales08 pe log kehte h ki khde hokar Pooja asubh mana jata h
नीचे आसन लगाकर कर सकते हैं बिना आसन का नहीं करना चाहिए
घर में शिवलिंग बिना प्राण प्रतिष्ठा के हीं रखना संभव है अन्यथा हम रोज शिवलिंग को स्पर्श करके उठाकर रखते हैं इसलिए अधिकतर कहा जाता शिवलिंग नहीं रखने को शिवलिंग से लगातार ऊर्जा निकलता है इसलिए मंदिर के आसपास खुले खिड़कियां होना चाहिए
Bahut badhiya 👌👌👌
Di apka mandir bhut acha hai apne bhut ache se btya hai ausumm di
Di kis disha me rkhna chaiye mandir
1st comments nd like Allways me
Thank you 😊❤️
🙏
Yeh request maine kiya, aur thanks deti hun aap ko, kiyuki meri request aap ne sanman kiya,,rachna ji meri puja path bahut achcha lagti hai,,aur maine aapko kiyu kiya request, isiliye, aap pura ka pura positive pesonality hai,,aur mai yeh bahut pasand karti hu, aap jis tara aapko sangsar ki seba karti hai,,uoh sabko shikhna hai..kitna pyar karti ho aap,,aap ka ghar ko,,mujhe bahut achcha lagti hai aap ka vlog,,bahut inspiring hai,,mai bhi aisi kammkaj karti hu gar me,,kuchdin pahele aap jaisi cha banaya tha,,sab khake kitna khus hua, maine mangore banaya, kitna testi hai....aap har waqt bolte hai aapnoka kheyal rakhie,,take care of yourself, pl overloaded pressure maat lijie, thanks for the vlog,,kitna sundar puja kiya,,ghar me thakur ji ka arti must.....
First of all Thank you so much dear 🙏 that you loves ur requested video mujhe khushi hai ki apki request ko main acche se share kar payi thank you so much for your appreciation love and support 😊❤️
Apke mandir me bahut positivity h.. Ansh h.. Dii dekha jaye toh aap poore din hi puja karti h.. Puja safaai.. Shuddh saaf bhojan bhi h.. Jo aap poore din karti.. Pitambari hum bhi use karte h. Di
Thank you Janki ji 😊🙏 koshish poori rehti hai ki Ghar per kisi ko bhi koi problem na ho abhi tak ki zindagi isi main beeti hai
Acha laga sab ❤😊
👏👏
Bahut sundar 🙏
Thank you 🙏
Radhe radhe mam 🙏 kalash roj rakhti h
Thursday pooja ka vlog share kijiye mam
Already shared dear 😊
Namasty ma'am 🙏lakshmi ganesh ji ki murti agr pane online li ho to please link share kijiyega...
Dear main Kolkata ke bade bazar se lati hoon
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Hello🙏mam aapne video me bola 11 January our date mention ho rahi hai 11-2-2023 yani Feburary
Beautiful 😍 very true what you said to must follow the routine to do the puja everyday ❤
Thank you dear 😊
Main khana or Kishori par video banati hoon please comment karke batna kese banate ho
Sister bhole nath ji ki shivling ko roj snan kra skte hai aur mere shivling jo hai almari par hai to unko utha kr snan kra skte h
Nice 🙏
Nice mam
Thank you 😊
Didi kalash bali nariyal kitne dino TK use karti h fir usko kya karna chahiye
Video full Wath kijiye btaya hai maine dear
Dii aap nebhut sunder ki🙏🙏🙏
Reena ji yeh to apka pyar Jo main acchi lagti hu apko❤️
Bhut achhi apki puja ... Or aap bhi prabhu app pr kripa kre
Thank you Anupama ji ❤️😊
🙏🙏🙏🙏🙏
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌹🌹
🙏❤️
Aap kalash ke nariyal ka kya krte ho
Or kitne din main use change kr dete ho ??
Hii💗💗nice puja vlog... bahut Shanti lag rha he apka puja or mandir dekhke💗..nd I am a bengali from kolkata....aap please share kar sakti he kya aap kolkata ka Kahan se hei?
Thank you so much Debleena ji😊 main near by airport rehti hoon
🙏🏻❤️
🙏❤️
🙏namah shivaya
Main khana or Kishori par video banati hoon please comment karke batna kese banate
Di prasad to morning me uthana chaiya
Arti ka diya alag se jala kar aarti Kara Karen baaki sab achcha hei.🍀🍀🍀🍀
Right
Nice 👍👍
Thank you 😊
Aapni brown wala box hai jise doop kakha please share link
Very nice didi
🙏🌺🌺🙏
🙏🙏
Didi aap roj koun si aarti gaati hai
Please my friend I watch your all videos . Please can you tell me I have dog in my home and you have dog in your home too..Ido dita jot every day but recently I noticed my dog German Shepherd Shepherd goes my prayer room and he eat jot ghee he is big dog .I live in Newyork please can you give any suggestions.
Nice
Aunty lutiya me phle gangajal dalte h fir normal pani mila lijiye
normal pani me gangajal nhi milana chahiye
🙏🙏🙏🙏
Laxmi ji ko koun se mala dala hai bataye
Didi mi first time aapki video dekh Rahi hoo bahut achcha laga.didi
Mera gharpe daily chote batth par jagda hoti hi.hum teen hi Beti husband aur mi
Karz bahut hi . Barkat nahi hi kya Karu di.hanuman ko be abi Puja karthi hoo
Aapne reply nahi Diya
Ohm namah shivaaye🎉🎉❤❤❤😊😊😊♥️🧿👨👦😔❤️🌎🌏🍧🙏🙏💯🕉🙏🙏💯
Aap ye nariyal kb change krti h please reply thoda jldi dena
Navratri main
Nice vlog mam #Jamshedpurvloggerranjanasingh
Kish din kalash ka pani change karte he or kasal kaise rakhne ghar ki mandir me
Pls.btaiye mujhe bhi janna hai
Kalash ke water ko kitne din pe badli jati h?
Nariyal hmesha badalti h??
Aap Friday ke Friday jal badalte ho or nariyal bhi
दी आप सुबह कितने बजे पूजा करते हो
Kesariya Chandan ko ashtgandh bolte hai humlog
Haan ji😊
Mam kya aap prasad alag chuele use krti hai
Dear main samjhi nhi
Pooja k bartan aap kaha dhoti hai
Ji kitchen main
Pooja k prasad kaha banati hai alag gas pr
Rachna ji ek baat batayen ki gauri maa ko ye kaali mala kaun si hai
Laxmi maa ko Kamal gatte ki mala pehnati hoon main subah hota hai
क्या कलश का पानी रोज बदलते हो कब पानी डालते हो किस दिन पूरा बताओ
Mam plz rply kriyega mera beta ढाई साल का h or use rat m bht khasi aati h ...apka long kali mirch vala nushka use de skte h???or kitni bar de???roj de skte h???
Haan ji hum apne ghar per chote bacchon ko bhi dete hai 2 laung 2 kalimirch 2 chutki haldi ko honey main milakar 2 subah or raat main de dijiye 2 din nd full prossece ready kaise kroge aap isko vlog main dekh lijiye
@@thelifestyletales08 thnku so much mam rply krne k liye mene 5 long or 5 kali mirch lkr rakh Li thi roast krne k liy acha hua aapne rply de Diya thnku again mam🙂
I m watching your videos continuously from 2 months. Aaj maine ye video dekha i want to know k kalash k nariyal ka kya niyam h. Mam I know u r very busy but still if possible then reply me. 🙏
Mujhe bhi janna hai